Website Search Ranking & Traffic Down Hone Ki 20 Wajah

Kisi bhi website or blog ka google search engine main traffic source hota hai. Aaj ke technical and online environment me aapki site par aearch traffic hona successful hone ka tarika hai. Isiliye jab kisi site ki search ranking & traffic decrease hoti hai to uski earning bhi down ho jati hai or bahut loss hota hai. Is article me hum Website Search Ranking aur Traffic Drop Karne Wale 20 Reasons wajah ke bare me bat karenge.

Website Search Ranking & Traffic Down Reasons

Har koi apne business me increasing chahata hai aur google traffic pane ka important aur major source hai. Isiliye google search results me top ranking pana site ki success ke liye bahut jaruri hai.

Google search ranking boost karne ke liye apni site ko sahi se setup aur sahi se Search Engine Optimization karne ki jarurat hoti hai. Webmaster ye kar bhi lete hai aur apni site ko rank bhi kara lete hai.

Lekin kai jab site ki search engine rank drop hoti hai to uski wajah reason bhi pata nahi chalata jiski wajah se uska solution nikalna  aur site search ranking recover karna bahut mushkil ho jata hai.

Agar aapko website search ranking down hone ki wajah yani karan pata chal jaye to aap easily usko fix kar apni site ka organic traffic recover kar sakte hai.

Website search ranking and traffic down hone ke bahut si wajah hai. Yaha hum aapko search ranking & traffic down hone ki 20 wajah bta rahe hai.

Website Search Ranking & Traffic Down Hone Ke 20 Reasons

Yaha par btaye gaye website search ranking down hone ke karan ki wajah se aapki site ki ranking down hoti hai, aap unhe fix kar fir se google me site ko top me la sakte ho. Website traffic down hone ki wajah 2024.

1. Tracking the Wrong Ranking

Aapki site ranking decrease hone ka ek important reasons ye hai ki aap gaalt ranking track kar rahe hai. Ho sakta hai aapne un keywords ka istemal kiya ho jo aapki site ke relevant nahi ho.

Google aesi site ko bilkul bhi like nahi karta hai jiska niche health ho aur wo cricket ke bare me content write kare.

2. Lost Links

Backlink humesha nahi rahte hai, site owner aapki site ka link remove bhi kar sakta hai. Jab aap apni site ke liye banaye gaye backlinks ko kho dete hai to aapki site ki search ranking bhi down ho jati hai.

Aap Mojestic ya Ahrefs jaise researching tools ka istemal kar pata laga sakte hai ki aapne last 90 days me kitne link lost kiye hai.

3. Broken Redirections

Jab aap new website launch karte hai ya old site ko kisi new server par migrate karte hai to use pahle jaise settings up karna hota hai. Jaise ki site ko www aur https redirection karna padta hai.

Agar aapki site par www or https ke liye 301 redirection nahi hai to aapki site ki search ranking decrease ho sakti hai. 301 redirect karte time aapko ye bhi confirm lar lena chahiye ki aapki site par sitemap, canonical tag aur all links properly work kar rahe hai.

4. Manual Actions

Agar aap apni website ke traffic aur search ranking me suddenly bahut jyada giraavat dekhte hai to iska ek reason ye bhi ho sakta hai ki aapki site ko google penalize kar raha hai.

Agar aapki site bing, yahoo and other search engines search engines me top rank kar rahi hai to iska matlab google ne aapki site ko penalize kiya hai aur rank decrease ki hai.

Google iske bare me btata hai. Aap google search console manual actions option par dekh sakte hai ki google ne aapki site ko kis wajah se penalize kiya hai.

5. Algorithm Changes

Google humesha apne search algorithm me changes karke strategies and search results ko behtar banane ke tarike talash karta hai.

Google ne in algorithm changes se kai website or blog hurt hoti hai aur unki search ranking down ho jati hai. Google ki algorithm update se bachne ke liye humari Google Algorithm Update Solution in Hindi post read kare.

6. Geolocation Discrepancies

Google user activity aur location ke hisab se results display karta hai. Aapki site ki search ranking us location ke aadhar par alag hogi jaha searching ki gayi hai.

Example ke liye, Agar device me aapki site ka koi article kisi specific keyword ya phrase ke liye top 10 me rank kar raha hai to 67% other location par aapki site ki search ranking same nahi hogi.

7. Google Natural Changes

Google random results show karta hai aur user ke behavior ke hisab se search result me changes kar result show karta hai.

Aapne bhi dekha hoga jab aapki site kisi keyword ke liye rank nahi kar rahi hoti hai ya fir aapka page 2-3 page me hota hai lekin kuch time bad search karne par usi keyword se aapki site ka page top 10 me aa jata hai.

8. Other Websites Competion

Aesa bhi ho sakta hai ki aap sabkuch sahi kar rahe hai fir bhi aapki site ki search ranking aur organic traffic down ho jata hai. Iski wajah competion hota hai.

Jab aapke competitor bahut jyada ho jate hai ya aapse behatar kaam karte hai to aapki site ki search rank down hoti hai. Apne competitor ki social media activity, link building aur content quality par nazar rakhe.

9. Page Speed

Aapki site ke page kitna fast load hote hai, ye na keval aapki site ki search ranking ko improve karta hai balki aapki site ke visitors ko bhi better user-experience provide karta hai.

Jab aapki site ke page slowly load hote hai to adhiktar user site leave kar dete hai, jisse site ki bounce rate high ho jati hai aur google search ranking down ho jati hai.

10. Server Issue

Agar aapki site server issue faced karti hai, jaise ki bar-bar server down hona, broke caching ya fir another issue. In sab se bhi site ki search ranking down ho jati hai.

Ye jaruri hai ki aap server issue ko fastly fix kar site live kare aur isse bhi jaruri hai ki aap best se best aur seo-friendly hosting server use kare jiska uptime better ho.

11. Click Through Rate Changes

Google ye bhi dekhta hai ki visitor aapki site ke content se kitne satisfied hai aur wo kitne time tak aapke content ko read karte hai, aapki site par kitna time spend karte hai.

Isse bounce rate high toi hai aur agar aapki site ki bounce rate adhik hai ya fir thi aur ab adhik ho gayi hai to ye bhi search ranking down hone ki wajah ho sakti hai.

Click through rate drop hone ki kuch aur wajah bhi hoti hai jaise site ka slow load hona, many popups etc.

12. Bad Quality Link Penalty

Agar aap spammy, risky aur paid linking karte hai to bhi google aapki site ko penalize kar use search result se remove kar sakta hai ya fir site ki rank down kar deta hai.

Google clearly btata hai ki quality backlinks banaye aur uski search guidelines or webmaster guidelines ko follow kare.

13. Website Changes & Redesign

Jab aap apni website me kuch changes karte hai ya fir design change karte hai to bhi aapki site ki google rank and traffic decrease ho sakti hai.

Website changes, theme change aur redesign karte time humse kuch mistakes ho jati hai aur site pahle jaise work nahi karti hai. For example, redirection, permalinks, markup, SEO settings etc.

14. Over Optimization

Website ko google me top rank dilane ke liye site ka SEO karna jaruri hota hai. Hum apni site ka sahi se search engine optimization karke use google me top me la sakte hai.

Lekin kai bar hum SEO optimization ke chakkar me over-optimization kar baithte hai jisse google humari site ko penalize kar search rank down kar deta hai.

15. Simple Technical SEP Issue

Website me technical SEO mistakes hone hone par bhi google site ki search ranking down kar deta hai. Technical SEO ye decide karta hai ki search engine aapki site ke content ko kis tarah se crawl and index kartahai.

Spam link building, structure data markup, poor navigation, site ka fully search friendly nahi hona, bad redirections, broken links, Messay URLs, slow page loading speed ye sab technical issue hai inhe fix kare.

16. Meta Information

Meta information yani meta tags or title tag ka upyog search engines ko ye btane ke liye kiya jata hai ki aapke articles me konsi jankari provide ki gayi hai.

Apni site par meta information me galtiya karne se bache. Iski wajah se aapki site ki search ranking down ho sakti hai.

Example ke liye, agar aap apni site ke kisi page or post ki date change karte hai to use meta description me bhi change kare aur duplicate meta description or duplicate titlt tag ka istemal na kare.

17. Server Overload

Aapki site ka server achanak site traffic badhne ke liye ready nahi hai aur site traffic suddenly increase hone par overload ya crash ho jata hai to ye bhi aapki site ki google rank down hone ka reason ho sakta hai.

Ek aese server ka istemal kare jo high traffic handle kar sake aur jis par overloading ki problem na ho aur aapki site all time properly work kare.

18. Bounce Rate

Website ki bounce rate humesha ek jaisi nahi rahti wo aapke content quality, user satisfying behavior se low high hoti rahti hai. Ye aap apni google analytics report me dekh sakte hai.

Bounce rate se apta chalta hai ki aap apni site ke visitors ko kitna acha content offer kar rahe hai aur wo aapke content se kitne satisfied hai.

Bounce rate high hone par site search rank down hoti hai. Agar aap apni site ki bounce rate kam karna chahate hai to ye article padhe, Bounce Rate Decrease Kam Karne Ki Top 20 Important Tips.

19. Traffic Source

Google ye bhi dekhta hai ki aapki site par kaha kaha se traffic aata hai, matlab aapki site ka traffic source kya hai aur jab aapki site par dusre source s achha aata hai to site ko google bhi rank deta hai.

Traffic kai sources se aa sakta hai, jaise Email marketing, Referrals, Direct traffic, Organic search, Paid search, Social media etc.

20. Duplicate Content

Kisi ek domain website par same content ka kai location par hone se duplicate content ki problem hoti hai. Lekin isse humesha search ranking par bad impact nahi padta hai.

Lekin jab kisi website par janbujh kar google search ranking me herfer karne ke liye aesa kiya jata hai to google us site ki search rank down kar deta hai.

Agar aap janbujh kar aesa nahi kar rahe hai aur aapki site par bahut jyada duplicate content ki problem ho jati hai to bhi google aapki site ki search rank decrease kar deta hai.

Conclusion

Ye thi Website Search Ranking Down Hone Ki 20 Wajah. In 20 reasons ki wajah se website or blog ki search rank & traffic down hoti hai. Agar aapki site ka traffic down hua hai aur aapki site par inme se koi kami hai to use jald se jald fix kar le.

Google me top ranking pane ke liye google ki guideline follow karo use bevkoof banane wali tips and tricks istemal kat karo. Sabse better hai quality content likho aur apne users ko satisfied karo.

Ye bhi padhe,

Agar aapko mera ye article achha lage to ise share jarur kare.

Avatar for Jumedeen Khan

About Jumedeen Khan

I'm the founder of this site and we regularly share useful and helpful information here for beginners. ❤️

Reader Interactions

Comments (20)

  1. Avatar for neeta bishtneeta bisht

    really useful, kafi kuch seekhne ko mila

  2. Avatar for VinodVinod

    Jumedeen sir
    Great post bahut kuch sikhane ko mila post se

    But ek sagal tha

    Mai jab pahile post likhakar publish karta tha to uska URL start hota tha “https://”

    Lekin maine blog ka template change kiya
    Ab mere post ka URL start hota hai “http://”

    I am confused

    What is wrong with me ?

    • Avatar for Jumedeen khanJumedeen khan

      Aap blog setting me ja kar confirm karo ki https enable hai, aur theme ki coding se all internal links me https add karo.

  3. Avatar for Dharmendra YadavDharmendra Yadav

    Hi Sir अभी कुछ दिन पहले मैंने अपने एक वेबसाइट का seo किया और गूगल वेबमास्टर में submit भी किया पता नही क्यों मेरा वेबसाइट गूगल पर अपने डोमेन नाम और यूआरएल टाइप करके search करने पर भी वेबसाइट का यूआरएल भी गूगल पर दिख नही रहा है .
    कुछ robots.txt करके error दिखा रहा है गूगल वेबमास्टर में मै इस प्रॉब्लम को कैसे solve करू sir प्लीज हेल्प me…

    • Avatar for Jumedeen khanJumedeen khan

      is tarah se google me search karo site:example.com

  4. Avatar for thakur aman singhthakur aman singh

    this is nyc information 4 bloggers this is very helpful post for me

  5. Avatar for Vishvajit RaoVishvajit Rao

    Sir aapse ek bat puchani thi sir mere blog par aaj se 1 month pahle 600-700 pageviews aa jate the lekin ab 100 pageview aate hai quality content mehnat se likhne par bhi please sir ek bar mere blog dekh lijiye aapki badi meharbani hogi.

    • Avatar for Jumedeen khanJumedeen khan

      Bro 200+ ranki factor hai google guideline read karo aur site ko uske liye optimize karo.

  6. Avatar for Helly HemHelly Hem

    very Help artical thank you so much sir

  7. Avatar for Jitendra Singh RaoJitendra Singh Rao

    en new ( ekdam new ) blogger ke liye google adword me se konsa keyword choose karna chai niche diye gaye tino me se

    1. jiska traffic 10k-1m ho
    2. 1k-10
    3 100-1k

    ( aur agar iska compitition dekhna ho to best way konsa hai )

    becoz maine itni sari post likhi aur traffic nahi aata to mujhe lagta hai keyword research me kuch mistake hai .

    • Avatar for Jumedeen khanJumedeen khan

      Aap apni site ko issue free banao, design complete karo aur “hot news, more news” aapke niche se related keyword nahi hai. Site google guideline ke according hogi to aur content achha hoga to jarur rank karegi.

  8. Avatar for Naved ahmadNaved ahmad

    Accha ek baat batayye sir main ek website banana chahta hoon usme all content TOP TEN LIST k name se rahega mtlb wo blog top ten k baare me rahega to kya ye sahi h kya main is name pe rank kar paaunga etc.

    Plzzzzz explain sir plzzzz

    • Avatar for Jumedeen khanJumedeen khan

      Yes kar paoge.

  9. Avatar for AfreenAfreen

    Thank you so much aap ne bahut si information haumse share ki jisse hum apni low traffic ke baare me jaan sakte hai aur uske liye solution dudh skte hai

  10. Avatar for Naresh PurohitNaresh Purohit

    Sir, Mera ek sawal hai. Mere sath esa hi hua hai mera pehle 2000 page views hote the fir ye gat kar 150 se 200 aa gya mene kafi search kiya jaan ne ki kosis ki par pata nhi chala ki aakhi kis vajah se esa hua hai. Or aapne bataya ki backlink kam hone par bhi hota hai. To mene chack kiya pehle mere 800 se 900 backlink the abhi 267 hai. Or aapke bataye anusaar mene cloudflare free ssl us kar raha hu to Google me jab search karta hu site:example.com
    To sabhi post me https show nhi ho raha hai kya karu

    Kya ye 2 vajah se mera traffic loss hua hai. Please sir bataiye.

    • Avatar for Jumedeen khanJumedeen khan

      Yes ye 2 wajah ho sakti hai, sabse pahle to aap http to https 301 redirection sahi se set karo fir aap uptimerobot site par site monitor karke dekho, ssl proper work kar raha hai ya nahi pata chal jayega.

  11. Avatar for Radhe gourRadhe gour

    Aapne bilkul sahi reason bataye hain

  12. Avatar for Neha VermaNeha Verma

    New blogger ke liye bahut hi useful tips hai. Thank you!!

  13. Avatar for Deepesh kumarDeepesh kumar

    sir meri site m visiters pahle se bahut kam ho gaye hai mai kya karu

    • Avatar for Jumedeen khanJumedeen khan

      Read our seo articles, solution mil jayega.

Add a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

I need help with ...