Aaj tak maine aapko website / blog ko google search engine me 1 page par lane ki bahut sari SEO tips btayi hai. But aaj main aapko only 3 method btane wala hu. Jinse aap easily apni site pages ko google search results me first page par rank kara sakte ho or adhik organic traffic kama sakte ho. Agar aap apni site ko aasani se google me top position par lane ka tarika talash rahe hai to ye article aapke liye hi hai.
Website ko google search me first page par lane ka sabse badiya tarika hai badiya content likhna. Aap jitna quality content write karoge googe use utna hi jyada like karega. SEO content likhna sabhi log chahate hai kyuki ye site ko google me first position par lane ke liye jaruri hai or google ko SEO friendly content ko index or crawl karne me aasani hoti hai.
SEO ko samajhne ke liye aapko google ki sari guidelines read karni hogi. But agar hum short or sirf content ko search me first page lane ki bat kare to main aapko iske bare me short step bta sakta hu. I mean main aapko only 3 step bta raha hu. Agar aap inhe achhe se samajh kar follow kar lete hai to aap search engine optimization ke bare me bahut kuch sikh jaoge.
Table of Contents
Blog Ko Google Me First Page Par Rank Karane Ki 3 Best SEO Techniques
Everyone wants that how to rank your site on google with easy step. So agar aap bhi chahate hai ki aap bahut hi short tarike se aapki site google me top posititon par show ho to aap in tips ko achhe se follow kare. Is post ko aap “Blog Par Great and Killer Content Write Karne Ki 3 Best Techniques” title ke torr par bhi dekh sakte hai.
Three material to get your site 1st page on google:
- Content
- People love it.
- Google knowing that
Ye mera personal experience hai and I’ll admit it, In three factors se site ko easily google me first page par rank karaya ja sakta hai. I know, aap soch rahe honge ki in 3 words ke bare me to aap already bahut bar sun or padh chuke hai.
That’s you are wrong, Ye sirf three words nahi balki SEO ke main factors ki part series hai. So please cover it. I sure agar aapko ye three topics sahi se samajh aa gaye to aapki site aane wale dino me google me top position par hogi or aapki site par daily lakho log visit karenge.
1. Content: If you can write the write best
Content likha bahut aasan hai, ye aapki personal think ho sakti hai but agar aapko pata nahi hai ki content kaise likhna hai or googlebot kaise humare content ko index karta hai. Content low quality hai ya high quality hai, use kis tarah iske bare me pata chalta hai to shayad aapka content likhna search engine ke liye bekar hai.
Ek writer jo ki apne blog par logo ke liye helpful articles likhta hai or wo bahut time tak padhe jane wale articles likhta hai to uske liye jaruri hai ki uski site google me first page par so ho or google ke first page par site ko show karne ke liye use ye pata hona chahiye ki google ko kis type ka content pasand hai.
Agar aapne abhi tak iske bare me kuch nahi jana hai or kuch nahi padha hai to main aapko suggest karunga ki Abhi padho, Go ahead. Hum fir aapka yahi par intjar karenge.
2. People love it: Write better & clear content
Jab aapko google search engines ki puri process ka pata chal jaye to likhna shuru karo or kuch aesa likho jise log sabse jyada pasand kare. I mean ek bar jo user aapka content read kar le to wo dubara aapki site par visit kare.
Writer ka sabse first step hota hai apne reader ko khush rakhna yani aesa content write karna jise uske sabhi readers like kare or uski har ek latest post ko read karne ke sath share bhi kare.
Google content ka visitor engagement dekhta hai ki aapke dwara likhi gayi jankari ko user kitna like and share karte hai or iske bare me kya bat karte hai. But sirf visitors ke liye likhna hi aapki site ko google me first position par lane ke liye kafi nahi hai.
So iske liye aapko good valueable content jo high engagement wala ho or jo sabhi ke dwara pasand kiya jane wala ho, content likhna hai or ye aasan nahi hai. Iske liye aapko good articles write karne ke bare me bahut kuch janna hoga. Main already is bare me kafi post write kar chuka hu. So iske liye aap time to time humari latest SEO related post read karte rahe.
High visitor engagement banane ke liye aapko bahut nahi bahut jyada badiya content likhna hoga or wo aap tabhi kar sakte ho jab aapko google webmaster guidelines ke bare me sabkuch pata ho. Short me main aapko iske 2 step bta raha hu.
Two ways to get more visitor engagement:
- Optimizing SEO content for more engagement.
- Drive more traffic via content promotion.
1. Optimizing SEO content for more engagement:
Aap kitna bhi likho visitors ke liye kam hi hoga but boring content mat likho or useful and helpful paragraph hi content me add karo. Sabkuch spasast hona chahiye, content ki ek ke lines useful ho.
Google us page ko bahut jaldi index karta hai jis par jyada traffic ho. So content likhne ke sath sath apne blog par email marketing list, I mean blog subscribers members list increase kare or blog par jyada se jyada followers banaye, jo aapke post share karte hi use read kare.
Content me other content linking use kare or newsletter, eBook, videos ki help se content ko or jyada useful banaye but important metter content bilkul clear or behtar hona chahiye jise aapke reader next time bhi read karna chahe.
Add eye catching images, apne content me badhiya photo add karke usko itna effective banaye ki user read karne ke sath use share bhi jarur kare.
“Call to action” Readers ko content share karne or apna responsive comment karne ke liye kahe or logo ki aapke bare me kya raye hai wo aapki writing skill ke bare me kya kahte hai ye jarur pata kare.
2. Drive more traffic via promotion:
SEO is not everything, SEO hi sabkuch nahi hota. Without SEO ke bhi blog par high traffic ho sakta hai. Content promotion site par high traffic hone ka ek big reason ho sakta hai. Maine bahut se bog dekhe hai jin par search engine se bahut kam traffic aata hai but fir bhi use lakho log read karte hai, Kyu? kyuki in blog ki promoting process bahut high hoti hai.
Traffic se traffic badhta hain, Bas ek bar aapko content ko share karne wale kuch badiya visitor mil jaye fir hand to hand aapke content ka auto promotion hota rahega.
Promotion me social media, Email, Socail Search, Links, Subscribers, Followers sabkuch aa jata hai. Ab ye aap par depend karta hai ki aap kis tarah apne blog ka promotion kar pate ho.
Aap jitna apne content ka promotion karoge aapko utne hi jyada reader milenge, I mean aapke blog ko utne hi jyada log read karenge.
Post me nbound linking use karna content promotion ka sabse effective tarika hai. Google bhi ise pasand karta hai or reader ko bhi ek se jyada jaruri posts padhne ko easily mil jati hai. Wo ek post se apne kaam ki dusri post par aasani se visit kar sakte hai. Lagbhag har ek pro blogger is trick ko use karta hai.
Agar main apne favorite promotion method ki bat karu to mujhe facebook group with targeting people me blog ka promotion karna pasand hai. Iske alawa main google+ community ko bhi free promotion way me behtar way manta hu.
Yaad rahe apne content ka promotion sirf unhi place par kare jaha par use chahane wale ho. Unrelated groups, forums and communities me apna content share karna bekar hai. Is se bache or sirf badiya location par hi apni posts ko share kare. Isse aapka time bhi barbad nahi hoga or aapka blog bad users impact se bhi bacha rahega.
Ek bar aap apne content ka fully promotion kar lete hai to google apne aap use better rank dena shuru kar dega. I mean google popular and valuable content ko jyada like karta hai, Its confirm.
3. Google Knowing that: Follow technical best practises for SEO
Humne part-1 me google ko janne or part 2 me logo dwara pasand kiya jane wala contnet likhne ke bare me bat ki thi. Now, hum bat karenge google SEO guidelines ki jisko samajhne me bahut se blogger fail ho jate hai.
Google ne many algorithms banayi huyi hai. Ek newbie user ko un sabke bare me janne me bahut time lagta hai. I sure aap ek day me google rules ke course complete nahi kar sakte or na hi aap baki search engine terms ko ek din me samajh sakte ho.
So main aapko suggest karunga ki sabse pahle aap google ki wo terms read kare jinki aapko abhi jarurat hai. Uske bad other material ke bare me soche.
Agar aapki soch hai ki aap kisi se puch kar ya sun kar SEO ko jaan sakte ho to ye bahut mushkil ho sakta hai. In my case, maine aaj tak iske bare me kisi se bat nahi ki or jo kuch sikha hai khud search engine optimizing wali post read kar ke sikha hai.
Aapko SEO ko deeply janne ke liye iski terms ko read karna hi hoga. Iske bare me aapko bahut sare blog par articles milenge ya fir aap google ke blog par iski terms wale content read kar sakte hai.
Content me keywords, keyword denisity, targeting keywords and sabhi topics par main 100+ articles likh chuka hu. Agar aapko humari writing skill pasand hai to aap humari SEO related post read kar sakte hai. Aane wale time me hum iske bare me content share karte rahenge so aap humari latest post bhi try kar sakte hai. Aap chahe to humare blog ko subscribe bhi kar sakte hai.
Jis tarah ek Sick man sahi se chal fir nahi sakta. Same usi tarah ek unsound site se better performance ke koi chances nahi hote.
Blog par more content hona bhi jyada traffic pane ka simple tarika hai. But iske liye aapko broken links, duplicate content, keyword denisity jaisi problem ho sakti hai. So apne blog par original content rakhe or sirf helpful and jaruri content hi share kare.
Badiya content likhne ke liye aap keyword research kare. Iske liye aap Keywords Difficulty Tool ka istemal kar sakte hai. Ye better post likhne ke ideas pane ka great way hai. Sath hi aap On Page SEO ko bhi achhe se samajh le or ye jaan le ki aapko content kis tarah likhna chahiye.
Apni site ka SEO health banaye rakhe or kabhi bhi Bad SEO ko follow karke content write na kare. Humesha prefect title, headlines ke sath article likhe or usko achhe se promote kare.
Jaha tak ho sake SEO ki har terms ko rrad kare or use follow karne ki koshish kare. Uske bad achhi practise se clear content write kare jise index karne or samajhne me google ko aasani ho or wo use like kare.
Final Words,
Finally, Google me site ko 1 page par rank karane ke liye aapko three method like content likhne ka experience, your talent and google SEO terms ko follow karna hoga. Mujhe galat mat maniye, mai aapko sahi bta raha hu in 3 tariko se aapki site ki search ranki 100% increase hogi.
Agar aap chahate ho ki aapki site google me achhe se rank kare or aapki sabhi post first page par show ho to is post me btaye huye 3 tariko ko follow kar lijiye. I sure aapki har post google me first page par show hogi.
I hope you may like this post, If yes then share this post on social media with your friends.
prakash
sir aap mujhe ye bataye ki aapke post ke top par lane ke raj kya hai.man lijiye ki main ek post likhe hai website ke speed check kaise kare.or main isi keyword ke target kiya ha.lekin aap bhi website ke speed check karne ke bare me ek keyword likhe hai.or aap dusre keyword ke target kiye hai.tabhi aapke post top par aata hai aisa kyo sir.
जुमेदीन खान
इसकी एक बड़ी वजह है डोमन की authority and backlinking
jaipal
namashkaar sir, bohut acha article likhe ho. ye article sab logo ki bohut madad karega. or sath he mera manna ye hai ki aapki theme bhi adsense friendly honi chahiye.
Ram Singh
So nice your content very nice and usefully
Vikku
Bahut achchha sir aapke post to bahut achchhe hote hain
Saad Jamil
Bhai meri posts google per nhi jaa rahi kyun mene tou SEO b kar diya hai apni posts ko Google mein index kar chuka houn…… for example: mene aapki post ka title likha tou aapki post first page per aa gai…..aise meri posts google page per kyun nhi aa rehi help me
Jumedeen Khan
Aapke post likhne ke bad use google me show hone me time lagta hai thoda wait karo aa jayegi.
Vipin Kumar
Nice article sir ji
Kishan Singh
Nice Article Sir You are great
Adarsh Kumar
Thanks For Share This Post……
Dharmendra Yadav
Hi नमस्कार sir मेरा एक प्रश्न है की मै अपने email id का पासवर्ड भूल गया हु और मेरा रिकवरी मोबाइल बंद हो गया है , sir कोई ऐसा ट्रिक बताये sir की मै अपना email id एक्सेस कर सकू sir प्लीज हेल्प me .
Jumedeen Khan
Aap usi number ki dusri sim niklwa kar account recover kar sakte ho.
Priya Singh
wow really nice and very helfpul
Robin
Bahut hi accha post hai aur ye padkar koi bhi apne blog ya website ko easily first page me asakta hai.
Kartik
Mene apni site ka sitemap Google par upload kiya ,lekin Google me abhi tak 50 URL hi index ki hain 150 URL me se .to agar Appke paas koi trick ho Google sitemap ko jaldi index karne ki to please share with me.
Jumedeen Khan
Jalid page index karne hai to aap fetch as google method se kar sakte ho. GWT par jao or crawl option par click kar fetch as google par click karo or apni jo post index nahi huyi hai unhe index karao.
Vishal
Bhai aaj mene Hindi love poems search kiya. aur Jo result me link aayi unme se kush link pe visit kiya. poems Achhi thi lekin mujhe ek bat samajh nahi aati post 15-20 lines ki this , aur seo ke anusar post me 2000 words aur keyword density 2.5% – 3% honi chahiye. but usme to aisa koi keyword nahi tha Jo proper keywords density kar sake . sayad 0.5 % Bhai na ho, , title me sirf likha tha heart touching love poem in hindi but post me kahi nahi dikha. aisi aur bhi bahut sari post hai google me. to ye Google me first page par kaise aaye hai .
kya without focus keywords hum good traffic pa sakte hai .
Bhai answer please.
Jumedeen khan
Vishal ji poem ki sites bahut kam hai or un par competition bhi bahut kam hai. Isiliye wo post top par show hoti hai. Second like blogging par net par had se jyada blog hai so aesi post ka top par aana mushkil hai. Aap bhi aasani se apni poem site bana kar use top par la sakte ho.
arvind singh
भैया जी मै आपके पास ईमेल पर Screenshot भेजा हु उसका replay नही देंगे क्या जब से ये प्रॉब्लम हुआ है तब से मेरा पोस्ट google search में नही आ रहा है please help me
Jumedeen Khan
Main aapko already mail send kar chuka hu agar aap mail nahi mila hai to main fir se send kar dunga. Please wait.
Babita
very useful topic for new bloggers like me. Thanks.
khayalrakhe.com
Rohitash
Jume deen Sir, aapne acchi jankari di hai. Maine bhi bahut se blog dekhe hai, jinka SEO bilkul kharab hai but unki PR bhi badiya hai or kafi visitor bhi aate hai.
Q.1
Sir agar maine apne blog ka URL Html coding ke through Redirect karta hu, or agar koi Person uss URL ko Report/spam karta hai to kya Google mere blog ko Penalise karega.?
Jumedeen Khan
Agar aap apne domain ko apne hi dusre domain par redirect karoge to koi uski report kyu karega. Agar koi karega bhi to google check karega ki aapke dono domain ki details check karega. or dono sites ke owner aap honge to koi problem nahi hai.
vakil
jumedeen bhai mere site me kitane ads show ho rahe hai please bataiye mobile me 3 asd show ho rahe hai computer me kitane dikhai de raher hai or muje konse ads lagana hai mere site me please bataiye
Jumedeen Khan
Vakil aap ek bar apni site ko khud bhi desktop me check kar sakte ho.
shashank
Maine godaddy se domain or hostagtor se hosting le li hai. Ab cpanel login ke liye username or passward mang raha hai, lekin hosting buy karte samay hostgator account sign up karte samay jo paasward banaya tha usse cpanel login nahi ho raha h, to kya cpanel ke liye alag login id password hota hai ? or agar hota hai to maine to kabhi cpanel ke liye password banaya hi nahi fir kon sa password dalu ? kaise cpnel login karu ?
Jumedeen Khan
Ye cpanel ka alag password hota hai aap iske liye hosting care me call karo wo aapko sabkuch bta denge.
Manish sharma
Sir Ye btaye Mera ek Adsense Account ki ek site per ads aa rhe hai meri ek Aur site hai mujhe ek Hi Adsense se dusri site per ads lgane hai kaise lgau Help Me
Jumedeen Khan
Aap dusri site ka url AdSense me add karo or ads bana kar us site par ad laga sakte ho.
Kamlesh parihar
Help sir meri post google me show nahi ho rahi hai kya karroon plz help
Jumedeen Khan
Aap site ko search console me submit karo or fir badiya content likho 2-3 day me site google me show hone lag jayegi.
Zishan Ali Gulzar
Sir Jab Koi Hamara Post Facebook Me Share Karta Hain To Kaise Jane Kon Share Kiya Hain.. Uska Nam Ya Facebook Id Kaise Jane ?
Jumedeen Khan
ye pata nahi kar sakte hai but aap share count kar sakte ho. Facebook share button par share count hote hai. Example mere blog ki post ke share button par dekh sakte ho.
nitin
sir aap mujhe jante hi honge.aap ne meri blogging me bahut help ki hai or sir mai hosting buy karne ke liye ja raha hu.
1.kya mai bigrick se hosting lr sakta hu vaha se cheap price par hosting mil rahi hai.
Jumedeen Khan
Ha le sakte ho but main aapko bluehost, hostgator ki hosting suggest karunga.
pooja singh
aap kaun sa plugin use karte hai heading ke liye jo finger indicate kar raha hai apko heading me
tell me plz
Jumedeen Khan
Ye plugin nahi hai ye coding se hota hai. Main jaldi hi uske bare me post likhunga.
Anup Sahu
maza aa gya bhai apke help se mera first earn hua ek din me 1$ o bhi chitika se sirf 150-200 traffic se
ab mere dimag me aa raha hai ki kya mai apna blog blogger se WordPress me migrate karu to mujhe ye puchna hai ki kya hum WordPress me bina hosting ke migrate kar sakte hai free WordPress me or jab earnig achi hogi to hosting bhi le lenge
Jumedeen Khan
Kar sakte ho but aap hosting le kar karo to badiya hoga.
Anup sahu
mai to confuse ho gya bhai web hosting or domin alag hai kya, ye dono alag alag lena padta hai kya
Jumedeen Khan
Yes, hosting or domain dono alag hai.
mayankraj
sir maine ek YouTube chanel banaya hai mere chanel parscribe option nhi aa raha hai mai apne video ki viewers kaise barau aur mai apne video ko kaha shere karu taki jyada log see kare
Jumedeen Khan
Mayank apne channel ko dusre browser me open karke check karo subscribe option mil jayega. Aap jis type ki video banao usse related groups me share karo.
Haidar Raza Khan
Zume Deen Bhai ek baat bataiye Kya Mere domain name me koi problem hai? Kya Domain name se search me fark padta hai? Agar Han to main apna domain change kaise kar sakta hu? I mean site url kaise change kare jissey SEO settngs bhi kharab na ho.
Google se bhi na hate i mean sitemap bhi khrab na ho?
Please help me?
Kisi ne mujhe suggest kiya hai ki mera domain sahi nahi hai isliye jyada traffic nahi a raha hai. Aapne jo mujhe tips diye the wo maine follow kiye matlab keywords bhi use kiye aur ek language me article bhi likhe but phir bhi traffic jyada increase nahi hua.
I want to Quite this Blogging Yaar 🙁
Jumedeen Khan
Jab maine https://www.supportmeindia.com domain buy kiya to iske bare me kuch senior blogger se bat ki thi but sabhi ne kaha ki ye kaisa domain hai. But maine sabko avoid kar apne dil ki mani or aaj log is domain ko kitna pasand karte hai wo aap jante hai. Agar hum achha work karenge to logo ko humar isab chiz pasand aati hai.
But aapka domain thoda atpata hai. Isse kuch bhi explain nahi hota so aap ise change kar sakte ho. Bro domain hi site me sabse jyada important hai. Agar apa domain change karoge to traffic, search ranl site value sabkuch par fark padega.
Haidar Raza Khan
Thanks but ye bata dijiye change kaise hoga. matab jab Google me meri post aye old domain ki to koi uspe click kare to wo new domain pe jaye aur wo hi post khule bina 404 error ke?
Jumedeen Khan
Iske bare me aap google me search karo “how to change WordPress site domain” iski process ke articles mil jayenge.
यासिर खान सकलैनी
सर मेरी पोस्ट और वेबसाइट दोनों ही गूगल पर नहीं show हो रही है क्या आप एक बार देख कर बता सकते हैं ऐसा क्यू हो रहा है मैंने आपके ब्लॉग से inspire हो कर होस्टिंग भी खरीद ली है सब कर लिया है पर क्या मैंने गलत किया
Jumedeen Khan
Aapki google me ek post index hai aap search console me site ko achhe se submit karo or usme sitemap bhi submit karo.
Raju Prajapati
sir mera ek blog hai jisme mai ek post kiya hu google search me post nahi aa raha dusra aa bhi raha hai to google plus me aa raha hai plz help me sir kya kre ki mera post website ke sahit post aa jaye.
Jumedeen Khan
Ap post ko google console me fetch as google option se index karao.
altaf
hello sir mujhe to aap jaante ho aur aap mujhe fb par guid bhi karte ho bloging me aapse aur request ye hai ke mujhe blogger ke liye koi achisi template nahi mil rahi please agar aapke pas hoto send kardey agar nhi haito kosiweb se download karu
help me
Jumedeen Khan
Aap is post me btayi site se download karo Blog Ke Liye Top 10 SEO Optimized & Mobile Friendly Template
Prince
sir maine delete kr ke fir se install v kar liya but fir v yahi aa raha hai.kya aap ribbon ki complete ile download kr ke mujhe prince15011997 @gmail.com par send kar sakte hai.
sayad mai sahi download nahi kr pa raha hu.
Jumedeen Khan
Apni hosting cpanel par ja kar public_html >> wp-content >> themes par jao or ribbon option par right click kar delete kar do. Iske bare me aap apne hosting care me call karo. iske alawa koi or option nahi hai.
Prince
sir maine mythemeshop se free ribbon theme download kiya.Usko instal kar ke activete v kr liya but ja uske baad mai site pe jakar dekha or post ke title pe click kiya to ak blank page khulta hai and uspe likha hota hai
“The theme directory “ribbon” does not exist. ”
please help me sir.
Jumedeen Khan
Aap theme ko sahi se install nahi kar paye ho fir se upload karo. Second aap is theme ko only WordPress par hi use kar sakte ho.
vikash kumar
Apka sabhi post bahut hi helpful hai jisse hamlogo ko kafi faida hota hai thank you