Google tracker ki hel pse to hum mobile phone number ki location or name pata kar hi lete hai but google ke alawa bhi kuch websites bhi hai jin par aap easily kisi bhi mobile number ki location trace kar sakte ho. Sabse achhi bat inki processing bahut achhi hai or koi bhi user inki help se kisi bhi mobile number ko track kar sakta hai. Aayiye jante hai free mobile phone trace, mobile number location track karne wali 10+ 15 sabe badiya or best websites ke bare me.
Anjan number se call ya miss call aana or phone accept karne ke bad dusr itaraf se koi jawab na milne, unknown number se ulte sidhe SMS, Message aane or pareshan karne par kisi ko bhi gussa aata hai or ek bat man me jarur aati hai ki aakhir koun use pareshan kar raha hai. Wo kisi bhi tarah us mobile number ki location, address, name and other details janna chahata hai.
Kya aap bhi aesi pareshani bardast kar chuke hai or kya aap bhi kisi number ki location, name or baki details janna chahate hai to is case me generally log aapko police report karne ki advice dete hai but main aapko suggest karunga ki police case last option hona chahiye. Jab aap kisi bhi tarah se mobile number ki details pata nahi kar pate ho to aakhir me police me report karo.
- Mobile Phone Khone Ya Chori Hone Par Use Lock Kaise Kare
- Mobile Chori Hone Par Photos Videos and All Data Delete Kaise Kare
Ho sakta hai aapka hi koi jankar ya friend aapko tang karne ke liye aesa kar raha ho or aap police case kar dete ho to aapke us dost ki to what lag jayegi. So aese me aapko mobile number location pata karne ka koi na koi option ke bare me jankari honi jaruri hai.
Aese time me aap mobile number location trace karne ki tips follow kar sakte ho. Aaj time bahut badal gaya hai or smartphone se hi aap bahut kuch kar sakte ho.
Table of Contents
Mobile Number Location Trace Karne Ki 10+ Best Websites
Aap in tips se ye pata kar sakte ho ki jis unknown mobile number se aapko pareshan kiya ja raha hai wo kis city ka hai or kis telecom circle ka hai. Aap mobile ya computer ki help se kisi bhi mobile number ki location track kar sakte ho. Iske liye aapke pas do option hai.
- Mobile number tracker android apps.
- Mobile number tracker websites.
Pahle walie option ke bare me main already Mobile Number Location Trace Karne Ke 10 Best Android Apps post me details se information share kar chuka hu. Dusre option ke bare me main yaha bta raha hu. Aapko apps istemal karne hai ya websites aap par depend karta hai. Jo aapko behtar lage choose kar sakte ho.
Aap in websites par mobile number ki location trace kar sakte hai. Top best websites to track mobile number location in 2 minutes.
- Bhartiya Mobile – trace.bharatiyamobile.com
- Mobile Number Tracker – mobilenumbertracker.com
- Best Mobile Numer Tracker – bestmobilenumbertracker.com
- Find and Trace – findandtrace.com
- Best Caller – bestcaller.com
- B Mobile – bmobile.in
- Mobile Number Trackr – mobilenumbertrackr.com
- Mobile Ringtones Store – tracker.mobileringtonesstore.com
- India Trace – indiatrace.com
- Trace Phone Number – tracephonenumber.in
- Free Phone Tracer – freephonetracer.com
- Trace Mobile Numbers – tracemobilenumbers.com
- Track Mobile – trackmobile.in
- Site 2 SMS – site2sms.com
- Glympse – Glympse
Website Par Mobile Number Location Kaise Trace Kare
Agar aapko nahi pata ki mobile number location pata karne ke liye aapko in site ko kaise istemal karna hoga to don’t worry main aapko iski process bhi bta deta hu. In step ko follow karke aap aasani se mobile number locator site par kisi bhi mobile number ki location find kar sakte ho.
Step 1:
- Sabse pahle aap upar di huyi websites me se apni pasand ki kisi ek site par visit kare.
- Main bmobile.in site ko open kar raha hu. baki site ke step bhi easy tarah easy hai.
Step 2:
- Ab aapko jis mobile number ki location pata karni hai wo mobile number box me type kare.
- Phone number add karne ke bad trace par click kare ya enter button prace kare.
Step 3:
Ab us mobile number ki location detaits aapke samne hogi. Yaha par aap us number full details pata chal jayegi. Aap yaha mobile number ki Location, State, City, Sim telecom Company Name, Mobile owner or provider name, Operator, Signaling, Location map, probably cities name sabkuch dekh sakte hai.
Important Note:- Mobile number ki owner details share karna india me illegal hai. Ye privay law ko violation hai or aesa karna crime mana jata hai. Kyuki bad people like terrorist iska galat istemal kar sakte hai. Wee is tarah ki jankari aapko true caller application par mil jayegi.
- Mobile Phone Chori Hone Ya Khone Ke Bad Kya Kare 5 Jaruri Tips
- Mobile Phone Ki Battery Ko Damage Hone Se Kaise Bachaye 7 Tips
Sath hi main aapko ye bhi bta du ki in website par aap jis number ki location trace karoge uski jankari track hoti hai or aapke galat number ki location track karne se aapko problem ho sakti hai. So only usi number ki location trace kare jo aapko real me pareshan kar raha ho.
Agar aapko ye post pasand aaye to ise social media par apne dosto ke sath share jarur kare.
adil
sir me ek garib parivar se hu me kafi paresani me chal raha hu koi meri madad nhi kar paraha h esa h ki me fruts ka kam karta hu ek mera grahak h jo mere 42000 rupe ka mal lekar bhag gya h mujhe kisi ke pese ada karne h me ek chota masa khor hu bhai jisko mene maall diya h uska number chalu h mujhe ye pta lagana h ke ye number kha chal rha h present location kese pta karu pls koi bhi btaye thanks to all
जुमेदीन खान
उसकी पुलिस कंप्लेंट करों
Saurabh rai
Digital India me true caller to har person ke mobile me install hona chahiye mai to kahta hu sbhi safe honge koi call aaye sab track hoga tabi crime Kam hoga .
Mohd Amir
sukriya janab app ki sharing k liye kai logo ko to y pta hota hai ki is trh ki app ate hai but unko inke nam pta nhi hote h…
Umesh
Thanks for sharing information bhai! Truecaller se kar sakte he mobile number track??
Vinay Verma
sir mere websate ko shabhi log ko share kar dijiye
taki mere websate ko Liked and Troffice bad shake
Thank You
Jumedeen Khan
Ok why not.
Shakil Alam
Bhaii Minima me bhi late load ho ra hai comment box bhaii koii solution btao
bhaii
Jumedeen Khan
Aapko maine template change karne ke liye kaha tha aap ek do template change karke check kar sakte ho minima hi jaruri nahi hai.
Vijay panara
Bahut achi post hai. Lekin trucaller ko add kar diya hota to 4 chand lag jaate
Jumedeen Khan
Vijay already ise mention kiya hai aap check karo.
arvind kumar
भैया मै AdSense को 20 दिन पहले apply किया था | मेरे साईट पर BLANK ads SHOW हो रहा है | लेकिन आज तक AdSense ने मुझे ii रिन्यु का मैसेज नही आया आज 22 दिन हो गया है | मेरी साईट का नाम internetkapower.tk है
Jumedeen Khan
Ads code ko remove karke kuch time bad fir se apply karo.
afzal aheer
Par bro ik aur problem hai na , me pak me hun or AdSense account usa country ka approve karwaya tha fake adress fake number se aur number verify karne ko bola tha AdSense walon ne apps ki help se verify kar lya , aur ab pin adress change n hota.
Jumedeen Khan
Aap new account banao real address se.
afzal
Thank you bro bhut umda post hai, mujhe ye information chahye , mene direct blog se apply kiya tha ads account k liye wo approve ho gya, adress country etc sb galt dala tha ab verify karne me problem aa rahi hai , verify ho gya to pement me problem ho gi , ab main is account ko dlt kr doon ya koi aur solution hai, dlt karne ke baad usi gmail se usi blog se ditect apply ho jayega ya nahi
Jumedeen Khan
Koi problem nahi hogi aap apna address change kar sakte ho uske bad verify karna. read this tutorial Google Adsense Account Me Payment Address Change Kaise Kare
Indrasinh solanki
aswome post like it …..
Kamlesh parihar
Sir maine apne ATm ke peeche sign nahi kiya hai kya iski vajah se to domain buy nahi ho raha hai. kya sign karna jaruri hai.
Jumedeen Khan
ATM se sign karne ki jarurat nahi hai atm sirf pay karne ke liye use karna hai.
Deepak sahu
1-sir keyword research karte time country select karne ko deta hai to agar hum hinglish blog likh rahe hai to fir india ko select kare ya fir all hi rehne de?kyu ki hume to india ke visitors se hi matlab hona chahiye ki wo kya zyada search karte hai..other country to hinglish blog pe ayegi nahi.
2-kya hum Aisa title use kar sakte hai jaise ki ctr (click through rate). kyu ki ctr bhi keyword hai aur click throgh rate bhi to aisa likhne se keyword stuffing to nahi hoga ?
3-kya hinglish blog pe usa aur aus ke bhi visitors ate hai?
4-agar hum sirf india aur pakistan ke visitors pe focus kare to kya good earning kar sakte hai? kyu ki india me cpc bahut kam rehti hai.. kya aapke blog pe usa ya fir aus ke visitors pe bhi earning hoti hai?
Jumedeen Khan
1. hinglish or hindi content ke liye india hi select karo.
2. kar sakte ho but jarurat hone par bina jarurat ke nahi.
3. yes wo to hindi par bhi aate hai usa me kafi log hindi jante hai.
4. bilkul kar sakte ho india me internet user bahut jyada hai. pakistan me india se bhi kam cpc hai.
Himanshu Rai
Hi bhai. Finaly mene apna ek nya blog banaya hu. Techbechhindi aap mere is blog par jakar dekhe sab sahi hae ya nahi. Mene aapse pichli comment me pucha tha ki hindi ko english me likhne se cpc jyada milti he ya nahi aur aapne kaha tha ki cpc jyada milti he isliye is blog par me hinglish me article likhuga. Aapki help ke liye dhanyabad. Ek bar aap meri first post ko jarur check kare.
Thanks bhai.
Jumedeen Khan
Blog achha hai but usme koi badiya template set karo.
Luqman
Very nice bahut achi jankari hai . list ki shakal me hamary sath share krke aap ne kaam asan kardia hai ab search nahi karna padega.
Tanveer Hussain
Bro…I want to ask something……
Jab mai kisi apne post ko google + (pluS) ke community groups me share karta hoon to 10 minute me hi us post ke mujhe 150 views mil jati hai kya ye true hai ya fake .
Mai 10 indian group me post share karta hoon jisme member million aur trillion me hai.
Jumedeen Khan
Traffic true hai fake kyu hogi kyoki aap logo tak jankari pahucha rahe ho agar wo use pasand karte hai to achhi bat hai.
Kamlesh parihar
Jume din sir jaisa ki aapne bataya jb me place your order par click karta hun to domain buy nhi ho raha hai balki ye kuch aisa message so ho raha hai.
Authentication failed!!! Either Mobile Number or Country Code is not registered for e-commerce transactions. ye kyun aa raha hai sir .
Jumedeen Khan
Aap jo mobile number or country code use kar rahe ho wo galat hai or trasaction ke liye allow nahi hai.
Sanjay Singh Rawat
Hello bhai maine Bluehost VPS buy kia hai lekin Cpanel se direct WordPress install nahi ho pa raha hai company keh rahi hai ki VPS me direct WordPress install nahi hota to please solution bataye.
Please Argent!!!
Jumedeen Khan
customer care wale aapko galat jankari de rahe hai aap mujhe ye btao ki WordPress install karne par kya error aa raha hai.
Mritunjay Kumar
बहुत ही शानदार पोस्ट …. bahut hi badhiya …. Thanks for sharing this!! 🙂 🙂
Jumedeen Khan
Mritunjay Kumar aap apne real name se comment kiya karo.
Ravi Parwani
hello jumedin Bhai,
waise to me har jagah pe hindinx.blogspot.com ka url use karta hoon but me jab bhi apna blog view open karta hoon to hindinx.blogspot.in url hi ata hai
Bhai ye kya problem ho sakti hai ?
isse koi search traffic me farak pad sakta hai kya ?
Jumedeen Khan
Blogger blog automatically country level domain par redirect hota hai iske liye ye post padho Blogspot Country Specific Redirect URL Ko Kaise Band Kare
Haidar Khan
Nice collection Bhai apne truecaller add nahi kiya?
प्रदीप कुमार
सही कहाँ आपने कि True Caller एप के बारे में मुझे लगता है ये सभी के मोबाइल में इंस्टॉल होना चाहिए इससे आपको Smap call का पता चल जाता है.और अगर आपके फ़ोन पर कोई नये नंबर से भी फोन आया है तो साथ में नाम भी बताता हैं True caller एप.
yasir khan saqlaini
bahut badhiya.. kaha se aate hain itne creative ideas apke mind me broda.. keep posting
Anaf
Bhartiya and indiatrace are best option to find out information ….You included both….Great post.
Ankur
Tracking ki achi information hai …Inme se kuch hai jo use karta hoon.. Bro ek question hai jisme confusn hai ….Maine dekha hai .
Ek blog hai jiski globaly rank 50 lakh hai aur india ki rank 2 lakh …aur dusri blog ki globaly rank sirf 15 lakh hai magar indai ki rank 4 lakh hai …
50 lakh globaly rank wali blog ka rank india me usse itna behtar kaise hai.
aisa kaise ho sakta hai bro mujhe kuch samjh me nahi aa raha hai plz tell me why this colaveri D…
Jumedeen Khan
Simple hai uske india me visitors jyada hai.
mohammad
sir blog mai 2 langugu mai likh sakte hai mean aadhe blog hindi mai or aadhe urdu mai likh sakta hu
Jumedeen Khan
Nahi its dangers.