Google AdSense se sirf ek click se $10 to $50 kaise earn kare ye bat sun kar aapko ajeeb laga hoga. But ye impossible nahi hai. Aap bhi aysa kar sakte ho. Bas aapko iske liye kuch important information honi chahiye. So aayiye iske bare me bat karte hai ki aapko iske liye kya karna hoga.
“Aap AdSense se itni earning kaise kar lete ho kya aap iski wajah bta sakte ho” Ye sawal mujhse ek friend ne pucha tha. Mai iska simple jawab dena chahunga ki post me high CPC keywords use karoge to aapki AdSense se achi earning ho sakti hai. Or sabse badi bat aapko AdSense ke bare me complete information honi chahiye.
- Top 20 High Paying Keywords in Google Adsense Adwords Advertising
- Google Adsense Se Sabse Jyada Paise Kamane Wali Top 10 Websites
Duniya me 2 tarah ke log hote hai ek wo jo Hard Word karte hai or dusre wo jo Hard Work ke sath Smart Work bhi karte hai. Inme se hard work ke sath smart work karne wala humesha aage rahta hai.
Actually, Sirf kateen parisharm karne se aapko saflta n ahi milti hai. Success wohi log hote hai jo kisi bhi kaam ko apne tarike se karte hai or dusro se best work karte hai.
- Google Adsense Se Related 20 Important Question Answer List
- Google Adsense Account Me Payment Address Change Kaise Kare
Ek blogger ya website owner chahata hai ki uski site ranking better position me ho. Iske liye wo rat din ek karke hard work karta hai. Iske liye wo apni site par original content share karta hai or sabse alag article likh kar visitors ko impress karne ki koshish karta hai. Yaha uska talent uske kaam aata hai ki log use kitna pasand karte hai.
Itni mehanat karne wala ka pura haq banta hai ki use uski mehanat ka sahi munafa ho. Yani use apne kaam ke pure paise mile. Ayse me agar wo blogger AdSense user ho to uske liye sabse badi problem AdSense ki Low CPC hoti hai.
Jiski wajah se kuch blogger ko bliggng tak chodni pad jati hai. Aysa jyadatar hindi bloggers ke sath hota hai. Yakinn jab mujhe ayse blogger ke bare me pata chalta hai to bahut dukh hota hai. Isiliye aaj mai ye article likh raha hu un sabhi AdSense users ke liye jo AdSense ki Low CPC se pareshan hai.
- Google Adsense Se $100 Per Day Kaise Kamaye
- Google Adsense Se 10 Dollar Per Day Kaise Kamaye 2025 Earn Money
India me google AdSense per click $0.5 to $0.20 tak pay karta hai. Ye bat aapko internet par ek do nahi lakho websites or blog par mil jayegi. Par world me aysi koi problem nahi hai jiska solution nahi hai. I mean iska bhi solution hai. Mai aapko garatee deta hu ki aap india me rahte huye google AdSense se one click se $10 to $50 earn kar sakte ho. Bas iske liye aapko kuch jaruri bato ka khyal rakhna hoga. Ab ye aap par depend karta hai ki aap isme kitne paresent success hote ho.
Chaliye, Ab mai apne topic par aata hu ki aakhir kis tarah se hum only ek click se $10, $20, $30 or $50 earn kar sakte hai.
Google Adsense Se Per Click $10 To $50 Kaise Kamaye – Earn Money From Google Adsense
Sidhi si bat kahunga har blogger janta hai ki blog ke liye organic traffic yani search engine se milne wala traffic kitna jaruri hota hai. Or shayad ye bhi jante honge ki search engine se traffic pane ke liye SEO yani search engine optimization ki jarurat padti hai.
Google AdSense se per click $10 se $50 kamane ke liye aapko main cheezo ko focus karna hoga.
- Long Tail Keywords
- Organic Traffic
- Google Adsense Terms (Full Guidelines)
Bas aapko in teeno me expert hona jaruri hai. Agar aapko in sabke bare me achi jankari hai or aap inhe ache se handle kar sakte ho to aap AdSense se 1 click se $50 to kya %70 bhi kama sakte ho.
1. Long Tail Keywords:
Long tail keywords AdSense se achhi earning karne me sabse important metter hai. mai ye confirm kar chuka hu ki agar aapke articles me keywords sahi tarah se use kiye gaye honge to aapki post search me high ranking me hogi or AdSense aapko usse related advertising se jyada benefet dega. Adsense CPC long tail keywords jyda better hoti hai.
Apne blog ke liye long tail keywords research karne ke liye aap online keywords research tools use kar sakte hai jaise Google adwords keywords planner, SeMrush, HitTail and other.
Mai aapko SeMrush or HitTail tools ko use karne ki salah dunga. Kyuki ye aapko baki tools se better performance reprot show karti hai. Wese google keywords planner tool bhi kafi best hai. In sabhi par aap kisi bhi keyword ki CPC check kar sakte ho.
HitTail tools aapki ste ki analysis report ko calculate karke aapko long tail keywords suggest karti hai. Jisse aapke contet ki quality or better ho jati hai.
Agar aap meri pasand ki bat karte ho to mai aapko SEMrush tool suggest karunga.
Use SEMRush to find profitable Adsense keywords:
SeMrush keywords search karne ki ek bahut hi badiya best marketing tool hai. Is time mai iska member nahi hu. Isiliye mai aapko yaha perfectly guide nahi kar paunga. But aapse itna jarur kahunga ki aapko jo kuch chahiye wo sab aapko is tool par mil jayega. Yaha humare liye important bat ye hai ki hum SeMrush tool se google AdSense ke liye high CPC keywords kaise search kare.
- Blog Post Me High Quality Keywords Kaise Aur Kaha Use Kare
- Google Adwords Keyword Planner Tool Kaise Use Kare SEO Ke Liye
Bahut simple hai aapke pas SeMrush ka premium plan hai to aapko isme aasani se keywords CPC ki information mil jayegi.
Aap semrush tools par ja log in kar keywords search karke organic search par click kare. Uske bad list of keywords, and see a list of keywords par click kare. Ab yaha driving traffic presented in the Warrior Forum me aap sabhi keywords ki CPC dekh sakte hai.
Now, Aapko yaha jo bhi high CPC keywords mile unme se aap apne jarurat wale keywords ko copy kar apne blog content me use kar sakte hai. Isi tarah se aap semrush par keywords change kar search karke high CPC long tail keywords ki list bana sakte hai.
Ya fir aap apni pasand ki kisi or tool par long tail keywords search kar sakte hai.
2. Organic Traffic:
Aap soch rahe honge ki organic traffic ka AdSense CPC se kya contact hai. Actually, Search engine se aane wale visitors newbie hote hai or jab wo aapki site par aa kar kisi ads par click karke advertisment sites par visit karte hai to wo usme full interested hote hai. Or AdSense ayse visitors ko sabse jyada pasand karta hai. Example, Mujhe AdSense se ek click se $16 tak mil chuke hai jabki mai india se hu or hindi blogger hu.
- Google Webmaster Tools Ko Use Karne Ki 7 Important Tips [GWT Overview]
- On Page SEO: Website Ko Search Engine Me First Page Par Lane Ki Top 10 Techniques
Suppose aapki site par 10,000 pageveiws per day hote hai or aapko 5,000 pageveiws search engine se milte hai. To mere hisab se aapki AdSense se $50 to $100 earning easily hogi.
Or agar aapki site par 10,000 pageveiws daily hote hai or search engine se 2,000 maximum traffic milt hai to aap mushkil se $30 – $40 earn kar sakte ho.
Organic traffic pane ke liye aapko SEO ki achi information honi chahiye. Agar aapko SEO karna aata hai to aap aasani se search engine se adhik traffic handle kar sakte ho.
3. Google Adsense Terms:
Follow Adsense Terms & conditions: Google AdSense se achhi earning karne ka ek sabse bada raj ye hai ki AdSense ki policy ka ullaghan mat karo. Uske rules ache se follow karo. Yaha mai aapko iske kuch reason bta raha hu.
Kuch new blogger AdSense approved hote hi apne blog ke ek page par 3 ad units se jyada use karte hai. Unki site par ads to show hote hai but CPC bilkul down ho jati hai. I sure unko per click $0.02 to $0.05 tak hi milta hai. Yakin mainye agar aap aysa karte ho to aapki CPC normal hone me bahut waqt lag jayega.
Mai aapse jabardasti nahi karunga but ek bar aap AdSense ki policy follow karke dekhiye. Mai garantee deta hu aapki earning me 100% changes honge.
Adsense terms ko follow karne ka matlab sirf ye nahi hai ki aap apni site par ek page pe sirf 3 ad unit use karo or bahut ho gaya. Google AdSense ke rules bahut shakt hai or khas kar ke indian blogger ke liye ye mushibat ban jata hai. So plz jitna ho sake AdSense ka har step follow karne ki koshish kare.
Google AdSense me weekly ya monthly koi na koi changes hote rahte hai. Isiliye aapka up to date rahna bahut jaruri hai. Aapko ye jankari hona bahut jaruri hai ki AdSense se jyada earning kaise kare, AdSense kaise kya kis tarah se hume pay karta hai or kis type ke ads se hum jyada earning kar sakte hai.
- Google Adsense India Me Payment Kaise Karta Hai
- 20 Common Mistakes Jinki Wajah Se Google Adsense Block Hota Hai
Finally, Ab aapko teeno steps ke bare me ache se pata chal gaya hai. Bas yahi tips mai apne blog par use karta hu. So ab aap faisla kar sakte hai ki aapko aage kya karna hai or AdSense ko kis tarah se handle karna hai. To ab comments me mujhe btayiye ki aap future me kya karne wale hai or AdSense se adhik money earn karne ke liye apni blogging me kya changes karne wale hai.
Agar aapko is post me btaye tips pasand aaye ho to is post ko social media par apne friends ke sath share jarur kare.
pardeep saini
app na apne.blog me footer per page add kar rka ha wo khase hota ha
Jumedeen Khan
Mere blog ki template me footer me iska option hai. Apaki me bhi hai to aap template me ja kar lga sakte ho.
pardeep saini
sir app ne pages ko footer par lga rka ha e.g sitemap
vo kaise lagte ha WordPress me
Jumedeen Khan
Aapka blog open nahi ho raha hai DNS error aa raha hai. Mai aapk oblog check karke hi bta sakta hu.
yash
Sir, mera blog Jo blogger par hai, ka email or mere AdSense ka email dono alag alag hai to kya me AdSense ke ads blogger par laga skta hu..
Jumedeen Khan
Ha laga sakte ho. Blogger blog par AdSense wali emai id add kar do.
Aryan
Bhai mera blog blogger par hai aur maine dns code bhi sai se use kiya hai fir bhi error bta rha
Jumedeen Khan
Aap blog ko bina www ke open karo DNS error bta raha hai. So kuch hours wait karo domain ko active hone me time lagta hai. Ek bar dns record ache se check kar lena.
Aryan
Bhai maine domain kharid ke apne blog me set kar diya hai lakin ab meri site eror 404 not found bata rha ap jara dekh ke bataiye kya ho rha hai aur esa kyu ho gya
Jumedeen Khan
Aryan aapka blog WordPress pr hai to hostibg care me bat karo. blogger par hai to dns code sahi se add karo.
pardeep saini
Sir apne template ka name batana mujhe bhe ya khridna haa
Jumedeen Khan
Pradip ye template aapko kahi nahi milegi. Ise maine m=ribbon theme se customize kiya hai.
pardeep saini
Mera AdSense account approve jo gya ha kya me isha ab WordPress per use kar sakta hu
Jumedeen Khan
ha kar sakte ho.
deepak
sir mai ye janana chahta hu ki agar koi mere blog per pehli bar aye or click kare to meri earing hogi but wahi visitor agar agle din bhi click kare to kya meri income hogi or visitor badege. or agar mere regular visitor ate to kya page view badte hai or income hoti hai.
Jumedeen Khan
Earning veiws bahdne se nahi ads par click karne se hoti hai. Ha ek hi user agle din bhi click karega to bhi income hogi.
deepak
jitni income pehle click se hoti hai utni hi hogi ya phir kuch kam. agar mere blog per mere kuch regular log aate hai agar wo daily click kare to kya daily wahi income hogi.
Jumedeen Khan
Deepak har click se fix income nahi hoti hai. Aap plz AdSense ki terms ache se padho.
Rohtash Nimi
जुमेदीन भाई जी अपने बहुत ही अछि जानकारी दी है इसके लिए आपका धन्यवाद . लोग कहते है की इंडिया में गूगल से रूपये कमाना बहुत ही मुस्किल काम है लेकिन आज आपकी पोस्ट को पढ़ कर विस्वाश हो गया है की अगर हम इस लाइन मेहनत और स्मार्ट तरीके से चले तो हम भी अछे रूपये कमा सकते है इसमे कोई दोराय नही है .
Amit kumar
Hello bro
bhai vo mera dns error is liye hoga ki maine name server change kiya hai . maine cloudflare ka name server choose kiya aapke khe anusar .
To bro ab check ker ke btaye ki mai apne php site ke home page per kaise statics page set kroon aur next ka option bhi . please bro guide me .
Jumedeen Khan
Aapke blog me abhi bhi coding problem hai. Aap singlepost.php me ja kar coding sahi karo. Koi bhi post proper open nahi ho rahi hai.
sazzad zahir
adsense se $-100 earn karne ke lye kitna organic traffic search engine se chahiye.aap se do follow backlink chahiye bhai
Jumedeen Khan
Zahir adsesne se $100 earn karne ke liye kya chahiye wo is post me btaya hai dhyan se padho.
brijesh
Google adwords keywords planner, SeMrush, HitTail kya in teeno me free service hai kya? aur paid hai to kismet hai?
Jumedeen Khan
adwords keywords planner ko free use kar sakte ho. baki paid hai.
Nitesh
bahut jyada badiya sir ji
sir kya aap bta sakte hai ki aap kis keyword research tool ka use arte hai
Jumedeen Khan
Google adwords keywords planner, semrush and other.
malik
bhai mai 2 month se blogging kar raah hu but AdSense se income abhi tak bas $2 hui hai . kaise badhegi ye income
Jumedeen Khan
Malik is post me maine isi ke bare me btaya hai. Fir bhi aap puch rahe ho ki kiase AdSense se paise kamau. Ye to na-inshafi hai mere sath. Aap article padhe bina hi comment kar rahe ho.
Amit Kumar
Hi sir
Apko is post k e liye shukriya aapne bhut achi baat batayi.
Sir mera bloge php Mai hai. Aur me usme home page me statics pages rkhna chahta Hu .kyonki meri home page me sari posts show hoti hai. Mai isme next wala option dalna chahta Hu. I hope you sir Ki app bhut ache se guide krenge .
Jumedeen Khan
Amit bro apaki site open nahi ho rahi DNS error aa raha hai. Mai aapko site check karke hi ache se guide kar sakta hu.
Suraj Barai
Domain set kar liya kitne din ke baad absence ki apply karu…?
Jumedeen Khan
Jab aapke blog par 500+ pagveiws traffic daily ho jaye tab karna.
Suraj Barai
Me jarur iss trick ko istemaal karunga….
Arvind chauhan
Bhai mere site ki bounce rate 100/100
Hai kya esse koi problem ya good hai. Btaeyega eske baare me
Jumedeen Khan
Bounce rate 25% se kam honi chahiye.
Arvind chauhan
Hello bhai
Bhai mera site pr google se traffic nahi aata hai maine google webmaster me apna site add kiya hai bhi meri site dekhkr batao ki ughe kya karna chahiye
Jumedeen Khan
Aap dusro ke topic par post karna chod kar khud ke topic par post likhna sikho. Fir aapko search engine or visitor dono pasand karenge.
Arvind chauhan
thank you jumedine bhai mughe pata nahi tha sorry pr mai abho delet kr le apne se kud post likhuga aur mehanat kariga
Jumedeen Khan
Post ko delte mat karo .Unki heading or content change karke khud likho.
Pramod maurya
Bro mujhe ye puchana hai ki post ke beech me pic ya screen shot kaise lagate hai kyoki mai jitni bhi pic lagata hu vo sab post ke uper dikhayi deti hai to post ke beech me kaise lagaye thanx
Jumedeen Khan
Pramod aap jaha post lagate ho wo wohi show hogi. Ye aapki working problem hai aa ppost ke bich me sahi se post upload karo. bich me hi show hogi.