Website Blog Ke Liye Badhiya Domain Name Kaise Select Kare 7 Tips

Jab aap online bussiness shuru karna chahate ho ho sabse important hota hai apni website ke liye ek most better domain name select karna. Kyuki domain site site ka sabse important (Ahem) feature hota hai. Ek behtar online bussiness ke liye ek better domain name hona bahut jaruri hai.

Deside better domain name for your site

Is article me mai aapko badhiya domain name choose karne ke bare me kuch top tips bta raha hu.Jinki help se aapko apni site ke liye acha domain name select karne me aasani hogi. Websitew ka domain choose karna bilkul wese hi hota hai jaise hum Child (Baby) ke born par uske liye badiya name decide karte hai.

Kyuki wo name lifetime uski pahchan ban jata hai. Same wese hi aapko apni site ka topic bhi bahut soch samajh kar rakhna hai. Har koi chahata hai ki uski site ka name sabse alag or sabse best ho but blog ke liye ek achha domain name decide karna aasan nahi hai. Khas kar newbie blogger ko isme sabse jyada problem hoti hai.

I am back my topic, Ab aapko ye to pata chal gaya hoga ki jis tarah hum baby ka name soch samajh kar rakhte hai, Wese hi hum ko apni website ka name decide karna hai. To chaliye mai aapke is kaam ko thoda easy bana deta hu. I sure niche diye step padhne bad aap apne online bussiness ke liye sahi title choose kar sakoge.

Website Blog Ke Liye Badiya (Great) Domain Name Kaise Select (Decide) Kare

Sabse jyada popupar or common domain name .com, .org or other top level domain hai jo world me sabse jyada use hote hai. Simply hume top-level domain hi choose karna chahiye.

Wese .tk, .mobi, .net jaise domain name bahut hai. But aapko aysa domain select karna hai jo aapke online bussiness me 4 chand laga de or aapki internet par sabse alag pahchan ban jaye.

1. Choose Only Words Don’t Choose Keywords

Domain select karte time keywords ko use karna sabse important thing hai. Mujhe blogging me kafi time ho gaya hai or ab to blogging mera online bussiness ban gaya hai. Mujhe online business ki jitni bhi jankari hai.

Uske hisab se mera kahna hai ki website ke domain me ek top level word hona jaruri hai but domain me keyword use na kare or domain 2 ya 3 words ka hi hona chahiye. Kyuki 3 words se jyada words ke domain ko yaad rakhne me problem hoti hai.

Ab aapko domain me ek badhiya word or total 3 words hi use karne hai. examply aap SUPPORTMEINDIA ko dekh saktew ho, SUPPORT – ME – INDIA. Isme 3 words hai support and india top popular words hai. I mean support or india dono india me fomus hai or sabh in shabdo ke bare me jante hai. Mujhe hindi me blogging karni thi or mai chahata tha ki mera domain sabser alag ho or iska mujhe bahut benefit bhi mila hai.

Bas aapko isi tarah 3 words me hi apna domain select karna hai. Agar aapko isme problem hoti hai to aap Bust A Great Domain Name For Your Site post padhe. Isme aysi site ki jankari di gayi hai. Jisme aapko 2-3 words add karne hai or aapke samne bahut sare domain aa jayenge. Aapko jo bhi pasand ho aap wo select kar sakte ho.

2. Choose Domain Related Your Niche and Interest

Sabse important bat aap jo bhi domain select karo. Wo aapki site par share ki jane wali jankari (Site Content) se related hona chahiye. Domain name se hi ye pata chalna chahiye ki is site par kiske bare me jankari hai.

Yaad rah galat domain select karne se aapko aane wale time me blogging chodni bhi pad sakti hai. Kyuki galat domain ki wajah se future me aapke pas article likhne ke liye koi topic nahi hoga. Natijan aapka interest khatm ho jayega.

Agar aap apne interest se related site banaoge to aap us par lifetime kaam kar sakte ho. Kyuki apni pasand ke kaam me aap kabhi thakoge nahi or na hi aapko kisi cheez ki kami mahsoos hogi. Apne interest se kaam karoge to aapko usme success jarur milti hai. Kyuki jab hum apne interest ke liye work karte hai to paisa or saflta dono aapke piche bhagne lagte hai.

3. Ask Other Success Bussiness Man

Agar aap kisi success blogger ya website owner se apne liye domain choose karne ke liye kahoge to koi bhi aapko iske bare me nahi btayega. Kyuki wo nahi chahata ki kal ko aap apni unsuccess ke liye use galiya do.

So kisi se domain decide karne ke bare me puchna bekar hai. Aapko dusre safal logo se puchna chahiye ki domain select karte time mujhe kin kin bato ko dhyan me rakhna hoga. I promise sabhi aapki help karne ko taiyar ho jayenge.

Is tarah se aap 8-10 ayse person se bat karo jinhe aap apna ideal mante ho. Uske bad un sabhi ki btayi bato se decide karo ki aapke liye kya behtar ho sakta hai. Yakinn aap is trick se ek acha domain choose kar sakte ho.

4. Don’t Copy and Other Related Domain

Newbie blogger se sabse badi galti ye hoti hai ki wo dusro ki copy karke ya dusro ke domain se rleated domain regiter kar leta hai. Isme 1 to 10 number par wo apne hi ideal ko shikar banata hai.

Examply jaise kisi ko aapke blog ke bare me pata chala or use blogging ke bare me jyada jankari nahi hai to wo to bas aapke jaisa bannna chahata hai. So wo sabkuch aapke jaisa hi karne lag jata hai. Ye tarika bilkul galat hai or us ne user ko bad way par le jata hai.

Man lijiye aap ne mere blog supportmeindia se related domain jaise supportmeyou.com, supportmeblog.com and other koi bhi domain buy kiya hai. Ab aap mere hi idea se blogging karoge to ye bat to tay hai ki aapke blog me mere post likhne ke tarike ki jhalak jarur hogi.

Ab problem ye hai ki google user ko uski pasand (User activity) ke hisab se search result dikhata hai. Ab jab aapka koi visitors aapke koi post search karega to use aapki post ke sath meri bhi post mil jayegi. Jiska natija ye hoga ki aapke sare visitors dheere dheere meri site par aa jayenge. Sirf ek galat domain choose karne ki galati se aapki sari mehanat kharab ho jayegi.

So kisi site se related domain kabhi bhi select na kare. Aapka domain aapki sabse badi property hai. So aapka domain sabse alag or sabse better hona chahiye. Jisse internet user aapko sabse alag nazaro se dekhe or wo aapke fan ban jaye.

5. Easy To Remember

Apne chilhood ko yaad kijiye or sochiye bachpan me aapko long meaning ko yaad karne me kitni problem hoti thi. hoobasiatiuam.com kya aap is domain ko ek bar padhne ke bad fir se bol sakte hai. Nahi, to apne blog ke liye bhi aysa domain banao jo ek bar read karne se hi sabko yaad ho jaye.

Isliye domain jitna ho sake short domain hi choose kare. Jisse aapke old reader aapki site par return aa sake or aapki site par traffic bana rahe. Domain ki spelling kuch aysi choone jo yaad rakhne me bahu aasan ho. Examply aap supportmeindia ko dekh sakte ho.

6. Choose Top Level Domain

Puri duniya me sirf ek hi domain sabse jyada popular hai, .com. Jab bhi kisi site ki bat hoti hai to uske piche .com hi yaad aata hai. Or 90% internet user .com type karne me expert hote hai. Wese .org and some other domain bhi is time kafi popular hai. but mai aapko .com hi suggest karunga.

Agar aap sirf apni country ke liye site banana chahate ho to aap country level domain select kar sakte ho. jaise india ka country level domain .in hai.

Aapko bahut sare domain milenge. But jaha tak ho sake “.com” hi use kare. agar .com available na to to hi aap other domain choose kare.

7. Sabse Alag Sabse Hat Ke

Agar aapko internet par apni pahchan banani hai to mai aapko kahunga ki aap apni site ke liye aysa domain select kare jo sabse alag or sabse hat kar ho. Jisse related koi bhi other domain na ho. Kyuki kisi dusre domain me 1-2 words kam jyada karke domain lene se internet user aapko copy cut samajhane lag jayenge.

Or jaise hi unhe aapki site se related site ka pata chalega Internet par aapki image kharab ho jayegi. So agar aap real me online bussiness karna chahate ho to logo ka dil jitna jarury hai.

Or log aapko tabhi pasand karenge jab aap unke liye sabse alag kaam karke btaoge. Agar aap sabse alag hoge to aapke audience aapki new post ka besabri se intjar karenge. So jitna ho sakr copyrighting se bache or apne aapko dusro se hat kar sabi kare.

Ummid karta hu aapko new domain select karne me is post se help milegi. Or agar aap fir bhi apne liye acha domain decide nahi kar pa rahe ho to apne aapko tenyion mat do.

Aap khud ko thoa waqt do or dusre kaam par dhyan do. Kuch din bad aapke dimag me apne aap ek better domain ka name aa jayega. Ya fir aap iske liye domain search karne, domain name banane wali online site Bust A Name, Impossibility, Domjax jaisi online website ki help se good domain pata kar sakte ho.

I hope aapko ye article pasand aayega. Agar ha to is article ko social media par apne friends ke sath share jarur kare.

Avatar for Jumedeen Khan

About Jumedeen Khan

I'm the founder of this site and we regularly share useful and helpful information here for beginners. ❤️

Reader Interactions

Comments (52)

  1. Avatar for ADarsh BeckADarsh Beck

    Sir may .ooo ka domain liya hai kya ye google me rank karega

  2. Avatar for Lalit gajareLalit gajare

    Sir mene wordpress se 1 free website banai hai.
    Lalitsweb.wordpress.com

    Agr muje ye website custom domain (letsfitme).com se join karne hai to hoga k nhi plz bataona sir

    Domain connect karne me problem auegi?
    Subdomain ko customs se connect krne ko

    • Avatar for Jumedeen khanJumedeen khan

      Ho jayega no problem, aap koi bhi domain connect kar sakte ho.

  3. Avatar for AmanAman

    hello sir pls help me. mere blog ka domain facebook ne block kr diya tha. but ab maine jab new domain lekar apni blog ko new domain par move kiye to facebook ne doobara usko block kar diya. abhi only 1 article he share kiya tha facebook par usne turant block kar diya. pls help me sir. fb kyu block kar rha hai. kya mere blog ke database me koi issue hai ya kuch or.. maine bhut baar mail kiya lekin domain unblock bhi nhi hota. how to fix it?

    • Avatar for Jumedeen khanJumedeen khan

      Iska reason facebook ki btayega, aap facebook support team ko contact karo.

      • Avatar for AmanAman

        facebook support team ko bhut baar mail or msg kiya koi reply nhi aata hai sir. kya esa bhi possible hai ki mere blog ke database me koi issue us wajah se domain block ho rha ho.
        agar issue hai to usko kaise find karu kha check kru?
        kya ek baar phir se domain change karke try kru?

        • Avatar for Jumedeen khanJumedeen khan

          database me nahi site ka content facebook policy ke against hone par aesa hota hai. Aap apni site domain ko facebook debugger par run karke dekho jo issue hoga pata chal jayega uske bad uske bare me facebook support team ko btao.

          • Avatar for AmanAman

            sir facebook debugger me domain search nhi ho rha hai. domain blocked dikha rha hai. or facebook support team ko kitne bhi appeal kr do koi reply bhi aata. pls mere help kr do sir or koi tarika batao.
            kya ek baar phir se domain change karke facebook debugeer me run karke dekhu?

          • Avatar for Jumedeen khanJumedeen khan

            Ask this question on ask.supportmeindia.com taki main aapki screenshot aur explained help kar saku.

  4. Avatar for Kamal GiriKamal Giri

    Agar .com ki jagah> .in, .us, .pk ya aise he koi other domain li jaye to kya wah all countries me fully work karege I mean sahi se open hoga.

    Asal me mai already ek custom domain use karta hu jo 3 word ka he. So mai visitors kI suvidha k liye ek very short domain purchase Karna chahta hu. But Short me “.com” lena thoda difficult h. So please suggest

    • Avatar for Jumedeen khanJumedeen khan

      Yes country level domain humesha better hota hai.

  5. Avatar for Rajat DasRajat Das

    Bhai maine ek domain choose karne ke liye ek site par gaya tha waha domain enter karne ke baad ek section tha “Seo Friendly” usme mere main domain ke aage “the”, “i” jaise word lagakar ke rhe the ki wo seo Friendly hai… ???

    • Avatar for Jumedeen khanJumedeen khan

      Domain suggestion site ka kaam hai aapko domain suggest karna baki konsa choose karna hai wo aap par depend karta hai.

  6. Avatar for PoonamPoonam

    sir mene apni website ke liye domail liya hai kiya wo better hai. traffic nahi aa raha iske liye me kiya kar sakti hu…plz help

  7. Avatar for Ashutosh ChoudharyAshutosh Choudhary

    Very good information JDK bhai

  8. Avatar for sunil kumarsunil kumar

    sir mane 1-2 month blogging start karii hai per mujhe apne blog ka doamin khas nhi lag rha hai kyoki mujhe phle bilkul bi blogging ka pta nhi tha . to kya me domain change kar sakta hu
    sir abi mera blog ka domain hai
    kuchnewkare.com
    sir kya ye doamin acha hai

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Yes kar sakte ho. Mere hisab se achha hai aap apne hisab se decide karo.

  9. Avatar for sabiha khansabiha khan

    sir kya mai apne blog ka title name change kar sakti hu because mere title name ka domain nhi mil rha abhi jo mera subdomain hai us name ka domain mil rha hai please mujhe bataiye kya esa karna sahi hoga ? mujhe samjh me nhi a rha mai kya karu

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Yes kar skati ho but title and domain same to to bahut achhi bat hai aap koi or domain le lo.

      • Avatar for Sabiha khanSabiha khan

        Ramadan Mubarak Sir, maine aapko bahut comment kiya but wo show nhi ho rha,,, please meri help kariye,, do din ho gaye custom domain add kiye huye abhi bhi meri site open nhi ho rhi kyu? please zarur reply kariyega

        • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

          Domain work ka raha hai but blog load nahi ho raha hai aap ek bar blog ki template change karke dekho or DNS record bhi check karo ki aapne sahi se add kiya hai ya nahi.

          • Avatar for Sabiha khanSabiha khan

            Thank you sir, maine template change ki to domain work karne laga..

  10. Avatar for kamlesh Pariharkamlesh Parihar

    sir main ek chota sa apne intrest ke liye cricket blog banana chata hun. I like very much cricket. main ye domain lena chahta hun taaki usko weekly handel kar sakun. plz ye bataye is style ka domain blog seo ke liye accha hai ya negative hai. Cricket-news-in-hindi ye beech me des des lagane se kya seo par negative impact hai ya positive plz your suggestion.

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Nahi bich me extra words, icon use nahi karne hai. Simple or only ABCD type ka domain lo.

  11. Avatar for shabanashabana

    sir mai internet par apna ek page banana chahti hu. please bataye ki mai page kaise banaou. website ka naam kaise dalu kuch smjh me nahi aa raha hai mujhe

  12. Avatar for MK ShahMK Shah

    Hello Bhaiya
    Main Kaun se website se aapana site banau jisme music and video rkha ja sake baut hi aache look me

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Wapka par

  13. Avatar for AbhishekAbhishek

    Hello bhai
    me apne hindi blog ke liye domain khareedne ke baare me soch rha hu ab mere hisab se kuki ye hindi language me hai to ise sirf indians hi padenge to domain name .com lena sahi rhega ya .in lena sahi rhega

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Mai aapko .com hi suggest karunga baki aapko sochna hoga.

  14. Avatar for RashidRashid

    mujhe apna domain sell karna hai
    kya koi aisi site hai jahan main apna domain sell kar saku

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Jaha se aapne domain liya hai usi site par sell kar sakte ho.

  15. Avatar for sumit kumarsumit kumar

    sir agar mughe har ek topic pe likhna hai to kya me uske hisab se domain name ko choose kar Sakta hu jaise knoweverything.com or fullinformation.com

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Ha kar sakte ho.

  16. Avatar for NibrasNibras

    Hi there! I’m at work browsing your blog from my new apple iphone!
    Just wanted to say I love reading through your
    blog and look forward to all your posts! Carry on the superb work!

  17. Avatar for satyam kumarsatyam kumar

    भाई मैंने अपने ब्लॉग के लिए डोमेन नाम ले लिया है ! इसको मैंने ब्लॉग में जोड़ दिया है परन्तु यह सर्च में नही आ पा रहा है , इसके लिए क्या करूँ ! और इसके बाद मुझे क्या करना चाहिए
    दूसरी बात यह है की अगर में किसी भी इमेज को लेकर उसको फोटोशोप में ले जाकर उसको बदलता हूँ ! उसमे मै कुछ अलग से जोड़ता हूँ तो क्या वह फिर भी कॉपी राईट रहेगी क्या
    तीसरी बात यह है की आपने पोस्ट टाइटल को ब्राउज़र में सर्च करने को कहा है तो मैंने भी किया है परन्तु जो पोस्ट टाइटल में रखना चाहता हूँ उसके परिणाम तो हजारो आते है मुझे कैसा टाइटल रखना चाहिए जिसके परिणाम एक भी नही हो या ज्यादा हो !
    मैंने अपने ब्लॉग के लिए यह डोमेन लिया है कैसा है आप बताना जरुर gajabkiduniya.com

      • Avatar for satyam kumarsatyam kumar

        धन्यवाद भाई आपकी सलाह पर ध्यान दूंगा ! दूसरी आपने मेरा डोमेन नाम की प्रशंसा की इसके लिए पुनः धन्यबाद ! आपकी प्रशंसा से मै भी उत्साहित हूँ !एक बात और जाननी थी , जैसे की आपकी साईट पर कोई चीज़ के बारे में लिखा है अगर मै उसकी copy pest करू तो या तो कॉपीराइट होगा ! परन्तु मई उसको ध्यान से पढू और फिर उसको अपने हिसाब से लिखू तो क्या फिर भी कॉपीराइट होगा

        • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

          a ho sakta hai. SEO rules ise allow nahi karte.

          • Avatar for satyam kumarsatyam kumar

            फिर मै कैसे उस टॉपिक पर लिख सकता हूँ ! जिस टॉपिक पर लिख जा चूका हो मै भी उसी टॉपिक पर लिखना चाहता हूँ तो फिर कैसे लिख जाएगा

          • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

            Aapko kaise or kya likhna hai ye aapko tay karna hai.

  18. Avatar for Pardeep k.Pardeep k.

    Good night sir! mera pahle se blogger par website ban gaya hai, ise Deactivat karna chahte hai, kya ye Deactivet ho jayega hoga to tips bataye

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Ha ho jayega blogger dashboard>>settings>>other me jao or delete option par click karke delete kar do.

  19. Avatar for devdev

    bhayi me apni site seearch karta hu to niche about us contact us ye b ate he me chahtau hu ya dikhayi na diya karo post jayada dikhayi diya kare.
    2nd-aap apne post title ke niche kis size ka ads lagate ho

  20. Avatar for devdev

    Bhayi me WordPress par hu mene sitemap add kiya Google search console me kal but abi tak pending bata raha h mughe kya karna chahiye..

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Sitemap ko resubmit karo. Jab aap blog par new post likhte ho to google use index karta hai. us time me search console me sitemap pending btata hai.

  21. Avatar for chenaksh dhomanechenaksh dhomane

    bhai meri website hai 100 blog ho gaye
    lekin abhi tak google AdSense approval nhi hua hai esiliye mai revenuhits use kar
    raha par utna positive respoce nhi mil raha to fir mai konsi add website use karu???

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Aap sabse pahle google terms follow karo or blogging seo par dhyan do. Sirf post badhane se AdSense approved nahi hoga. Post kaise likhte hai or kis tarah ki post better hoti hai. Is sabki jankari pata karo. Agar AdSense approved na ho to aap chitika, bidvertiser use kar sakte ho.

  22. Avatar for Ravi Kumar sahuRavi Kumar sahu

    mujhe aapke samjhane ka examples behad pasand aata hai, thanks bhaiya bahut achhi jankari ,
    Q……ek bar aap meri site ka 2-3 post title padhke ke bataye uske hisab se mera domain kitna % perfect hai

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Aapka domain name sahi hai. 3 words hai or ek kewords bhi hai. any tech info yani koi bhi technical janakri.

Add a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

I need help with ...