Agar aapke pas koi website and blog hai to aapko pata hoga ki site ke liye SEO kitna jaruri hota hai or website search engine optimization kaise kiya jata hai. Sirf yahi ek tarika hai jisse aap apne online business ko increase kar sakte ho or iska sabse important point hai SEO practice iske bina aapki site search engine me top ranking hasil nahi kar sakti. Aaj main aapko yaha “SEO tips to get high search ranking” ke bare me 100 se bhi jyada techniques bta raha hu jo aapke liye more actionable and effective sabit hogi.
Actually, SEO ke bare me har user janne ki koshish karta hai but perfecly jan nahi pata or apni site par bad work karke search rank better hone ki jagah or jyada down kar leta hai. Maine already iske bare me bahut post likhi hai but aaj main aapko yaha mostly wo points bta raha hu jo SEO optimization ke liye bahut jyada jaruri hai.
Optimizing your website for search engines: seo cast me ye ek aesa point hai jis par work to bahut karte hai but success bahut hi kam log hote hai. Iski sabse badi wajah hoti hai best seo guide ki kami or wrong seo information or bad seo optimisation tools ka istemal karna.
- SEO Kya Hai ? Search Engine Optimization Ki Jankari Hindi Me
- Website Ko Google Me 1 First Page Par Lane Ki Beginner Guide in Hindi
Online Business SEO ke bina 50% adhura hota hai kyuki google search engine se lagbhag sabhi sites ka main traffic source hota hai. Main is bare me jyada bat nahi karunga or sidha point par aata hai to yaha hum bat kar rahe hai top seo tips ke bare me jisse humari site ki search ranking huemsha better bani rahe or hume search engines se good organic traffic milta rahe.
100 SEO Tips: Search Engine Optimization Karne Ki Complete Information in Hindi
Kisi bhi blog ya website content ko search engines me top position me lane ke liye ye tips kargar sabit hogi or aapki site ki search rankinh humesha top par bani rahegi. So read carefully and learn more better about SEO search ranking.
- Unique and New Brand Domain: Aapki site ka domain unique or new branded hona chahiye.
- Choose Country TLD: Agar aap kisi country se local traffic pana chahate hai to country TLD yani country top level domain behtar hota hai. Like indian traffic pane ke liye .in or USA traffic pane ke liye .us and UK traffic pane ke liye .uk ka selection kare.
- www and non-www: Pata kare ki website better SEO ke liye www ya non-www kya jyada achha hai.
- Create & Submit an XML Sitemap: Site ke liye sitemap generate use google, bing, yahoo and other sabhi webmaster tools me submit kare.
- Also Create HTML Sitemap: Adhik search ranking banane ke liye aap site ka html sitemal bhi create kare.
- Use Semantic Markup: Semantic markup istelam kare isse site ki search ranking increase hoti hai.
- Fix Broken Links: Broken links adhik hone par aapki site ke SEO par bad effect padta hai. So aap inhe time to time like weekly fix karte rahe.
- Use Quality Page Meta Title & Description: Badhiya post title and description se site ki CTRs boost hoti hai. I mean isse aapko search results se jyada clicks milte hai.
- Use Optimized Robots.txt: All content ko direct google me show karne se site ki search rank ulta down ho jati hai oso robots.txt ka sahi se istemal karke personal information hide karke search engine par control kare.
- Use Heading Tags: Content me H tags headings istemal kare isse search engine se jyada traffic milta hai. Search engine post title ke alawa heading ko bhi show karta hai.
- Use Image Alt-tags: Images ko optimize kare or alt tags ka istemal kare.
- Make Responsive Site: Better search ranking ke liye site ka responsive mobile friendly hona jaruri hai. Kyuki aaj mobile users desktop users se bahut jyada hai.
- Add BreadCrumbs: Navigation improve karne ke liye site pages ke top par breadcrumbs add kare.
- Add Content in Error 404 Page: Error 404 page not fount page ke niche apni site ka content add kare taki visitors aapki site par error show hone par leave na kare.
- Avoid Duplicate Content: Duplicate and copyrighting content share karne se bache isse site ka future khatm ho jata hai.
- Use LSI Keywords: LSI yani latent semantic indexing keywords ka istemal kare. Isse article ki keyword density ko kam karne me help milti hai.
- Keyword Placement: Aapko ye pata hona jaruri hai ki content me keyword palcement kaise kiya jata hai. Without is jankari ke aapki post ka search me top par aana mushkil hai.
- Use Long Tail Keywords: Long tail keyword ka istemal kare. Isse content ki search ranking more better hoti hai.
- Use Internal Links: Readers aapki iek post padhne ke bad ya usse pahle dusre page par ja sake iske liye post content me enternal link use kare.
- Use External Links: External links istemal karne se aapko backlinks milte hai or backlinks SEO ke liye bahut jaruri hai.
- Add Keywords in H Tags, Description and Title: Post content ke alawa title, description and headings me bhi keywords istemal kare.
- Optimize Images: Ek image 2000 words ke barbar hoti hai or content me kam se kam 1 photo jarur add karna chahiye. Image ko direct nahi optimize karke use kare.
- Use Short and Desciptive URL Permalink: Permalink post ka ahem part hota hai. Google ke anusar permalink URLs jitna short hoga utna better hai. Short link ke liye usme se extra words remove kar de.
- Add Noodp & Noydir: Noodp yani no open directory or Noydir yani no yahoo directory ka istemal kare. Isse yahoo, bing search engine ko site index karne me help milti hai.
- Use Meta Keywords: Mostly blogs me meta keywords ka option hota hai. Isse search engine ko ye pata chalta hai ki aap main work kin keywords par karte ho.
- Highlight Special Words: Simple tarike se content likhna effective nahi ho sakta. Post content me jaruri or important words ko bold, italic karke highlight kare.
- Use simple URLs: Jitna short and simple url link hoga utna hi jyada effective or better hoga.
- Linking Other Relevant Sites: Aapki site ke jaisi others sites ke link apni site me add kare.
- Keep Minimum Outbound Link: Outbound link site ke lyie danger ho sakte hai so post me jaruri or kam se kam outbound links add kare.
- Use Social Share Button: Is bare me to aap pahle se jante hai ki social button add karne e readers aapki post ko direct social sites par share kar sakte hai.
- Write Long & Unique Content: Long content search engine se better traffic pane ka sabse better or aasan tarika hai but yaha rahe content ka unique hona bhi jaruri hai.
- Make Satisfied Content: Aap jo content share kar rahe ho usme user ke complete information milna jaruri hai warna ek din sabhi visitors aapki site ko aovid karne lag jayegne.
- Use Bullent and Numeric: Post title me numbur or bullets istemal kare. Isse search engine se jyada clicks milte hai or site CTR increase hoti hai.
- Write Powerful and Captivating Headling: Post title ke alawa post heading ka bhi powerful hona jaruri hai. Visitors or search engine sabse first me post heading ko bhi check karte hai.
- Proofread Content Before Live: Content ko publish karne se pahle uski sabhi kamiya like spelling mistakes ko theek kar le uske bad live kare.
- Write Benefit Focused Content: Aesa content write kare jisse users ko fayda ho or unhe jyada se jayda help mile.
- Update Content: Post and pages ko time to time update aane par update karte rahe. Isse bhi site ki ranking increase hoti hai.
- Use Engaging Image: Maine upar btaya tha ki ek image 2000 words ke barbar hoti hai. So jitna ho sake utni better or effective iamge add kare jise dekhte hi user ka post padhne ka man kare.
- Redirect Attachment URL’s to Parent Posts: Humare bahut hide karne ke bad bhi hamari site ki iamges google me show hoti hai. Ise fully private karna mushkil hai par aap attachment url redirection se iska fayda utha sakte ho. Isse user jab bhi aapki iamge ko google me search karke open karega to wo image ki jagah aapki site par pahuch jayega.
- Optimize Your Website Speed & Performance: Site ki loading speed jitni fast hogi uski search ranking bhi utni hi better hogi. Users and search engines dono hi fast loading website ko jyada like karte hai.
- Use SSL Certificate: SSL certificate security istemal karne se aapki site official ban jati hai. Mostly sabhi site par ssl security enable nahi hoti to googlebots ko site index karne me aasani hoti hai second google secure site ko jyada pasand karta hai.
- Optimize Site Using WordPress SEO Plugin: Site ke better SEO optimization ke liye aap Yoast SEO Woprdress Plugin ka istemal kare. Isse aap aasani se site ki SEO settings kar sakte ho.
- Use Link Cloaking: Agar aap site par aese links use karte ho jo goog search engine ko pasand nahi hai un links ko use na kare or use karna jaruri hai to link cloaking trick use kare. Isse links ko google se hide kara sakte hai.
- Optimize Social Share Images: Yoast SEO plugin aapko social share ka otpion bhi provide karta hai uska istemal kare.
- Use Capital Letter at Important and Related Keywords: Post me jaruri or important keywords ke first letter ko capital bana kar highlight kare.
- Use 301 Redirection: Jaruri pages ke liye redircat 301 method use kare. Behtar page rank ke liye ye jaruri hota hai.
- Install CDN: Site ki better performance or apge laod time ke liye CDN yani content delivery network service ka istemal kare.
- Add Contact Us Page: Site par contact us page add kare taki aapke readers and other people aapse easily contact kar sake.
- Reduce Popup and Ads: Wbesite par pop up page and advertising kam se kam istemal kare. Jyada popup ads instemal karne se site ki search ranking par bura asar padta hai.
- User & Search Engine Friendly Page layout: Wbsite ka design user and search engine dono ke liye important hota hai. So beter se better design mostly layout istemal kare.
- No index: low quality pages ke liye no index tags istemal karke unhe google se hide kare taki high quality pages ko index hone me problem na ho.
- Create Important Pages: Site par about us, contact us, privacy policy, disclaimer jaise pages ka hona SEO ke liye jaruri hai.
- Make multiple Browser Support Website: Aapki website mozilla forefox, google chrome, opera browser jaise sabhi web browser me properly work karni chahiye.
- Submit Site Google Local Listing: Site ko google my business jaise local listing me submit kare. Isse site visibility increase hoti hai.
- Use Google Search Console Tools: Blog ko google search me better tarike se index karane ke liye google search console yani google webmasters tool ka istemal kare.
- Use Link Building: Apni site se related sites ke owner se deal kare or aapki site ke uske or uski site ke aapki web pages me link add kare.
- Use Social Bookmarking: Site ki search increase karne ke liye aap social bookmarking ka bhi istemal kar sakte ho.
- Use Facebook Ads: Aap chahe to facebook ads de kar apni site ka promotion kar sakte ho isse site ki search ranki bhi boost hoti hai.
- Use Adwords: Agar aap pay karne me competent ho main aapko suggest karunga ki aap adwords ads ka istemal kare isse aap search results me top par ads dikha sakte hai.
- Create a Helping Forum: Site ki search rank increase karne ka ye sabse achha tarika hai. Aap site ke liye ask.example.com jaisa question answer help forum create akr sakte ho.
- Join other PPC Ad Companies: Aap facebook & adwords ke alawa other pay per click wali company join karke site ko promote karwa sakte ho.
- Check & Review Site at Analytics: Site ki performance report check karne ke liye google analytics sabse better tool hai.
- Domain Age: Domain age backlinks ke liye jayda important hoti ha. Google ki nazar me el old domain new domain ki tulna me 10% jyada better hota hai or wo use jyada support karta hai.
- Create Infographics and Generate Backlinks: Backlinks kamane ke liye effective infographic generate kare or dusre logo ko use promote karne ke liye kahe.
- Guest Posting: Site ki search ranking increase karne ke liye aap apni site se related websites par guest post share kare. Isse site ki search rank or backlinks dono me fayda hai.
- Make Site Look Awesome: Apni site ko itna effective design karo ki reader ek bar visit karne ke bad dubara bhi aapki site par visit karna pasand kare.
- Active on Quora: Quora question answer site par active rahe or logo ke sawalo ke jawab de kar apni site ke links ko bhi promote kare. Quora se mile backlinks important hote hai.
- Set up an RSS Feed: Apni site ke offline visitors ko return site par bulane ke liye feedbruner jaisi RSS feed services ka istemal kare.
- Avoid Bad Hosting Server: Kam price ki hosting buy karke apni site ko down mat karo. Search engine par isse bad effect padta hai. better host choose karo bhale hi wo thoda mahnga kyu na ho.
- On Page SEO: Website par better content likhne ke liye on-page ka istemal kare. Search engine me top ranking banaye rakhne ke liye ye jaruri hai.
- Off Page SEO Optimization: On-page seo ke ke bad site ka off-page seo optimization bhi kare. Isse bhi site ki search ranking increase hoti hai.
- Your Competition: Behtar work karne ke liye aapka ye janna jarur hai ki aapke competitor iske liye kya ka rahe hai or wo kounse way follow kar rahe hai.
- Don’t Share Same Content: 2 ya isse jyada sites par ek jaisa same content share mat karo. Google ise copyright manta hai or isse aapki site ki search rank bilkul down bhi ho sakti hai.
- Write for Readers: Some time apne readers ki pasand ka content likh kar results check kare. Is topic ka matlab samajh jaoge.
- Get Advice Directly from Google: Agar ho sake to sabko chord kar google ke kisi big members se iske bare me bat kare or advice le.
- Don’t Risk Google Penalties: Google ke algorithms bahut strong hai. So kabhi bhi google webmaster guidelines ka violation na kare.
- Remove Duplicate & Low Quality Content: Site par se aese content ko delete kar de jise pichle kafi time se traffic na mila ho or jo copyright content ho.
- Submit Site to Directory: Web directory me site ko submit kare. Isse search engines ko aapki site ki jankar iaasani se mil jati hai.
- Create Videos: Website ko search engine me top par lane me videos ka bhi ahem role ho sakta hai. Agar aap apni site pages ke liye video bana kar YouTube par publish kare to aapko or jyada traffi milega or site search rank increase hogi.
- Update Regularly: Behtar search ranking banane ke liye aapko continue post update karna jaruri hai.
- Avoid Keyword Stuffing: Content me bahut jyada keywords istemal karne se bache or sirf jaruri keywords hi istemal kare.
- Avoid Extra Keywords: Kuch log post ke and me tags: option add karke usme bahut sare keywords bhi add kar dete hai. Inme unrelated keywords bhi hote hai jo ki wrong work hai or SEO ke liye danger hai.
- Generate Links Carefully: Backlinks better search ranking ke liye jaruri hai par kuch links aapki site ke liye dangers bhi hote hai jiski wajah se google aapko penalize kar sakta hai.
- Try getting High Quality Backlinks: Ek high quality backlink 100 low quality backlinks se jyada better hota hai.
- Who is Linking to You: Google me search karo or pata karo ki koun kounsi site aapki site ko link karti hai. Agar koi bad site ho to usme se apni site ka link remove karwaye.
- Use Nofollow Dofollow Links: Sab jante hai ki bad links site ke lie danger hote hai so jis link par aapko shaq ho usme nofollow tag add kare.
- Publish Truest Content: humesha sahi or legal information share kare taki aapki wajah se kisi ko pareshani na ho.
- Avoid Fake News: Fake news or content se bache or kabhi bhi apni site par false information share na kare.
- Add Review option in Below Content: Content ke end me review feature add kare taki readers apna responsive de sake or aap kamiya theek karke pahle se jyada better work kar sako.
- Check Screen Resolution: Pata kare ki aapki site har size ki screen par achhe se work kar rahi hai ya nahi.
- Research Keywords: Bina keyword searching ke SEO friendly content likhna bahut mushkil hai.
- Keyword Density: Keyword density se bache or post content me sahi jagah par keywords ka istemal kare.
- SEO Practice: Kisi bhi SEO faq ko read karne ke bad use try jarur kare. Bina try kiye kisi bhi method ko follow karna murkhta ho sakti hai.
- Local SEO: Local SEO yani aapke local readers ke liye kya karna better ho sakta hai or kis tarah se wo aapki site par jyada visit kar sakte hai.
- Target Main Keyword: Content me ek main targeting keyword ka istemal kare jaise main yaha main site search ranking ki bat kar raha hu.
- Read Search Engine Terms: Google search enginge ki search algorithms change hoti rahti hai or humesha ek hi trick work nahi karti hai. So behtar hoga ki aap regularly update padhte raha kare.
- Convert Link to Anchor Text: Content me other pages ke links add karte time anchor text formula follow kare or link ko bhi search friendly banaye.
- Feel Full Your Profile: Site ko index karne se pahle search engines uske owner ke bare me jankari pata karte hai.
- Review Your Site Popular Posts: Apni site ke famous pages ko check kare or new idea banaye. Pata kare ki aapki site ke liye kya behtar ho sakta hai.
- Your Own Experience: Itna sab janne ke bad aapka mind kya kahta hai. Aap samrt ho to yakinn ek idea aapke dimag me jarur aayega use follow karke dekhe.
In tips ko follow kar ke koi bhi apni site ki search engines me long time tak top ranking banaye rak hsata hai. Agar aap in sabke bare me details me janna chahate ho to aap humari SEO se related post read kare. Main in sabke bare me details se likh chuka hu.
Finally, Sabse important matter hai user ko wrong SEO tips ko follow karna. Mostly blogger isi wajah se google search engine and toher se good traffic recieve nahi kar pate hai. i sure agar aap SEO ke kuch sahi step bhi follow karo to aapko badhita search traffic mil sakta hai.
So don’t wor kat bad and Wrong SEo step please start following right and good search engine optimization formulas than you getting high search ranking in google and other search engines. Kisi bhi website or blog ki success ke liye SEO jaruri hota hai to iske bare me jitna ho sake jyada janne ki koshish kare.
Agar aapko ye post pasand aaye to ise social media par other blogger ke sath share jarur kare.
ashok
jume deen bhai alexa pichle 1 week se purani wali ek hi ranking dikha rahi hai jabki daily kuch na kuch changes to aati hi hai. mai bhot saare blog ko check kiya alexa me sabhi ka rank purana hi show ho raha hai pichle 1 week se aisa kyu ho raha h bhai mai shock hu aur reason jannna hai ..
Jumedeen Khan
Ashok ji ye humari nahi alexa ki probelm hai or ab wese bhi alexa ki har service paid ho chuki hai so usne free service par kam focus kar diya hai.
vivek
yadi koi SEO blog hindi me hai to uske CPC kitne tak hota hai, and apka blog b seo se related hai apki CPC kitni hoti hai
Jumedeen Khan
Vivek CPC ke bare me main kuch nahi kah sakta.
MD shahid
Sir mai aap se sirf ek choti se help chahta hu meri help Kare jab me apney blog ke post ko mobile me open karta hu to right side me much text kat jata hai me isko kaise theek karu pls sir
Jumedeen Khan
Shahid aap template change karo or mobile friendly template use karo.
Jumedeen Khan
Kushagra I also don’t provide theme service.
Reny John
Bahut hi acha tips . great bro.
Sir per ek sawal tha apse apki site hindi me hai per aap hindi letter ka use nahi karte ?
Jumedeen Khan
Kyuki ye mujhe pasand hai.
reny john
sir apne koi technical course kiya hai jo itni details me aap jankari dete ho. pls bataye
Jumedeen Khan
Yes reny google ki terms padhne ke bad hi hum SEO ke bare me likh sakte hai kyuki humari ek galti se kisi ka career kharab ho sakta hai so ek ek point soch kar likhna hota hai.
Zishan Ali Gulzar
Sir. New theme purchase krne ke bad har sal renew Karna padta hain.. Ya ek hi bar dena padta hain
Jumedeen Khan
Jo theme yearly hoti hai use har sal or jo lifetime hoti hai use sirf ek bar.
Tanveer Hussain
Bro apko admin@supportmeindia.com par mail kar chuke questions Please check it
Jumedeen Khan
ok main check karke aapko reply kar dunga wait.
Rohit
sir jab mai AdSense ke mobile app me balance check karta hu tab usme 98$ show hote hai aur AdSense ki site me balance 88$ aa raha hai. aisa kyu hai.
Jumedeen Khan
Its cache problem try again after deleting browser cache.
Akshay
hello sir, mai blogger pe custom domain name use kr raha hun or jab mai apni site ko social media pe share kar raha hun to vo http ke sath open hokar error de ri hai mai kya karun? please reply
Jumedeen Khan
Error kya aata hai wo mujhe btao.
Akshay
ERROR-This site can’t be reached
this connection was reset:
or http enable bhi ni ho ri jbse custom domain use kar raha hun
Any solution
Jumedeen Khan
Akshay ye internet connection ki wajah se aa raha hai.
Vishal Kashyap
1-w3 super cache aur w3 total cache me se kisko install karna sahi rahega?
2-image post ki size kb me kitni rahni chahiye? jisse site ki loading speed slow na ho.
3- jpeg image ya png me se aap kaun si image use karte ho?
4-aap apni post me blue background ke sath wo heading kaise lagate ho? kaun sa plugin use karna hoga iske liye
5-free social sharing plugi bataiye jisko mai below the post laga saku.
Jumedeen Khan
1. wp super cache.
2. maximum 50km se jyada na ho.
3. jpg
4. koi plugin nahi sirf coding se kar sakte hai.
5. sumome.
md shahid
sir mere blog me ek problem hai jab mai apna blog ke post ko system me open karta hu to theek open hota hai laikin jab mobile me open karta hu to right side ke kuch text chup jate hai in ko kaise theek karo pls sir ek baar aap mere post ko mobile me check kar le pls sir help me
Jumedeen Khan
Mobile friendly template use karo.
deepak
bhai aaapke is blog se monthly income kitani hoti hai aapaki
Jumedeen Khan
check earning reports.
Debasish panda
Thankx sir etna acha post kelie mujhe bahut kuch new sikh ne ko mila
surendra rsdp
Seo Ko Samjane Ke Liye Ye Post 100% Userful Hain
brother Aapne Abhi Tak Multisite ke Baare me Ko Suggest Nahi Kiya ki kaise banaye
Jumedeen Khan
Surendra aap aaj facebook live chat par discuss kar sakte ho.
Sagar Chauhan
Bahut badiya SEO Tips Batayi Aapne Jume Deen Bhai
Deepak
Sir mere ko AdSense alg page view batata hai or google analysis alg dikhata hai or blogger.com alg dikhata hai me kis ko sahi manu
Jumedeen Khan
Sabke me aese hi btate hai kyuki slow internet conncetion me kei bar ads show nahi hote AdSense un views ko count nahi karta.
Ripon Regmi
Thanks For Giving Seo Tips
Kushagra Asati
can we deal about smi WordPress theme
Jumedeen Khan
You cna buy on studiopress.
YASIR KHAN SAQLAINI
zabardast bro shukriya. seo hi main hai. agar aapne mera blog ka seo acha kara diya fir to traffic ana shuru hoga
prabhjit Singh
Bro aap muhje apne vo post ka link do jisme yah bataya ho ki keywords research kaise Kare jisse post Google me show ho
Jumedeen Khan
chec kthis link Blog Ke Liye Long Tail Keywords Search Karne Ki 5 Best Tools baki kis tarh search karne hai uske bare me jaldi hi post likhunga.
sami iqbal
Janab mera ek blog hai us pe rojana ek post karta hu AdSense se link v kar diya hu aur domain v liya hu lekin ad sow nahi ho rahe hai blank sow hota hai aur ek YouTube channel hai us me ad sow hote hai Islami blog hai kiya karna hoga janab jo ad sow hone lage 2 Month se jada ho gaya hai blog ka plz hep
Jumedeen Khan
Thoda wait karo AdSense approved hone ke bad ads show hone lag jayenge.