Kya aapki site par AdSense ads mobile, desktop version and all devices me proper show hote hai or kya aapke readers aapki advertisment se satisfied hai ? Or kya wo aapki site ya blog ko pasand karte hai. Shayad is sawal ka jawba bahut kam logo ke pas hoga. Kyuki hum sirf site par ads laga kar chord dete hai or readers engagement, user interest ki performance report check nahi karte hai.
Internet par bahut sare website owner or blogger hai. Jinme se millions people mostly blogger Google Adsense ka istemal karte hai or unka main income source bhi AdSense hi hota hai.
But bahut sare log jo apne blog par AdSense se earning karte hai wo AdSense performance report check nahi karte hai or na hi user engagement, reader interest par dhyan nahi dete hai. Isi wajah se log AdSense se good earnings nahi kar pate hai.
- Google Adsense Ads Format Ko Fast Loading Kaise Banaye
- Google Adsense Se Jyada Paise Kaise Kamaye, Best Earning Tips
Sirf yahi nahi kei bar to bad ad placement se AdSense account block tak ho jata hai. So is problem ko solve karne ke liye google ne kuch tips ki guide taiyar ki hai. Jinhe follow karke aap apni site par audience engaement ko boost kar sakte ho.
Readers Interest & Audience Engagement Boost Karne Ki Free Adsense Guide
For bloggers, audience enagaging na sirf blog ke liye important hota hai balki ye challenging bhi hai. Aap easily engagement win nahi kar sakte.
Google ke ek research ke anusar 30% smartphone users agar aapki site ke advertisement and look se satisfied nahi hote hai or unhe apni jarurat ki information nahi milti hai to wo immediately another website par move kar jate hai.
Audience engagement banaye rakhne ke liye google ne ek eBook create ki hai. Aap iski copy yaha se download kar sakte hai Adsense Guide to Audience Engagement.
Is Ebook Me Aapko Kya Kya Milega ?
Ebook download karne se pahle aap ye jarur sochoge ki aapko isme kya kya jankari milegi or ise download karne se aapko kya fayda hoga to ye point aapke kaam aa sakte hai.
- Audience enagagement boost hogi or reader aapke familiary banenge.
- Aap site par ads place or achhe tarike se kar sakoge.
- Aapki AdSense practice better hogi.
- Audince ke liye better ads content develop karna sikhoge.
- Unique content write karne ke ideas milenge.
- Adsense ads par jyada click pane ki tips milegi.
- Adsense CPC, RPM and earnings increase kar sakoge.
- Adsense ko apni site ka good income source bana sakoge.
- Aapki site par readers ka interest badhega.
- other many tips.
Inke alawa bhi aapko is eBook me bahut kuch sikhne ko milega jinse aap apni site ke advertisement me user interest ko increase kar sakte hai. Agar aap AdSense user ho or really me AdSense se achhi kamai karna chahate ho to aapko ise jarur test karna chahiye.
Agar aap chahate hai ki aane wale time me aapko aesi hi useful updates milti rahe to humare blog ko subscribe jarur kare.
Umeda khan
Kya sir without guest post ke blogg main traffic laya jaa sakta hain
Jumedeen khan
Yes, aap achha content likho guest posting karne ki jarurat nahi padegi.
Lakshya Narbariya
Mere blog par USa se adhik views aate hai lekin Ad par 1 bhi click nahihota hai .
Daily 700-800 views aate hai
Jumedeen Khan
Ye user par depend karta hai ki wo aapek ad par click karta hai ya nahi.
suraj yadav
Sir mujhe janna hai ki blog se hinglish words se jyada kmayi hoti hai ki hindi words se.
Mai confuse rhta hu kis word me apni post likhu kyuki hindi post likhne me tym lgta hai.
2- mujhe apne blog ko hacking se bachana hai uske liye kaunsa plugin use krna chahiye.
Pls rply fast
Jumedeen Khan
1. Kahna mushkil hai but hinglish me aap keywords ko sahi se add kar sakte ho.
2. iske bare me maine details me post ki hai security related post check karo.
vivek
3 bar se kya matlv Maine ek bar to try kiya ab tak nhi aaya .Fur se pin kr liye req Kaise or kaha se kare iske bare me thora details se batao bro thori samjh me aayegi
Jumedeen Khan
Vivek AdSense hume 3 bar pin post send karta hai. abhi aap AdSense setting me ja kar check karo ki AdSense ne aapko kab pin send kiya hai uske 25 to 30 day bad aap fir se pin send kar sakte ho.
vivek
verify you Adress wala notification par click karne par waha par hamse Pin manga ja raha hai..Jo ki adsense ka pin abhi tak .mere Adress par nhi pahuch paya hai samjh nhi Aata kya kare .
Jumedeen Khan
aapko 3 bar me pin nahi milta hai to aap direct apne documnet upload karke address verify kar sakte ho.
vivek
Wo mai janta hu ki mai pin veryfi ke bad he payment le sakta hu …but mere AdSense me ab Ek notification aaraha hai Jo….You blance is currently in hold because you are not verify your address ..Aisa notification aaraha hai…ab mujhe kya karna chahiye plz meri help kare.
Jumedeen Khan
vivek it is very simple please verify your address.
indrasinh solanki
Bahut hii acchi post hai….thanks for sharring…..
shashank
1.- jaha tak mujhe pata hai YouTube ki income next month ki 15 date ko show hoti hai, Kya ye sahi hai ?
2.- Agar YouTube ki income next month show hoti hai to mujhe next month se pahle, 10 doller hone par kaise pata chalega ki mujhe PIN ke liye apply kar dena chahiye.
3.- kya blog se hui income bhi next month show hoti hai ya daily income dekh sakte hai ?
4.- Pehle ka to mujhe pata nahi, lekin aajkal shout me loud ke pure blog par AdSense ki 1 bhi ad kahi bhi nahi lagi hai, Esa unhone kyo kiya hoga ?
Jumedeen Khan
1. yes ek t o15 tarikh tak aapki YouTube earning google AdSense me add ho jati hai.
2. AdSense par notification show hogi.
3. blog or site ki earning daily show hoti hai.
4. us blog par affiliate program use kiye jate hai. harsh ji AdSense use nahi karte.
Pardeep
SIR Categories ME AP NE LOGO ADD KAR SAKHE HAI VO KAISE KIYE APP NE
Jumedeen Khan
coding se.
Pardeep
SIR BLOG POST ME Manual SEO (WITH TAGS) JAYDA ACCHA RHEGA YA PLUGIN KE SATH
Jumedeen Khan
dono me se koi bhi tarike se kar lo best ai. ap yoast seo plugin ue karo.
kuldeep vishnoi
mujhe author box or sidebar me features post, manually posts lagane hai to iske liye konse plugins ka use karu
Jumedeen Khan
jetpack plugin me already ye sab features hai.
Kuldeep Singh
Hello Sir, sir maine apne blog me infolinks ad laga di hai ab tak 72 ad view huye hai lekin income $$00.00 hi show kar raha hai kyon. ek hafte se upar ho gaya lekin harroz ki 00 show kar raha hai. kya aap batayenge ki infolinks ki earning kaise hoti hai
Jumedeen Khan
apne blog par traffic badhao to hi user ads par click karenge or apaki earning hogi.
RUSHEEK
Bro muje apki help chahia Kya koi aesa rasta he jiski madad se google drive me se delete ki Gai cheej vapas la skhe
Jumedeen Khan
file permanently delete karne ke bad recover nahi ho sakti.
Alok
bro mujhe janana tha ki AdSense hamari website ko kitne din mai review karta hai isme kitna time lagta hai
Jumedeen Khan
iska koi time nahi hai but 2 to 7 day me ho jata hai.
Rishikesh Misha
http://www.merihindijankari.in ko check kare usme mera site secure ka Jo lock ka icon hota hai WO show nahi ho raja jai check kare
Jumedeen Khan
Iske liye aapko http security leni hogi.
Mohammad Shakib Khan
Very Good Guide.
junaid siddiqui
Bro AdSense hame wapsite views share or subscribe karne ke bhi paisa deta hai kya ya sirf add show hone ke hi paise deta hai
Jumedeen Khan
sirf ads par click karne ke paise milte hai.
Anand singh
Bro… mujhe ek baat puchni hai ki blog banane ke baad jab ham log adds laga lete hai fir iske baad kis tarah se income hoti hai
Jab koi hamari site par lage hue adds par ek click karta hai tab income hoti hai ….
Lekin aisa bahut kam hota hoga ki koi bhi hamaare adds par click kare
Mai aapse ye puchana chahta hu ki jo log blogging karte hai un logo ko aisa kya karna chahiye ki adds par click karna unki jarurat ban jaye???
Plz plz plz
plz guide me
Jumedeen Khan
1. jab koi user humare ads par click karke unki site par jata hai to humar iearing hoti hai. is tarah hum unka promotion karte hai or google hume uska commission deta hai.
2. aesi aapki soch hai user ko ads pasand aayenge to wo click jarur karega.
3. badhiya content likho google better ads show karega.
Anirudh Chaudhary
bro mujhe WordPress ke liye hosting chahiye lekin har jagah linux hosting show ho rahi hai
Jumedeen Khan
aap shared hosting le hostgator ya bluehost se
Armaan Malik
1) Agar maine hostgator ka hatchling plan use kya toh kya main baad mein chahu toh baby plan use kar sakta hu ?
2) Kya main hostgator se bluehost pe baad mein ja sakta hu ?
3) Hostgator aur bluehost mein kaunsa accha hai aur kiska jyada sasta plan hai
Jumedeen Khan
1 or 2. Yes kar sakte ho.
3. baby plan
Chitrakant
Bro…mera Facebook password hack ho gya and mobile n.bhi ab nhi hai…new password ke liye ab kya karu pls help me sir
Jumedeen Khan
Aap mobile number se new password recover kar sakte ho.
Himanshu
Thx for sharing this Ebook 🙂
ketan rathod
Sir mere Blog freemeinfo me Traffic Acha mil rahi he or adsens ne meri site ko 2 hours me aprow kardiya he or mene apne hisab se ad bhi laga diya he lekin muje etana janana he aap blogin ki duniya se kafi time se he to kis tarah ki ad se jayda click hori
Jumedeen Khan
Aap humari AdSense optimized articles check kare.
vivek
bhai Maine AdSense ka pin verification kiye 13 din hua h. aaj mai post office gya to pucha to mera AdSense ka letters abhi tak nhi aaya hua hai….
mere AdSense account me ek notification show kar raha hai You payment in currently in hold because you have not verify your Adress…… iska kya matlv hua
Jumedeen Khan
Pin post aane me 25 to 30 day lag sakte hai. aapke address verify karne ke bad hi aap payment le sakte ho.
Rajesh Sharma
Bro Main ek new Domain Khridna chahta hu Godaddy se jo FunInHindi.com hai
Par isme Payment ke liye sirf 1 option aa rha hai Credit Card Jabki mere Pass RuPay Debit Card hai mene Phle Godaddy se isi Debit Card se 2 Domain Khride hai Pahle Paymet ke loye 4 Option aate the ab 1 hi aa rha hai.
Please help me
Debit Card Se Domain Kaise Khridu Godaddy Se Please Help
Jumedeen Khan
आप ब्राउज़र की हिस्ट्री डिलीट करके तरी करो फिर भी दिक्कत हो तो godaddy कस्टमर केयर म बात करो
yadav
Bahi Maine infolinks se ads lagaya but show nhi ho RHA hai..
Jumedeen Khan
Aapka account approved hone ke bad show honge.
Prabhjit Singh
Bro mai newspaper theme use kar raha hu WordPress par blog title ke Niche ad kaise lagae
Jumedeen Khan
iske bare me google me post padho.
Kavya
Sir aap Mujhe kise asse book key bary mey bta skty Ho jo mere help kry blogging sikhny mey aur vo book Hindi mey Ho pless
Jumedeen Khan
Kavya internet par blogging ke bare me itne sare blog hai aapko books ki jarurat nahi padegi. Baki iske bare me books bahut hi kam hoti hai.
Hussam Ansari
very nice post zyada earning karne ke liye ye guide bahot zaruri hai.
Nikhil Jain
bahut hi badhiya pdf share ki aapne, yeh bloggers aur business dono ke liye kaafi faayedemand hai
sanju Dangar
Great article, Sir Me Kafi deeno se dekh raha hu ki Aapki Site Par Deen-b-deen Adsense ki Ads Kam karte Ja Rahe ho, matlab ki post me keyword jyada hone ke bavjud bhi Aap 3 ya 4 ya to 2 hi ads lagate ho, sir iski vajah kya hai, CPC high hoti hai, ya feer or koi? Kya hame ise follow kar sakte hai?
Jumedeen Khan
Yes isse CPC jyada milti hai.
Mannu Techs
Bro.. Mujhe ye batawo best jagah kaunsi. Hai. Placement ke liyen
Jumedeen Khan
Sidebar, post first.
deepesh kumar
hello jumedeen sir kya ye ebook hindi me bhi hai
Jumedeen Khan
nahi
Rohan Kumar
Bhaia mujhe aapki help chaiye jab bhi main plugin update karta hu tabhi kucch kucch na kucch blog me gad bad ho jata hain jese yoast seo update karta hu to google par site ka descprition hi change ho jata hain aur W3 Total Cache ko update kiya to site ka CSS design hi badal gaya main kya karu pls help.
Jumedeen Khan
yoast seo wala issue nahi hai w3 plugin install karke mujhe screenshot dikhao.
Sanjay Singh Rawat
Aapne apne readers ko is post ke jariye bahut hi acchi jankari batai hain. Esi jankari jyadatar bloggers kam hi share karte hain.
You’re Great.
Shashikant vishwakatma
hi sir is post ko padhkar mughe bahut accha laga mera aapse ek sawal hai ki – blogspot pe AdSense ke adds laga sakte hai
Jumedeen Khan
yes laga sakte ho.
himanshu
Hello sir, mene WordPress.com par ek blog banaya h. Lekin post me custom permalink set karne ka option nhi mil rha h. Plz help.
Jumedeen Khan
aap free WordPress blog ko fully manage nahi kar sakte iske liye aapko hosting le kar WordPress.org par blog banana hoga.
Sekh Jasimuddin
Assalamu alai kum bhai,
1. main godaddy se domain kharid karke mera blog me add kar diya hai. kab se naya domain me mera blog open hoga ?
2. main jab godaddy me sign in karke manage my domain open kar raha hu to ye message araha hai – You have domain that require email verification. Check your domains status for more info.
email verification kaise karu ?
Jumedeen Khan
w/a
1. 24 hours me.
2. aap gmail account open karke email verify karo.