Blog Par Without SEO Ke Traffic Kaise Badhaye – 5 Tarike

Hum sab jante hai ki SEO website ki traffic increase karne ka shandar tarika (brilliant way) hai. But ye 100% true nahi hai hum bina search engine optimizing content ke bhi blog par traffic badha sakte hai. I mean aapki site par SEO friendly articles ke bina bhi high traffic ho sakta hai. Ye bat galat nahi hai or is post ko padhne ke bad aap ye ache se samajh jaoge.

Increase website traffic without SEO

Often it is seen that, baht si websites or blog par traffic badhane ke liye sabse first me SEO ke bare me btaya jata hai. Actually, Search engines se adhik traffic receive karne ke liye search engine optimization content likhna hota hai. But only organic traffic hi sabkuch nahi hota hai. Aapki site par direct readers or social media traffic bhi hona jaruri hai.

Do you want to increase your website traffic without SEO. If yes then read carefully this guidelines, which help you to do so.

In this article, hum bat karne wale hai without SEO ke blog par traffic increase karne ke bare me so sabhi steps ko dhyan se padhe.

How To Increase Website Traffic Without SEO in Hindi

Before we begin, All traffic is not equal, i mean sabhi traffic saman nahi hota hai. Koi social media se billion traffic receive kar leta hai to koi search engines se and kisi ki site par direct bahut jyada traffic hota hai. So iski koi guarantee nahi hai ki aap kaha se kitna traffic kama sakte ho.

100 targated visits 1000 untargets visits se better hote hai. SO humesha koshish kijiye ki aapke readers aapke like kare or aapke latest articles ka wait kare. Unhe aapke content itne pasand aaye ki wo aapki har ek new post read kare.

1. Online Advertising:

Online ads se aap apni website ke liye hundreds nahi balki thousands clicks generate kar sakte hai. Plus, new platform par apne ads show karke i mean apni site se related sites par ads show karke aap unse 30% to 40% traffic increase kar sakte ho.

Examples, google AdSense ads par apane bahut si websites or blogs ke bare me advertising dekha hoga. Agar aap right or front people tak apne ads show karne me success ho jate hai to aapki site par kam time me bahut traffic ho sakta hai.

However, Agar aap online ads se apni site ke liye traffic generate karna chahate hai to mai aapko suggest karunga ki aap iske liye google AdSense or facebook par apni site ka promotion karwa sakte ho. Facebook par aap apne page ko promote karke apne articles ko sponsored karwa sakte ho. Isse apaki site ke niche se related facebook users ko aapke page ke articles dikhenge or wo aapki site par jarur visit karna pasand karoge. Becouase unhe unki Of choice ka topic mila hai.

In fact, Bahut se log apni 15%  – 20% income advertising me spend kar dete hai. Aapko online ads se kitna benefit hoga ye aapke ads design or effectivity par depend karta hai. So aap kisi behtreen ads designer se apni site ke liye images ads design karwa sakte hai.

Jitna ho sake eye catching ads create kare jise dekhte hi user click karna pasand kare or apne blog ke main topic par ads generate kare. Jisse user ke aapki site par aane par use us topic ki better information mile or wo ise read karne ke sath share bhi kare.

Aap starting me only $5 to $10 ke ads try kar sakte ho uske bad aapko better results mile to aap aage ke bare me soch sakte ho.

First one two week aap little plan choose kare or check kare ki aapke ads kaise work kar rahe hai. Uske bad new plan kare or usi hisab se advertising kare. Make sure you experiment with different platform.

2. Guest Posting:

Aap apne blog par guest post blogging start kar sakte ho or other blog par bhi guest post kar ke apne blog ki traffic increase kar sakte ho.

There are two thing, first aap good blogger ko apne blog par guest post karne ke liye invite kare or second apne blog niche se realted famous websites par guest posting kare. I mean start accept guest post and share on other blog. Ye 2 simple way aapke blog par easily traffi badha sakte hai. Sath hi aapke other blogger se ache relation bhi banenge.

Aap google me is type ke topic search karke guest post karne ke liye badiya websites or blog ka pata laga sakte hai jin par sabse jyada guest posting ki jati hai. aap yaha btaye anusar topic ke first and last me (“) laga kar google me search karna hai.

Here are some search string you could use:

  • “Guest post”
  • “Contributing writer”
  • “Suggest a post”
  • “This is a guest post by”
  • “Contributor guidelines”
  • “Contributor to our site”
  • Contributor to our blog”
  • “Guest posts wanted”
  • “Writers wanted”
  • “Write for us”
  • Guest post by”

Is tarah ke topic ko search karke aap guest posting ke liyemost popular blog and website search kar sakte ho. Second ayse blog ke bare me pata lagane ke bad aapko jarurat hai unke liye quality content wali guest post likhne ki jisse unhe or unke reader ko fayda ho na ki aap sirf self promotion ke liye guest post write karo.

Actually, maine bahut se writers ko dekha hai wo sirf self promotion ke liye guest post karte hai or post me extra and bad content use karte hai. I suggest you aapki is type ki guest post ko koi pasand nahi karega or next time aapki guest post koi bhi accept nahi karega.

Guest post topic search karne ke liye aap Buzzsumo analytics ki help le sakte hai. Ye site aapko post topic ke social search ke bare me infomarion btati hai. Jisse aap pata kar sakte hai ki aapki post ko kitne log pasand karenge. I mean ye aapko content popularty ke bare me btati hai.

Content popularty

Aap iske search box me koi bhi topic type karke enter par click kare or ye aapko us topic par hone wale facebook, google+, twitter, pinterest and other social shares ke bare me count karke bta dega.

Agar aapko inpiration topic ki jarurat hai to simply aap isme se sabse first wala topic choose kare. Aap yaha par baki exaples bhi dekh sakte hai or apne liye behtar topic select kar sakte hai.

Third option, mai aapko suggest karunga ki aap sabko chod kar kuch apne experience se write kar content create kare. I hope ye idea aapke liye sabse better sabit hoga. Aapke talent ko dekh kar aapki guest post se aapki site par reader jarur visit karenge.

Remember, jab bhi aap kisi website par guest post publish karo to us par readers ki comments ka reply karna na bhoole, Always une questions ka answer de.

3. Blog Commenting:

Apne blog par traffic generate karne ka ye ek or behtar tarika hai. In my case, mujhe fast reply ki wajah se hi reader sabse jyada pasand karte hai or mai aap sab se kahna chahunga ki mujhe isse 100% positive result mila hai. So kyo na aap bhi ye tarika follow karke apne blog ko great banana shuru kar de.

First aap aysi site ka pata kare jin par aapke niche se related information wale content share kiye jate hai. Uske bad comment me apni site ke links mention karna band kar dijiye or sirf visitors ke question ka right answer dena shuru kijiye. Agar aap behtar karoge to reader apne aap aapke bare me pata kar aapki site tak pahuch jayenge.

Isse aapki image better hogi or har koi blogger aapki comments ko publish karna shuru kar dega or agar aap commets section me links share karna shuru karoge to log aapko bad commenter man kar ya to block kar denge ya fir aapki comment ko publish hi nahi karenge. Isse sirf aapki comment typing mehanat or aapka time west hoga.

Sabse important bat kabhi bhi competitor blogs par commenting na kare. Ayse blog par comment karne se bache or ise avoid kare. Generally, unhi blogs par comment kare jinge owner aapki respect karte ho.

Jab bhi aap kisi blog par comment leave karo to ek bar check kar le ki usme koi mistakes to nahi hai like spellinkg mistakes. Aapki comment or answer jitne clear honge user aapko utna hi like karenge.

Remember, Most WordPress blog par comment kare jiske aap website section me apni site ka link add kar sakte ho or koi bhi aapke name par click karke aapki site par visit kar sakta hai. Yaad rahe commenting se aapka talent saf nazar aata hai so jitna ho sake fresh comment leave kare.

WordPress blog par comment ke sath aapki ek picture show hoti hai. Aap apne liye koi effectiv image choose kare. Jisse user par better effect pade.

4. Social Media:

Social media aapke online business ko success banane me sabse jyada ahem or important hota hai. Social media ki madad se bahut se logo ne bahut kam samay big success payi hai. Aapne ayse kisi na kise person ke bare me suna bhi hoga ki wo rato rat social media par cha gaya ho.

Aap bhi wo person ho sakte ho. Agar aapka content viral nahi to ek normal social traffic to aapko mil hi sakta hai. Ek serve ke anusar online 78% comapanies social media ki help se work karti hai.

Social media par content share karne se pahle aapko social sites se traffic receive karne ki tricks pata honi chahiye. Maine Social Media Sites Se Adhik Traffic Pane Ke Top 5 Clever Ways post me iske bare me kuch clever tips btayi hyui hai.

Iske alawa bhi aapke blog ka homepage effective or beatiful hona chahiye. Jis par visit karte hi visitor kuch na kuch read karna pasand kare.

With content marketing, aap jab bhi social media par post share karo to sabse pahle uske topic me content ki value ke bare me btaye ki ye kis bare me hai or isseuser ko kya fayda hoga. Agar aapko content good hoga to user again and again aapki site par visit karna chahega.

Sath hi wo aapke content ko apne dosto ke sath share bhi karega or aapki social profile ko follow bhi karega. Isse jab future me aap content publish karoge to traffic badhega.

Second tips, aap apni old post ko social media par bar bar share karne ke liye Buffer ka istemal kar sakte hai. Jis par aap future me apni post ko kitni bhi bar share karne ke liye set kar sakte hai. Is par aap text content ke sath image bhi set kar sakte ho or use publish karne ka time bhi fix kar sakte ho.

Connect a social network

Agar aap buffer ko spammer samajhte hai to don’t worry aysa kuch bhi nahi hai. Yeh ache se or safe work karta hai. Bas aap isme bahut sare social media sites ko add mat kare or sirf apne kaam ki sites ko hi connect kare like facebook, twitter and google plus.

5. Increase Your Email Subscribers:

Agar aap sach me apne online business ko successful dekhna chahate ho to mai aapko suggest karunga ki apna email market badhaye. Aapke blog or site par jitne jyada email subscribers honge aapke blog par utna hi jyada traffic hoga.

Some peoples, jinko online rahne ke liye bahut kam time milta hai wo aapke blog ko subsribe karna pasand karte hai or time west na ho iske liye aapki new post ki notification milne par hi aapke blog par visit karna pasand karte hai.

Most popular blog or sites par aapko email subscribe widget and forum mi jayenge. Actually har ke success site par aapko email newsletter service milegi. Log iske liye paid services jaise awebar and other services bhi use karte hai.

Important thing, always responsive email list use kare. Isse na sirf aapke blog par traffic badhega balki aapki online sales bhi jyada hogi. Jab aap koi post likho to newsletter me aapki post ke sath some words or post links bhi hona chahiye jis par click karke user aapki post direct read kar sake.

I sure aap starting me some posts se thousands email subscribers nahi bana sakte but fresh and beatiful email subscribe forum add karke aap aysa kar sakte ho. Iske liye aap apne blog ke sidebar, post ke first and end or pop up page me subscribe widget add kar sakte ho.

Agar aap paid email markeitng service use nahi kar sakte to google ki free service feedburner jarur use kare. Without SEO ke blog par traffic badhane ka ye ek behtreen tarika hai. Maine bahut se success bloggers ko ise use karte huye dekha hai sath me unki email makreting success bhi dekhi hai. Offline traffic pane ka ye important source hai.

Conclusion,

Search engine se traffic kamane ke bare me sochne wale aap akele nahi ho balki bahut se blogger first isi ke bare me sochte hai. But ab ye time sirf ek topic ko focus karne ka nahi hai balki multiple tricks use karne ka hai. Jisse aapko blog bahut jald uchaiyo par pahuch sake.

Is post ko padhne ke bad aapko jarur lagega ki real me hum without SEO ke bhi apni site par traffic increase kar sakte hai. Do noy avoid it, isse bacho mat balki follow karo. Agar aapko ye tarike pasand nahi aate hai to aap inke alawa koi or tarika bhi use kar sakte hai.

I suggest you, kisi ek mehod ko try kijiye or result check kijiye agar better ho to next step follow kare or search engine optimized content likhne ki problem ko avoid kare.

I hope aapko ye information pasand aayegi. If yes, is post ko social media par apne friends ke sath share jarur kare.

Avatar for Jumedeen Khan

About Jumedeen Khan

I'm the founder of this site and we regularly share useful and helpful information here for beginners. ❤️

Reader Interactions

Comments (103)

  1. Avatar for Areesha KhanAreesha Khan

    Bhai koi dofollow backlinks comments site bataye jisse meri backlinks increase hojae…

  2. Avatar for BIPUL SINGHBIPUL SINGH

    Sir Mazza aa gya post padhkar

  3. Avatar for TaiyabahimanTaiyabahiman

    Sir meri ek education website hai jispr mai ek sal se kam krrrahi hun but traffic ata hi nhi hai please batayen Kiya kru.
    Sir please reply krenge

    • Avatar for जुमेदीन खानजुमेदीन खान

      अपनी साईट से रिलेटेड साईट से backlink बनाओ

  4. Avatar for Nitin TailorNitin Tailor

    namaste sir.
    aapki ye post bahut ki kaam ki h or bahut helpful he. meri bhi ek website he jis par me hindi post likhata hu. or me aapse puchna chahhta hu ki meri site par topic ese he ki jo viral topic nhi hai or hindi me he to kya meri post or site pr traffice aa skta hai. ya hindi ya english me llikhne ka koi fayda hota hai.

  5. Avatar for lk thinkerlk thinker

    Awsm post sir..kya aap bata skte hai ki mujhe apne blogs par ab kya improve krna chaiye jisse ye rank krne lage.

    • Avatar for Jumedeen khanJumedeen khan

      bog ka design complete karo.

  6. Avatar for sahibasahiba

    Hello Sir,
    Mai aapke blog ko pichhle ek saal se follow kar rahi hun Isme batae hue steps ko bhi follow kar rahi hun isi se prabhawit hokar maine ek Poem aur Story se related hindi Blog Banayi hun. main regular post dalti hun Lekin Abhi Tak Koi Organic Traffic Nhi Aayi Hai maine ise SEO se bhi connect kar diya hai . mere blog me kya kami hai to jisake wajah se aisa ho raha hai.

    • Avatar for Jumedeen khanJumedeen khan

      Aap blog par post likhne ke alawa backlinks bhi banao aur blog posts ko promote bhi karo.

  7. Avatar for PankajPankaj

    Sahi h Bhai mere blog pr bhi traffic ni ata search engine se Mai bhi use krunga ye sari tips

  8. Avatar for Abhishek MeenaAbhishek Meena

    Hello Bro.
    Parso tak mere blog par kariban 300-400 pageviews per day aa rahe the us time tak mai apne blog pr share widget me Sumo ka use kar raha tha lekin fir mene Addthis and Getsitecontrol ki widgets apni site par lagayi and tabhi se mere blog par visitors aane bahut kam ho gaye and kal pure din bhar me 92 visitors hi mere blog par aaye jinhone 153 pageviews kiye mtlb mere blog ke 55-65% visitors kam ho gaye uske baad mene wapas sumo ki widgets hi apne blog me laga di lekin fir bhi mere blog par visitors nahi aa rahe hain aaj bhi pichle 12 hours me only 19 pageviews hi huye hain jabki aur din dophr ke 12 baje tak 100-125 pageviews ho jate the…

    So bro. Ek baar plz aap mere blog ko check krke dekhiye ki kahi kuch gadbad to nahi ho gayi hai ya fir alag alag share widgets use krne ki vajah se visitors nahi aa rahe hain ??

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Aapke blog me koi kami nahi hai or na hi ye widget ki wajah se hua hai search rank kam jyada hone se aesa hota hai.

  9. Avatar for NareshNaresh

    Sir aapne bahut hi achi jaankaari hame di iske liye aapka sukriya…
    Muje bahut kuch sikhne ko mila
    Aapki site se or jo aap dusro ki madad karte ho dil khus ho jata hai….
    Bhagwan aapko hamesa khus rakhe.

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Thank you naresh.

  10. Avatar for surendrasurendra

    bhai mere pass pehle .in wala domain tha. wo expire ho chuka tha. to maine .in hata kar .com add kar diya. par site khul nhi rhi. Kya muje koi redirection ka code add karna padega ya apne aap ho jaygi..

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      yes old domain ko new domain par redirect karo taki old domain wale visitors new domain apr aa sake.

  11. Avatar for Naveen PooniaNaveen Poonia

    bro mere blog ke bare me to aap jante hi ho. kal mere Alexa rank 8,87000 thi or 24 backlinks thi but aaj Alexa 0 backlinks show kar raha hai. aisa kyu ?

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Sabki site par 0 backlinks show ho rahe hai check some other sites.

  12. Avatar for PranabPranab

    sir aap plzz mera blog check kijea.. earning nhi horarha ha.. visitor daily 1K-2K. or haa, kya mai post pea jada image use krta hu? please read my latest post or other.

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Blog ke sidebar me layout ki height se kam widget add karo.

  13. Avatar for satish prajapatisatish prajapati

    bhai mere blog ke background me ek image show ho rhi hai me use delete karna chahata hu aap check kar ke batao bhai

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      log ki template me jao or ye link search karke delete kar do. http://2.bp.blogspot.com/-qM_z9F6OoZg/V7JRozuiDLI/AAAAAAAAAvs/Xg4UelkBkZg7VSy4q_vS0QAPPdW22vHwACK4B/s0/bg.jpg

  14. Avatar for PawanPawan

    Sir Maine ek website bnaya hai techwlan.com aur usme 4 artical likha hai 800 word ka Mai search engine me Apne site Ko add Kr skta hu.

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      yes kar sakte ho.

  15. Avatar for Sana KhanSana Khan

    mera adsens account approved Nhi ho raha KIA waja hai .
    plz help help .

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Aapko problem kya hoti hai wo btao.

  16. Avatar for syedsyed

    bhai aapne traffic incresing ke bare me is post me bahut acchi tarah samjhaya hai iske liye bahut shukriya aapka, mera ek sawal hai kya mujhe apni site ko search engines me submit karna zaruri hai? agar haan to minimum kitne sites me karna padega aur agar apke pas valuble sites ki list ho to please mujhse share kijiye

    Thanks

    • Avatar for Jumedeen khanJumedeen khan

      Aap jitne search engines me site ko submit karoge utna hi aapko jyada fayda hoga.

  17. Avatar for SAMEER SHINDESAMEER SHINDE

    hello jume deen ji
    Mai New blogger muze kuch question hai Jab bhi mai apaki site ka nam google pe search karata hu to search result me apaki site ka nam, about us, income report jaise pages aur unake discription dikhate hai. ye kaise kiya jata hai ?

    Maine Unique blog post kaise likhe is subject par post likhi thi jo google search result me second number pe dikhai deti thi lekin 5 days ke bad wo search result me dikhai nahi de rahi ?

    pls help me

  18. Avatar for pavan choudharypavan choudhary

    jab aapki site google me search karte hai to main site ka naam aata hai uske niche kuch topics ke naam aur unka detail aata hai . par meri site ka naam search karne par site ka naam aur last post ki kuch lines aati hai . iski setting kaha se karte hai ? ager apki koi post ho to link do plz…

  19. Avatar for KushKush

    Sir please answer this question
    Kya mein kisi dusre site ke software ya kisi file, product ka review ya synopsis ka blog post likhkar niche direct downloading link or page link de sakta hu ?
    Without their permission.

    • Avatar for Jumedeen khanJumedeen khan

      Likh sakte ho but aese article par copyrighting issue ho sakta hai.

  20. Avatar for KavyaKavya

    Sir Maine ek new blog banaya hai Ho vo blog Hindi bhasa mey banaya hai 3 post dal chuki Ho ab tak pr 1 be post sbi search mey Nhi aai kya aap bta skty hai kyu Nhi aai 1 sawal aur hay kya mey abi apni site ko Google webmaster tool aur Bing mey daal skti ho

    • Avatar for Jumedeen khanJumedeen khan

      Aap apni site ko webmaster tools me submi karo aa jayegi. Yes kar sakti ho.

  21. Avatar for Nidhi ThakurNidhi Thakur

    Sir, Aapne bahut achi information share ki h. Yh kafi helpful h sbi bloggers k liye, almost sbi points thik hn.
    But apka guest post bali techniques newbie bloggers k liye kafi mushkil h. Kyunki Sabi bloggers sirf famous blogs pr hi guest post publish krna pasnd krte hn jis se newbie k liye apne blog pr guest post krvana mushkil rhta h.

    • Avatar for Jumedeen khanJumedeen khan

      Wright, isiliye blog par achha traffic hone ke bad guest posting start kare.

  22. Avatar for surajsuraj

    Sir plz plz meri ek help kar dijiye me ek website banai he or me uska home page digain aache se nhi kar pa raha hu kaya aap 30mi. Ka samay nikal kar meri website ko dijain kar dege me WordPress me aapko dusra admin bna de rha hu plz plz plz sir aap ek baar meri website digain karke kuch kuch aapki website ki tarah bna dijiye fir me es par post dalna chalu kar duga sir plz mene 15 din ho gaye ek hi post dali he or jo privacy policy ka page banaya he bho home par aa rha he

    Sir plz plz me aapka kam kar duga mere bhot sare dost log he un sbhi ko suscrib karne ko kahuga me 50 se upar dosto ko aapki site kholne ko bhi khuga plz plz sir ek bar digain kar dijiye.

    • Avatar for Jumedeen khanJumedeen khan

      Aap mujhse contact forum me contact karo.

  23. Avatar for ArmaanArmaan

    sir me app ki site ko daily visit karta hu or kuch new bte sikta hu thanks sir

    mera ek sawal hai sir

    (1)mene mere blog ek developer se banaya hai …me kon kon sa password change karu sir?

    plz reply

    • Avatar for Jumedeen khanJumedeen khan

      Blog ki gmail ID or password jis se aap blog par login karte ho wo change kar lo.

  24. Avatar for Mahaveer JainMahaveer Jain

    Brother Guest post aur Advertisement SEO ki list me nhi aati hai kya..
    Ha par On Page and Off page SEO se hatkar hai ye
    thanks

  25. Avatar for niteshnitesh

    Sir google AdSense air affiliate link ya banner ko ek sath use kr sakte hai kya

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Ha kar sakte ho.

  26. Avatar for ARIF RAZAARIF RAZA

    JANAB JUME DEEN SAHAB AAPNE ABI TAK MEERE SUWAL KA JAWAB NAHI DIYA HAI SHAYAD AAPKO REPLY KARNE KA TIME NHI MIL PA RAHA HOGA
    KHER KOI BAT NAHI MEIN KIS AUR SE SAWAL KARTA HUN DEKHTE H WAHA SE BI JAWAB ATA H YA NAHI

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Arif mai har comment ka reply karta hu ha thoda time jarur lagta hai but aap comment policy follow kiya karo. Like aapne abhi ye comment total capital letter me likhi hai jo ki allow nahi hai.

  27. Avatar for GAINDLAL SAHUGAINDLAL SAHU

    mai apne website par registration aur log in wala feature dalna chahta hu,
    wo feature kaise dalte hai ? help me

      • Avatar for Gaindlal sahuGaindlal sahu

        mera mtlb tha ki jaise facebook par ID bnate hai fir log in krte hai,
        vaise hi mai bhi apne site par Id bnana aur log in krne wala feature dalna chahta hu…kya kru ?

        • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

          Aapka blog blogger par hai jo sirf thoughts share karne ke liye hai. Agar aapko log in feature chahiye to aap WordPress par blog banao.

  28. Avatar for SwapnilSwapnil

    Hello Bhai bahot hi acchi jankari di he aapne. Kya genesis type ka template blogger ke liye available he?? mene kai search kiye lekin iske jesa koi nahi he blogger me..

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Nahi ye sirf WordPress ke liye hai.

      • Avatar for SwapnilSwapnil

        Mene abhi ek template set up kiya he aap please uske bare me advise dijiye. kuch changes karne ho to ya phir kuch add karna he to.

        Dhanyavad aapka.

        • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

          Aapne jo footer me subscribe box lagaya hai use sidebar me add karo.

          • Avatar for SwapnilSwapnil

            ok Subscribe Box sidebar me kar diya. aapko kya lagta he ye template ok he because me jab pagespeed insight par search karta hu to green result dikhata he mobile aur desktop dono me. isme muze doubt lagta he. mere topic ke hisab se agar aap koi template suggest karna chahho to konsa rahega.

          • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

            Aap google me search karo bahut template milegi. Mai WordPress user hu theme suggest kar sakta hu.

  29. Avatar for vijay bhogaytavijay bhogayta

    Sir aap bahut badiya kaam kar rahe he me aapke blog ka ab daily visitor ban gaya hu mene aapka Aadha blog padh liya he or ab aage padh bhi raha hu aapne bahut badhiya article likha he or sabki samaj me bhi esy aa jata he…

    Sir muje aapki help sahiye…

    Mene ek blog banaya (bhogat.blogspot.com) he abhi mene ek post publis ki he kya aap muje mera blog open karke bata sakte he ki kya post me koy kami he ? Agar he to kya ? To me sudhar lu or age esi koy kami na karu to plz muje bata dijiye ki meri post me koy kami he ya nhi ?

    Me abhi blog me contac form or about us ad karne wala hu lekin sir aapne contact us me jo form rakha he wo kaise rakhte bich me wo jara bata dijiye…?

    Mene mere blog me 3 Aug ko post ki lekin usme 2 Aug bata rahe asa kyu ? Mene 3 Aug 11 am ke aas paa post ki he lekin blog me kuchh alag bata raha he ?

    Mera blog google serch me nathi aa raha he kya me age post publis karu ga to aa jayega ya kuchh problom he ?

    Me free vala kon sa templet use karu aap ki nazar se mere blog pe kon sa templet acha rahaga plz batana ?

    Sir aap ke reply ka wait kar raha hu baad me dusri post karunga…

    Thank u….

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      aapki post me koi kami nahi hai. Dheere dheere sab sikh jaoge, us post me sabkuch btaya hai, aap ab bhi post ki date change kar sakte ho, aap kuch post likh kar blog ko search console me submit karo show hone lag jayega, bahut sare hai kisi ek ke bare me btana mushkil hai aap apne hisab se choose karo.

  30. Avatar for VIJAY PANARAVIJAY PANARA

    Aap ne SEO ke bina Traffic increase karne ka trika batya hai Lekin sir ek baat to clear hai ki social media aap ko 2 se 5 din tak traffic milta hai hai Lekin Search engine se Aap ko humesha traffic milta rahta hai Mai ek baat kahna cahunga sir ki Jub koi bhi visitors new post ko Likhe to SEO ko dhyan mai rakh kar post kare Social media ko nahi

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      You are right. but sirf organic traffic ke chackar me other traffic source ko lost nahi karna chahiye.

  31. Avatar for yasir khanyasir khan

    Jume deen bro.. Kal maine AdSense kr liye apply kiya tha but reject kar diya gaya.. Kya ap bta sakte ho mjhe AdSense de approval kab aur kaise milega. Humble request

  32. Avatar for Ashish SahuAshish Sahu

    Very nice post sir, mera ek ques. Hai, AdSense earning 100$ complete ho chuka hai, aur maine wire transfer bhi set kar liya hai. Please ye bataye ki account me kitne din baad aata hai, iske liye aur koi steps to nahi karna padta?

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      IS month ki 21 tarikh ke bad AdSense aapko payment send karega.

  33. Avatar for NitinNitin

    sir mere 3 swalo ka javab jarur de:-

    1.sir kya blogger se WordPress jane se traffic increase hota hai.kya blogger bar viewers jayada aate hai.
    2.aapne jo post ke bich me ads lagai hai vo.singal singal karke lagai hai.or agar mai post me singal singal karke ads lagau to koi dikat to nhi hogi.
    3.sir agar hume web hosting ke liye 100gb space or unlimited bandwidth mile to kya ye thik hoga.kauki hum blogging karte vakat jayada uploading to karne ki jarurat nhi hoti.

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      1. Nahi aysa kuch bhi nahi hai. traffic aapki mehanat se badhega but WordPress me features jyada hai.
      2. nahi.
      3. starting ke liye theek hai aap bad me plan upgrade kar sakte ho.

  34. Avatar for Rohit singhRohit singh

    Bhaiya mai ek template kharidna chahta hu lekin samajh nahi aa raha hai kaha se kharidu. Kya aap mujhe kuchh website ke name bata sakte hai template kharidne ke liye?

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Aap google me top theme provider likh kar search karo. aapko badiya sites mil jayegi.

  35. Avatar for Pankaj BawaPankaj Bawa

    Jumedeen bhai aapka blog ab naye look me kaphi sunder dikh raha hai.. aapne koun si theme use ki hai.

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      genesis

  36. Avatar for aryanaryan

    best post Khan !mene appke hur post padhe hai jiske help Se me privet class bhi start ki hai for blogging nd online earning thank you for Sharing 🙂

  37. Avatar for Yasir KhanYasir Khan

    Thanks for this Good Article I definitely use these Methods.

  38. Avatar for JandailJandail

    bro h2 tag ko kitni baar use kar sakte hai ? sir page view mujhe or jada badane hai posts me kya or changes karu

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Mai SEO ke bare me kei post kar chuka hu wo ache se padh lo.

  39. Avatar for SamSam

    Bro apne apne site ka header (supportmeindia) ko kaha design kiya hai agar website h to naam bataiye

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      First aao comment policy follow karo or name se comment karo. Aap kisi bhi photo editer se logo ban sakte ho. Bas aapko photo editing aani chahiye.

  40. Avatar for Choudhry Abbas ChadharChoudhry Abbas Chadhar

    Hello bhai main aap say yeh pochna chah raha hoon k
    main nay priacy page bana k publiish karndiya hai par ab usko nechay blog k end main kaisay laga saktay hain?

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Aapke blog ke footer me bahut sare links hai aap blog template me ja kar unhe search karo or unhe remove karke privacy policy ka link add karo.

  41. Avatar for Md Shahin AkhterMd Shahin Akhter

    ye shout me loud ka theme hai na aisa theme kaha se milega

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Ye genesis theme hai. iske liye aap ye link open karo studiopress.com/

  42. Avatar for Vishnu KantVishnu Kant

    Agar hum monthly hosting ka paisa na de paye to hamare blog par kya effect padega.

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Bahut simple hai aapka blog dead ho jayega.

  43. Avatar for Manoj SinghManoj Singh

    hello jume deen ji
    meri site open nhi ho rahi h usse open karte hi ye error aa raha hai
    403 forbidden
    mujhe kya karna chahiye

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Abhi aapki site open ho rahi hai.

  44. Avatar for amitamit

    Hi Mene Guest Post Send kar di hai Please Cheak Your gmail Account And Rply Me Fast I have No more Time…..
    Usme Title aap likh lena Beacause Mene Wo Option (title) isliye Empty Rkha Taki aap Apne trike se SEO ko Dhiyan me Rakhkr likhe
    Aapke pass RkBbusiness.com Se Ek Mail aaya Hoga Please Cheak

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Ok mai check karke aapko reply kar dunga.

  45. Avatar for vickyvicky

    sir kya aap bata sakte hai ki ribbon theme me apne hisab se featured image ka size kaise change kare….?

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Iske bare me aap google me artile search karo.

  46. Avatar for ArunArun

    bro maine kal ek post share kiya tha toh jab bhi main uss post ko google pe search karta hu toh 1 dia atrás show ho raha hai jabki mere baki post mein xx day ago show hota hai. Ab pata nahi chal raha yeh kaunsi launguage hai aur yeh kyu show ho rahi hai

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Sabhi ki post ayse hi show hoti hai. ek do din bad date show hone lag jayegi.

  47. Avatar for vakilvakil

    hello jumedeen bhai umeed hai aap tik hoge. mai village se Pune me kaam karne ke liye aya hu. kuch Paise kamane par blogging start karuga Maine AdSense ke liye apply kiye huve 16 day ho Gaye hai abhitak approved nahi huva hai account muje kya karna hoga jise AdSense approved ho jaye. aapko lag raha hoga mai aapko bhul gaya magar muje bahut kaam hote or upar se gharka tension. …… sorry jumedeen bhai

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Adsense bhi pproved ho jayega first aap apni working setting adjust kar lo.

  48. Avatar for PriyanshuPriyanshu

    Sir mera blog fdtricks.blogspot.com hai.
    Mai chahata hoon ki ye google pe aye. Maine aapki sabhi seo tips follow ki lekin kaam nahi ban paya. Ab aap he bataiye kya karo

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Aap first SEO ko ache se samajho fir follow karo. Aap sabhi post padhne ki jarurat nahi hai sirf google webmaster wali post padh lo.

  49. Avatar for SamSam

    Hello sir, mujhe ye Janna hai
    1) kya blogger ka default template use krna sahi hota hai Seo k lie
    aur ye fully responsive hoti hai.
    2) 1 approved AdSense k account ko 5 sites pr use Kr sakte h

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      1. Ha hoti hai but sabhi nahi.
      2. Ha kar sakte ho.

  50. Avatar for nitinnitin

    sir mere blog ko open kare or categories me android par jaye.sir uski sari post ek hi page me aa rahi hai.14 ki 14 posts ek hi page me aa rahi hai.

    2.sir go.to ke niche ye jo aapne home→blogging→blog ye add karne ke liye kya coding hoti hai.aagar aapko nhi pata to mujhe ye bata de isko kya kahte hai.

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Nitin aap blog ki template/ theme change karo aapki dono problem solve ho jayegi.

  51. Avatar for Pawan KumarPawan Kumar

    Sir Mujhe Ye Janna hai ki blog ka background image kaise change kre. White colour ka code bhi bataye.

    Kya ise css se badla ja skta hai.plz help

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Ha aap isse css code se change kar sakte ho iske liye aap background: #fff; code use karo.

  52. Avatar for Ashutosh SharmaAshutosh Sharma

    Thank you bhai, Really bhut achi post hai
    Ye post new blogger k liye bhut helpful hai aur me bhi new blogger hu or es post se mujhe bhut kuch sheekne ko mila 🙂

    • Avatar for Shivansh SharmaShivansh Sharma

      Hii brother My Name is Shivansh Sharma me Mere blog me Gaming Or Technology & tips and Tricks se Releated Post Karta hu

Add a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

I need help with ...