Koi bhi blogger ho uske blog ki success ki asali wajah uska writing experience hota hai. Humara content likhne ka tarika jitna better hoga humare blog ko utne hi jyada visitors pasand karenge. Jis tarah har chiz ka end hota hai same wese hi humare old article bhi ek din useless and boring ho jate hai. So aaj mai aapko kuch aysi tips bta raha hu jinse aap apne boring content ko bhi awesome bana sakte ho.
Boring content useless hota hai, jisse reader aapki site par visit karna band kar dete hai or aapke customer ko aapki site se door kar deti hai. I mean aapke regular reader bhi aapki site ko pasand karna kam kar dete hai. Jisse aapki website traffic par bad effect padta hai.
Boring content wo content hota hai jisme slow speed se explain kiya jata hai or jo post dry, factual, ponderous, tedious, detailed ho. I mean jis post ko padhne par acha mehsoos na ho, puri jankari na mile, romance less words ho, talent bekar ho or jise padhne ke bad dil se “Wah” shabd na nikle use boring content kahna bura nahi hoga.
So, Aaj mai yaha aapko boring content ko awesome quality content banane ke kuch tariek bta raha. Aap try kar sakte ho.
Table of Contents
Boring Content Kitne Prakar (Kinds) Ka Hota Hai?
Boring Content 3 Prakar (Kinds) Ka Hota Hai.
- Technical how to: Isme wo content aate hai jo usually ho to se start hote hai. Internet ayse articles se bhara hua hai. Agar aap google me “how to…” search karoge to aapko lagbhag 3,85,00,00,000 results mil jayenge. In posts me mostly kisi metter ke bare me guide kiya jata hai.
- Comprehensive guides: Comprehensive guides me wo sab explain kiya jata hai jo kuch aap janna chahate ho. Isme particular subject important hote hai or har blog ya website par aapko iski small liberary mil jayegi. Aapko mere blog par bhi aysi hi post mil jayegi, jaise “advanced guide”, “step-by-step guide”, and “definitive guide.”
- Detailed support: Bahut se log jyada se jyada readers ka support pane ke liye apne blog par long articles likhte hai. Is reason me wo apne audience target, unki pasand and apne main subject tak ko bhool jate hai. Fanally, ek time ke bad unke reader ko uski site par vboring hone lagti hai.
Sabse important bat jab koi new blogger blogging ki shrurat karta hai to usko starting me content writing ki achi information nahi hoti hai. Wo dheere dheere iske bare me sikhta hai or ek din use khud apne hi likhe articles boring lagte hai. Aapko yakin na ho to aap ise try kar sakte ho, Abhi apna koi 2-3 month old article padho or deicde karo ki wakai aapko boring feel hoti hai.
Boring Content Ko Awesome Quality Content Kaise Banaye Ki Jankari Hindi Me
Koi bhi writer boring content likhna nahi chahata but new people jo blogging me naye hote hai unse ye mistake ho jati hai. Mai yaha aapko voring content ko quality content me convert karne ki kuch badiya tarike bta raha hu. Aap inhe carefuly padhiye or uske bad apni purani post ko check kijiye or unki kamiyo ko solve kijiye. Jisse aapko purane content se bhi acha traffic mil sake.
1. Explain the Goal:
Yeh quality content ki important recongnice hai. Reader apaki site par isiliye aate hai, jisse unhe aapke articles me badiya, clear, fresh or aasani se samajh aane wali infomration mile. Sirf aap hi nahi aap jis topic ko explain kar rahe ho us par aapke alawa thousands other peoples bhi explain karte hai. So ye ache se pata kar le ki aapki describe ki gayi jankari baki dusro se alag or clear hai. Warna reader aapki site ko chod kar kisi or site par visit karne lag jayenge.
2. Keep upto Expectations:
Log aapse kya chahate hai? yahi ki aap is article me jis subject ke bare me bta rahe ho, unhe ise janne me kitna time lagega or kya wo sach me aapke content ko read karke iske bare me jan payenge ya fir unhe iske bad bhi kisi or ki site par jane ki jarurat hogi. I mean kya aap aysa content likh rahe ho jise padhne ke bad reader ko uske bare me full information mile.
Aapko ye ache se pata kar lena chahiye ki aap apne reader ki ummido par khaire utar rahe ho ya fir unhe goal se bhatka rahe ho. Agar aap unki expectations ko samjhane me kamyab nahi huye to wo aapko kuch time bad avoid karne lag jayenge.
3. Make Title Specific:
Useless ka hindi matlab hota hai “निकम्मा” गली का एक निकम्मा लड़का जिस पर कोई भी ध्यान नहीं देता यहाँ तक की उसके सामने से गुज़र जाने पर भी कोई उससे बात तक करना पसंद नहीं करता। Theek wese hi ek useless title wali post ko koi care nahi karta sab use avoid kar dete hai.
Post title content me most important hota hai. Agar aapki post ka title sahi nahi hai to aap post me kitna bhi badiya content write kar lo search engine se aapki us post par nahi milega. Google search results me post title ke only 65-70 character show karta hai. I mean aapko in 65 to 70 words me hi puri post ke liye high quality or impressive title select karna hota hai. Ek proverb suni hogi “To say a lot with a few words” yani गागर में सागर भरना ye bilkul wesa hi kaam hai.
4. Use Numbers:
Kisi bhi subject ko aasani se yaad karne ka sabse acha tarika hota hai use groups me banta, I mean agar aap badi post ko kei numbers me bant kar explain karoge to user ko wo aasani se samajh aayega or wo use jaldi yaad kar sakenge. Reader ayse content ko jyada like karte hai.
Aap jab bhi koi long article likho to usme numbers jarur use kare, Uske sabhi main topics ko number me bant de. Isse aapke reader ko post read karne me boring na ho.
5. Provide a Summary of Instructions at Beginning End:
Post ke first paragraph me 2-5 lines me aapko ye btana chahiye ki aap yaha kiske bare me information dene wale ho or aapka main target kya hai. I mean yaha aapko wo kewords add karne hai jinke bare me aapki post me explain kiya jayega. SEO ke liye bhi ye tarika better hai or aapke reader bhi ise pasand karenge.
Post ke end me yani last paragraph me aapko post summary add karni hai, Yaha aapko puri post ke bare me discus karna hai. All content ke liye ek short summary likhni hai. Jis padh kar reader puri information ko fir se confirm kar sake. Apne project ko better banane ka ye badiya tarika hai.
6. Add Heading and Sub-heading:
Most of time, reader aapki puri post padhne ke liye nahi balki usme se kuch points ko samjahne ya unhe follow karne ke liye aate hai. Ayse me agar aapki post me heading or sub heading nahi hogi to unhe apni jarurat ki information search karne me jyada time lag jayega or ho sakta hai wo fir kabhi aapki site par aane se kasam kha le.
Bina heading and subheading, highlight words, bold keywords ke likhi gayi post ka visitors par utna effect nahi padta jitna heading wali post ka padta hai. Isse post kei part me bant jati hai or user unme se apni pasand ke topic ko aasani se padh sakte hai. Aysi post likho ki user ke ek bar dekhte hi pata chal jaye ki uski jarurat ki jankari kaha hai.
7. Mobile Compatibility:
Bahut se log content likhna to laptop computer desktop me hi pasand karte hai but unhe content read karna mobile device me acha lagta hai. Wo jab bhi aapke kisi guider article ko follow karte hai to use mobile me open karke desktop screen par work karte hai.
Mai aapko suggest karunga ki aap humesha apne blog par mobile friendly responsive template / theme design hi use kare. Sath hi ek bar ye bhi pata kar le ki aapke content mobile screen me bhi properly open hote hai ya nahi. Agar nahi to jaldi se is problem ko solve kar le.
8. Post Content Review:
Kahte hai ki inshan galtiyo ko putla hai or har inshan se kahi na kahi galati hoti hai. Aap or hum sab galatiya karte hai. Humse kuch na kuch galat ho hi jata hai. Aap jab bhi koi articles write karo to use publish karne se pahle ek bar ache se check kar le ki usme koi mistake to nahi huyi hai. I mean content ka review kar le or usme huyi problems ko solve kar le.
Humari old post me hum bahut si galatiya karte hai, Agar aap 1-2 mahine purani post ka bhi review karoge to usme bahut si kamiya nikalegi. I sure but fir bhi aapko wishwas na ho to aap apni koi bhi old post read kar sakte hai.
9. Detail, details and More details:
Kisi bhi topic ko explain karna wrong nahi hota, Uske bare me details se btana better hota hai or reader ko us topic ko ache se samajhne me aasani hoti hai. Description har ek article ke liye jaruri hoti hai. Reader aapki site par kisi bhi metter ka title padhne nahi use clearly samajhne aate hai.
But iska ye matlab nahi hai ki aap details me btane ki jagah kisi bhi metter ko bahut jyada details me explain karo. Of course, ye boring ho sakta hai. Aap detail me btayiye par uski bhi ek had hoti hai.
10. Photos, Images and Pictures:
Please pay attention, Images content ko break karne or use or adhik intersting banane me help karti hai. Ek diagrams yani photo 1,000 words ke barabar hoti hai. But har post me pictures add karne ki jarurat nahi hoti hai. So sirf jarurat padne par hi content me images add kare.
Warning, Images na sirf content ko badiya banati hai balki post me bekar or useless photo add karne se aapke content ki aysi ki taisi bhi ho sakti hai. Bahut se reader ayse hote hai jo text se pahle aapki post ki images ko focus karte hai. Agar unhe aapki image pasand nahi aayi to shayad hi aapki post padhe. So bina soche samajhe post me image add karne se bache or sirf badiya images hi use kare.
11. Absolutely Clear Language:
Aap apni post me flowery language, metaphors, or shocking expressions ka upyog nahi kar sakte. Ye ek boring work hai or reader ko pakane ka kaam karta hai. See, dekhiye or pata kijiye ki aapke reader kis bhasha me read karna jyada pasand karte hai. Sirf yahi nahi aapko post me bilkul simple words bhi use nahi karne chahiye.
Aajkal bahut se words common ho gaye hai or Illiterate people bhi english work speach karte hai. Ayse me aap apni writing talent ko thoda change kare or usme thoda nayapan newness laye.
12. Give Some Examples:
Jab bhi aap right and wrong kebare me explain karte ho (jaise mai yaha aapko boring content and awesome content ke bare me bta raha hu.) to uske sath kuch examples bhi jarur add kare. Isse reader ko aapke metter ko samjhane me aasani hogi. Isse aapka content helpful tutorial ban jata hai or reader use jyada like karte hai. Examples, aap meri isi post me kuch example dekh sakte hai.
Example ke liye aap sirf words hi nahi images ka bh iistemal kar sakte ho. I mean jab aap koi step by step guide wali post likhte ho to usme step ke sath images bhi add kare. Isse user aapke step easily follow kar sakte hai.
Conclusion,
Normally, Boring content ka matlab yahi hota hai ki apne reader ko useless, stuffing information dene ki jagah useful and quality content provide kiya jaye. Aapke readers bhi aapse yahi chahate hai ki unhe aapki post me vadiya jankari mile or aapki explain karne ki process clearly and other people se better ho. Wo aapse apne agonizing issues ka details me solution chahate hai.
- Blog Post Me High Quality Keywords Kaise Aur Kaha Use Kare
- Blog Post Topic Ke Liye High Quality Keywords Kaise Search kare
Aap apne readers ke liye jitna acha kaam karenge or jitni unki help karenge wo aapse utna hi pyar karenge. Shayad is sab ke bad aapke reader ko ab boring mehsoos nahi hogi.
I hope you may like this tutorial and get helpful information. If yes, then share this post on social media with your friends.
mehul kohat
sir ham blog shuru kar ne ke bad kit ne blog likh kar aapne blog ka SEO Karva sakte he ??
plzz replay & me apna blog shuru karna chata hu par mujhe samaj nahi aa raha ke apne blog ka name kiya rakha jaye pe me chata hu ke is bat me aap metri help kare ,
plzz sir replay or me aapke replay ka wait karuga
जुमेदीन खान
पहले आप ये समझो की SEO होता क्या है
mehul kohat
search engine optimization ,
mene jitna dekh ke or padh ke sikha se uun hi bato ko me aap se clear kar raha hu sir
जुमेदीन खान
फिर आपको ये समझना चाहिए की आप 0 पोस्ट पर भी site का SEO optimization कर सकते हो, इसके लिए post number require नहीं होता है, अगर आप 1 पोस्ट भी लिख रहे हो तो उसे भी SEO करके लिखना चाहिए
mehul kohat
Sir blog spot par kitne artical dal ne par google adsensese approval aata he or blog spot se shuruvat karna sahi rahega ya WordPress ??? Plz replay sir
जुमेदीन खान
आर्टिकल लिमिट नहीं होती है, आप 10-15 अच्छे आर्टिकल लिखो अप्रूवल मिल जायेगा
mehul kohat
Thank you sir aapka replay dene ke liye kiya aapse contact karne ka koyi tarika he ?? aapka contact No. milsakta he ? sir me bhi blogging karna chata hu aapke help ki zarurat he
जुमेदीन खान
सम्पर्क फॉर्म का उपयोग करें
Ravi vasanwar
Helpful article bro….
But mera ek blog h jiski koi bhi post google par search karo to show nhi karti hai…kya aap meri koi help kar sakte ho…ek baar mera blog dekh kar btao bro..Please
Jumedeen khan
Aapke blog ke google me 100+ links index hai.
vinod sain
Bhut achha write krte h aap bhut hard work krte h sir thanks
satya
thak you sir app ne hume bahut jankari di hai kripya kuch aur aise hi informative post kiya kijiye
amya
Mujhe aapka post bahut acha laga aapne badhiya tips diya hai boring content ko awesome content main badalne ke liye. Bahut bahut dhanywad.
Zishan Ali Gulzar
Sir. Google Adsense se payment rcv karne k liye. Payment ka request krna padta hai Kay… Kyunki maine apna Bank ac link kr diya hun. Aur primary selct kiya him.. Ur kuch krna padega Kay..?
Jumedeen Khan
Nahi google khud 21 tarikhe ke bad apy karta hai.
Rohit
Sir mere district me ek bi SBI me aisi branch nhi hai jisme swift code available ho. mere pas ke district ki branches me swift code available hai toh me dusre district ka swift code use skta hu. waha ki doori mere location se 90 KM hai
Jumedeen Khan
Rohit iske bare me maine is post me details se btaya hai SWIFT BIC Code Kya Hai Apni Bank Ka SWIFT Code Kaise Pata Kare
Nitesh
Bhai mere blog me ek post me google AdSense aur amazon affiliate ke ad dono hi show hote hai koi problem ho sakti hai kya yh 2 month se hai vaise google adsens ne block to nahi kiya pr iska effect poori website ki CPC aur rpm low kr sakta hai kya sirf ek page pr hai yh sab
Jumedeen Khan
Adsense ke sath hum affiliate program use kar sakte hai but aap limit rakho jarurat se jayda link use mat karo.
Himanshu grewal
Pichle 3 din se reddif. Com se meri site par traffic a rha regular 2,3 or kbhi 5 visitor aate hai or wobhi Home page par. Lifehacker. Com se bhi traffic Ata hai.
Muje Pura Yakin hai ki ye Fake visitor hai. Inko rokne ke liye Mai kya Kru?????
Jumedeen Khan
Itne se visitor se koi problem nahi hai jyada traffic ho to problem hoti hai aap .htaccess file se spam traffic block kar sakte hai. Iske bare me maine post ki huyi hai wo check kar lena.
ajay gupta
nice post jumedin bhai hame ye bataie ki sabse better blogger template kon se hain. vese mene aapke post me padha lekin fir bhi me chahta hu aap apni pasand ki bataie sir jo sabse fast loading aur achhi template ho.
Jumedeen Khan
Ajay main WordPress user hu or blogger par kam focus karta hu so behtar hoga ki aap apni pasand se template use karo.
vivek
sir, me apse ye janna chahta hu ki ye post apki kafi purani hai, lekin aaj ye post top par aa rahi hai, jese ki new post add ki hai,
to kya apne isme kuch update kiya hai kya, aur kiya hai to kya kiya hai, aur usse kya fayda hai.
aur purani post ko top par lane ke liye kya karte hai aur iska kya fayda hota hai.
Jumedeen Khan
Haa maine ise update kiya hai kuch SEO terms changes karke taki iski rank google me better ho sake. Post update karke hum uski purani galtiyo ko theek kar sakte hai.
Kedarsan sahu
“When I read your post? ” I known some idea about write good content…. Thanks lot
amit kumar
hello sir mera naam amit h or mai is blog ka new reader hu.sir meri ek problem h money4captcha.weebly.com . sir ye meri site h or mai is site ka ek page jada high-light krna chata hu
jise vo page google search me first page pr show ho. iske liye kya krna hoga.
Jumedeen Khan
Badiya content likho tabhi google search engine me show hoga.
Nikhil Jain
bahut hi badhiya jaankaari di aapne,, sbse main baat images ki hai ,ki images ek tarah se necessary hi hai,agar ek achhi image title se multi julti ho to vo readers ko attract krti hai, baki ka to jaisa aapne kaha ki 2-3 mhine bd dubara check kriye khud ka content hi boring lgega, ese hi baki to jyadatar bloggers seekh jate hai par images par km dhyan dete hai.
Nicoli Redmayne
I understand the important of creating valuable and informative content.
Rajesh Kumar
Sir mera ek question hai.Maine ek Gmail id se do YouTube channel banaye hai.usme se phle wala se maine AdSense ke liye apply kiya tha jo ki disapprove ho gya ab mai 2nd channel se banana chahtaa hu but isme dikat yeh hai ki jab bhi mai 2nd channel se AdSense account banana chahta hu to phle wala channel ka link aa jata hai.mai kaise 2nd se AdSense bnawa sakta hu?
Jumedeen Khan
Aap new email id se channel create karo or usme 5-10 vidoe upload karke AdSense ke liye apply karo ya fir aa pusi channel se fir se apply karo.
SonuRaput
Hallo Bro, Mera Apse Ek Sawal CPC Ke Liye hai plz solve It,
Meri Last Months Se Or Is Month mai Low CPC $0.04 Se $0.05 He Rahti , Jissay mere Adsense Income Par Kafi Effect Pad Raha hai , Or Mere Issay Pahle $0.25 Se $0.15 Ke CPC Rahti Thi
Or mera income source AdSense Hai
Jissay mai Apne Study Kar Pata Hu
Plz help me
Jumedeen Khan
Sonu jab aapki AdSense CPC $0.25 thi tab aap kis topic par content likhte the or kis post par se aapki earning huyi hai iski report google analytics par check karo or wese hi content likho.
SonuRaput
Thanks Bro , Aapne Mere Big Problems Ka Accha Sa Solution Diya
Manish
jume deen sir main aapke blog par guest post karna chahaha hu or maine aapke blog ki guest post policy bhi read ki hai and meri post aapki sabhi guest post policy ko follow karti hai main aapko ye post appke suppotmeindia wale email par send kardu. or aap is post ko kab tak pubish karoge…..
Jumedeen Khan
Mai aapki post check kakre aapko mail karunga usme bta dunga.
Rohit bhatia
Awesome and best article ever.
Sirji tusi great ho.
Mahtab
bhai aap mera comment kyu delete kr dete hai aap hi ek sahara hai jispe ham sab khade hai mai aap ka kya kiya hu bta dejiye mujhe plz
mai apne template change kiya usme neeche footer link remove kaise kru mai android user hu
foter me dekh raha hai jaise design by ex.
usko search kr raha hu wo mil he nhi raha hai kya kru
Jumedeen Khan
Mahtab aap new comment me direct unrelated comment karte ho isiliye. Aap blog ke html section me ja kar footer ke sare option delete kar do. ye coding me sabse niche hoga.
Hussain wali
bro Mai confuse hu apne is post k comnt me Manish ko kaha hai 1000 word ki post Me 2 se 3 baar keyword use kro to 2.5% hogi ………i think sahi ye hona chahiye 100 word me 2 baar keyword aata h to 2% density hogi plz tell me Mai confuse hu
Jumedeen Khan
1000 nahi 100 words ki post me, 1000 words ki post me 20 bar keywords use kar sakte ho.
Rohitash
Hello, Great Article, aapki Writing Skill khafi acchi hai. Sir mera Blog WordPress par hai or usme jab bhi koi article likhta hu to “Yoast Plugin Analyzer” (The focus keyword doesn’t appear in the first paragraph of the copy. Make sure the topic is clear immediately) ye show karta hai. Isse kaise Solve karu.
Jumedeen Khan
Iska matlab hai ki aapne post me sabse upar pahle paragraph me keyword use nahi kiya hai. Waha keyword add kare taki post ki rank achhi ho.
Shamsul waris
Bhai mera blog blogger par hai aur template me 4 footer hai
1 footer me Mai about me ka gadget lgana chahta hu jisme pic me click na ho …kaise banaun agar koi post h apki to link dijye
Jumedeen Khan
Aap apni picture post me upload karo or html section me ja kar photo ko coding copy karke blog ki widgetme add karo or coding me se link remove ar do.
mohd sharik
sir me apki site par guist post dalna chahta hu. aap kis language me post ko like karoge.
hingslish ya fir hindi me..
Jumedeen Khan
Guest post read karo usme sab btaya hai.
Ravi
sir, mere analytics account me ek error show ho rahi he : Missing Tracking Code
how to solved it .
Jumedeen Khan
Aap tracking code blog me sahi se add karo.
abhi
jume deen bro apne kha tha ki google ne ads limit hta diya hai pr jyda ads lgane se cpc kafi km ho rhi hai to jyda ads lgne ka kya fyda
Jumedeen Khan
Yes, google bahut smart hai hum chaha kar bhi jyada ads unit use nahi kar sakte.
abhi
jume deen bro Jaisa Ki Apne Khah ki Aap Bhi Vo Optimize Code use Krte Hain jo Ki Supportmeworld Par Dale Hue Hai to Ye Btaye Ki aap Ke Hiasb Se Blog Ko Optimize Krne Ki Liye Sbse Bhadiya Codes Kon se Hai
Jumedeen Khan
Mai first to WordPress theme se sabhi bekar ki coding delete kar deta hu jaise extra CSS coding, uske bad .htaccess coding use karta hu. Sabhi coding alag alag kaam karti hai. Isiliye sabhi best hai.
Ravi Sharma
bhai aapne apne post me drop down google ads ke 7 link kaise lagaye please jarur btaiye
Jumedeen Khan
Ye ads google ki taraf se automatically show hote hai.
PRAMOD
Sir meri ak problem h jab bhi mai apne kisi post ki link share karta hu to us post me meri photo matlab author ki photo dikhayi deti to mai chahta hu post ki photo vha pr bhi dhikhayi de to kya karu
Jumedeen Khan
Aap kaha par link share karne ki bat kar rahe ho.
PRAMOD
Facebook pr jabapni link share karta hu usme post ki photo ki bajay author ki photo aa jati h plz helo me sir
Jumedeen Khan
Iski wajah aapke blog ki template hai. Aap koi or template use karo.
chandan
kya Google se image download load kar slide video me use kar sakte hai
YouTube me copyright to nahi hoga
Jumedeen Khan
Chandan dusro ka product use karoge to copyrighting ka dar to hoga hi.
Gaindlal
sir…
pahle mere AdSense clicks 52 the par abhi check kiya to 41 bta rha hai,
click kam kaise aur kyu ho gya
Jumedeen Khan
Fake click hone ki wajah se ye sabke sath hota hai.
Manish
jume deen sir agar main recovery ki post karunga to 600 word ki post me kam se kam 10 baar to ye use hoga hi. or aapne jo title ke nich AdSense ad code lagaya hai vo kitne width or height ka hai …please jaldi reply kare…
Jumedeen Khan
Manish humara kaam aapko sahi rasta dikhane ka hai. Aap use follow kar pate ho ya nahi ye aapko sochna hoga. Ye responsive size ka ads hai.
Manish
jume deen sir maine aapki high cpc keyword wali post read ki lekin abhi bhi kuch Question hai….
1 Main apni post Recovery se related likhta hu..
2) main fir Recovery post me kitni baar use kar sakta hu
3) or Recovery ko bold ya itlic karna hai simple rahne dena hai…
4) or Recovery ko post me title permalink or post ke beech me title ke baad ya sabse pahle use karna hai….
Jumedeen Khan
Aap ek keyword ko post me 2.5% use kar sakte ho. I mean 100 words ki post me 2 ya 3 bar keyword use kar sakte ho.
Rahul sharma
Hum ek 500 word ki post me (H3) tag kitni bar use kar skte hai. *hum H3 tag me keyword ka use nhi kar rhe hai.
Jumedeen Khan
Read this article carefully Blog Ko Search Me First Page Par Lane Ki 10 On Page SEO Techniques
Manoj Singh
hello jume deen ji
apni hi site ki kisi post ke paragraph ki copy kar ke dusari post me use le sakte h kya
Jumedeen Khan
Nahi nahi kar sakte.
adil
kya ham apni website english or hinglish ( hindi) me kar sakte hai aur AdSense me koi problem hogi ya nahi maine ek blog par dekha usme english or hinglish me hindi me content the or AdSense ke ads bhi the ??
Jumedeen Khan
Mai aapko is sawal ka kei bar reply kar chuka hu. Aap ek hi sawal ko repeat mat karo, AdSense ko koi problem nahi hai aapke reader ko confusing hoti hai.
Alvin
bahut acha blog hai. Bahut informative aur interesting post hai.
arun kadam
Jumedeen Khan ji मैंने एक नया ब्लॉग बनाया है. ये नया blog बनाने के लिए मुझे आपकी वेबसाइट की बहुत हेल्प हुए thanks
Ankit Jha
bro 7-8 days se mera organic traffic 35% kam ho gaya hai pata nahi kyu. Main GWT bhi check kiya usme koi broken link nazar nahi aaya. Sitemap bhi check kiya jisme mere sare post indexed show ho rahe hai. Ab pata nahi chal raha problem kaha se aa rahi hai jabki main daily post daalta hu
Jumedeen Khan
Aap site:example.com se check karo aapki site ke sabhi pages index hai ya nahi. Uske bad tohda wait karo agar traffic na badhe to aap search console me iske bare me feedback send karo.
Ankit Jha
bhai maine check kiya aur sare post google pe show ho rahe hai, GWT mein check karne pe mera avg. search position 9.4 hai & total post 64 hai. Kya iske karan toh nahi ? Ya iske piche koi aur karan hai. By the way Happy Eid bro, Eidi kab de rahe ho ?
Jumedeen Khan
Ankit avarage position 9.4 hai. Yahi reason hai, apne articles ko 1-5 position par lane ki koshish karo.
rohaan
Wow bro mai aisehi kisi article ke bare me janna chahta tha thanx bro ..
Ajay Soni
Once again great article bro,Ek post me hum kitni baar h2 tag use kar sakte hai bro.And kuchh pro experts ke apne alag alag myth hai ki post title ko h1 tag me hona chahiye aur kuchh kehte hai h2 tag me hona chahiye title,aapke hisab se kya hona chahiye bhai.
Jumedeen Khan
Post ka title h1 tag me hona chahiye or post me ek h2 heading use karni chahiye. SEO ke hisab se h2 heading 1 hi use kar sakte ho but jarurat padne par aap ek se jyada bhi use kar sakte ho.
vivek choudhary
jumedeen ji aapko aur supportmeindia ke sabhi visitors ko happy eid.
1. title ko h1 template se hi karna hoga to aap please bata dijiye kon se code ko edit karna hai.
2. mere blog me lagbhag 95% traffic fb se aata hai to koi problem to nahi hai na.
Jumedeen Khan
1. Aapka blog blogger par hai or blogger ka title already h1 me hota hai. Aapko kuch bhi karne ki jarurat nahi hai.
2. Nahi koi problem nahi hai.
Ravi Rajan Sonvane
sir mai janna chahta hu ki.
(1) jab WordPress me jata hu tab blog searching nhi ho rha ..but why?
(2) Google account me mai my account me jakar Jo blog option niche diya hua hai us pr click karta hu or in ho jata hu or TITLE me – Ravi Rajan Sonvane likha bhir address yani me – ravirajansonvane.blogspot.com likha bhir template me simple k samne blank boxes me likha or bhir create blog me click kiya but click nhi ho paya but why??? plzzzzz plZzz sirrrr.
Jumedeen Khan
1. WordPress par blog searching nahi ho raha hai iska kya matlab hai.
2. ravi mujhe aapki koi bhi problem samajh nahi aa rahi hai. aap plz describe karke btaye or ha extra words use mat karna. apne blog ke link ke sath btana.
nitesh
Great sir ji bahut badiya article hai .kya hm jan sakte hai ki koi user hmari website pr kya search kar ke aya hai yadi vo kisi search engine pr kuch search karke aya ho
Jumedeen Khan
Aap google analytics par iske bare me reprot dekh sakte ho.