Ye post specialy blogger users ke liye hai. Isme mai aapko blogger poar post likhne ya edit karte time me hone wale kuch keyboard shortcuts ke bare me bta raha hu. Jisse aapko blogspot blog par post likhne me aasani hogi. Or aapka bahut kaam easily ho jayega. To chaliye jante hai to 10 best keyboard shortcuts ke bare me jo blogger post editing me aapke kaam aayenge.
Blogger blog par new post likhne ke bahut se shortcuts hai but new latest browsers chrome, firefox, opera browser me ye shortcuts kaam nahi karte hai. So mai yaha aapko unhi keyboard shortcuts ke bare me bta raha hu to properly work karte hai or aapke work ko or bhi aasan bana sakte hai.
Keyboard shortcuts se hume fayda ye hota hai ki humara kaam or bhi aasan ho jata hai. Jisse hume kam mehanat karni padti hai or work bhi jaldi complete ho jata hai. Jisse time west nahi hota hai.
Agar aap computer keyboards ke other shortcuts ke bare me janna chahate hai to aap Computer Keyboard Ke Top 15 Shortcuts Jo Bana De Aapka Kaam Aasan or Computer Ko Bina Mouse Ke Kaise Chalaye Keyboard Shortcut Se post padhiye. Inme aapko computer keyboard ke better shortcuts ki jankari milegi.
Top 10 Blogger Post Editor Keyboard Shortcuts Key Button – Post Editing, Creater Tips
Blogger par post likhte time hum keyboard shortcuts se easily work kar sakte hai. Or apna tme bacha sakte hai. Agar aap ek perfect keboard ke jankar hai or aapko achi typing aati hai to aapke liye inke bare me janna jaruri hai.
- CTRL+C = Copy
- CTRL+V = Paste
- CTRL+Z = Undo
- CTRL+Y = Redo
- CTRL+X = Cut
- CTRL+B = Bold
- CTRL+F = Open Search Box (Post me koi bhi word search karne ke liye)
- CTRL+PLUS = Add link… (Post me link add karne ke liye)
- CTRL+U = Underline
- CTRL+I = Italic
Yaha mai aapko image screenshot ke hisab se blogger post editor or creater keyboard shortcuts ke bare me bta raha hu. Aap ye image dekh sakte hai.
Agar aapke pas inke alawa koi or blogger post edit karne or post likhne ke liye keyboard shortcuts key button ki jankari ho to aap comment section me bta kar humare readers ki help kar sakte ho.
- Blogspot User Google Webmasters Tools Kaise Use Kare – SEO Guide
- Blogspot Blog Me Advanced SEO Settings Kaise Enable Kare
Aapko ye post kaisi lagi agar pasand aaye to ise social media par other blogger use karne wale friends ke sath share jarur kare.
Iqbal Nafees
1). Blogspot me TOC kaise add karte hai? Manually ya Automatic
2). Agar manually karte hain to kaise
3). Blogspot kf SMI jaisi theme mil sakti hai kya
जुमेदीन खान
1. Manually
2. अब Normally CSS, HTML coding से कर सकते हैं
3. नहीं, इस तरह की theme आपको खुद से डिजाइन करनी होगी
arti maurya
Thank you sir important shortcut share karne ke liye
vikram
layout select karke>>blog posts widget par Edit par click kare>>jab kuchh edit karke save batn par click karta hu to click nhi ho rha hai sir or na hi kuchh save hota hai….please help me sir it’s a big probelm for me
Jumedeen Khan
Vikram iske do reason hai. pahla aapki template me problem ho ya fir blogger me error aa raha ho. aap ek bar template change kar dekh sakte ho.
vikram
sir mujhe apne blog me privacy police page banana hai kaise bnau please help…
Jumedeen Khan
Nerw page ctreate karne ke option par jao or apne blog ke bare me niyam or sharte likho. Isme aapke blog ko user kaise use kar sakte hai ke bare me likhna hai. example aap mera privacy page dekh sakte ho.
Arif
sir android mobile ke liye key board bataiye
blogger app ke liye
kyu ki app me zyada featurs ni hain.
Jumedeen Khan
Ok, Uske bare me bhi kabhi post karunga.
Rohit
aap keyword find karne ke liye konse tool ka use karte ho ? Aur ek post me kitne keywords hone chahiye
Jumedeen Khan
ye post padho Top 10 On Page SEO Techniques To Rank For First Page in Hindi
Yashu
Thanku khan sir ye post shar karne k liye kyu ki m b blogger hi use kar raha hu. Ak problem ye h ki meri blogger template sahi h ya galat me samaz nahi pa raha hu , kya aap 1 min check karke bta sakte h kya. taki m aage blogging pe dhayn de saku.
Jumedeen Khan
Temlate sahi hai.
prakash
sir
Q.1 me apne blog me sawal jawab ka page banan chahta hu woh kaise banayu
Q 2. sir aapne ek post me AdSense search box bataya hai woh AdSense search kaise add karu
Jumedeen Khan
1. Iske aapke pas 2 option hai. ek coding se banao dusra direct sawal jawab name se page banao. mere hisab se aap direct new page bana kar use sawal jawab name de sakte ho.
2. jis tarha us post me btaya hai. Wese custom search ewngine bana kar uska code copy kar blog widget me add karo.
surendra rsdp
maine tamplate bhi change karke dekh liya fir bhi problem aa rahi hai . maine blog post me 2 text aor 2 link ads lagaye huye hai jinme se 2 text kaam kar rahe hai lekin link ads 1 hi kaam karta hai
Jumedeen Khan
Mujhe aapki site par ek page me 3 links ads or 2 display ads dikhayi de rahe hai. Means koi problem nahi hai.
Manish Sharma
Thanks Jumedeen Khan sir Shortcuts Share Karne Ke liy
Rohit
Aapke hisab se inka answer kya hoga
a) Blog aur YouTube mein kaun sa achcha hai paisa kamane ke liye
b) Kya zaroori hai ki hamare post ke title pe search karke hi log hamare site pe aaye ? kya aisa ho sakta hai ki log search kare kuch aur hamara post bhi search mein dikhaye aur log hamare site pe aaye
c) Youtube pe jyada traffic milta hai ya blog pe ?
Bhai reply zaroor karna
Jumedeen Khan
1. dono apne aap me better hai. Aap jis par viral ho jao aapke liye wohi better hoga. Maine YouTube or blogging dono me success person dekhe hai. So kisi ek ko better nahi bta sakta.
2. Bilkul wesa hi hota hai. Bas aapki post me wo keywords hone chahiye jo log search karte hai.
3. dono par unlimited traffic mil sakta hai.
Ravi Kumar sahu
meri post title se releted ek bhi post title nahi rehti, mai jayadatar waisi jankari avi de raha hu, apni blog pe ho hindi font me available nahi hai,
to iske liye mere dawara chuni gai title best title hogi, but mai conform hona chahta jaise maine koi nai jankari di jisse avi bahut kam log jante hai, to kaise pata kare n ki furure me log uski bare me Google me search kare to mere blog usse dikhai de,
aapne itna din to blogging ki kuchh exprienc to hoga, loga jayada kis type me kisi bhi post ko search karte hai, jaise aapko koi post search karna hai, aisa koi comman word hoga jo, jayada use hota ho.
Jumedeen Khan
Mai aaj isi ke bare me post likh raha hu. Aap sham tak wait karo. 3000 words ki post hogi or aapko better jankari milegi.
surendra rsdp
bhai , Samaj nahi aa raha hai ki kya karu Kyu ki Post me Link ads aor Sidebar Me text Images ads kaam nahi kar rahe hai . mujhe toh tamplate me kuch problem lagti hai kyu ki tamplate me keyword bhi tede dikh rahe hai . aap mere blog ko check karke bataye
Jumedeen Khan
Surendra aap e kbar template change karke try karo. Uske bad bhi problem aaye to btana.
Ravi Kumar sahu
bahut achhi lagi, aur bhi bahut sare shortcut hai, mera question hai,
Q…..jub hum koi post ka title banate hai, to koi bhi title maine likhi ab hum kaise janenge usss title se releted kaisa best title banaye, jo Google pe jayada search ki jati ho, kyuki mai to sabhi ke man ka bat nahi janta, yani jayadatar aadmi kya likhke search karenge,
means……. mere pass koi title hai, usse best title kaise banaye
Jumedeen Khan
Google me search karek. Jis par sabse jyada result show ho or kam time me ho. But aapka title kisi or ki title se match nahi hona chahiye.
manish
Sir aapka jo comment box hai usko aapne kaise lagaye please bataye
Jumedeen Khan
WordPress par aysa hi comment box hota hai.
surendra rsdp
Mere liye bhut kaam ki post hai kyuki aane wale time me mujhe pc me yeh shortcut keys bhut help karenge and thanks for share .