Dosto Ham Sab Facebook Use Karte Hai,Facebook Aaj World Ki No-2 Per Hai Social Media Me,Google Ke Baad Alexa Ne Jo Rank Diya Hai Usme Facebook No 2 Ke Than Pe Hai,Facebook Se Hum Online Chat, Massage,Free Me Call,Photo Send OR Bahut Kuch Kar Sakte Hai,Aaj India Me Facebook Ka Kraj Bahut Jyada Hai. Is post me mai aapko facebook profile ke bare me ek tricks bta raha hu.
Aap Ko Aaj Me Facebook Ki Ek Aisi Trick Banane Wala Hu Jisse Aap Sab Kuch Jan Sakoge. Me Aap Ko Puchta Hu Ki Aap Ke Facebook Account Me Bahut Sare Friends Hoge.
Aap Apne Facebook Account Me Naye Naye Photo Update Karte Ho Or Usme Ek Aap Ki Profile Photo Bhi Aati Hai. Facebook Me Hume Jo Photo Uploud Ki hai Uski To Hame Bahut Like Or Comment Aati Hai.
Woh Ham Dekh Sakte Hai. Lekin Aap Ne Kabhi Socha Hai Ki Mene Jo Profile Photo Uplod Ki Hai Usko Kis Kis Ne Kitni Baar Dekha Hai.
Aap Sab Ka Mostly Answer Na Me Milenga. Kyu Ki Jyada Tar Log Only Yeh Jante Hai Ki Facebook Share Kar Ne Ki Website Hai. Aap Apni Profile Ko Kis Kis Ne Kitni Baar Dekha Woh Facebook Trick Me Batane Wala Hu Jara Dhyan Se Samaj Na Kyu Ki Galti Ki Gunjais Na Ho.
- Also Read: Facebook Par Account Kaise Banaye Sirf 5 Minite Me Aasani Se
- Facebook Par Apna Page Kaise Banaye aasani se
Hamari Facebook Profile Ko Kis Kisne Dekha Hai Kaise Pata Kare
Facebook Profile Ko Check Karne Ka Tarika.
Step 1: Aap Pehle Apna Facebook Account Open Kar ke Usme Login Kare.
Step 2: Login Karne Ke Baad Aap Apni Profile Ko Kholi Ye. Ab Usme Aap Apne Mouse Ke Right Button Par Click Kar ke View Page Source Page Ko Open Kare.
Step 3: Ab Aap Ke Computer Me Ek Page Open Hoga. Usme Aap Ctrl+F Button Ko Dabaye. Uske Baad Aap Ko Search Ka Ek Option Dikhega Usme Aap Is Code Ko Dale “initialchatfriendslist” Or Enter Button Dabaye.
Step 4: Enter Button Per Click Karne Ke Baad Aap Ko Bahut Sare Code Dikhayi Denge Unme Se Kisi Ek Code Ko Copy Kar Lo.
Step 5: Ab Aap Ko Apni Facebook Account Ke URL Me Kuch Is Tarah Dikhay Dega. Usme Se Aap Ko facebook.com/ ke bad ka code remove karna hai.
Step 6: Woh Word Nikal Ne Ke Baad Aap Ne Jo Code Copy Kiya Hai Woh Yaha Pe Daal Na Hai.
Is Tarah Aap Apne Sabhi Viewers Ke Bare Me Pata Kar Sakte Ho. Dosto Ab Aap Dekh Sakte Hai Ki Kitne Facebook Friends Ne Hamari Profile Photo Ko Dekha Hai,Or Kitni Baar Dekha Hai.
- Facebook Par Fake ID Ka Kaise Pata Lagaye Puri Jankari
- Online Paise Kaise Kamaye Facebook, Twitter Par Hindi Me Jane
Yeh Post Aap Ko Kesi Lagi Yeh Hame Aap Comment Ke Jariye Jarur Batai. Aap Ko Koi Problam Ho Tab Bhi Aap Hame Comment Ke Jariye Puch Sakte Hai.
Yeh Post Ko Apne Social Media Account Ke Jariye Share Jarur Kare.Thank You
Akanksha
Fb mai meri profile pic kisne share ki yeh kaise jane
Shila Tripathi
Mai kaise Jaan Sakti hu ki Facebook me meri photo kis- kis ne share ki
nakum
Agar mobile me dekhna ho to.kese kare
Jumedeen Khan
Ye trick sirf desktop ke liye hai.
hina naseem
Salam sir ham jis ki profile search krty hen to usko people you may know k zarye sy pata lag jata hey k ham NY search kia tha kia koi esa tareeqa hy k hamara naam people you may know me usko show na ho sky or hm profile dekh saken
Jumedeen Khan
Aap us person ko block kar de. Problem solve ho jayegi.
Vikas narvariya
Jummedin bhai namaskar..
Mujhe ye puchna hai ki esi koi website ya koi tarika hai jisse me apne sare social media ko band kar saku kuch dino ke liye.
Mtlb profile to rahe bus me login na kar pau…
Mere exam hai or mujhe padhna hai to….Isliye..
pooja sajwan
Sir ek question hai maine fb me ek pic post kiya ab usko koi dusra share kiya to mai kaise pata karungi ki WO share karne Wala kon hai kaha se pta kru pls help me
Jumedeen Khan
Aap apni post ko open kaor wjaah 1,2,3 jitne share likha hoga us par click karo apta chal ajyega ki kin kin logo ne post share ki hai.
Anand Kumar
1) Mere sath ek samasya aa rahi hai. Main jab bhi koi post FB group mein share karna chahta hoon to mujhe yahi pata nahin hota hai ki main kis-kis grup mein add hoon. Ek hi baar mein is baat ka pata kaise chalega ki kis group mein add hoon? Matlab jitne group mein hoon sabke list kaise open hoga?
2) Example ke liye main Mobile ka ek post FB group mein share karna chahta hoon lekin mujhe to ye bhi pata nahin hai ki main kis group mein hoon. Lekin ye maal leta hoon ki main 20 group mein add hoon aur unke naam bhi mujhe pata hain. Lekin fir bhi alag-alag un sabmein share karne mein time lag jata hai. To aisa koi trick jisse ek hi baar mein jis group mein share karna chahun usko select karne ka option mil jaye?
Main koi bhi post share karne ke liye sabse pahle blog ke us post ko open karta hoon iske baad wahan ke widget se share karta hoon jo mere FB ke timeline par post ho jaata hai. Aur tab main yahan se usey group mein share karta hoon. Lekin is poore process ke dauran time bahut khapat ho jata hai aur kuchh group mein to 3-4 bar share ho jata hai to kisi mein ek bar bhi nahin.
Isliye main aapse FB group mein share karne ke bare mein details se janna chahta hoon. Yadi mere sawal ka jawab aapke kisi post mein hai to uska link de dijiye ya reply mein bata dijiye. Yadi jarurat ho to aap is topic par bhi new post banakar publish kar sakte hain. Lekin please reply jaldi de dein.
Jumedeen Khan
1. Facebook open karke sidebar me groups ki list check karo jinme aap add ho un sabhi list hogi.
2. Iski jankari yaha hai Facebook Ke Sabhi Groups Me Ek Sath Post Share Kaise Kare
Vikas kurre
Sir ek question hai maine fb me ek pic post kiya ab usko koi dusra share kiya to mai kaise pata karunga ki WO share karne Wala kon hai kaha se pta kru pls help me
Jumedeen Khan
Uski facebook profile check karo.
Harish
agar main apna account deactivate kar do toh koi dekh sakta ki maine kisi ki profile kitni baar visit ki
Jumedeen Khan
Nahi.
Kaifi
Køí aisi trick bHí nikalye jisse mobile mè bHí ptá kR saké.. Kè kisne dekha…
nitu
nyyceee bro
komal khan
brother mery pas galaxy tab 2 ha kya uss pe mein check or saktu huuun reply with plz
Jumedeen Khan
nahi ye desktop ke liye hai
Veer rajput
Hello BrDr me ye janna chahta hu ki fb per post ki gayi photo ko profile pic kese banay bina like ghate
please btao yr
Jumedeen Khan
Bina like kam kiye nahi bana sakte.
neha sharma
hello fb per mere profile details public nhi ho rahe h jb ki maine public me set kiya hua h aisa kyu
Jumedeen Khan
aap apni profile par jao or profile details ke samen privacy me public choose karo.
alok pandey
Kya is trick se sirf apne friends ko hi dekha ja Santa hai ya phir vo koi nhi ho jisne fb dp ko dekha ho chahe friends ho ya na ho
Jumedeen Khan
Post ko ache se padho iske bare me upar btaya hai.
Rajen
Bhai mobile me fb profile kon kon dekha hai ye dekhne ke liye kaise search kare mobile me to ctrl+f nahi hota to
Jumedeen Khan
Mobile me nahi kar sakte.
sibu
kaya iss trick mobile pe hosakti hai ??????
Jumedeen Khan
Ha karegi. but choti screen ki wajah se aapko search karne me problem hogi.
kamar
Mere mobile ki screen 5.5 hai to without computer ke btao mob me kaise hoga
Jumedeen Khan
Mobile me nahi hoga. Yr sirf desktop option hai.
jaspreet
maine send earning pe account banaya hai usme ye likh raha hai
Unfortunately we have limited earning opportunities available for your country.
Due to the limited opportunities, we will not be able to send you PaidEmails®.
kya karu jald bataye
Jumedeen Khan
Send earning aapke email par mail send nahi kar pa raha hai. Bahut si country me ye problem hoti hai. Isme aap kuch nahi kar sakte.
Ankita
Mere me initialchatfriendslist search krne p koi nhi aarha aise naam ka 0/0aarha h intialchat dalte hi
rupa roy
facebook ke liye ye bahut hi important jaankari aapne di he bro
prakash
hello
adf.ly ke shortlink facebook par kaise share kare aur other social media par kaise share kare
Jumedeen Khan
Ab facebook par aap referral links share nahi kar sakte. Kyuki facebook ne others links ko ban kar diya hai.
jaydeep machhi
Thanks Jumedeen Bhai tookadi Ki Guest Post accept Karne Ke Liye.
Rinkesh pantawane
Sir ye kaise pta kre ki aapke bina Jane aapki fb ki I’d kisne use ki h ,, koi dusre mobile me Uska kaise pta lagaye..
Jumedeen Khan
Main is tarah ki jankari nahi deta.