Blog Par Quality Backlinks Kaise Banaye 20 Effective Ways

Maine pichli post Backlinks Kya Hai? or Ye Blog SEO Ke Liye Kyu Jaruri Hote Hai me backlink ke bare me details se btaya tha ki backlinks kya hote hai or blog ke liye backlinks ki kya jarurat hoti hai. Aaj is post me hum apni site par quality backlinks prapt karne ke bare me bat karenge.

20 Effective Ways To Get Quality Backlins On Your Site

SEO yani search engines optimization koi simple process nahi hai. SEO ke main to part hote hai first On page SEO and second Off page SEO. On site SEO aapki site ko google me fast index karne, google bots ko aapki site ko samajhne me help karta hai. Jisse aapki site ki SERPs me achi position banti hai. But aapko sirf on page SEO par hi focus karne ki jarurat nahi hai. Aap off page SEO par bhi focus kare or apni site ki SERPs me better position banaye.

Backlinks off page SEO ka hi part hai. Hum apni site par quality backlink bana kar apni site ko search engine me first page par la sakte hai. Agar aapke blog par higher backlinks honge to aapki site ki search engine me high pagerank hogi.

So abhi se apni site par quality backlinks pana shuru kar dijiye. I promise aapke blog ko 100% organic traffic milega. In this article, Mai yaha aapko site par quality backlinks pane ke 20 parbhavi (Effective ways) tarike bta raha hu.

Apni Site Par Quality Backlinks Kaise Banaye 20 Badiya Tarike

Backlinks blog ki search position me major role play karte hai. Or jis site par adhik quality backlink hote hai wo SERPs me 1-10 rank par hoti hai. Kya aap bhi chahate ho ki aapki site SERP me achi position me ho.

  1. Apne blog se related other blog par comments kare.
  2. Social media sites se aapki site par quality backlinks nahi milte hai. Kyuki wo nofollow link use karte hai. Isliye aap direct social post me apni site ka link add karke dofollow link pa sakte hai.
  3. Apni site ke liye koi question answer form bana sakte hai.
  4. Yahoo question answer page par apni site ke page se related question puch sakte hai or usme apni site ke page ka link add kar sakte hai. Sath hi aap dusro ke sawalo ke jawab bhi de sakte hai.
  5. High quality articles likhne ki koshish kare. Jise sabhi pasand kare or share karna chahe. Agar aap aysa karne me safal hote hai to jaise jaise aapki post viral hogi or reader uske link ko share karenge to aapki site ko backlinks milenge.
  6. Apni site ke articles ko stumbleupon.com me submit kare.
  7. Apni site ke liye google and yahoo groups create kare.
  8. Apni site ke top links ki ek widget create kare or use dusre blog par add kare.
  9. Agar aapko WordPress ya blogger ki coding aati hai to blog template or theme taiyar kar uske footer me apni site ka link add kare.
  10. Start blog developing work and add your site link their blogs.
  11. Numeric se start hone wali post likhe jaise: 5 blogging tips to increase search ranking. Aysi post jaldi viral hoti hai or inse jyada backlinks milte hai.
  12. Agar aap image design kar sakte ho to apni images free stock image site par hsare kar sakte hai. Or uske sath apni site ka link add kar sakte hai.
  13. Apni site ke liye ek acha banner banaye or uske bare me apni site par widget add kare. Jo reader aapko really me pasand karte hai wo apni site par aapki site ka banner lagana pasand karenge.
  14. Apni site ke link ko YouTube par submit kare or YouTube se dofollow backlinks receive kare.
  15. Dusri sites, company and person ke bare me articles likhe jaise: top 10 blogger AdSense se sabse adhik paise kamane wale.
  16. Ho sake to upcoming news or event par post likhe. Or is bare me sabse pahle post likhne wale person bane.
  17. Apne blog se related dusre blog par guest post kare.
  18. Agar aapka blog WordPress par hai to uske liye blogger par ek blog banaye or usme apne blog ki post ka link share kare.
  19. Apni site ke liye blog communities use kare. Example – indiblogger
  20. Pinterest par apni profile banaye or usme apni site ka link add kare. Pinterest par site link add karne ke bad use verify jarur kare.

Final Word:

In sabhi tariko ke alawa sabse badiya tarika hai apne blog par original content share kare or regularly update kare. Isse aapke reader aapko jyada pasand karenge or aapki post ko jyada se jyada share karenge. Aapke bare me apne friends ko btayenge. Jisse aapko apne aap quality backlinks milenge.

Agar aapko ye article pasand aaye to ise social media par apne friends ke sath share jarur kare.

Reader Interactions

Comments (273)

  1. Hello sir , aaPKI post padkar sayad aisa koye nhi hoga jiska confusion dur na huwa ho . Because app post me apni bato ko etne easy tarike se batate hai ki . Ek bar me hi samajh aa jata hai .
    But sir sorry mujhe ek bat samajh nahi aa rahi hai ki jab hum dusare blog par comment karte hai to us se hume kaise backlinks milti hai . Or comment se backlinks pane ke liye kya koye or tarika hai jo mujhe pta nahi . So plz help me .

  2. अगर मैं अपने site पर किसी app के downloading का link लगता हूँ तो इसके लिए do follow या no follow link का इस्तेमाल करूँ

    • nofollow

  3. Sir meri post ko 5 din ho gaye aur wo google mein index nahin hui. Main aapki indexing waali techniques bhi use kari tab bhi index nahin ho rahi hai. Please sir bataiye wo post kaise index hogi.

    • Dear dixit aap english content likh rahhe ho wo bhi short me jabki aapko pata hona chahiye ki yaha competition bahut jya hai. So aapko dusro se behtar work karna hoga tabhi google me top par aa sakoge.

      • Sir wo koi baat nahin. Lekin post index hi nahin ho rahi toh competition se kya lena dena

        • Look here aap achha content likhoge to hi google use index karega.

  4. Thank you ji bahut hi achchi article share ki hai apne.

  5. Very needful content
    Thanks for sharing

  6. jab hum apne post se related others ke post par comment karte hai.
    to kabhee to 4 boxes jaise name, email, comment and website ate hain to kya hame apna link only website box mein hee dena chahiye?
    aur jb only 3 boxes ate hain like comments, name and email. tab hame apna link kaha add karna chahiye.
    aur link sirf domain name ka hee dena chahiye ya post ka url link??

    • yes link only URL box me dalo. Jis box me jo btaya hai wo add karo like URL box me URL name box me name or email box me email address.

  7. You share good knowledge… m aksar apke blog par visit karti hu. backlinks ke bare mein mere kai doubts hai. aur m apse puchna chahati hu ki
    kya backlinks generator tools use karke hum dofollow backlinks pa sakte hain? Is that way safe or not? aur agar safe hai to kon se tools ap suggest karoge?
    pl kya ap meri site ek bar visit kar sakte hai? (sarijankari.com)
    bas confirm karna hai ki sab kuch sahee hai ke nahee?
    backlinks banane ke liye kaisi sites ko search kare aur?

    I will wait for your answer….

    • Thanks for like my blog.
      Nahi tools e dofollow backlinks nahi bana sakte.
      Sabkuch sahi hai.

  8. Sir blog post me focus keyword kaha kaha use kare aur 500 word ke post me hum kitne bar keywords ko use kare sakte hai.

    • Aapko SEO ke bare me padhna chahiye. Y e2 line ka matter nahi hai.

  9. thanks sir bahut achi post hai ye post mere bahut kam ki hai realy thanks sir.
    mai apke blog ko padhta hu to mujhe bahut acha lagta hai sir mujhe bhi ap jaisa banne ka sauk hai support me sir kya karu help kare meri

  10. Backlink k liye comment me blog ki link dalna jaruri hai??

    • Nahi URL box me link add karo.

      • bahut hi achha article likha hai aapne
        aap ye sab cheeje matlab article ke liye topic aur content kaha se uthate ho.

  11. Bahut badhiya jankari hai backlink ke bare me. mai new blogger hu muze blog ki backlink me ke bare me kuch bi idea nahi tha. isiliye aapko thanks kahna chahunga, kyoki aapke sabhi post bahut helpful hote hai. http://www.abletricks.com yah mera blog hai. plz muze bataiye ki isme kya kami hai. aur ho sake to backlink bhi dijiye.

  12. Site link or backlink me Kya difference HAIN.

    • Site links aapki site ke lins hote hai isme post pages aati hai or backlinks aapko kisi or site milne wale links ko kahte hai.

  13. Nice post..

  14. Jumedeen bhai mai abhi blogging start kiya hu aur mai aapse kuchh suggestion chahta hu aap meri blog par visit karke kuchh suggestion dijiye plz

    • Good blog sabkuch theek hai ab bas aap badhiya content likho.

  15. mene avi tak 11 post likhee hai or in me se 6 hi google index hui in 6 me se 4 page hai or ak home page hai matar 1 hi post index hui jabki muje index kiye huye 2 mahine ho chuke hain

    or jab mai apne blog ko google me search karta hu to kuchh nahi aata hai

    please ak bar mere blog ko chaker karein

    • Follow google guidelines carefully.

  16. मेने आपका ब्लॉग पढ़ा और मुझे इससे बहुत हेल्प मिली जिससे अभी में अपनी साईट के लिए क्वालिटी Backlink बना रहा हु thanks इतनी अच्छी जानकारी देने के लिए

  17. bahut badhiya jaankari di hain jume bhai aapne, mera ek sawal hai, kya cloudfare ki free service thik hogi WordPress k liye??

    • Nahi free service me error aata hai.

  18. sir ab bhi share nahi ho raha hai plss sir aap ek baar meri website ko check karke dekho plss sir

    • Aapka blog sahi se open nahi ho raha only text version open ho raha hai. Aapke lbog par CSS coding me error hai use solve karo.

  19. hello sir , ek problem ho rahi hai jab mai apni website par post ko share karna chahta hu to bo share nahi ho pati hai or likha aata hai (this page is not available )
    to sir ye kaise theek hoga or mai apni post ko kaiae share karoonga plzzz sir koi solution batao

    • Browser ki cache history delete karke karo ho jayega.

  20. hello sir , ye Active Search Result kya hai or isko kaise index karte hai , sir mujhe iske baare me batao plzzzz

    • Ye google, yahoo ki tarah ek search engine hai. Iske homepage par hi iske bare me likha hua hai ki isme abhi millions site index hai baki bhi index ho jayegi. But google sabse netter hai.