Mobile Phone Khone Par Mobile Ki Location Kaise Pata Kare

Aaj ke time me har kisi ko jaldi hoti hai. Itni jaldi ki hum apne aap ko bhi bhool jate hai. Ayse me apna smartphone kahi bhool aana aam bat hai or hume mobile lene wapis jana padta hai. But problem tab hoti hai jab hum apne mobile phone ko kahi rakh kar bhool jate hai ya fir mobile kahi par gi jata hai kho jata hai. But google ke pas iska bhi solution hai. Wo bhi aysa ki aapka phone aapko aasani se mil jayega.

Mobile Ka Pata Kaise Lagaye

Mai is post me aapko aysi trick bta raha u. Jisse aapko aasani se apna khoya hua phone mil jayega. Mera matlab hai ki hum google ki madad se apne phone ki location pata kar sakte hai. Google hume phone ki jo location btata hai uska dayra 24 meter ka hota hai. Or 24 meter ki jagah par hum aasani se apne mobile ka pata laga sakte hai.

But google se apne khoye huye mobile ka pata lagane ke liye aapke khoye huye mobile me kuch cheezo ka hona jaruri hai. Inke bina aap apne mobile ki location pata nahi kar sakte.

  1. Aapke khoye huye mobile me internet chalu hona chahiye.
  2. Mobile me location ki services activate honi chahiye.
  3. Mobile me google apps insall hona jaruri hai. Or latest version hona chaiye.

Agar aapke mobile me ye 3 option available hai to don;t worry aapka khoya hua mobile aasani se mil jayega. Bas aapko google ke kuch simple step follow karne hai. Jinke bare me mai aapko step by step bta raha hu.

Apne Khoye Huye Mobile Phone Ka Pata Kaise Lagaye – Master Tricks, Track My Mobile, Find My Phone

Apne smartphone ka pata lagane ke liye aapko computer ki jarurat padegi kyuki Mobile me ye trick kaam nahi karegi. Mobile me aap android device manager use kar sakte ho.

  1. Sabse pahle aap google.com site par jaye or apni us gmail id se log in kare jisse aapne khoye huye mobile me log in kiya hua hai. log in karne ke bad google search box me “Track My Mobile” Likh kar search kare.
  2. Yaha check kare ki google aapka sahi mobile search kar raha hai ya nahi.
  3. Thodi der me google aapke mobile ki location track kar lega. Uske bad aap us jagah par jaye.
  4. Google ke btaye place par pahuchne ke bad aap Ring option par click kare. Isse aapke mobile me 5 minute tak full aawaz me rink hogi. Agar aapka mobile silent mode par hoga to bhi ring bajegi.

Track My Mobile phone

Google aapko mobile ki jo location btata hai wo 24 meter ke andar hoti hai. Agar aapko apna khoya hua mobile search karne me problem ho to aap pahle “mobile phone ka pata karne ke liye mobile me kya kya on hona chahiye uski jankari k liye yaha click kare. [link…]” par ja kar iske bare me puri jankari pata kar le.

Agar aapka is post se related koi sawal hai to aap comment me puch sakte ho. Or agar aapko janna hai ki mobile khone ya chori hone ke bad or kya kya karna chahiye to aap humari Mobile Phone Chori Hone Ya Khone Ke Bad Kya Kare 5 Jaruri Bate post padhe. Isme aapko sare sawalo ke jawab mil jayenge.

Reader Interactions

Comments (69)

  1. hello agar mera phone kahi bahut door h aur us mobile ka na toh Internet open h…aur na Toh location service on h…. toh hame ye bataiye ki hum us phone ko kaise trace karke ye pata kar saku ki mera phone kaha par h… PLEASE HELP ME……. FAST REPLY ME…..

    • Without internet trace nahi kar sakte.

    • FIR karao or tracing par lagawa kar Aaram se pata chal jayega or vo tume Tamara phone dila dege help in police

      • Sir mera phone gum hogya he or bill bhi nahi he to phone ke se pata kare

  2. admin mera i phone apple ratankala s5 kahi gir gaya hai mai use search karna cahta hun usme maine apni gmail id dili thi kya mobile mil sankta hai please help

    • Is post me btaye steps follow karo.

  3. SIR AGAR MERA MOBILE SWEETCH OFF HAI TO MUJHE KAISE PATA CHALEGA KI MERA MOBILE PAR RING HO RAHA HAI YA NAHI

    • Aap location track karke us area me jao or 20 25 miture ke aaspas hone apr hi ring sunayi degi.

  4. Hello bhai mai phone to track kar leta hu but ring par click karne ke baad phone me ring nahi hoti hai aisa kyu

    • Ring to jarur hogi aap sahi se track nahi kar pa rahe hai jisse aap tak phone ki ring voice pahuch nahi rahi hai.

  5. sir mera mobile chori ho h switced off bta kya uski last location ka pta lagaya ja sakta h

    • post me btaye step follow karo.

  6. sir mara new phon chori ho gaya hai kya kara samj nahi aa raha hai pls adivce ma

    • Surav post me btayi trick follow karo.

  7. Jume deen bhaijaan mera nya phone kho gya he kya plz aap use dhudne me merit hallep kroge plz

  8. Sir mera phon Samsung j7 chori ho Gaya kya wo Mille ga mjhe

  9. agar mobile hamari switch off hai to kya karna chahiye

  10. Sir me aap se puchhna chata hu ki phone chori ho jai or chor phone ko restore karde or imei bhi change karde to kya hamara phone mil sakta h ya police us phone ko trace karne me madad karsakti h

    • itna sab hone ke bad phone nahi milega.

  11. Sr mera mobile kho gya aur usne sim nikal di h ab us mobile ko daid kr skta hu kya plz help me sr

  12. Sir humko number tresh Kar ke location pta karna Hai kaishe kare sir plz bataye

  13. sir m ek Mobile kharidna chata hu but uska bill nhi h kise pta kro ki phone chori ka h ya nhi .

    • Jab uska bill hi nahi hai to wo chori ka ho sakta hai mat lo.

  14. Sir meera cell phone gayab ho gya mere pass iemi no. hai aur mujhe usme jo sim lage hai uska no. pata krna hai.
    so muhje ye kaise pata chalega?????

  15. Sir mere mobile chori hua hai or us me Google account login nahi tha to kya mai mere mobile ka pata nahi laga sakta.

    • ahi laga sakte.

  16. sir mera keped mobile kho gya h me kese pta kru ki wo kha h plzzz koi solution bta do sir

    • Is post me isi ke bare me btaya gaya hai step follow karo.

  17. jab hum apni email id login karte hain tab to google search box ka option aata nahi hai. Fir kaise search kareinge?

    • google search box ka mobile me alag se apps hota hai ya aap chrome me try karo.

  18. Sir me kese pata karu ki gum hue mobile pe mera acount login kiya hua he yanahi..aur jab wo admi internet aceses karega to muje pata kese chalega.. Sir pls detail me bataye..

    • Nahi aapko uska pata nahi chalega. kyuki wo aapki id se log ni nahi karega. Is post me jo btaya hai use ache se padho.

  19. Sir mera mobile gum ho gya he aur usme mera gmail acount login kiya hua he.kya me us mobile ka location pata krskta hu..pls sir me apse request krta aap mera kuch help kare..

    • Mobile me internet chalu hoga to pata kar sakte ho.

  20. nice post sir mera blog dekho seo friendly hai ya nhi aur good looking hai ya nhi

    • Blog me koi kami nahi hai. Ba aap apne blog par post sare karo.