India me me Google Office Kaha Par Hai? Ye sawal har wo user janna chahata hai jo google services ka istemal karta hai. Google world ka sabse best search engine hai. Google company ke bahut se country me headquarters hai. World wide google ke 100 se jyada google offices, headquarters hai. India me Gurgaon, Mumbai, Bangalore and Hyderabad me google office available hai. Agar aap in city se ya aas-pas se belong karte ho to aap aasani se nearby google office ja kar apni problem solve kara sakte ho.
Google Office ke through google apne products customer ki problem solve karte hai or apna business bhi handle karte hai. Aap google ke sath work karte hai or aapko koi problem ho rahi hai to aap google office ja kar apni problem solve kara sakte hai. India Me Bangaluru, Gurgaon, Mumbai, Hyderabad location par google office available hai.
- Google Ke Bare Me 6 Buri Baate Jaan Kar Nafrat Karenge Aap
- Kaise Pata Kare Ki Hamara Google Account Koi Use Kar Raha Hai
India me 3-5 location par google office available hai aap apne nearby google brach ja kar apni problem solve kar sakte ho. Main is bare me pahle bhi Google Se Contact Kaise Kar Sakte Hai & Google Se Contact Karne Ke Top 10 Tarike article me google se contact karne ki information share kar chuka hu.
Table of Contents
India Me Google Office Kaha Kaha Hai – Google Offices in India
India me different location par google office, google branch available hai. Main yaha aapko sabhi google offices ki location, address, phone, call, Email address etc. bta raha hu. Aap apne aas-pas najdeeki nearby google brach se contact kar sakte hai.
Google Offices List in India:
1. Google Bangalore Office:
Google new office in bangalore. Google india me bhi apni biggest office banana chahata tha. Internet par uplabhd janakri ke anusar google ka bangalore me 1 lakh square feet ka office hai. ye tech park ke pas hai. Iske pas me hi Samsung, Amazon ke office bhi hai. Bangalore google office ki details ye hai.
Address:
- Google India Private Limited
- Old Madras Road
- No.3 RMZ Infinity – Tower E
- 3rd, 4th, and Fifth Floors
- Bangalore, 560 016 India
Contact Number:
- Phone: +91-8067218000
- Hours time: Open 24 hours
2. Google Gurgaon Office:
Address:
- Google India PVT. Ltd
- Tower C Building No.8
- 8th and 9th Floors
- DLF Cyber City
Contact Number:
- Phone: +91-1244512900
- Hours time: Open 24 hours
3. Google Mumbai Office:
Address:
- Google India PVT. Ltd
- 3, North Avenue
- Maker Maxity
- Bandra East
- Bandra Kurla Complex
- Mubai 400051 Maharashtra, India
Contact Number:
- Phone: +91-22-6611-7200
- Hours time: Open 24 hours
4. Google Hyderabad Office:
Hyderabad me google ka head office, headquarter hai. Ye office 5 star hotel se bhi kai guna jyada best hai. Google ka india me mostly work yahi se handle hota hai.
Address:
- Google India PVT. Ltd
- Block 1
- DivyaSree Omega
- Survey No. 13
- Kondapur Village,
- Kothaguda, Hyderabad,Telangana 500084
Contact Number:
- Phone: +91-040-6619-3000
- Hours time: 8:00PM to 5:30PM
Ye thi google ki office jo india me available hai. Aapke hometown se jo jyada najdik hai aap us branch par ja kar google se contact kar sakte ho.
Agar aapko india me inke alawa kisi or google office, head office ke bare me pata hai to aap uske bare me comment section me jarur btaye.
- Google Chrome Browser 10 Useful Tips and Tricks 2024
- Kya Aap Jante Hai Google Chrome Ki Ye Interesting Tricks
Agar aapko ye post pasand aaye to is post ko social media par apne friends ke sath shatre jarur kare.
dianabol
sir ji very nice information..
wese hm online ya call pr apni problem solve nhi kr skte hai kya qki jo bnda delhi m rehta hai kese jaa payga itni door…
M.S.A.
JDK Bro jab hum koi bhi post update karte hai aur usme dusre post ka link add karte hai to us post ke niche line aa jata hai. _________________________ kuchh is tarah ke post ke niche ise kaise hata sakte hai.
Jumedeen Khan
Blog ki CSS coding me ye code add karo
a{text-decoration: none!important;}
Sachin Kumar Rajan
Bro mea ye janna chahta ki google ofice kaha hea lekin ab pata chal gaya hea ki google office kaha hea.Thanks
Vivek Raj
bro kafi acchi Jankari hai.mai ye janna chahta hu kya blog me broken link hone se Blog ko koi problem hota hai kya I mean Google par blog ki ranking low v ho sakti hai kya
Jumedeen Khan
Yes blog ki search ank down hogi.
Dhanraj
sir ji apne bahut acchi jaankari did Hai is post me.
Kya aap check kar ke Bata sakte ho Kya Mera blog SEO raedy Hai ya nahi. sir ek galti ho gayi mene jab blog banaya Tha to mene 10 din baad me hi AdSense ke liye apply kar Diya Tha par mene uske baad nahi kiya uska galat effect to nahi padega. or
muje kab AdSense ke liye apply karna chahiye.
Jumedeen Khan
No problem SEO dekhne se nahi hoga. Aap SEO ke bare me padho or fir apne content ko optimize karo.
Shivam
Bhai, aap blog post me kaun sa font use karte hai
Jumedeen Khan
fauna one.
Asween
HI Jume Deen Sir,
India me google offices se related yah jaankari bahut hi unique he jo me pehli baar kisi website par padh raha hu.
harshit raikwar
bahut hi faydemand hai ye article bro