Bounce Rate Decrease Kam Karne Ki Top 20 Important Tips

Kisi bhi website par bounce rate ka kam hona bahut jaruri hai. Warna ek page open karke leave karne wale users traffic se site success nahi ho sakti. Agar aapki site par achha organic traffic ho or kafi email sign ups ho but fir bhi aapko better performance nahi mil rahi hai to ho sakta hai aapki bounce rate bahut high ho. Aaj main aapko 20+ aese tips bta raha hu jinhe follow kar ke aap easily apne blog par bounce rate decrease reduce kar sakte ho.

proven Ways to Decrease Bounce Rate

Sabse important bat Conversion Rate boost karne se bounce rate decrease hoti hai. Bounce rate decrease karne ke tarike janne se pahle aapko ye pata hona chahiye ki bounce rate hai kya uske bad hi aap decreasing step follow kar sakoge.

Jab aap apni site par adhik search engine traffic pana chaahte ho to aapko chahiye ki bounce rate par bhi focus karna chahiye. Kyuki mostly search engine se aaye users ki bounce rate high hoti hai. Jo apaki site ke liye danger ho sakti hai yaha tak ki aapko rula sakti hai.

What is Bounce Rate? Bounce Rate Kya Hai?

Jab koi user, visitors, reader, customer aapki site par ke kisi page ya post par visit karta hai or bina kisi other page ko open kiye site ko leave akr deta hai to ise bounce kahte hai. Aese user ki percentage ko bounce rate kahte hai. Main iske bare me already Bounce Rate Kya Hai Iska Kya Matlab Hota Hai Ise Kam Kaise Kare post me details se bta chuka hu. Adhik jankari ke liye aap ye post read kare.

Niche dekhiye yaha par btaye gaye tarike aapki bounce rate kam karne me help karenge, Enjoy.

25 Proven Way to Decrease Bounce Rate Kam Karne Ke Jabardast Tarike Hindi Me

Main already research kar chuka hu yaha par btayi gayi tips effective hai or mujhe bhi inse bounce rate kam karne me help mili hai or mujhe ummid hai ki in tacting se aapko bhi positive results milenge.

1. Improve Content Readability:

Bounce rate high hone ka sabse bada reason hai aapki site content ki readability sahi nahi hona. Target user and experience users aapke content ko tabhi read akrte hai jab wo readable ho. Generally large lines wala paragraph iska main point hota hai. So please ise avoid kare short parapgraph likhe or readability increaser kare.

Make Your Blog to Easy to Read:

Main bahut se blogger ke content dekhe hai jo bahut achhe hote hai but unki readability use boring bana deti hai. Post ka title, headlines, steps, points, content sdabkuch padhne me aasan hona chahiye. Maximum ek paragraph me 7 sentence kafi hote hai. Balki aap 5 hi istemal karo to or bhi achha hoga.

Jaruri to nahi hai ki ahr koi aapki post ko full readkarega. Ho sakta hai aap jo likh rahe ho usme se kuch kisi user ko pahle se pata ho to wo sirf aapka baki content hi read karega. Aese me khule or simple paragraph user ki scrolling ko speed up karte hai or unhe aasani se apni jarurat ka content mil jata hai.

2. Avoid Pop up! Don’t Disrupt Your Readers:

In 2024 – 2024 me maine kafi website or blog ka review karte huye paya ki un par jarurat se jyada popups lage huye hai. Pata anhi kyuk in logo ko apne readers se lagav nahi hai or kyu jabardasti user ko distrub karte hai. Mostly people popups ko unlike karte hai.

Isi bat ko dekhte huye google ne popup use karne wali sites ko penalty deni shuru kar di hai. But fir bhi kaf ihad tak blogger popup ka sath nah ichord rahe hai. I sure jise aapka content pasand aayega wo khud aapko subscribe karna pasand karega.

Mujhe ye dekh kar tab jyada hansi aati hai jab popup ko avoid karne wali tips btane wale big blogger khud apne blog par maximum popups lagaye hote hai. Kyo mere bhai aphle khud to sudhar jao dusro ko bad me tips dena.

By the way, I don’t use popups kyuki I love My Audience or main apne kisi bhi reader ko pareshani nahi hone dena chahata. Actually, mujhe pata hai jab main kisi or site par visit karta hu to mujhe content read karne me popups se kitni pareshani hoti hai.

I know email marketing sabhi blog ke liye jaruri hai but jaha tak ho sake hard pop up ko aovid kare or sirf jaruri 1-2 subscriber, sign up pop up hi istemal kare or mobile version me to aesa na hi kare to behtar hoga kyuki mobile me isse bahut jyada problem hoti hai. Aap meri mat mano aane wale time me google iske liye strong policy banayega.

Kyuki ek servey ke anusar google search engine se aane wale visitors totally popups ko avoid karte hai.

3. Add Compelling Call to Action Button:

Main janta hu ki content title and headline attractive hoti hai but agar content me 1-2 call to action button add kar diye jaye to kaisa hoga. Yakinn user isme interest lenge or aapki ek post se dusri post par visit karnege.

Jis tarah hum post content me internal links add karte hai same wese hi hume call to action button add karna hai. Ye user ka dhyan attract karta hai or internal links ki tulna me user is par jyada click karte hai.

Aap content between sticky sidebar me call to action button add kar sakte ho. Iske liye aap attractive images or infographic ka istemal kare.

4. If Possible Create Post Lists:

People posts list ko jyada pasand karte hai kyuki unhe apni pasand ka topic scan karne me kam time or aasani hoti hai. Kyo na aap categorie related all post titles ki ek list tiayar karo. Isse aapki site ko google me first page par aane me bhi help milegi.

Kis bhi type ka lbog ho list posts ki bounce rate humesha low hoti hai. Kyuki user and search engine dono ke liye use scan karna easy or easy hota hai.

Moz.com famous SEO trening site ke anusar list posts headlines google me 75% top position par hoti hai to kyo na hum ise try kare bounce rate decrease hone ke sath humar isearch ranking bhi to increase hogi.

5. Improve Your Storytelling:

We all know, content to koi bhi likh sakta hai but har kisi me ek jaisa talent nahi ho sakta. Actually, story ek hi hoti hai but sunne wale ko story se jyada sunane wale ki storytelling me jyada interest hota hai. Hum kisi matter ko kis tarah or kitne achhe tarike se audience ko samajha sakte hai. Isi se humar isite par jyada traffic hota hai.

Jitni jyada logo ko humara tarika pasand aayega utna hi huamre pas traffic hoga. Bhale hi aapke user ko koi information kahi or site par mil jati hai fir bhi wo use aapke shabdo me sunna or read akrna chahate hai. So your talent, your storytelling bhi aapki bounce rate kam karne me kargar sabit ho sakta hai.

Aapka story btane ka tarika aapki life badal sakta hai. Maine High Bounce Rate Par Adsense Se Jyada Paise Kaise Kamaye post me btana tha ki humar isite par sirf 40% user hi reader hote hai baki 60% sacnner hote hai. Un scanner ko reader banane me aapka talent sabse jyada kaam aata hai.

Oh aapke pas to badiya content hai par kya aapne kabhi socha hai ki usme aapka talent kitna nazar aata hai. Shayad nahi par ab sochna shuru kar dijiye. Kyuki jiski storytelling me maza nahi uski unique or brand post ko bhi koi nahi padhega.

Jabi ek talented content bhale hi use user pahle bhi padh chuke ho fir se padhna pasand karenge kyuki wo jante hai ki aapki post me kuch na kuch naya jarur hoga. Main iske liye aapko 2 tips dena chahunga.

  1. Write only truth content.
  2. Make Hero Your Audience.
  3. Remember Your Reader Future.

Sach likho or apne readers ko customer nahi aapki safalta ka hero bana kar kaam karo. Kuch bhi likhne se pahle ye jarur soche ki aapka content reader ke liye helpful hai ya nahi. Kyuki aapki galat information se aapke lakho readers me se kisi ki life barbad ho sakti hai.

6. Use Black Text and White Background:

Simple si bat hai 99% books white background or black text me hoti hai. Itne sare writer jinko thousands awards mil chuka hai galat nahi ho sakte. Actually, ye tarike reader ke padhne me koi bandha paida nahi karta or lagbhag all world me is way ko pasand karte hai.

Kyo na hum abhi ek colorful book or ek simple white background anf black text wali book ki tulna kare. I sure aapko simple book hi pasand aayegi.

Fir kyo hum colorful site design bana akr apni murkhta ko darshate hai. Kya isiliye ki aap ek mahan painter ho par yakinan aap nahi ho. Agar aapko colorful hone ka itna hi shauk hai to wo aap apni site ke logo, header and footer ke sath karo. Puri site ko usme mat lapeto.

Is bare me or kuch kahne ki jarurat nahi hai. Samjhdar ke liye itne words kafi hai.

7. Keep Your Blog Fresh & Clear with Right Content:

Apni site par right content write karo or site ko clear or fresh rakho. Hubspot ke anusar jo person apni site par clear or simple right content provide karte hai or regular content share karte hai unki site par other site ki tulna me 126% jyada log interest hote hai.

Yakin maniye sabhi sites ka main work unki site nahi hota. Bhaskar, patrika, jagran and many news websites ko main source unki site nahi hai. Isiliye aap kisi bhi news channel ki site ko check kar lo. Content ko is tarah se tod marod diya jata  hai ki user ko kya kaha hai kuch sajh nahi aata.

Aur humare kuch dost unke jaisi site bana lete hai. Jo ki bilkil galat hai. Example ke liye aap labnol.org (jo ki india ke top tech blogger amit agarwal ki site hai) ka fesign check kar sakte ho.

Kuch bhi ho fresh or clear content padh kar user ke muh se “wow” word jarur nikalta hai. But sirf yahi aapki problem nahi hai. Aapko mobile design ki or bhi dhyan dena hoga. Kyuki google ab desktop ki tarah mobile responsive design ki or bhi care karne lag gaya hai.

8. Target Keywords with High Value Traffic:

Keywords ka sahi se istemal na karne se aapke online content marketing work par break lag sakta hai. Agar aapko search engine se achha traffic chahiye to aapko content ko google search me top position par lana hoga or uske liye aapko content me high value keywords istemal karne ki jarurat hogi.

SEO experts ke anusar high-value keyword ka sahi istemal karne se aapki site ko nimn fayde hote hai.

  1. Brand Value.
  2. Person Value.
  3. Traffic Value.
  4. Conversion Value.

Kya aap jante hai ki google ki 97% revenue advertising se hoti hai or wo revenue targeting expensive keywords se generate hoti hai. But sabhi keywords ki value barbar ya ek jaisi nahi hoti hai. Unme se kuch hi keywords aapke liye valuable hote hai. Baki sabhi to road par side par chalne wali slow car ki tarah hote hai.

Main top high level keywords ke bare me already post likh chuka hu. Iske liye aap ye artuicles check kare.

Without keyword and simple content par bounce rate decrease hogi kahna mushkil hai. So aapko content me high value and target keywords ka istemal karna shuru kar dena chahiye. Jab aap post me high level keyword use karoge tabhi user aapka content padhne me time spend karega.

High value keywords se na sirf traffic increase hota hai balki ye powerful hote hai or unse conversion rate or user engagement bhi better hoti hai. Sath hi isse aapki site ki authority bhi badhti hai.

9. Place Advertisement on Right Location:

Main janta hu ki kisi bhi site ki income source me advertisement jarur shamil hota hai or aap apni site par kahi bhi ad place karne ke liye free ho. I mean aap jaha tache ad show kar sakte ho but kya ye wastav me hai or aapka kahi par bhi ad lagana user ko problem nahi karta.

Actually, user aapki site par content read karne aate hain ads dekhne ya un par click karne nahi. Aese me agar user ko aapki site par wrong place par ad lage milenge to wo aapki site par mushkil se fir kabhi visit karnege. Sath hi adhik advertising istemal karne se site ki speed bhi down hoti hai.

Mere hisab se aapko ek ad sidebar, ek post content se pahle or ek bad me istemal karna chahiye. Agar content long hai to aap bich me bhi ad istemal akr sakte ho. Is tarah aap 3-4 ad per page istemal kare isse jyada ad use karna danger ho sakta hai.

Agar aap janna chahate hai ki aapke readers aapke content ko kitna pasand kar rahe hai to aap post end me rating feature ka istemal kar sakte ho. User Awesome, Excellent, Good, Average, Poor ke hisab se aapke content ko vote kar sakte hai.

10. Speed up Your Page Load Time:

Topic suna hua lagta hai par isme different hai. Aaj hum site speed nahi only page speed ke bare me bat kar rahe hai. Actually dono ek hi hi but humare matter ke hisab se dono me difference hai.

Jab user aapki site ke kisi page ko open karta hai or us page ko read karne ke bad bad ya pahle wo kisi or page ko open karta hai to aapka page fast laod hona chahiye. Agar aesa nahi hai to user na chahate huye bhi aapki site ko leave ka jayenga.

Halnki wo aapke topic me interested hai but time west nahi karne ki niyat se wo aapke page ke load hone ka wait nahi karega. Isse bounce rate to jyada hogi hi sath user per page time bhi low ho jayega.

Mostly aapka page 2 to 3 second me load ho jana chahiye. Agar aapki site par isse jyada time lagta hai to aapko is par kaam karne ki jarurat hai. Maximum page laoding time 4 second se jyada nahi hona chahiye.

Slwer page load time high bounce rate ka ek bada reason hai. Jise aap kuch hi minute me solve kar sakte ho. Khud site content optimize karke ya kisi bhi other site developer ki help le kar. Kyuki aesa na karne par aapko success ko usi tarah kho rahe ho jaise building ka girta hua ek gona or use banane me lage huye karigar.

Wait please………………………… We are write now…………….. Please check after some time.

Avatar for Jumedeen Khan

About Jumedeen Khan

I'm the founder of this site and we regularly share useful and helpful information here for beginners. ❤️

Reader Interactions

Comments (69)

  1. Avatar for ashviniashvini

    Mari website per 99 %internal duplicate content show ho rahe hai maine subhi ka url change kar diya hai or keywords bhi .Per jab me page pe internal link deti hun to pingback comment show hota hai . Or no follow internal link bolta hai .Ye ise me ,me kaise internal link du page pe .

    • Avatar for Jumedeen khanJumedeen khan

      wordpress discussion setting me ja kar pingbacks ka option unselect kar do aur blog se all pingbacks comments ko delete kar do. problem solve ho jayegi

  2. Avatar for SumitSumit

    sir aap ne Apni post me 5 ads use kiye jabki 3 allow hai.. kya aap ko google kuch nhi bolega

  3. Avatar for ranjitranjit

    dear sir meri website hai mai abhi blog par nya hu aur maine apne site me aapke dwara bataye free ssl certificate ka use kiya hai jisse mere site ka own page http redirect hota hai https pe aur mera adsense approved nhi ho rha kya karu.

    • Avatar for Jumedeen khanJumedeen khan

      Aapki site http se open ho ya https se adsense ko isse koi fark nahi padta. https security ke liye better hai. Adsense approve na hone ki wajah kuch or hogi.

  4. Avatar for Rahul KumarRahul Kumar

    Thanks for information

  5. Avatar for imranimran

    Hello Bhai Kiya Aap Bata Sakte hai Ki Agr Meri Website Blacklist Ho Gayi Hai 5 Ya 6 Din Ke Baad Meri Website Google M fir se Dikhne lagti Hai to Kiya Meri Website ki Keywords Ranking ghat Jayegi Kiya ?

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Yes search rank down hogi.

      • Avatar for imranimran

        Meri Website hide ho Gayi Hai Google se Mujhe Ye Messages Mila hai – (Sneaky mobile redirects detected) – Main Kiya Karu Bhai

        • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

          Aapki website me redirect link add hai aap blog ki template change karo.

  6. Avatar for HariHari

    content rewriting tool use karke Content ko apne according modifi kar karke Content new ban sakta hai agar same topic ho tohh

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Bilkul

  7. Avatar for NehaNeha

    Hello Sir,
    What is web 1.0 , web 2.0 and web 3.0 with example?

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Its big question. Check this tutorial What is Web 1.0, Web 2.0 and Web 3.0?

      • Avatar for Neha SharmaNeha Sharma

        Sir, Please explain in hindi…

        • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

          1. Web 1.0 aesa web portal hai jis par user without post reviews, comments, and feedback ke information receive kar sakte hai. Example, yahoo.
          2. Web 2.0 participation, collaboration, and information sharing we bhai jis par bahut sare log work karte hai like Youtube, Wiki, Flickr, Facebook etc.
          3. Web 3.0 ek semantic web hai jo future ke liye plan refer karta hai. Isme computer, human intelligently or wo user aate hai jo logo ke future ke liye useful content likhte hai. Example, Tivo, a digital video recorder.

          Simple words me, old websites like yahoo ko aap web 1.0 man sakte ho or YouTube, facebook ko web 2.0 or future me aane wali sites ko aap web 3.0 ki category me dekh sakte ho.

  8. Avatar for Yogendra SinghYogendra Singh

    Jumedeen ji main ek confusion me hoon. please mujhe ye batane ki kare.

    1- 1000 word ki post me aur 500 word ki post me kitne keyword use karne chahiye.
    2- ek paragraph me kitne keyword use karne chahiye.
    3- ek keyword ko ek post me kitni baar repeat kar sakte hai.
    4- ek keyword ko ek paragraph me kitni baar repeat kar sakte hai.
    please sir mujhe inka jawab alag-alag de.

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Iska jawab main aapki old comment par de chuak hu wo check karo.

  9. Avatar for Yogendra SinghYogendra Singh

    Hay jumedeen ji.Sir main aapse do question puchh raha.

    1- sir meri site sochworld.com journalism par adharit hai. sir kya mujhe apni post me I, Me, You jaise word use karke friendly post likhni chahiye.
    2- sir mujhe high quality content ki jaankari de.

    Sir mujhe ke jawab alag-alag aur detail se dene ki kripa kare.

  10. Avatar for ViraatViraat

    aap ne blog logo ke side mein AdSense ad kaise lagaya hai wo btaye please

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Ye header widget ad hai or pahle se meri theme me hai.

  11. Avatar for Kishor kumar GuptaKishor kumar Gupta

    अच्छी जानकारी दी है आपने. मेरा ब्लॉग का बाउंस रेट 82% तक हो गया था पर कुछ पोस्ट पढ़ कर उसे कम करने की कोसिस कर रहा हूँ और इसमें कामयाबी भी मिल रही है अभी बाउंस रेट 60% तक हो गया है।।।।।
    आप मुझे एक हेल्प करो की जब भी में फेसबुक पेज पर कोइ पोस्ट करता हूँ तो फेसबुक पोस्ट बॉक्स में टेक्स्ट लिखने पर टेक्स्ट नहीं ले रहा (बॉक्स में टेक्स्ट टाइप ही नहीं हो रहा) क्या करू बताये .अभी आपके वेबसाइट पर कमेंट बॉक्स में नहीं लिख पा रहा में नोट बुक पर लिख कर और उसे कॉपी कर के बॉक्स में पेस्ट करने पर हुआ हेल्प करो pls

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Facebook par par to hindi me likhne me problem hoti hai wo uski problem hai fir bhi aap ek bar hindi input tool ko reinstall kar ke dekh lo.

  12. Avatar for Shaikh JasimuddinShaikh Jasimuddin

    Thank you bhai. domain verification karne ke bad bina www me open ho raha hai.

  13. Avatar for JasimuddinJasimuddin

    1. mera blog me dashboard par page views kam ho raha hai. lekin blog ka alexa rank daily improve ho raha hai. ye kaise hota hai. aap koi tools par check kar bataye mera daily page views kitna hai ?

    2. mera blog bina www me open nehi ho raha hai. isliye godaddy customer care me bat kiya to usne bola blog ke liye hosting lena padega. tab bina www me blog open hoga.to blog ko WordPress par shift kar du kya ?

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      1. Alexa rank pageviews se nahi aapki content quality or regular update dene se improve hoti hai. analytics use karo.
      2. Usne galat btaya hai. Hume blogger se jo 2 dons code milte hai. sume ek www wala hota hai check karo ki apaen wo domai nsetting me sahi se add kiya hai.

  14. Avatar for Ketan DanidhariyaKetan Danidhariya

    As usual शानदार पोस्ट …. Bahut hi badhiya …. Thanks for this!!

  15. Avatar for prabhaprabha

    Sir 30 Dec Ko jb apne kha search m aa gya h tb Check kiya to tha pr phir 31Dec subh Check kiya to search m Nhi diKha rha..ek baar dikhaya .aese kyu Hua Sir pLzzz reply kijEa

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Aap first blog ko achha design karo or blog par kuch post likho. Search me aa jayega.

  16. Avatar for prabhaprabha

    Sir m apko comment krti hi to mera comment awaiting moderation m kyu ata h

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Sabhi ki comment mere approve karne ke bad blog post par show hoti hai.

  17. Avatar for Mukesh GuptaMukesh Gupta

    sir Maine apni blog par chitika ke ads lagaye hai. jiski vajh se mera AdSense account approve nhi ho RHA hai. sir ab me kya kru

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Chitika ke sare ad hatao fir AdSense ke liye apply karo.

  18. Avatar for ViraatViraat

    Aap ne apne blog mein blog logo ke side ad kaise lagaya hai ? Mai bhi ish bare mein janna chahta hu aur ad ka size bhi btaye

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Ye 468×60 size ka ad hai.

  19. Avatar for prabhaprabha

    Sir plzzz ek baar or mera blog check kr k bta dijea ..mujhe search m nhi dikh rha h .m kai baar msg kr chuki hu sir plzz help me sir.

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Good blog but blog ki template change karo or koi achhi template use karo.

  20. Avatar for DeepakDeepak

    sir mere $100ho gaye hai firbhi abhi tk mera payment mathod add nahi ho raha hai esa kyo

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Ho jayega thoda wait kiya karo. kal check kar lena.

  21. Avatar for Sumit MishraSumit Mishra

    Sir Happy New Year…
    Sir Mai Blogging Karta Hu. Lekin Maine Domain Avi Nahi Buy Kiya Hai. Mai Daily Achche Content Likhta Hu But Kya Bina Domain Khareede Mera Blog Age Badh Sakta Hai.

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Bilkul badh sakta hai but domain le lo to bahut achha hoga. User ko aapni site par aane me help milegi.

  22. Avatar for Pardeep sainiPardeep saini

    Jab me apne blog me post me feature image lga rha hu to vo featured image post ke upword me bhai show ho rahi hai . Featured image ko blog ke upword part se off kaise kre

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Iske liye aapko blog temple / theme me se uski coding delete karni hogi.

  23. Avatar for ajay guptaajay gupta

    very important tricks aapne bataayi isme blogger ke apne galtiyo ko bhi aapne bataya.
    jisko padhkar apni galtiyo ko sudhaar sake nice article

  24. Avatar for Shailesh chaudharyShailesh chaudhary

    Bahut badhiya jankari diya apne khan ji.

  25. Avatar for nareshdetrujanareshdetruja

    Awesome information diya hai aapne nice post

  26. Avatar for nareshnaresh

    बहुत ही बेस्ट टॉपिक पर पोस्ट लीखा है आपने बहुत ही अच्छा जानकारी

  27. Avatar for Harpreet KumarHarpreet Kumar

    Bro last year aapne domain name change kiya tha. Mai bhi change karna chahta hu. Jab me new domain set kar dunga tph kya mujhe old wala bhi renew karwana padhega aur webmaster tool me iska bare me submit krne ke ilava aur kya kya activities karne ki jaurat padhegi.

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Old wale ko renew karne ki nahiek bar aapka sara traffic new domain par aa jaye. Iske liye aapko 1-3 month ka time chahiye. So itne din ke liye aapke pas old domain hona chahiye. Agar aap aesa anhi karte ho to aapki ab tak ki mehanat bekar hogi.

      • Avatar for Harpreet KumarHarpreet Kumar

        Old domain par a rahe direct traffic par hi effect padhga right? Baaki search traffic traffic toh same hi rahega

        • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

          Harpeet new domain ki search ranking me top par aane me time lagega. Aap kafi time se blogging kar rahe SEO ke bare me thoda to ajrur jante hoge.

  28. Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

    Google aapko 21 to 25 tak payment sed karti hai jo next 3-7 day me aapke account me aa jata hai.

  29. Avatar for Vishnu Kant MauryaVishnu Kant Maurya

    Kya bounce rate daily alag alag hota hai??
    Kyoki jab bhi mai AdSense ke app me check karta hu to mujhe samjh nahi aata ye kis tarh se dikhata hai.
    Kabhi bahut kam to kabhi bahut jada…
    Please clarify

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      yes bounce rate daily change hota hai. Tabhi to kahta hu kisi bhi matter ko seriously liya karo.

  30. Avatar for dilipdilip

    hi mujhe apne blog k template ka margin kam karna hai to kaise kare

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Dilip main aapko kei bar bta chuka hu ki aapko template edit karni hai to aap coding sikh lo or main coding helper nahi blogger hu. Aap koi coding sikhane wali community join karo.

  31. Avatar for Tanveer HussainTanveer Hussain

    Waw…Get opportunity to do something differ which will be best and need your advice .

    I usually write 1500 words on my every post if i post 1000 words instead 1500 then it will be helpful to decrease bounce rate.

  32. Avatar for Dhaval ParmarDhaval Parmar

    Thanks for sharing.I appreciate everything you have added to my knowledge base, admiring the time and effort you put into your blog.specialy i like your written language.keep posting.

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Welcome man please keep visiting.

  33. Avatar for JandailJandail

    40% bounce rate kisi site ke liye – kitna effective hai ?

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Best hai. Jandail aap new blogger ho or new blog par traffic kam hota hai. traffic 10000+ hone par bounce rate ka pata chalta hai.

      • Avatar for JandailJandail

        zee bro apne bilkul sahi kaha traffic zada hone par hi kisi site ki popularity ka pata chalta hai , mene kisi site ka itna rate dekha tha tabhi pucha apse and thanks bro apke samjhane ka tarika bohot achcha hai aise hi rahiye !!

  34. Avatar for Deepak sahooDeepak sahoo

    yehi language thik he sir..hindi me lekhoge to me padhnehi paunga ..or sir mujhe isi post ka hi intizar tha padhneka…thank you

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Welcome sahoo. Don’t worry main isi language me bhi likhunga.

  35. Avatar for jitprabhjitprabh

    Bahut acha bro bounce rate kaam Karne ke liye new blogger ke liye bahut helpful hogi

  36. Avatar for suneet srivastavasuneet srivastava

    Why are u not write post in hindi font

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Because i have more reader thats don’t know hindi and its my style.

Add a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

I need help with ...