Search Engine Se Adhik Traffic Nahi Mil Raha, Iski Wajah Kya Hai

Search engines traffic website, blog ke liye kitna important hota hai, ye bat sab jante hai. agar aap blogging me fit ho or 20-50 high quality article likh chuke ho to aapki site ki monthly traffic 1,00,000+ pageviews hogi becoz aapke pas 50 posts 100+ post hai. agar nahi bhi ho to jarur aapse koi galti ho rahi hai.  don’t worry aapko tention karne ki jarurat nahi hai. mai aapko bta raha hu ki kin galtiyo ki wajah se aape blog par slow traffic hai. or kya kar ke aap search engine se high traffic recieve kar sakte ho.

Why I Don't Get Traffic From Search Engines

blogging easy nahi hai isme bahut sari bato ko dhyan me rakhna padta hai tabhi aap blogging me success ho sakte ho. blogging me sabse important hota hai traffic agar aapke blog par traffic nahi hai to kuch bhi nahi hai. or traffic pane ka aasan or free tarika hai search engines.

Agar aap search engines se acha traffic recieve karte ho to aapko success blogger kahna koi aashcharya ki bat nahi hogi. but agar aapko search engines se traffic nahi milta to ye bahut buri bat hai. iska matlab aapse kahi na kahi koi mistakes ho rahi hai.

In this article me mai aapko search engines se traffic nahi milne ke kuch popular Galtiyo (mistakes) ke bare me bta raha hu. agar aap in me se koi galti kar rahe hai to jald use theek (solve) kar le.

11 Karan Search Engines Se Jyada Traffic Nahi Milne Ke

Blogging me kadam rakhne ke bad bahut se log sidhe post likhne par focus karte hai or blog SEO par dhyan nahi dete. actually ayse log apne aapko smart samajhte hai or wo sochte hai ki wo akele sab kuch kar sakte hai. it’s wrong ye bilkul galat hai.

Hum kisi kaam me success tabhi ho sakte hai jab hum us kam ko karne wale dusre logo ki help kare or unki help le. So blogging me success hone ke liye hume is bat ka khyal rakhna hai ki kahi humse koi mistakes to nahi ho rahi hai.

1. Your Site Don’t Indexed

Agar aapki website ya blog all search engines se se submit nahi hai to aapko adhik traffic nahi milega. kuch log sochte hai ki meri site to allready search result me show hoti hai fir submit karne ki kya jarurat hai.

Website ko search engine se submit karne se aapki site ki search ranking badhti hai or aapki site fast index hoti hai. jisse aapko or adhik traffic milta hai.

Examply bina submit kiye aapko jis site par search engines se 100 audience per day milte hai wohi aapko site submit karne se 500-1000 visitors per day mil sakte hai.

Apni site par high traffic pana chahate ho to abhi apni site ko google, bing, yahoo, ask and other sabhi search engines se submit kare.

2. Don’t Create Sitemap

Search engine aapki site ko aasani se index kar sake, iske liye site ke liye sitemap create karna bahut jaruri hai. wese to aapki site ko search engine wese bhi index kar leta hai.

But sitemap me aapki site ki puri data short me hoti hai. I mean aapki blog ki sabhi posts, pages ke links ki list sitemap me hoti hai. jise search engine ko index karne me problem nahi hoti hai.

Agar aap chahate hai ki aapki new post bahut jald search me aaye to abhi apni site ke liye sitemap banaye.

3. Don’t Submit Sitemap

Bahut se logo se ye galti hoti hai. actually wo site ke liye sitemap bana kar us par dhyan nahi dete hai or sitemap ko search engine se submit karna bhool jate hai.

Search engine tabhi aapki site ke sitemap ko scan karta hai jab aap usse sitemap ko submit karoge. google webmaster, bing webmaster sabme sitemap submit karne ka option hota hai. iske liye aap humari ye post pad sakte hai.

4. Don’t Use Keywords

Aksar hindi bloggers se ye mistake jyada hoti hai. new blogger ko to ye bhi pata nahi hota hai ki keyword kya hote hai or inhe blog me kaise use kiya jata hai. iski wajah se unhe search engine se adhic traffic nahi mil pata hai.

Keywords yani internet par konsa word kitna fomus hai. konsa keyword internet par sabse jyada search kiya jata hai. agar aap sabse jyada keyword ko dhyan me rakh kar post likhoge to aapko search engine se jyada traffic milega. becoz aapki post bhi un keywords ke search karne par search result me aayegi.

5. Don’t  Write High Post Content

Agar aap apne blog ko high ranking me dekhna chahate ho to aapki ek post me 2,000 words hone chahiye. but har post me itne word use nahi kar sakte to ek plan bana lo ki post me 1,000 words se kam words kabhi use na kare. warna aapko search engine se traffic n ke barabar milega.

Examply man lijiye aapne “Search Engines Se Traffic Nahi Milne Ki 11 Wajah‘ topic par post likhi or or aapki post me 500-600 words hai. ab kuch din bad kisi or ne isi topic par post likhi or uski post me 1000 words hai. uske bad kisi or ne isi topc par post likhi or uski post me 2000 words hai to aapki post 3 number par hogi.

Ab sochiye ye 1000 or 2000 words wale kitne log ho sakte hai. agar 10 bhi huye to aap bahut piche rahe jaoge. isliye apni post me kam se kam 1000 words to jarur use kare. tabhi aapko search engine se acha traffic milega.

6. Don’t Add Numeric In Post Title

Aaapne bahut se blog ki post me dekha hoga ki unki lagbhag har post me ek word nubric hota hai. I mean post name (title) me ek 1, 2, 3, 4, 5, 6, 7, 8, 9, 10, 20, 50 or 100 jaise popular number add hota hai.

Apni post ko or jyada SearchEngines (SEO) Friendly banane ki search engine ranking me yeh very important tips hai.

Har ek success blogger is tricks ko follow karta hai. aap bhi try kar sakte hai. agar jarurat ho to apni post title me ek number jarur use kare. iski adhik jankari ke liye ye post padiye.

7. Don’t Sharing on Social Network

Post likhne ke bad use social media par share nahi karna ek bahut badi galati hai. search engine social media par share ki gayi post ko bahut jaldi index karta hai. isse aapki post jaldi search me aati hai or aapko backlinks bhi milte hai.

So post publish karne ke bad use social sites par share karna na bhoole. jab aap post likhne me itna time laga sakte ho to 5 minutes nikal kar post ko share bhi kar sakte hai.

Isse aapko kei fayde hai jaise aapki post searcj engine me jaldi aayegi to aapko search engine se jyada traffic milega. sath hi jab koi social media par se aapki post par aayega to aapki site ko us social site se backlinks milega.

8. Don’t Putting Heading In Post

Psot likhte time kuch log post me words to bahut add kar dete hai. but post me subheading use nahi karte hai. subheading me aap post title se related heading add kar sakte ho.

Agar aap heading nahi kar pate ho to pos title ko hi heading bana sakte ho. isse visitors or search engine dono ko aapki post ko samajhne me aasani hoti hai.

Sabse achi bat aapki post search engine me post heading ke search karne par bhi search me aayegi. examply is post ka title hai “Search Engines Se Adhik Traffic Nahi Milne Ke 11 Karan” or is post me maine heading use ki hai “11 Karan Search Engines Se Jyada Traffic Nahi Milne Ke” to aap in dono topic se meri post ko search kar sakte ho.

9. Don’t Optimize Images

Blog post me hum jo photo ad karte hai. unhe optimize karke bhi hum apne blog ki search ranking improve kar sakte hai. post image me aapko image ka name or description add karni hoti hai. jisse search engine ko pata chalta hai ki ye image is post me kyu add ki gayi hai.

Master key ek image 2000 words ke brabar hoti hai but post me sirf wohi image use kare jiski jarurat ho. bina jarurat ke extra photo use karne se ulta search engine se kam traffic milta hai.

10. Don’t Focus Latest Update

Blog par low traffic ki wajah hoti hai blog me visitors ke pasand ki jankari nahi hona. agar aap ye soch kar post nahi likhoge ki log kya chahate hai or sabse jyada log kise pasand karte hai to koi bhi aapki site par nahi aayega.

Har koi new jankari pana chahata hai. or daily hazaro news banti hai. so most updates ko ignore nahi kare. jaise happy new year, top functions. search engine se acha traffic pane ke liye humesha logo ko nayi jankari dene ki koshish kare.

New update ko user sabse jyada search karte hai. so aapki post new featurs wali hogi to wo search engine me jarur show hogi or aapko adhik traffic milega.

11. Don’t Add Internal & External Links

Blog post ki low search ranking ki ek wajah ye bhi hai ki post me internal and external links add nahi karna. internal and external visitors or search engine dono ko aapki post me or adhik jankari milti hai.

Internal Links: internallinks wo hote hai jo aap post me apni hi dusri post ka link add karte ho. examply jaise maine is post me bhi internal links add kiye hai.

External Links: external links wo hote hai jo hum apni post me kisi or site ka link add karte hai. examply jaise hum search engines par post kar rahe hai to hum post me search engine site ka link add kar sakte hai.

Tips: Yad rahe post me internal or external links dono post se related hi use kare. tabhi aapko search engine se jyada fraffic milega. agar aap post me di gayi jankari se laga links add karoge to usse koi fayda nahi hoga.

Final Word:

Search engines se traffic nahi milne ke in reasons me se agar aap bhi kisi ko follow kar rahe hai to jald use solve kare. iske alawa or bhi bahut sare reasons hai jinki wajah se blogger searchengines se or jyada traffic recieve nahi kar pate hai. aane wale time me aapko unke bare me bhi btaunga. tab tak aap is post me btaye tips follow karke apne blog ki search ranking badhaye.

Aapko ye post kaisi lagi or aapko kitni important jankari mili hai. agar aapki ha to mujhe wishwas hai ki aap bhi is post ko share karke meri help karoge.

By the way blogging me success hone ki search engine pahli sidhi hai. agar aap ise ignore karoge to kabhi apni manzil tak nahi pahuch paoge. isliye jitna ho sake blog SEO ke bare me janakri pane ki koshish kare. or apne blog ko sear engine friendly banane ki koshish kare.

Agar aapke blog me 100 post bhi top ranking wali hogi to 1 month me aapki ranking 100000 ke aaspas hogi. or aap rato-rat success blogger ban jaoge.

Aap chahae to supprotmeindia par daily visit karke SEO ke bare me latest articles hindi me pad sakte ho. sath hi aap chahe to supprtmeindia ke member ban kar meri tarah logo ki online help bhi kar sakte ho.

Agar aapke pas is post se related question hai to aapka welcome hai dil khol kar comment kare.

Avatar for Jumedeen Khan

About Jumedeen Khan

I'm the founder of this site and we regularly share useful and helpful information here for beginners. ❤️

Reader Interactions

Comments (52)

  1. Avatar for Abhimanyu SoniAbhimanyu Soni

    Mene abhi ek post likhi jo social media par bhi thik thak share hui, aur uske index hone ke baad bahut keyword par wah blog aange laga aur mere starting blog par ek hi din me 200 se jyada impression aa gaye par wo keyword ase thei jis par mera post kaafi piche show ho raha tha jisse click nahi aaye sirf impression bade tou ye problem wali baat ho sakti he kya mere liye, ager usse problem hou tou me us page ko index se hata du kya? please reply me

    • Avatar for जुमेदीन खानजुमेदीन खान

      कोई प्रॉब्लम नहीं है

  2. Avatar for DEEPAK RATHORDEEPAK RATHOR

    Hello Sir Mera ek Website hai jiska name SarkariExamPDF hai is Website pr me Job, Result, Admit card, Notes etc. Share karta hu aur ise abhi 28 jun ko 2months ho jaynge aur mene is par abhi tak 460post publish kar di hai Lekin Mujhe Abhi 10-20 View hi aa rahe hai aap mujhe bataye ki me kha pr glti kr rha hu aur use kaise thik kiya jay aur job website par focus kin topic par kiya jay aap pls mujhe bataiye

    • Avatar for जुमेदीन खानजुमेदीन खान

      अपने ब्लॉग के लिए backlink बनानो और जो आपसे टॉप में है उनसे बेहतर लिखो

  3. Avatar for Neha VermaNeha Verma

    Very useful tips.. thanks ❤️

  4. Avatar for ezhar mansuriezhar mansuri

    Sir appke bataaye anusaar maine sab kiya 2 mahine hone waale hai blogger se wp par move kiye par mere blog ka traffic nahi badh raha hai 100 ke ander hi rahta hai please help me

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Kuch naya likho.

  5. Avatar for VISHALVISHAL

    1. bhai mere blog par pahale 50-60 visitors daily aate the but abhi kush mahino se
    mere blog par search engine se traffic aana band ho gayi hai . kush samajh me
    nahi aa raha hai

    2 . Aur ek post hai mere blog par jisper daily 100 page view hote the 95 % search
    resutl bhi usi post par tha but abhi kush 2 mahino se uspar bhi search result
    nahi aa raha hai , feb 2017 me us post par 18000 page view par day the but abhi
    kush bhi nahi aisa kyo .

    please reply

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Read about SEO and optimize your content.

  6. Avatar for Mohammad ArifMohammad Arif

    Assalamoalaikum Jume deen bhai

    Meri site govtjobsrch[dot]com hai Mene URL google aur bing dono webmaster tool Ko submit kr diya h sitemap k sath but searching thoda bahut Google se aajati h Lekin bing se to biklul bhi nahi AAP check kr plz bta do aur kya krun isme.

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      W/a
      wait bing me bhi aa jayegi ab aa apne blog par achhi post likhna shuru karo.

  7. Avatar for krishnakrishna

    Bhai maine google me index kia tha post apna fir kjh din bad sitemap add kia otherwise mai new blogger hu butabtk mera post google me index nahi hua hai plz help me.

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Blog ko google webmaster tool me submit karo.

  8. Avatar for SachinSachin

    Sir,

    Mere blog par in sabhi mese koi bhi issue nahi phir bhi blog par traffic nahi badh raha hai. Mujhe lagata backlinks banane chahiye??

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Aap on page SEO follow nahi karte or jarurat se jyada content me heading use karte ho ye badi problem hai. SEO ke bare me jano or achha content likho.

  9. Avatar for Ravi SrivastavRavi Srivastav

    bhai mere blog me pahle to post ki gayi kuchh bhi thoda sa dikha ke open karna hota tha but ab ek hi page me open karte hi sab dikhne lagta hai main pahle jaisa karna chahta hun ki pura ek hi page me na dikhe

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Blog ki template change karo.

  10. Avatar for Haidar Raza KhanHaidar Raza Khan

    very useful post for becoz mera traffic increase hone ka naam hi nhi le raha.
    Definitly main galti kr raha hu jo mujhe pata nhi chal ri h ki.
    Well in methods me main jyadatr try kar chuka hu. Jo nhi kiye h wo try karta hu.
    Jume deen bhai app ek baar mere blog ko analyze kijiye. What’s wrong with my blog?

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Aapke blog par traffic nahi hone ka sabse bada reason hai ki aap different headlines terms ko follow nahi karte ho. Aap unhi topics ko choose karte ho jo pahle se dusre blogger kar chuke hai. Google ise like nahi karta.

  11. Avatar for Hussam AnsariHussam Ansari

    very useful post apne bahot hi importent batien batayi hai search engine ke bare me isse mujhe ache se samaj agaya ke mujhe kis tarah high quality post likhna chahiye.

  12. Avatar for Manoj khatriManoj khatri

    Sir agar hum ek new website mein 1hi post dalte hai acha sa to sir usme traffic asakta hai kya
    Sir mera dusra question ye hai ki jab bhi hum post likhte hai to Hume keyword dalne ki jarurat hai kya ya fir sidha post likhkar publish karna hai Sir aur kuch bhi Karna padega kya post ko aur acha karne ke liye sir dono question Ka answer dena sir

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Ha bilkul aa sakta hai. post me keywords use karoge to aapki post google me top par show hogi orr aapko jyada traffix milega.

  13. Avatar for shashankshashank

    Maine Adsense ke liye apply kiya hai 6 din ho gaye hai koi email nahi aya. Adsense me sign in karne par ye massage show ho raha hai. “Your account is getting reviewed. Help us finish the review by setting up ads on your site” iske sath mere YouTube channel ka url diya hai.

    Maine YouTube se apply kiya hai or message a raha hai ki apne YouTube channel par ad code lagao To YouTube channel par ad code kaise laga sakte hai ?

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Aap sirf wait karo AdSense account approved hone ka aapko mail mil jayega. Nahi YouTube par ads lagane ki koi jarurat nahi hai.

  14. Avatar for Akhilesh KumarAkhilesh Kumar

    Nice Idea,
    bahut achhi jankari di hai jumedin ji aapne upar diye gaye har ek cheej most important hai traffic ke liye
    thanks

  15. Avatar for Naveen PooniaNaveen Poonia

    Awesome Article Khan Saab…
    Best Wishes From Me And My Blog :-
    HinditrickBlog

  16. Avatar for monishamonisha

    sir,
    additional subheading kiya hai? aur kaise post karte hai?

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Jo main headline ke niche add ki jati hai unhe additional subheading kahte hai. Jaise hum kisi topic par post kar rahe hai or uske 5 part hai to wo 5 part additional subheading honge.

  17. Avatar for bhupal bhakunibhupal bhakuni

    Bahut achi jankari h.

  18. Avatar for Ashok SainiAshok Saini

    Ok Maine apki ye post achhe se read kar liya i will try now

  19. Avatar for RobertMtRobertMt

    Priligy official site.

  20. Avatar for Mahaveer JainMahaveer Jain

    Nice Post, Muje ek baat btao ki hume jyada se jyada ek post me kitni image daalni chahiye

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      jitni post me jarurat ho. bina jarurat ke 1-2 photo se jyada add mat kiya karo.

  21. Avatar for akkiakki

    search engine she traffic nahi aa raha aap meri site check kijiye kya problem h 1 month old blog hai

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      first to aap full name se comment karo. dusri bat blog par aysi post likho, jinhe log pasand karte ho. bekar me time west karne se traffic nahi badhega.

  22. Avatar for Yavar khanYavar khan

    Bhai apka jawab tab aya hoga jab main apko comment likh raha tha, ap ne pura naam likhne ko kaha hai. Sorry maine apka jawab baad me dekha jab tak main apko comment send kar chuka tha. Maaf karna…

  23. Avatar for Y.khanY.khan

    Maine apki seo par likhi post padh li hai bhai, aur usme ap ne jitni chize batayi hain woh main sab kar chuka, yani sare step seo k pury kar chuka. Bas itna hai k main sirf google search console me hi blog ko add kiya hai aur isi me sitemap submit kiya hai, bing,yahoo aur ask pe abhi nai kiya, baqi meta tag search discription aur etc. Sab kar diya hai.

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Ab aap sirf daily post share karo. jab aapki site par traffic badhega to search engine se acha result milne lag jayega.

  24. Avatar for Y.KhanY.Khan

    Ek baat aur bhai maine suna hai k ek code template me head k neeche add karna hota hai jo hamari post k title ko search karne me madad karta hai, ye maine ek video tutorial me dekha tha. Agar ye sahi hai to woh code ham kahan se le sakte hain.

  25. Avatar for Y.KhanY.Khan

    Assalam Alaikum, bhai jab main apne blog ka naam google me search karta hun to mere blog ke jo about us, contact us, privacy policy page hain woh sab alag alag result me show hote hain but aur jo post hain woh show nahi hotin. Aur agar dhudta hun to dusre, teere page pe jakar meri site ke naam ke niche discription me us post ka title likha hota hai jisko maine search kiya hai. Uper site ke naam se pehle post ka title nahi hota, aisa kyun hota hai,

  26. Avatar for akshayakshay

    aapki paheli earning kitatni thi
    kya marathi me blog bana sakata hu

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      aap unhi bhasha me blog banaye jo AdSense support karta hai. AdSense kon konsi bhashaye support karta hai uske liye yaha click kare AdSense support languages

  27. Avatar for rohitrohit

    1-idea me free internet chalane ki tricks btaiye
    2-chroma key kya hota h
    plz dono question ka jawab dijiye

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      1. Free me kahi kuch bhi nahi molta hai.
      2. Chroma ki ek software hai jo photo and video editing me kam aata hai.

  28. Avatar for Rohit SharmaRohit Sharma

    bhai image ki coding konse software se edit karu ? kya iske liye koi android app bhi hai kya ? bro mujhe header image ke liye small image banani hai isliye puch raha hu

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Image ki coding edit karne ka software nahi hora hai. Aap compur me kisi bhi software se image ka size chota kar sakte ho. Mobile me screen choti hoti hai so bahut problem hoti nahi kar sakte.

  29. Avatar for Yash GargYash Garg

    hi bro manay ak naya hindi blog banaya hay kiya app mujay bataegay ki may kaysay iska traffic increase karu aur app ki post bhut helpful hay thanks for such kind of awesome post

  30. Avatar for NavjyotNavjyot

    mera ek swaal hain, 18 January tak mere blog ke latest post, google search engine mein asaani ke saath search ho jate thay. But Almost January mahine ki Post ab google search apne result mein nahi dikhaata hain. Aisa kyon ho raha hain.

    Kahne ka matlab yeh hain ki google sirf meri pichli posts jo ki December 2015 tak ki hain, unko to apne search engine mein jagah de raha hain, Lekin meri is month ke January ki sabhi post ko search engine mein ignore kar raha hain, Halaki 18 January se pahle veh 15 January tak likhi post ko search engine mein dikha raha tha. Lekin ab puri January Mahine ki post ko ignore kar raha hain.

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      aap ye step follow karo.
      1.search console me jao or check karo ki sitemap me koi problem to nnahi hai.
      2. uske bad search console me right side me seittng par click karo. or verify details par click karke fir se apni site ko verify karo.
      3. uske bad daily post share karo. aapki sari problem solve ho jayegi.

Add a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

I need help with ...