Pro blogger har blogger banna chahata hai lekin ye aasaan nahi hai. Aaj main aapko pro bloggers ki top 5 qualities bta raha hu jo unhe professional blogger banati hai. Pro blogger ki ye quality, habits reader ko btati hai ki wo ek pro blogger ho. Aap bhi inhe follow karke successful pro blogger ban sakte ho. Pro blogger qualities in hindi.
Professional blogger ke blog par visit karna kabhi ubau nahi hota, fir chahe visitor first time, second time, 5th time ya fir 10th time visit kare. User ko har bar aapke blog se new jankari milni chahiye.
Pro blogger banne kel iye aapki har ek post me helpful, useful, unique and quality content hona chahiye, jise padh kar reader satisfied ho.
Upar di gayi post ko padh kar aap pro blogger skills ko follow kare aur pro blogger bane, yaha hum aapko pro bloggers ki 5 habits ke bare me bta rahe hai.
Table of Contents
Pro Blogger Ke 5 Gun – 5 Qualities of Pro Bloggers in Hindi
Ye 5 reasons hai jo readers ko btate hai ki aap professional blogger hai aur aapka content read karke wo apna time west nahi kar rahe hai. Pro blogger ki 5 aadatein hindi me.
1. Reader Ka Satisfied Hona
Pro blogger ki top quality ye hoti hai ki uske har ek articles se reader satisfied hote hai. Unki post me har topic ko achhe se explain kiya jata hai.
Aese blogger articles me chahe 100 heading kyu na ho har ek ko achhe se samajhate hai, bahut hard work karte hai aur 2-5k+ words ki long and quality post likhte hai.
2. Continue Posting Karna
Lagatar post likhne ka matlab ye nahi hai ki First post cooking, second post health aur fir other topics par kabhi nahi likhna. Ek topic par continue aur unique content provide karna.
Pro blogger aesa kabhi nahi karte aur minimum topics par continue and quality content provide karte hai. Isse same topic ki post par aaya visitor next time bhi blog se kuch sikh kar jata hai.
3. Famous Blogger Hona
Aesa blogger jiski har koi prashansha karta hai, jiske blog, content ko sabhi better btate hai, pro blogger ki list me aata hai.
Koi bhi field ho kitne bhi bloggers ho lekin kuch 5-10 blogger aese hote hai jinhe har ek blogger janta hai aur jo introduction ke mohtaj nahi hai. Un blogger ki qualities, unka hard work, unka behavior unhe pro blogger bana deta hai.
4. Humesha Kuch Sell Na Karna
Bahut se blogger aese hote hai jo apni fan following, audiences ka fayda utha kar kuch bhi promote kar dete hai, ye soche bina ki us product se audiences ka kya nuksan hoga.
Lekin pro blogger aesa kabhi nahi karta, wo sirf rea product ko promote karta hai, aur fake product ko ignore karta hai, means reader ka nuksan karne wale product ka promotion nahi karta.
Pro blogger kabhi bhi aesi post nahi likhta jo puri tarah se paid ho, wo tabhi kisi service ka review article likhta hai jab visitors ko usse fayda ho.
5. Har Ek Post Best Hoti Hai
Har ek post me aap sabse achha content share karte hai, Chahe ek hi topic par 100th post likh rahe ho lekin post me koi different nahi hota.
Pro blogger ki ye pahchan hai ki uski har ek post best hoti hai, har ek post se kuch naya sikhne ko milta hai jo readers nahi jante hai.
At Last,
Humare likhne ke kai karan hai. Kuch log dusro ki help karne ke liye likhte hai to kuch log passion ke liye kuch log writing skills ko business bana lete hai.
Isse fark nahi padta ki aap kyu likh rahe hai, bas aapka content aesa hona chahiye jise har koi pasand karta ho. Fir dekhna audience kitni jaldi aapko pro blogger ki upadhi de denge.
Ye bhi padhe,
- 10 Best Tips Jo Aapko Ek Success Blogger Bana Sakti Hai
- Success Blogger Banna Chahate Hai To Ye 5 Tips Jarur Follow Kare
- Top 50 Blogging Quotes in Hindi – Successful Blogger Banne Ki Best Tips
Ab chaliye aap comments me btayiye ki kya aap aese hi blogger hai jaisa maine upar btaya hai, agar haa to aap ek pro blogger hai. Agar nahi to banne ki shuruaat aaj se hi kijiye.
Agar aapko mera article pasand aaye to ise other bloggers ke sath share jarur kare.
Aman
बहुत अच्छी आर्टिकल लिखी है सर जी… और “4. Humesha Kuch Sell Na Karna” यह टिप्स मुझे बहुत अच्छी लगी… और इसे मैं भी फॉलो करता हूँ…हालंकि मुझे बहुत सारे ऑफर मिलते है लेकिन मैं अपनी रीडर को गलत प्रोडक्ट या सर्विस के लिए सुझाव नहीं देता है..
tarun
Bahut achhi jankari di hai Sir aapne.
Ek Blogger vhi hai jismne ek hi content ko nye tareeke se likhne ki skills ho.
Niraj Yadav
Sir aap bhi ek pro blogger ho kyoki aapke content se mujhe bahut help milti hai.
thanks sir
Himanshu
Hi bro, aaj me apna blog start karne ja raha hu tech aur blogging niche me. But kuch confusions he jiska answer shayad ek well experienced hindi blogger hi de sakta he.
Frist, agar hm apne blog me hindi (roman:- jis language me apke blog me article likhe jate he) aur english dono language ko mix karke articles likhte he to kya google blog ko hindi blog manega ya english blog? Aur cpc english blog ke anusar milegi ya nahi?
Second, agar hm apne blog me hindi (devnagri) aur english dono language ko mix karke articles likhte he, tb google blog ko konsi language ka manega? Aur cpc kis language ke blog ke anusar milegi?
Thanks for your help.☺️
Jumedeen khan
1. Hindi blog manega.
2. Aap language ek hi rakho double use karne par rank nahi karega, ek se jyada language ke liye subdomain ya subdirectory use karo.
Deepak
sir bahut acchi post hai, thanks for sharing.
sir aap supportmeindia ke homepage ko design karne ke liye kis pagebuilder ka use karte ho.
Jumedeen khan
Nahi, all design manually kiya gaya hai.
Jenab khan
Sir ap best pro blogger ho and mujhe apka content padh kr kuch na kuch sikhne ko jarur milta hai I am big fan of you thank you sir
Arjun Dangi
superb post thank you sir.
akhilesh kumar sharma
aapke post hamare liye prerna dete hain.
Ajay kumar Gupta
आपकी आर्टिकल हमे बेहद पसंद आया सच कहूँ तो #जुमेदीन भाई में जब भी कुछ पढ़ना चाहता हूं तो पहले गूगल में उस word से related डालकर फिर आगे
आपकी वेबसाइट type करके सर्च करता हूँ क्योंकि, पोस्ट चाहे हज़ारों हो लेकिन, आपकी post की तरह uniqe और helpful हमे कहीं नही मिलता है। और मिल भी जाता है तो में आपकी भाषा के अनुकूल नही मिल पाता है। so, good info..
Jumedeen khan
Your most welcome bro keep visiting
Vikash Kushwhaha
Hi,
Jumedeen Khan
Great post written by you. But you could add some more information in this post. However the post written by you is nice .
Naresh
It is such a useful post for al readers. Even I am also trying to become good blogger
Prabhanjan
Kya baat hai Jumedeen ji, mast post dali hai. Aapke posts se bahut kuch sikhne ko milta hai sath mein nayi information bhi prapt hoti hai. Aise hi quality post blog mein share karte rahen. Happy Hindi Blogging.
Jumedeen khan
Happy Hindi Blogging
thakur aman singh
sir agar hum jaise nye bloggers ko aapki trah se banana hai to ye qualities ko adop karna padega. thanks for sharing sir
Raushan Kumar
Continue post ka frequency kya hona chahiye kyunki ek post likhne me Kam se Kam 3-4 din ka samay lagta hai
Jumedeen khan
3-4 din, dear improve, aap kitne bhi din me post karo lekin bas achha likho.
Sumit Mishra
ये सभी गुण आपमें हैं। Sir Greate post Sabse achha point laga ki uski hr post Top ki hoti hain
veerendra singh
mai shayad aaj pro blogger hota lekin kuchh karno se blogging chhod di par likhana mujhe achchha lagata hai. islie dobara blogging shuru ki hai.
vada karta hu jald hi pro blogger ban ke dikhaunga
Jumedeen khan
Your most welcome.
Bajrang Lal
बहुत ही बढ़िया जानकारी शेयर की आपने इस महत्वपूर्ण जानकारी को शेयर करने के लिए आपका बहुत-बहुत धन्यवाद
Jitendra Singh Rao
bahut badiya post likhi hai aapne . pro blogger aur professonal blogger me kya fark hai.
Ravi Sharma
Bahut hi acchi jankari Share Ki Hai Sir Apne.
Agar Professional Blogger Banna Hai To In Qualities Ko Banana Hi Padega.
Sanjay Jadav
Ye jankari New blogger ke liye yah jankari Most Important hogi, bahut hi achchi jankari share ki is post ko padhkar ek nai sikh mili
manjeet singh
New bloggers ke liye bahut hi helpful post hai thanks for sharing
Kulwant Singh
Hey Brother,
bhaot badiya tarike se likhte ho bhai app bhi ..Aapne jo point bataye hai mai unme se continue post likhne wala follow nahi kr pa raha…koi tips bataye ??
Jumedeen khan
Apne aapko motivate karo blogging ke liye.
Anand Kumar
Bahut hi important and motivational article share kiya hai aapne.☺
Neha verma
Nice post sir. Useful for new Bloggers