Youtube Videos Par Views Kaise Badhaye – 10 Best Tips in Hindi

YouTube Blogging ke bad internet se online paise kamane ka dusra sabse badhiya tarika hai. Bahut se log YouTube se lakho rupees kama bhi rahe hai. Youtube se paisa kamana bahut aasan hai. Aapko sirf video create karke YouTube par upload karne hote hai but new YouTube partner ko apne videos par views kamane me problem hoti hai. So aaj main aapko is post me kuch aes itips bta raha hu jinhe follow karke aap apne YouTube channel ka traffic increase kar sakte ho.

Increase Youtube Views

Youtube platform ek aesi jagah hai jaha aapko har tarah ki movies, songs, videos, dialogue and other qualities ke videos mil jayenge. People YouTube par bahut tarah ki videos upload karte hai but unme se kuch logo ki videos par millions views hote hai or kuch ki videos par bahut kam views hote hai.

Internet par YouTube sabse popular videos upload karne ka platform hai. Latest moves trailer, short films, treditianal media etc. har tarah ki video is par available hai. Maine bhi YouTube se already achhi earning ki hai and i hope aap bhi YouTube se paise kama rahe honge agar nahi to aap humari YouTube Se Paise Kaise Kamaye Full Guide in Hindi poste padh kar iske bare me jan sakte ho.

Actually, ye humare smart work ka kamal hota hai. Ek insaan apni video par 10,000 views nahi kama pata or ek insaan daily lakho views kama leta hai. Agar aapke sath bhi YouTube videos par views anhi hone ki problem hai to is post me btayi tricks aapke liye hi hai.

Youtube Views Increase Kaise Kare Top 10 Effective Tips

However, Youtube par more views pana koi easy work nahi hai but agar aap right steps use karo to apni videos par quite effectively views increase kar sakte ho or achhi earning kar sakte ho. Agar aap attractive, worth-watching content wale videos upload karte ho to ye tips aapke liye master trick sabit hogi.

1. Use an Effective Title for Videos

Bilkul website / blog content ki tarah hi YouTube videos ke liye bhi title most important hota hai. Aap jab bhi YouTube par koi new video upload karte ho to aapse uske liye custom title set karne ke liye kaha hata hai. Ye title video thumbnail ke sath show hota hai. So aap jab bhi video upload kare to uske liye koi badiya title choose kare.

Video ka title user ko sabse jyada impress and attract karta hai. Ek behtar title jiski search rank or impressing achhi ho aapke lakho views dila sakta hai. Video topic ka achche se search engine optimization kare or usme top level keywords add kare. Iski adhik jankari ke liye aap ye post padhe Youtube Videos Ko Google Search Me Top Par Lane Ki 7 Best Tips.

Humesha research karke video title select kare. Aap google keyword planner tool par mostly used keywords search kar sakte hai. Iske alawa aap semrush jaisi other keyword researching tool par bhi keyword search kar sakte ho ya fir aap direct google me keyword tool ka istemal kar sakte ho.

2. Create a Blog for Your Youtube Channel

Aapka YouTube channel search engine se quality organic traffic receive kar sakta hai but agar aap apne YouTube channel ke liye ek blog bana lo to or bhi jyada badhiya hoga. Ye bilkul kisi bhi kaam ke 4 chand lagane jaisa hai.

Kyuki aap na sirf blogpar apne video share karke unka promotion kar sakte ho balki blog par bhi google AdSense ke ads laga kar usse bhi earning kar sakte ho. Isse aap ek kaam se do tariko se paise kama sakte ho. Aapke YouTube videos ka promotion bhi hoga or aapki YouTube se alag extra earning bhi hogi.

Iska sabse good benefit ye hai ki aa pYouTube par video ka title select karne ke bad use blog par kisi or title se share kar sakte ho. Isse aapko ek hi videos par search engine se 2 topics se traffic milega.

Suppose aap YouTube par “How to Increase Youtube Views 20 Effective Tips” title se video upload kar rahe ho to aap isme kuch SEO optimizing karke title ko change karke blog par share kar sakte ho or jyada organic traffic kama sakte ho.

Sath hi aap videos ko blog me post me embed bhi kar sakte ho taki user direct blog par hi video dekh sake. Bahut se pro marketer is tips ko follow karte hai. Ek aesi post jisme use related video bhi add ho search engine me uski top position hoti hai.

Iske alawa aap blog content me apne YouTube videos ke link and YouTube channel ka URL bhi add karke traffic increase kar sakte ho and aap blog post me direct YouTube subscribe button add karke YouTube subscribe list increase akr sakte ho.

  • Youtube Se Video Download Kaise Kare (Bina Kisi Sofware Ke)

3. Use Custom Beautiful Effective Thumbnails

Youtube ne logo ko attract karne ke bahut sare features diye huye hai. Jaise video ko or jyada attractive banane ke liye custom thumbnail add karna ka feature diya hua hai jo bahut hi shandar hai. Yeh truly YouTube par views badhane ka significant factor hai.

Main aapko personally suggest karunga ki aap har ek video me custom thumbnail set kare. Iske bina video adhura hota hai or customer ko jyada impress nahi kar pata hai. Agar aap ek achhi thumbnail video par set kar lete ho to usi se aapko achha traffic mil sakta hai.

Iska main reason ye hai ki bahut si video par random thumbnail better nah ihoti hai or usi ki wajah se user us video ko aovid kar dete hai. So aap us video me custom thumbnail design karke add kar do to video adhik attractive ban jata hai.

Agar aapko lagta hai ki aap har bar video ke liye thumbnail kaha se create kare to iska sabse achha tarika hai ki aap apne video ke kisi acche seen ka screenhot laga kar usi video par set kar sakte ho. Isse aapka time west nahi hoga or aapko thumbnail design karne me ghanto nahi lagane padenge.

4. Add Better and Clear Description

Jis tarah blog post ke liye long content jaruri hota hai theek wese hi video ke liye description bahut hi jaruri hai. Bahut se people video dekhne se pahle uski details read akrna pasand karte hai ki is video me kya kya hai. Video ko deeper look dene ke liye description jaruri hai.

Video description me aap major keywords and other ralted keywords use kar sakte ho or agar aapki is video ke bare me koi post hai to aap uska link yaha add kar sakte ho ya apne blog and other community ke bare me yaha likh sakte ho.

Iske alawa aap isme apni social profile links and other details bhi add akr sakte hai taki user aapse connect rah sake.  Video description add karne se aapke YouTube channel ki reputation badhti hai.

Bahut se user jo video dekhne se pahle video description padhna padand karte hai. Unke liye aap description me video me btayi jankari ke 4-5 step btaye isse log aapki video me jyada interested honge.

5. Never Miss Socila Media Networking Sites

According to personal experiences and suggestions, sirf facebook twitter par hi content share karna enough nahi hota hai. Agar aa paea sochte ho to aap bilkul galat ho or aapko abhi iske bare me or sikhne ki jarurat hai.

Social media all online business me ahem role karta hai. Iske bina apne content ko promote karna bahut hi mushkil ho jata hai. Agar aap abhi tak apni videos ko faceboo, twitter, goog_ and other social site par share nahi karte ho to abhi se shuru kar de.

Social metworking platform ke alawa aap social bookmarking sits and othe communities par bhi apni videos ko share kare. Reddit bhi videos share karne ke liye achha results dene wala platform hai kyuki ye discussion ke liye effective platform hai. So is par bhi apni videos share kare.

Social media par videos ka promotion karne ka bahut importance hai but inme sabse jyada facebook important hai. Is par aap na sirf video ko share kar sakte hai balki apne friends ko apna channel subscribe karne ke liye invite bhi kar sakte hai.

Aap content jitna compelling hoga facebook user use utna hi pasand karte hai. Bahut se log jo blog par post read nahi karna chahate. Wo video ke throw sabkuch sikhna chahate hai so aap helping videos bhi creat kar sakte ho. In par aapko jyada traffic milega.

6. Read Google Guideline for Youtube SEO

Ye metter sabse important hai kyuki isi se aapki YouTube videos google me high rank par aa sakti hai. Google YouTube videos ko top par lane ke liye videos quality check karta hai. Iske liye usne YouTube ke liye different algorithms bana rakhi hai.

Google ye nahi dekhta ki aapke video me kya hai balki isse pahle google ye dekhta hai ki video kis bare me hai or sabse first me video ki description and other details se video quality ka pata lagata hai.

Main aapko suggest karunga ki agar aapko apne videos par search traffic badhana hai to aap google guidelines ko follow karna shuru kar do. I sure iske bad aap videos par aasani se achha search traffic kama sakte ho.

Agar aap future me apne aapko ek successful online marketer ke roop me dkehna chahate hai to aapko google ki terms read karni chahiye. Isse aapko bahut uch sikhne ko milega or fir aap achha work kar sakoge.

7. Keep Optimal Length for Videos

Youtube par better and googd results pane ka ye ek or achha tarika hai. Jab koi user aapki video ko dekhne aata hai to wo sabse pahle video ki length check karta hai ki use uski kaam ki information kitne time me milne wali hai.

Har koi kam time me puri information janna chahata hai par short video upload karne se koi fayda nahi hota ulta isse aapke YouTube channel ki value dwon ho jati hai.

In my experience, agar aap mujhse kahoge ki hume YouTube par kis size or kitne time ki videos upload karni chahiye to main aapko suggest karunga ki aapki video minimum 3 minutes se jyada ki ho r video jyada long bhi na ho and short bhi na ho. I aapko 3 to 5 minute se jyada time ki video upload karni hai.

Mera yaha kahne ka matlab ye nahi hai ki aap YouTube par 5 minutes kam time ki video upload nahi kar sakte ho. Aap kar sakte ho but mera kahne ka matlab hai kmi short video me log kam interest lete hai or agar aap google AdSense se earning karte hai to aapko long video par focus karna chahiye.

8. Build Your Networking

Last but not least, Aap ab tak YouTube use kar rahe ho kya aapka experience kuch nahi kahta or kya aap apne hisab se apne YouTube channel ko promote nahi kar sakte. Aap great ho agar aa paesa kar sakte ho.

Apne friends and other logo se apni video ke bare me bat kare or unhe kah ki aage mujhe kis tarah ki video banani chahiye or inme se aapko konsi video pasand hai.

Logo ko apne YouTube channel and videos ka lin kshare karne ke liye kahe or aap kisi popular blogger ke liye  video bana kar use uski post me embed kara sakte ho.

Aapne ab tak YouTube ko use karte huye bahut kuch sikha haga ki aapko kin galatiyo se nuksaan ho raha hai. Usi ke hisab se apne kaam ko behtar banaye or humesha logo ki bato me aane se pahle apne deemag se soche ki aapko kya karna chahiye.

Final Words,

Ye tips aapko YouTube par lakho view dila sakti hai or aapke pas thousands people honge. In sab bato ko samajhe or effective content release kare. Ye aapki videos kogoogle search me top par lane ke liye badhiya tarika hai. Translate english to hindi

By the way, agar aapke pas koi other way hai YouTube par views badhane ka to uske bare me humare reader ko comment me jarur btaye.

Avatar for Jumedeen Khan

About Jumedeen Khan

I'm the founder of this site and we regularly share useful and helpful information here for beginners. ❤️

Reader Interactions

Comments (90)

  1. Avatar for Naitik guptaNaitik gupta

    Sir mai education video banata hu par view nahi aate my channel name
    THE EDUCATIONAL TUTORIAL
    please help me sir please please mera channel grow karwa dijiye sir please

  2. Avatar for Hemant rawatHemant rawat

    Hello sir mera channal per views nai aata ha please

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Video quality, thumbnail and title par focus karo

  3. Avatar for Tarannum khanTarannum khan

    nice your article

  4. Avatar for Vinod kalalVinod kalal

    Shikhar story naam se youtube channel hai

    Sab karake dekh raha hu
    But…..

  5. Avatar for Malam rajputMalam rajput

    Sir me ek hi siriyal ke videos upload krta hu vo bhi only for Short videos aage unse koi problem toh nhi hogi ?

  6. Avatar for KaranKaran

    Hello sir ,

    Mera ek gaming channel hai orr me karib 8 mahine se mahnat kr raha hu lekin meri video par 100 views se uppr views ate hi nhi hai please sir kuch solution bataiye

    • Avatar for Jamshed KhanJamshed Khan

      Agar aap sahi tarike se mehanat kar rahe ho to ek din success jaroor milegi.

  7. Avatar for NosheenNosheen

    Bro me youtube par animated videos upload karna chahti hoon but copyright claim ki waja se block horahe h videos edit bhe kiya hai phir bhe upload nahe horahe koi whatapp status song rakhu phir bhe copyright me ab kaise upload karu videos jisse views and subscribers mily ???

    • Avatar for जुमेदीन खानजुमेदीन खान

      दुसरे के विडियो या ऑडियो इस्तेमाल करने पर कॉपीराइट आएगा ही, आप या तो खुद से विडियो बना कर अपलोड करो या लाइसेंस खरीद लो

  8. Avatar for Neha patelNeha patel

    Hello sir,

    Meri YouTube channel ko kab verify karva sakti hu means uske liye kuch rules hai kya ki itne views ya itne subscribers chahiye?

    Aur apne likha hai ki aap apne video ko social media par promote kar sakte ho but Mene suna hai ki aap khud apne videos ko social media par promote nahi kar sakte? To kis Tarah social media pe promote Kare?

    Please sir reply jarur dena

    Thank you

    • Avatar for Jumedeen khanJumedeen khan

      100k subscribe ke bad apne aap channel par verify icon show hone lag jayega.

  9. Avatar for DansarDansar

    best tips hai sir Mai jarur follow karunga..

  10. Avatar for RaviRavi

    Sir youtube se earning adsense se hi ki ja sakti h ya or koi tarika h agar h to wo konse konse tarike

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Aap kisi bhi product ka promotion kar paise kama sakte ho.

  11. Avatar for ChhaviChhavi

    Sir mene kafi videos upload ki ….or unhe social sites pr bi share kiye …sb kuch krke dekha jo aapne yahn btaya ….title ..thumbnail ..sb kuch pr views ..subscribers aate hi ni…..pls help me sir

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Aap bas achha work karo or sahi se promotion kar do. Jaise jaise logo ko aapke videos ke bare me pata chalega views badhte jayenge.

  12. Avatar for kuldeep vermakuldeep verma

    1. Sir aap ne jo bhi tips bataye hai
    Title, description ,tags,thumbnails,length,
    Sharing,comments ke reply, guide lines bhi read kr chuka hu
    But mere video pe view nhi mil rhe hai
    Help me

    2. Sir kya m tubebuddy use kr sakta hu

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Views above guidelines read karne se nahi follow akrne se aayenge. Yes kar sakte ho.

  13. Avatar for Ashish BirlaAshish Birla

    hii sir,
    me ashish birla hu,
    mene kal ek video upload kari h dance ki ,lekin uske 99 views ke baad views nahu bad rahe he,,
    mene achha title,tags,thumbnail,social media pe share, sab kuch kar liya h lekin views nahi bad rahe h
    .ab me kya karu apne views kaise badauu

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Video ko social media par share karo.

  14. Avatar for Rohan SoniRohan Soni

    Sir
    Maine kai logo ke channels aise dekhen hai jisme 30 se 40 subscribers hai or aur unka channel bhi 5 – 6 month pehale ka banya hua hai . But unke har ek Videos par millions views hai . Kaise or kun ?
    Mere pas bhi abhi 30 subscribers hai mere Videos me 100 300 500 aise hi views aate hai kya karon…. ????
    Plz help me sir plzzz ….

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Rhoan aapki video trending me aa gayi to us par bhi lakho views honge.

      • Avatar for Rohan SoniRohan Soni

        To kaise hoga sir or kya karna karna chahiye mujhe
        Kuch to sir wo log different use karten hai kun ki unki har video upload hote hi 1000 views ho jate hain. ????

        • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

          Simple hai bro achhi video banao.

          • Avatar for Gulshan patelGulshan patel

            Sir hamare YouTube par subscribe nahi ate hai please help.

  15. Avatar for RanvirRanvir

    Hello sir . mera YouTube channel ka naam ZingyHealth hai .jisme mai regular video load kar raha hun .lekin views hai hi nahi kya kyun. Please visit my channel aur Reply jaroor dena sir .Please……

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Is post me btaye tarike follow karo.

  16. Avatar for Raja KumarRaja Kumar

    Jume din khan ji, mera ek youtube channel hai jispar main Dance programme ka video filhaal daal raha hoon. Video to thik hai lekin usmein film ke songs hain to mujhe lagta hai ki uspar copyright claim ho sakta hai. To main ye janna chahta hoon ki kya main Orchestra Programme mein kalakar ke dwara gaaye gaye filmi song ko yadi us video mein daaalunga to bhi kya copyright claim banega? Kya main Orchetra program ka song daal sakta hoon video mein?

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Nahi hoga but aap filmy songs use mat karna.

  17. Avatar for NavedNaved

    Sir youtube me apne video ke khatam hone ke bad me last me jo dusre channel ke video automatic aa jate hai unko kaise off karen. mai chahta hu ki jaisa hi mera video khatam ho to dusre channel ka video na show kre mere video par only last me subscribe button aa jaye. jaisa ki aap ke you tube channel ke videos par hai.

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Very simple aap autoplay option ko remove karo.

  18. Avatar for shorabshorab

    Sir, sub se phle too meri sabhi videos per high paying ads lagvoo kesa lagu.

    2.. Monetized, AdSense se connect do kr raka ha Fir be ads show nhi ho rhe.. Haa sir Mena Adsense mai kuch ulta- pulta kr diya hai Syd uski vja sa show nhii ho rhe hai. Kesa thik kru usko.

    3.. 1280×720 revolution wali video per Adsense high paying ads krega ya nahi.

    Please sir muje ek click se 10$ kam se kam chiya meri help kro please….

    Thankyou sir,,

    • Avatar for nasirnasir

      kya jume deen Bhai…me kisi ki bhi website ki video banker upload kar sakte Hu…example….kisi actor ki movie list…..

      • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

        Bana sakte ho but use problem hai to nahi bana sakte.

  19. Avatar for shorabshorab

    Keywords ko Kha use krte hai
    Ex..Mena ek video upload ki hai

    Robot 2 | Official Trailer | Akshay kumar and Rajnikant. Too mai isme Kha keywords use kru jise meri earning ho

  20. Avatar for shorabshorab

    Hello sir, Mena videos se sir 0.001$ cpc earning hai.mai high cpc keywords use nahi kr skta kyuki sabhi paying keywords hai mai Kha se pay kru muje koi free keywords tool btto.
    1. Kya high quality videos se jyga earing hogi.

    2. Adsense ke complete setting kesa kru YouTube ke Liya kl se meri earning 0.00$ hi show ho rhi hai.

    3.kya mai kabi per click 10 $ nahi kama skta hai.
    Meri help kro sir, please jaldi reply kiya kro sir

    Thank you

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      1. Aapko chahiye ki aap SEO and high paying keywords ke bare me jankari kar le. aap koi bhi keyword usekar sakte ho. adwords tool use karo.
      2. Iske bare me humari adsesne wali post padho.
      3. Bilkul kama sakte ho agar AdSense ke bare me sikh loge to.

  21. Avatar for shorabshorab

    He’ll Sir, Mera Adsense Approved ho gya hai or videos be monetized ho gyi hai green $ show ho rha hai.But meri ek hi video per Ads show ho rha hai or jb koi us per click krta hai to usse koi earning nahi hui asa kyu hua..
    Muje 2 I’d mili hai
    1.. Adwords I’d
    2.. Adsense I’d too inko Kha use kru jise meri earning ho..
    Or meri kisi be videos per Ads show nahi ho rhe hai…
    Please help me sir….. Thankyou

  22. Avatar for shorabshorab

    Hello sir,Mena aaj Adsense Ke Liya Apply kiya tha 4 hour’s mai muje mail aya ki your account is fully Approved kya mera Adsense complete ban gya ya nahi

    2. Meri videos monetized nahi ho rhai hai not enable aa rha hai.
    Green $ ke jhga Black $ icon aa rha hai mai kya kru sir..
    Please help me… Thanks you

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      1. Yes approve ho gaya hai. Ab aap videos ko monetize kar earning kar sakte ho.
      2. video manager par ja kar fir se monetize karo.

  23. Avatar for shorabshorab

    Hello sir,
    Muje meri help kre. Sir mera YouTube channel mai ” upload defaults ” mai ” caption certification ” hota hai too vo select one boll rha hai muje kon sa select krna hai. Jise mera channel popular ban jaye or mari views be increase ho..
    Please help me sir…

    Mai apko screen shots kesa send kru.. Koi options nahi ha.

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      standard select karo.

  24. Avatar for shorabshorab

    Hello sir,
    Mera YouTube channel per 30 videos uploaded hai jisme 10 videos 30 to 40 seconds ki ha. And kuch videos 2 to 3 minutes ki hai too kya in subhi videos per Adsense ke Ads show hoge ya nahi,…
    THANK you…

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Honge but 2 minute se jyada time ki video banaya karo.

      • Avatar for shorabshorab

        Thanks you sir aap humesha meri help krte ho or mai aap hi ke blog post read krta hu

  25. Avatar for rajatrajat

    hii sir kya YouTube se pasei kamane ke leye 18 saal se upar ke umar hone chahiye

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Nahi.

  26. Avatar for shorabshorab

    Hello sir,
    Mena 1 month phle YouTube channel bnaya tha ” moviclips New Trailers “, problem ye ha ki meri videos per 10 to 15 views hi ate hai to jisme copyright video be nahi hai. Main apke post ko follow kiya but kuch nahi hua. To muje koi tips btto mai kya kru sir. Or ha sir meri videos per kabi 70 views ho jate hai to kabi 35 ye kya problem hai please check sir or send me solutions on my Gmail I’d (shorabsingh99@gamil.com)……

    Please help me I request you sir… Thanks

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Views badhane ke liye aap is post ke step sahi se follow karo. kisi bhi kaam me success hone me time lagta hai.
      70 or 35 views ki wajah aapke browser cache file hoti hai. Aap browser ki history delete kar oya page ko refresh karo. jitne views honge show honge.

      • Avatar for shorabshorab

        1. Sir mai copyright video ko kesa upload kru..I Mena muje uska licence Kha se milga or kitne paise mai.
        2. Kya 1000 views per absence approved hota ha ya nhii.
        3. Ya koi android video editior app btto jisme edit kr ke copyright na ho.

        Please give me tips….. Thanks

  27. Avatar for rajjrajj

    nice article and awesome tips.

  28. Avatar for sangram ghulesangram ghule

    hamari ek team he or ham soch rahe he ki motivation related hindi video banaye hamare pas video camera bhi he isliye ham ek YouTube channel banana chahte hain hamara maksad usase paise kamana nhi hain par thode bhot paise mil bhi jaye to video banane me or intress badega par YouTube par jyada view milege ki nhi pata nh kya aap hamari help krenge use promote karne ke liye plz reply

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      agar aap achha kaam karoge to jarur jyada views milenge.

  29. Avatar for Anand KumarAnand Kumar

    Thanks brother saare posts bahut hi best hain. Waise to maine abhi tak YouTube par channel nahin banaya hai but ichchha hai ki channel ko banaun taaki jis tarah se blog par image se smajhane mein sahuliyat hoti hai mera och hai ki uska video banakar bhi baat ko aur achchhi tarah se samjha sakta hoon. Waise mera ek blog hai electronicsmylife.blogspot.in jispar main electronic, mobiles and softwares related posts dalta hoon yadi ussey rerlated video bhi bana kar upload karoon to kya sahi rahega main aapki raay janna chahta hoon. Main electronics and mobiles se related video mobiule se capture kar usey PC mein editing kar sakta hoon aur softwares ka video PC se screenshot karke le sakta hoon kya sahi rahega aur yadi bina voice ke video upload karoon to pblm kya koi voice dena jaroori hai haan to jaun sa voice de msakte hain? Youtube se earning ke metter mein vistaar se janna chahta hoon.

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Yes bilkul sahi rahega agar aap apni post se related video banaoge to isse aapki post ki search rank increase hogi. ha kar sakte ho yes screenshot bhi le sakte ho. without sound ki video upload karne se koi fayda nahi use kam hi log pasand karenge. YouTube ke bare me vistar se janna hai to humari YouTube wali post mpadha karo main abhi aane wale time me bhi YouTube ke bare me or bhi post share karunga.

      • Avatar for ANAND KUMARANAND KUMAR

        THANKS BROTHER JALD HI MOBILE KHARIDUNGA AUR TAB YE SAARA KAAM START KAROONGA, WAISE MAINE YOUTUBE KE BAHUT SAARE POSTS PADHA HAI LEKIN CHOONKI YE MERA AREA NAHIN THA SO BAHUT KAM SAMAJH AAYA BUT START KARNE KE BAAD TO SAB SAMAJH AAYEGI HI.

      • Avatar for Aakash kumarAakash kumar

        bhaiya , aap bohot a6a kaam Kr rhe h ….

  30. Avatar for Himanshu GrewalHimanshu Grewal

    Wao, mai aapko bolne he wala tha ki aapko thodi or chije Add karni chahiye kyuki mene pehle aapka 1 article pda tha YouTube SEO ke uper or jb yeh article pda to isme Tips bd gyi nyc.

    Kya aapne usi article ko dubara se update kra hai?

    • Avatar for Jumedeen khanJumedeen khan

      Wo SEO tips hai or ye sirf views badhane ki.

  31. Avatar for Jahid AnowarJahid Anowar

    Me Guest Post Karna Chata hu Konsi email me Send karu post ko??

    • Avatar for Jumedeen khanJumedeen khan

      Guest policy page me email address diya hua hai usme check karo.

      • Avatar for Jahid AnowarJahid Anowar

        send kar diya. Admin@apkeblogurl par. Mil jaye to response karna.

        • Avatar for Jumedeen khanJumedeen khan

          Ok main aapko check karke reply kar dunga.

  32. Avatar for RavindraRavindra

    bhai mera paypal se related question he
    maine jis Email se 1st account create kiya tha to maine usme pnb a/c add kar diya to apki post padhi
    to usko close kar diya
    fir maine indian bank me a/c open karke usi email a/c open kiya or bank A/c add kar diya but abhi confirom nahi kiya
    to is a/c me koi problem he ya is a/c ko fir close karke kisi or email create karu or is bank a/c ko usme add karo to koi problem he plz jumedeen bhai help me

    • Avatar for Jumedeen khanJumedeen khan

      Aapko first old account delete karna hoga. Tab kar sakte ho wese aapko problem kya hai bta sakte ho to shayad uska solution hi mil jaye.

      • Avatar for ravindraravindra

        bhai meri problem ye he ki maine jis email se paypal account open kiya tha to maine bank a/c ke problem se usko close kar diya tha to maine kuchh dollar earn kiye the whan maine wo hi email daal di
        me chahta hu ki usi email se a/c open ho jaye or maine us email se a/c open bhi kar diya us par indian bank ka a/c add kiya tha to ab notification me ek notice he complete your task ka agar me usi a/c ko complete kar du to success ho sakta he

  33. Avatar for Ankur ThakurAnkur Thakur

    bro mere AdSense mein abhi 114$ hai lekin payment method maine aaj select kiya matlab ki 22/09/2016. So kya mujhe ab next 21 ka wait karna padega ?

    • Avatar for Jumedeen khanJumedeen khan

      Yes karna padega. But ho sakta hai AdSense abhi bhi payment send kar de. So wait.

    • Avatar for viksa thakurviksa thakur

      Bhai apke channel ka kya nam h

  34. Avatar for DilipDilip

    bhi ok soch lo may AdSense leke post kr rhi hu. our may AdSense ka screenshort leke post pe dala our AdSense ka bare me article likha.but me jo screenshort liya usko photoshop me edite nahi karke post me dal diya e jo screenshort post me dala e copyright lag sakte hey kya? kya aisa karne pe AdSense aproved hone me koi problem hoga?
    pls jaldi se reply karna.

    • Avatar for Jumedeen khanJumedeen khan

      Dilip ji its confirm agar aap kisi ke bare me post likh rahe ho like google AdSense to uske step ki post dal sakte ho but kisi or ki image copy mat karna. Jaise aap kisi or ki step wali image copy karo. Khud step ka screenshot le kar kar sakte ho.

  35. Avatar for Hussam AnsariHussam Ansari

    Youtuber ke liye bahot hi importent post hai ye ek YouTuber jitni mahnat karta hai video banane me agar use view na mile to mahnat bekar ho jayegi. ye post ko padkar follow karega to uski video ko zarur views milege.

  36. Avatar for AsweenAsween

    Yh tips ko hum follow karenge to humare YouTube videos views jarur bdhenge,yh post aapki baaki sab blog post ki traah bhut hi badhiyaa he.

    • Avatar for Jumedeen khanJumedeen khan

      Thank you asween.

  37. Avatar for RohitashRohitash

    Bahut hi upyogi jankari di hai sir aapne, Aap video ko Edit karne ke liye konsa software use karte hai.

    • Avatar for Jumedeen khanJumedeen khan

      camtasia studio

  38. Avatar for DilipDilip

    thnx share karne ke liye.Jumedeen bhI apka her post achha hey. ek bat puchna hey apse agar post pe image screen short se direct dalega to copyright hota hey kya?

    jaisa humko ek post karna hey kaise google console pe site submit karna hey to may puri steep by steep search consol se screenshort leke direct post me dalega to e copyright hota hey kya?

    • Avatar for Jumedeen khanJumedeen khan

      Nahi, aap jis ke bare me post kar rahe ho uski images use akr sakte ho. Aesasabhi karte hai.

  39. Avatar for deepdeep

    sir m high quality content dekhta hu keyboard planner se to
    1:- location kaha ki se search karu
    2:- launguage hindi ya english select karu
    3:- 1 post m 500-700 words ha likhta hu to 15-20 high quality content use karna sahi hai kya

    jab bi mai post likhta hu or link ads dalta hu to post se realted hi link banti hai lekin high CPC vali nahi aati hai koi solution ho to jaruru bataye is savalo ka

    • Avatar for Jumedeen khanJumedeen khan

      Jaha se aapko traffic chahiye like india se to india select karo, jis language me aapko blog hai wo choose karo, Nahi aap sirf 2-5% ya isse kam keyowrds use karsakte ho. Deep aap humari SEO wali post read kiya karo.

  40. Avatar for SaifSaif

    Bhai aapki August Ki Earning ? Aap Har Months Ka Earning Report Daalte Hona…

    • Avatar for Jumedeen khanJumedeen khan

      yes, but kuch times se earning report share nahi kar raha hu.

  41. Avatar for Rahul singhRahul singh

    bahut badiya jankari di hai sir very most importent mai aap ke blog ko dealy visit karta hu sir

    1. mera ek sawal hai sir html se jo quize bnate hai wo kaise bnate hai plz sir reply jarur karna

    2. mere website sir anytechtips.com hai ise dekh kar btaiye ki isme koi kmi to nhi hai aur sir mere site ke contect forum me high light color nhi hai plz help me sir

    • Avatar for Jumedeen khanJumedeen khan

      Welcome Rahul and keep visiting,
      1. Mujhe coding ke bare me jyada information nahi hai. Aap iske bare me kisi developer se bat kare to achha hoga.
      2. Koi kami nahi hai bas aap header me 468×60 size ka ads use karo.

Add a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

I need help with ...