Agar aap video dekhne ke shaukin hai aur internet istemal karte hai to aapne YouTube par bahut sari videos dekhi hogi or aap YouTube Offline feature ke bare me bhi jante honge. Agar nahi to koi bat nahi aaj hum isi ke bare me bat karenge ki YouTube Offline Kya Hai or YouTube Videos Ko Offline Save Kaise Kare? Save ki gayi videos ko bad me kaise dekhe? I mean What is YouTube Offline? How to Save and Watch Video Offline?
Actaully, jab hum youtube par koi video dekhte hai to humara net pack MB kharch hoti hai. Aese me agar hume koi movies, video pasand aata hai to hum use dubara bhi dekhna chahate hai. YouTube par wohi video fir se dekhne par fir se internet balance khatm hoga. YouTube offline feature isi me kaam aata hai. isse hum kisi bhi video ko save kar sakte hai or bina internet connection ke fir se us video ko dekh sakte hai.
- YouTube Se Paise Kaise Kamaye – Full Guide in Hindi
- YouTube Se Paise Kamane Ke 10 Aasan Tarike – Top 10 Ways
YouTube Offline feature aapke video kdehne par aapki favorite video ko aapke android mobile smartphone me save kar leta hai jise aap bad me jab time mile dekh sakte hai. Iske liye aapko internet pack ki jarurat nahi padegi. Aayiye jante hai youtube offline kya hai? youtube video ko offlin save kaise kare? youtube par save ki gayi videos ko bad me kaise dekhe?
Table of Contents
YouTube Offline Kya Hai?
YouTube Offline YouTube ka aesa feature hai jo aapki favoirite video ko offline videos ki list me save akrna allow karta hai. Isme save ki gayi video ko aap bad me kabhi bhi dekh sakte ho iske liye aapko internet connection ki bhi jarurat nahi padegi.
Yani agar aap kisi video ko bar bar dekhna chahate ho to aapko bar bar youtube par MB pack charge karne ki jarurat nahi aap bina internet connection ke apni favorite video, movies, songs etc. dekh sakte ho.
Ye ek tarah se yotube videos ko download kar apne memory card me save karne jaisa hai. Jisme aapka favotir data youtube ke pas secure rahta hai. Aap ise apni gmail Id se youtube par log in kar ke hi dek hsakte ho.
Agar hum youtube offline availability ki bat kare to iska time sirf 48 hours hai. Aapke dwra youtube offline me save ki gayi video ko aap next 48 hours yani 2 days tak dekh sakte ho uske bad aapko internet connection ki jarurat padegi or aapko apna favorite video fir se re-sync karna padega.
Iske alawa yotube par sabhi videos offline available nahi hai. Mera matlab aa phar video ko offline save nahi kar sakte or na hi aap offline video ko download kar sakte ho.. Ye 2 youtube offline ki badi kamiya hai.
YouTube Video Ko Offline Save Kaise Kare?
Youtube video ko offline download koar save karna bahut aasan hai. Iske liye aapko apne android mobile, iOS smartphone ya other device me YouTube App open karna hoga. Uske bad aapko jo video file offline save karni hai us par visit kare.
Step 1:
- Youtube app open kare or jis video ko offline save karna hai us par visit kare. Aapke mobile me youtube app nahi hai to aap yaha se download kar sakte ho, Download YouTube App.
- Ab yaha aapko like, unlike, share and save ka option milega. Aap Add to Offline ke icon par click kare.
Step 2:
Ab ek popup page open hoga jisme video quality select karne ka option hoga.
- Video ki HD 720p, Medium 360p and Low 144p me se aapko jis quality ka video download karna hai wo select kare.
- Quality select karne ke bad OK par click kare.
Is tarah se aap youtube videos ko download kar offline save kar sakte ho. Yaad rahe jo video offline save ke liye available nahi hoga uske save option par cut laga hoga.
YouTube Offline Video Ko Bad Me Kaise Dekhe?
How to wwatch youtube offline video after save? Youtube video ko offline save karne ke bad me kaise dekhe? Iske liye aap apne mobile phone me youtube app open kare or account tab par jaye yaha aapko aapke dwara save kiye gaye offline videos ki list mil jayegi.
- Open youtube app on your mobile.
- Ab Account tab option par click kare.
- Yaha available offline option me aapko Offline Videos ki list mil jayegi.
Yaha se aap apne dwara save kiye gaye offline videos ko play kar sakte ho. Yaad rahe saved videos ki list next 48 hours tak available hogi uske bad aapko videos ko fir sync karna padega.
- YouTube Sidebar, Ads and Comments Ko Remove Kaise Kare
- Youtube Ke Top 5 Important Features Jo Har User Ke Liye Useful Hai
Is tarah se aap youtube videos ko offline save kar sakte ho or bad me dekh sakte ho. Agar aapko ye post pasand aaye to ise social media par share jarur kare.
Shreeya
YouTube pr video download krk dekhne me Jyada mb jaati h ya online dekhne me?
जुमेदीन खान
दोनों में बराबर MB खर्च होगा
Mittal
You Tube me Kai video aisa Hai jo ham offline save nahi Kar Shakte to hum you Tube pe video upload Kare to koi offline save na Kar shake to uske liye kya karna padta hai
Jumedeen Khan
Youtube Red use karo.
Mohd Amir
sir apne bht hi achi trh se smjhaya h is blog k bare mai thanks
Mohd Amir
sir kuch kuch video jo h wo download nhi hoti kya unko download krne ka koi tarika h kya h agr ho to plz reply kre…
Jumedeen Khan
Iske bare me google me search karo post mil jayegi. Youtube se video download karna google allow nahi karta so main yaha bta nahi sakta.
Mohd Amir
mera download se matlb h jo hm offline video save krte h to kisi kisi video nhi hoti to yhi muje janna hai..
Jumedeen Khan
Jo log YouTube Red use karte hai wo pane videos par offline feature ko off kar sakte hai. Jisse hum unke videos ko download nahi kar sakte.
Anish kumar patel
Sir mere youtube par offline kiye gaye videos kuchh din baad FILE NOT FOUND bta deta hai isse mujhe bahut problem aati hai kyuki mai apne study ke videos offline karta Hu
plz mujhe btaye aisa kyu Ho jata hai
Jumedeen Khan
Miane post me btaya hua hai ki youtube par save kiye gaye videos kuch time bad delete ho jate hai. Aapko kai din tak video chahiye to use download karo.
dev
भाई मैंने बहुत दिनों बाद वापसी की है मैं आपसे जानना चाहता हूं कि मैंने YouTube पर चैनल क्रिएट किया है चैनल डिस्क्रिप्शन में क्या लिखना होगा
Jumedeen Khan
Apne channel ke bare me aap channel par kya kaam karte ho wo likho.
kashif
mera youtube account suspended ho gya hai kya karu
Dhanraj kumawat
sir
jese me you tube par apna chennal banata hu or us par video upload karta hu. or mere pass koi AdSense account nahi hai to me kaise you tube channel ko Google AdSense see kaise jode.
or kitne din baad AdSense approve hoga.
or sir me apne blog ke liye free domain buy karu jaise .tk
to Kya mere blog par AdSense approve nahi hoga
Jumedeen Khan
YOutube ko adsense se jodne ki janakri yaha hai Youtube Videos Ko Monetize or Adsense Se Connect Kaise Kare
Nahi .com domain ya .org choose karo.
Siddharth
Hyy sir …one question
Abhi jaise companies ne YouTube Adsense se boycott Kiya Tha to usse Kya blog ke Adsense me bhi earning km hone lgi Hai ?? Ya koi frk nhi pda ?? Aap apne blog ki earning ke point of view se btaiye
Jumedeen Khan
M7ujhe blog par koi fark nahi dikha.
Shailesh Chaudhary
Bhai ab Blogging se Related article Post nahi karenge kya hai. Waise aap Tech bhi accha Explain karte ho… Well done
Jumedeen Khan
Kyo nahi jarur karunga.
Dimpal Singh
sir ek vps server me 3 website ban sakti hai ?
Jumedeen Khan
Yes agar aapke vps plan me require bandwidth, space or multiple domain feature hai to.
Dimpal Singh
Yes mere pass space aur bandwidth bahut jayda hai to kya hum apne cpanel dwara vps me ek jyada site bana skate hai ?
Jumedeen Khan
yes kar sakte ho.
MD shahid
Sir YouTube video 1000 view pe approx kitni earning hoti hai
Jumedeen Khan
$0.5 to 5$
Dhanraj Kumawat
sir
1. apke blog ke jaise me apne blog ko open hone ki loading speed kaise badhaye .
2. blogspot ke liye konsa template badhiya hai sir me ribbon template use karta hu.
3. site ko mobile friendly kaise banaye jese share button or bhi widget mere blog par mobile me dikhai nahi dete hai.
Jumedeen Khan
1. WordPress par blog banao or MaxCDN service or siteground hosting use karo.
2. mobile friendly template use karo.
vivek
bhut acchi post share kiye ho bro ..Kafi usefull information
Asween
Hi Jume Deen Sir,
Youtube offline videos save ki yah information-tips bahut hi upyogi he,isse hum humara internet data pack save kar shakte he or time limit me jab chahe tab without internet hum videos dekh shakte he.
Ravi sharma
Nice post Jumedin sir 🙂
And Sir Aap Header Menu ke kiye konsa Plugin Use kar rahe hai 🙂
Jumedeen Khan
No plugin. Main blog design ke lyie koi plugin use nahi karta.
Abhinav Ranjan Jha
Awesome post sir
VISHAL
Android phone me youtube video ko offline save karke hume kabhi bhi dekh sakte hai. me bhi is feature ka use karta hu . but ye sabko abhi iska pata nahi hai. Aapne is par post likhkar achha kiya
Thanks
Rajkumar Mali
जुमेदीन जी , आपकी अलेक्सा रैंकिंग काफी कम हो गयी है क्या आपके ट्रैफिक पर इसका प्रभाव पड़ा है ? क्या कारण है कि पिछले कुछ दिनों से अलेक्सा रैंकिंग हर ब्लॉग की काफी कम हुयी है इस पर आप लेख जरुर लिखे |
Jumedeen Khan
Iski wajah hai main pichle kafi time se regular post nahi kar raha.
subhash
Sir aapne kitne Word Istemal Kiye hai Apne Meta Keyword ,me Jo apne coding ke zariye attached karrakhe hai …or kiya unme ye wali matra ka istemla kar sakte hai kiya ye dekhiye ,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,, ye wali matra please sahi bat hi batayega
Jumedeen Khan
Nahi kar sakte.
Afridee
Nice Article Dear JDK bro,Hum ek post me jyada se jyada kitna display ads aur kitna link ads ka use kar sakte hai.
Jumedeen Khan
3 links ad and jitne chaho utne display ads but 3-4 ase jyada use karne se nuksan ho skata hai.
rakhshanda rizvi
Great article, very useful for all of us. Sir, this is Rakhshanda I have sent a mail to you. Please check and reply whenever you get some time. Thank you
Best regards