गूगल के बाद यूट्यूब सबसे बड़ा सर्च इंजन है आपको भी पता होगा की यूट्यूब दुनिया में गूगल के बाद दूसरें नंबर पर आता है साथ ही यूट्यूब आज सबसे बड़ी वीडियो साझाकरण साईट बन चुकी हैं। इस पोस्ट में मैं YouTube videos पर अधिक व्यूज पाने और गूगल सर्च इंजन में टॉप पर लाने की कुछ बढ़िया टिप्स बता रहा हूँ।
आपने बहुत सी वेबसाइट और ब्लोगों पर देखा होगा की वो सर्च इंजन से अधिक ट्रैफिक पाने के लिए यूट्यूब वीडियो बनाने की सलाह देते है इस बात से मैं 100 प्रतिशत सहमत हु क्योंकि आप सचमुच YouTube videos से अपने कंटेंट को वायरल कर सकते हैं।
लेकिन यूट्यूब पर मात्र वीडियो अपलोड करने से कोई फायदा नहीं है आपकी वीडियोस पर व्यूज भी होना जरुरी है और ज्यादा व्यूज आप तभी पा सकते है जब आपकी वीडियोस गूगल सर्च में टॉप पर शो होंगी।
- ये भी पढ़ें:- यूट्यूब पर खुद को फेमस कैसे करें
तो, अब सवाल यह है की आपकी वीडियो गूगल सर्च में टॉप पर कैसे रैंक करें, ये आसान है आप कुछ टिप्स को फॉलो करके अपनी YouTube videos को गूगल सर्च इंजन में टॉप पर ला सकते हैं।
Table of Contents
YouTube Videos को गूगल सर्च में टॉप पर लाने के 6 तरीके
यहां मैं आपको सर्च इंजन से जैविक ट्रैफिक प्राप्त करने की कुछ टिप्स बता रहा हु जिन्हें फॉलो करके आप अपनी यूट्यूब वीडियोस को गूगल सर्च में टॉप पर ला सकते हों।
1. वीडियो के टाइटल में कीवर्ड्स का उपयोग करें
वीडियो टाइटल मतलब वीडियो का नाम जिससे व्यूजर्स को पता चलता है की आपकी वीडियो में क्या है, जितना हो सके अपनी वीडियो के टाइटल को यूजर फ्रेंडली बनाएं और वीडियो टाइटल में कीवर्ड्स का उपयोग करें।
जैसे हम पोस्ट के टाइटल को एसईओ फ्रेंडली बनाते है वैसे ही आपको अपनी वीडियो के टाइटल को एसईओ फ्रेंडली बनाना हैं।
- आप वीडियो का टाइटल लिखते समय उसे गूगल में सर्च करके देख सकते है और अपने टाइटल को और ज्यादा एसईओ दोस्ताना बना सकते हैं।
- टाइटल में कीवर्ड्स का उपयोग करने के लिए आप कीवर्ड्स रिसर्च टूल का इस्तेमाल कर सकते हैं।
- आपकी वीडियो का टाइटल ऐसा होना चाहिए जिसे लोग सबसे ज्यादा सर्च करते हो।
मैं यूट्यूब के बारे में और भी कई आर्टिकल लिख चूका हु अगर आपको इसके बारे में और जानकारी चाहिए तो आप इस ब्लॉग की यूट्यूब केटेगरी में जा सकते हैं।
2. वीडियो का विवरण/डिस्क्रिप्शन
ब्लॉग की पोस्ट में हम मात्र 160 शब्दों में ही डिस्क्रिप्शन लिख सकते है पर यूट्यूब पर आप जितना चाहो उतने वीडियो विवरण में शब्द लिख सकते हैं जब कोई यूजर आपकी वीडियो डिस्क्रिप्शन में ऐड कीवर्ड्स सर्च करेगा तो आपकी वीडियो सर्च में आ सकती हैं।
अपनी वीडियो को सर्च इंजन फ्रेंडली बनाने के लिए ज्यादा कंटेंट लिखने की जरुरत नहीं हैं आप सिर्फ 2 या 3 लाइन में अपनी वीडियो के बारे में लिख सकते हैं। कुछ समय निकालकर डिस्क्रिप्शन में अपनी वीडियो के बारे में लिखें और कीवर्ड्स का उपयोग करें।
3. अपलोड करने से पहले वीडियो फाइल नाम बदलें
जब आप वीडियो अपलोड करते है तो उससे पहले वीडियो को एडिट करते हो तो वीडियो का नाम mo0000.avi या video1234.mp4 जैसे टाइप के होते है और आप उनका नाम बदलना भूल जाते हैं।
लेकिन यदि आप चाहे तो वीडियो फाइल नाम में भी कीवर्ड्स ऐड कर सकते है आपको वीडियो के फाइल नाम को रीनेम करके उसके नाम में कीवर्ड्स ऐड करने हैं।
जैसे नाम बदलने से पहले ऐसा “mooooo1234mp4” और बदलने के बाद ऐसा “आपके कीवर्ड्स “ हो जायेगा।
वीडियो फाइल नाम सर्च कलन विधि को बताता है की आपकी वीडियो में क्या है साथ ही ये आपकी वीडियो को सर्च में जल्दी इंडेक्स करने में भी मदद करता है इसलिए वीडियो फाइल नाम को बदल कर कीवर्ड्स ऐड करें।
4. वीडियो थंबनेल
आपकी वीडियो के लिए एक बढ़िया थंबनेल होना जरुरी है आप थंबनेल से ज्यादा यूजर्स को आकर्षित कर सकते है इससे आपकी वीडियो पर अधिक व्यूज आयेंगें।
थंबनेल वीडियो में कवर फोटो की तरह काम करती है जिस तरह मोबाइल पर कवर लगाने पर वो और भी मस्त लगता है वैसे ही वीडियो पर थंबनेल लगाने पर उसे अधिक यूजर्स पसंद करेंगे।
5. सबटाइटल और क्लोज कैप्शन का इस्तेमाल करें (CC)
आपने यूट्यूब पर वीडियो तो देखे होंगे और वीडियो में सेटिंग आईकॉन से पहले CC का option भी देखा होगा. CC यानि closed caption या वीडियो सॉन्ग टाइटल, इसमें आप वीडियो कीवर्ड के साथ english keywords add कर सकते हो। यानि आप जो कुछ वीडियो में बोलते हैं उसे text version में show कर सकते हैं।
यह ऑप्शन वीडियो लैंग्वेज ट्रांसलेशन के लिए बनाया गया है। अगर आप अपनी हिंदी भाषा में वीडियो बनाते हैं तो यह feature आपको जरूर इस्तेमाल करना चाहिए क्योंकि इसमें आप इंग्लिश कीबोर्ड एड कर सकते हो, जिससे आप के वीडियो की searching बढ़ेगी और अगर आप ऐडसेंस यूजर हैं तो आपके वीडियो पर ज्यादा एडक्लिक भी मिलेंगे।
क्लोजेट कैप्शन इस्तेमाल करके आप चाहो तो बिना हुआ इसके वीडियो भी बना सकते हो वीडियो में कीबोर्ड इस्तेमाल करने का यह एक और फीचर मिल गया है तो इसे जरूर ट्राई करें
6. टैगिंग
टैगिंग कीवर्ड्स का उपयोग करने का सबसे अच्छा तरीका है यह वीडियो को सर्च में लाने के लिए जरुरी है यहां मैं आपको अपनी वीडियो में टैग ऐड करने की कुछ टिप्स बता रहा हू।
- टैगिंग में वीडियो के मोस्ट कीवर्ड से संबंधित टैग सर्च करके ऐड करें। (यदि आप हेल्थ के बारे में वीडियो अपलोड कर रहे है तो हेल्थ वाले टैग सर्च करें।)
- यदि आपको मोस्ट कीवर्ड्स से संबंधित कोई टैग ना मिले तो उसकी केटेगरी से संबंधित टैग ऐड करें।
- वीडियो में टैग ऐड करने की लिमिट है उससे अधिक टैग ऐड ना करें।
7. यूट्यूब सेटिंग्स सेट करें
आप यूट्यूब पर सभी सेटिंग एक साथ सेट कर सकते है इसलिए वीडियो को एसईओ फ्रेंडली बनाने के साथ-साथ चैनल को भी एसईओ फ्रेंडली बनाएं क्योंकि सर्च इंजन में टॉप पर आने के लिए आपके चैनल की सेटिंग पूरी होना जरुरी हैं।
साथ ही अपनी वीडियो को सोशल मीडिया पर शेयर करें, इसके लिए जब आप वीडियो अपलोड करते है तो गूगल+ और ट्विटर शेयर बटन दिया होता है उनका इस्तेमाल कर सकते हैं।
गूगल+ पर अपनी वीडियो को जरुर शेयर करें क्योंकि इससे आपकी वीडियो बहुत जल्द इंडेक्स होती है इससे आपको अधिक जैविक ट्रैफिक मिल सकता हैं।
निष्कर्ष
अंत में मैं आपको यही कहना चाहूँगा की ऐसी वीडियो बनाए और अपलोड करें जिन्हें सभी पसंद करें और अपने चैनल के लिए कोई भी लक्ष्य विषय चुने इससे अधिक दर्शकों को फोकस कर सकते हैं।
जैसे सच कभी झूठ नहीं हो सकता वैसे ही अगर आपकी वीडियो अच्छी है तो कोई उसे नजरअंदाज नहीं कर सकता, इसलिए आप ऐसी वीडियो बनाएं जिन्हें देखकर दर्शक आपकी नई वीडियो का इंतजार करें।
उम्मीद करता हु इस पोस्ट की टिप्सो को ध्यान में रखकर आप अपनी YouTube videos को गूगल सर्च में टॉप पर ला सकते है और अधिक व्यूज पा सकते हैं।
- ये भी पढ़ें:- यूट्यूब वीडियोस को दूसरे चैनल पर ट्रांसफर कैसे करें
अगर आपको इस पोस्ट की जानकारी उपयोगी लगे तो इसे सोशल मीडिया पर शेयर जरुर करें।
Bikash ray
Dear sis,,
Mai 1 new YouTube user hun. muje abhi nam rakhne mai bahut dikkat ho raha hai. kyu ki mare dimag mai bahut sare category mai video crate hota hai. jasa ki commedy, styles, heart thoughting❤️, prank, gamming,, singinging, dancing etc. Ab asa mai mai kase nam rakhu.ta ki name se pata chale logo ko mai yeah sab kuch karta hun. Plz help and support me.
Jamshed Khan
Pahle aap ye decide karo ki kis topic par video banani h, channel name kya rakhna h uske liye ye article padho https://www.supportmeindia.com/choose-good-youtube-channel-name/
Mohammad
Sir mai vidio mai teg daalta hu to ek 2 din mere vidio search mai aate hai or fir wapas search se nikal jaate hai kabhi kabhi search mai aate hi nahi hai kyaa karu
Jumedeen khan
Actually, ab google live results show karta hai. Jisme rank position change hoti rahti hai. Aesa sabke sath hota hai.
Mohd Ataullah
Sir Mera channel ka to 87 subscribe hai or video ka view 500 hai lekin video search me nahi aata hai kiya kare
Mohammad
Sir mere channel par26 subscriber hai or 1300 views hai 1 month hua hai fir bhi meri channel search mai nahi aa rahi please help me
Jumedeen Khan
Channel setting me check karo aapka channel search engine se hide to nahi hai.
Sarfaraz alam
Dusre video me kiya tag hai, kaise pata kare
chandrabhan
Sir, mai abhi naya you tube channel bnaya hu lekin usme shiway 1 view ke aur nahi bdhata to mai karu jisse mera channel grow ho sake…
Aur view subscriber badh sake
Jumedeen
Achhi video banao.
Alok
Sir marine youtube chanel pr 4 din phase 297 views thi or kaleidoscope mine dekha tho 266 view this sir app bata saute hai ye kase kam hua or ise bdane ke liye ky kre
Jumedeen Khan
Cache issue. spam views count nahi hote.
Vivek Bisht
also good, advance tutorial in Hindi
Akash kumar
Sir mera channal bahut hi bekar hai me video par title kaise lagau viws kaise jyada ane chuye
Jumedeen Khan
Video apr title video manager par ja kar laga sakte ho. Views badhane ke liye humari youtube wali post padho.
sunil suman
Sir mere video par ek bhi ad nhi aa rhi h
Views bhi 5100 h phir bhi
Monetization bhi on h
Earning zero h
Ky problem h plz answer me
Jumedeen Khan
10,000+ views ke bad ad display honge.
deepak
Sir me Aek satta Matka website banana chahta Hun to me use konsi site or banau
Jumedeen Khan
Main is type ki site nahi banata.
deepak
Sir
Mera YouTube channel suepend ho Gaya Tha lekin mene waps YouTube team se le liya he but pahle mere channel par rojana 5000-9000 views Aate the kintu Abhi 100-200 views hi aa Rahe he or pahle ki tarah Mera channel top par search me bhi nahi Aa Raha he to please mujhe bataye ki Mera YouTube channel wapis pahle jesi condition me Aa Jaye
Please help
Jumedeen Khan
Apni videos ki SEO settings or promote karo pahle wali position mil jayegi.
Alok Yadav
Bro mere channel ki daily view 7000-13000 hai but adsense me only 500-1000 show karti h aur click bhi only 15-25 mil rhi h jo ki pehle 100-200 milti thi ye problem Ek hafte se ho rhi h…youtube analytics me view wahi dikha rha h
Jumedeen Khan
Check karo ki aapki videos par ads show ho rahe hai ya nahi, reprot ke anusar aapki sabhi videos par a show nahi ho rahe hai.
ravi prakash
Mujhe aapki post achhi lagti hai. Maine ek youtube channel bnaya hai. Usme 36 subscribe v ho chuke hai. Maine avi adsense nhi bnaya hai kyuki mai chahta hu ki pehle 100 subscribe or 2000 views ho jaye fir video monetize karunga.
Filhal mera youtube channel youtube me search karne pe show nhi hota. Bhai mai aisa kya karu jisse mera youtube channel youtube me search karne pe top pe show ho.
Jumedeen khan
Wait aap bas achha work karte raho aapka channel bhi search me top par aa jayega.
Abhisek
Sir mera pehele video Jo that won 150000 views agaya or abhi ka videos ka dhire dhire pura kam higaya hai Bhai.. Kya karu tag ka to kuch problems nhi hai.. Bht sare tag de DTA hun aajkal… Bhai plz reply me…
Jumedeen Khan
Yes tag bahut jyada use mat karo.
हरदीप
सर मेरे एडसेंस अकॉउंट का टोटलबैलेंस 38 डॉलर ह लेकिंन balance show me sirf 1.38 दिख रहा है बताओ क्या किया जाए न ही अकॉउंट ऐड का ओप्शन आ रहा है
Jumedeen Khan
No worry baki bhi add ho jayega.
Ismail
Sir main apne video par ek video copyright upload kiya tha
aur main apne video ko monetize karta hu to
ad sence banane ko kahta hai
adsense already kahta hai uske baad jab main!! Next karta hu to nahi hota wahi par ruk jata hai lekin main mobile se karraha hu
kaise karu sir
Jumedeen Khan
Kisi or browser me check karo.
arbaz
Sir maine video upload kiya aur use public upload kiya phir bhi ye YouTube par show nahi ho rahi hai please help me kya karu mai sir
Jumedeen Khan
Video ko social media par share karo or video me onther channel ko tag karo.
neha
hello sir
1.sir kya hum same topic par video bana sakate hai jo pahale se hi YouTube par ho.
2.agar hum same topic par video bana sakate hai to kya hum unke title, tags apne video me use kar sakate hai.
Jumedeen Khan
1. yes bana sakte ho.
2. nahi aap same topic par bana sakti ho but aapke video ki voice, video, title, description samen nahi honi chahiye.
Hasan ali khan
Sir video me ads kaise lagate hai aur uski settings kaise karte hai
Jumedeen Khan
Aap video ko monetize kar AdSense se connect karo ad show hone lag jayenge is bare me humar iYouTube wali or post padho iski puri jankari mil jayegi.
vivek
Hey brother,
Mai utub par video se kitana per view $kitna milega,
Agar uspar add nahi hai .Lekin AdSense active hai.
Jumedeen Khan
Youtube par views ke nahi ad par click hone ke paise milte hai.
vivek
Channel par ek sath kitna video par add laga sakta hun.
Jumedeen Khan
Iski koi limit nahi hai but aap 5-10 hi karo.
Rohit das
abhi bhi YouTube search me nhi aa RHA he
Jumedeen Khan
thoda wait karo aa jayega.
Rohit das
hii bro…
me apne YouTube channel pe 2 video upload kiya hun Jo google search me to aata he lekin YouTube search me nhi aata he kiske karan ek bhi view nhi mil pa rha he so..plzz help me.
Jumedeen Khan
YouTube >> video manager >> channel >> upload defaults par ja kar “Make video statistics on the watch page publicly visible” optino enable karo.
Qaisar Abbas
1: meri videos ki privacy public hai Lekin phir bhi mera channel search me nahi aa raha.
2: YouTube videos ke liye background music kis website se download kare jo copyright na ho.
3: agar hamari kisi video pe total 20000 views aate hen jin me half 10000 India se views hen aur baki half 10000 USA ke views hen to earnings konse views wali zyada hogi India ya USA.
Jumedeen Khan
1. videos ko search me lane ke liye is post me btayi tips follow karo.
2. YouTube par already bahut sare background hai unme se use karo ya khud music banao.
3. USA wele viees e jyada earning hogi.
Qaisar Abbas
Sir Maine apne YouTube channel kii video ko check karna hai ke video copyright hai ya nahi to me kaise check kar sakta hoon…
2:YouTube pe search karne se naa he mera channel aata hai aur na he video plzz help
mere ik dost ne channel bnaya tha aur ik video upload kii thi uska channel to pehle din se he search karne se mil jata tha
Jumedeen Khan
1. Video manager me ja kar video ko fir se monetize karo agar copyright hoga to monetize nahi hoga or issue show hoga.
2. aap video manager me ja kar check karo ki video privacy public hai ya private. use public karo.
ajay raikwar
Congrats your video on YouTube muche ye mail prapt hua kya ye problem to nahi ki Maine kam video upload ki ab take do video hi upload ki hai aur unhe montiz bhi kya dollar ka nishan bhi hai aur 11views bhi hai
Jumedeen Khan
Nahi isse koi problem nahi hai ye sirf video upload hone ka message hai.
ajay
Sir Maine apna adsens a/c YouTube se banaya hai aur 2
Video uplod ki 5view bhi hain 1
Subscriber hai par add so nahi ho rahe aisa kyun
Jumedeen Khan
Aapko AdSense ka koi mail mila hai to mujhe dikhao.
SIMA
hello sir mai janana chahti hu ki kis trh mai post kru apni vedio ki turnt viral ho jay plz inform me….
Jumedeen Khan
First aap apna ek blog banao or use achhe se design karo uske bad usme koi badhiya post likho fir use social media par share karo.
shasha sharma
Muje ek new dance video upload krna kya aap bata sakte h. Uska tiltle or tags kya ho plz song hai tere naam
Jumedeen khan
Jis type ka aapna dance hai usi type ka title tag use karo.
Alok Yadav
Jumedeen bro mere YouTube channel ki cpc bahut hi kam hai zydatar 0.01 hi cpc milti h,hardly kabhi-kabhi 0.2 or 0.06 mil jati h. Bhai cpc badhane ka koi method batao jisse cpc 0.1 se kam na ho??
Jumedeen Khan
High CPC keyword use karo.
shasha sharma
Hello sir me ek dancer hu or mere YouTube par a66e views aara he h. Or subscribers bhi 500 ho chuke hai par me dance video dalti hu or mere fans b ban rahe he par me kisi song pe dance banati hu to vo views to a66e deta hai par copyrite wala problem ho raha h. Baki dancer b apne videos me song use karte h. Unko ko y problem qu ni hoti me kya karu mere views 5lack ho chuke h. Par erning 0 hai plz help
Jumedeen Khan
Baki dancer songs ka music and sound thoda change kar dete hai. Aap bhi video editer se video ko edit karo.
Himanshu Grewal
Hello sir mene kuch time pehle aapki site par ek post pda tha english speaking ka English sikhne ke 5 Apps.
To mene socha ki aap apni site mai english se related Post publish karoge.
To mere pass ek post hai or wo meri site mai bhi nhi hai or na kisi or ki site mai agar aap bole to mai send karu.
TITLE : How to learn Word Meaning | English sikhne ke badiya tarike Hindi mai
Ap khud bhi title change kar sakte ho agar aapko acha nhi lga to
mera jo post hoga wo 1000+ word ka hoga agar aapko acha lge to btana.
Jumedeen Khan
Ok aap mujhe email par post send karo main check kar lunga.
Himanshu Grewal
mene aapko FB par or Gmail par post mail kr diya hai mai apke reply ka wait krunga
Jumedeen Khan
Ok main post check karke aapko reply kar dunga.
Qaisar Abbas
hello bhai how r u??
bhai aj mera ik chota sa sawal Hai
sir apko to pata he hoga ke YouTube pe jitne bhi famous channel hen unki sbki ik starting channel video bni hui Hai jis me us channel ki har video me us channel ka Nam with music show hota Hai style ke sath Yeh channel video 10 se 15 seconds ki hoti Hai aur apne channel ki pehchaan ke liyeh hr video me is channel video ko add kiya jata Hai to Sir Yeh channel video kaise banai jati Hai…???
Jumedeen Khan
Ye YouTube ka live streaming hai. Mai jaldi iske bare me post likhunga please wait.
Pradeep
MAI APNI SITE KO OPEN KAR RAHA HU TO WO BOL RAHA SECRITY ERROR IS MALB KYA HAI AUR YE KAISE SAHI HOGA
OPEN KAR KE DE LIJIYE PLEASE DJPradeepMrj.wapka.mobi/index.xhtml
Jumedeen Khan
Aapki site wapka par hai or use indian govt. ne bann kar diya hai. Kyu iske bare me aapko administor se contact karna hoga.
Abhishek
Hi sir mera naam Abhishek hai.mai YouTube account khola v hu but jayada views nahi aate h
Jumedeen Khan
Is post me btayi tips follow karo.
Uttam
सर मेरी युट्युबकी कमाई कल 12.13 थी आज अचानक 11.1हो गयी इसकी क्या वजह हो सकती है सर?
Jumedeen Khan
sabke sath aesa hi hota hai. JO earning last time add hoti hai day ke end me wohi currect earning hoti hai.
Uttam
जानकारी के लिये धन्यवाद सर
Uttam
बहुत बढिया जानकारी है सर
amit
bhai mera YouTube AdSense jod diya aporvod ho gya tno muje kitne ckick aur paisa mile wo muje YouTube me aur AdSense dme kaha dekhai dekha
Jumedeen Khan
Aap YouTube par analytics me earning report check kare. Adsense me YouTube earning mahine me ek bar show hoti hai.
krupali
bhai maine YouTube ke liye AdSense ke aply kar diya hai AdSense ki ads kitne din me mere video par ayega….
Jumedeen Khan
Isme 2-5 day lag sdakte hai.
Deepak prajapati
Sir kya ham videos website banakar yani jisme keval video hi dalkar AdSense ke ads us website me laga sakte hai.
Jumedeen Khan
Nahi videos aap YouTube par upload karo or un vidoes ko blog post me add karo but uske sath text content hona jaruri hai.
Deepak prajapati
To isse AdSense account aprove hoga.
Kya jo AdSense account YouTube se connect hai usse ham apne videos wale website me ads laga sakte hai.
Jumedeen Khan
Ha laga sakte ho. Iske liye aapko apni site ka link AdSense me add karna hota hai.
janki
sir YouTube partnership pogram kya hai
Jumedeen Khan
Iski jankari ke liye ye link open karo http://support.google.com/YouTube/answer/72851?hl=en
Mohammad Shakib Khan
Bhai Jaan Yahan Log Aapki Help lene Ke Liye Comment Kar Rhe Hain.. Ye link to Google me Sabse Pehle Mil Hai Hai, Link Me English Me Diya Hua Hai,
Or Usko Samajh Pana Har Insaan Ke liye mushkil hota hai.
Kindly explain in hindi.
Jumedeen Khan
Maine iske bare me already post likh ihai ye post padho Youtube Partner Kaise Bane
pradip
bhai mene histor cookies delete kar ke bhi try ki lekin save and cuntinue se age khul hi na raha hai
Jumedeen Khan
Mai already kei person ki ye problem check kar chuka hu. Its confirm aapke connection ya browser me problem hai aap koi opr browser use karo ya apne browser ko update karo kei bar old version me bhi ye issue aa jata hai.
pradip
bhai me YouTube ko monetize kar diya aur $ ka nishan bhi aagaya hai .you tube se AdSense me jodne jata hu to sign in ho jata hai your website me automatic hamari YouTube channle a jati hai aur bhasa me bhi select ho jata hai uske bad save an cuntuniu par click karta hu to kuch procces age nahi hote aur your informashin ka page nahi khulta hai
Jumedeen Khan
Pradip aap browser ki history cookies delete karke try karo. Ye issue slow internet connection ki wajah se aata hai.
Nilesh verma
Sir mera channel me sab thik hai but earnig nahi padh raha hai…1 lakh 20 me only 38 dollars..?
Jumedeen Khan
Is post me jo tips btaye hai unhe follow karo or YouTube title and description me high cpc keyword add karo.
mayur
sir…mera you tube account hai…or AdSense account bhi hai…. but website (blog )nai hai …to me website k bina bhi pese kama sakta hu…,??? or kese plz reply sir
Jumedeen Khan
Ha kama sakte ho YouTube channel se ye post padho YouTube Se Paise Kaise Kamaye – Full Guide in Hindi
Md Arshad Noor
kya baat hai idhar se ap SEO par Itna dhyan kyo de rahe hai
Jumedeen Khan
Blogging me SEO hi sabse important hai.
Bhaskar Joshi
bahut hi badiya post hai iss post ko padhne me maza aa gaya. I hope muje iss post se bahut hi help milegi. mai ummed karta hu ki aap aage bhi aise hi important post publish karege. thanku so much for sharing this excellent post…..
Suresh Kumar
bahut hi badiya post hai iss post ko padhne me maza aa gaya. iope muje iss post se bahut hi help milegi. mai ummed karta hu ki aap aage bhi aise hi gyanwardhar post publish karege. thanku so much for sharing this excellent post…
Jumedeen Khan
Thanks suresh aage ki meri koshish rahegi ki aapko latest information de saku.
Dharamsingh PARMAR
Hi sir please hell me mene you tube par video aploud kar diya par mere endsese account me koi $ nahi hain 0.00 hain please help me
Jumedeen Khan
Adsense account me YouTube earning mahine me ek bar add hoti hai 1 tarikh ke bad
vikram
sir aapne mera comment approve kyu nhi kiya…sir main bhut pareshan hu please meri help karo ….agar aapko time nhi mil rha to please aap mujhe bata do ki coding se kaise thik kru apni problem ko….ya fir mujhe facebook par reply kro …please sir
Jumedeen Khan
Ho sakta hai aapka comment mujhe delete ho gaya ho aap fir se btao kya problem hai.
vikram
jab main meri site ko google me search karta hu to wha par mujhe post ka url show ho rha hai ….jabki wha par post ka title show hona chahiye
Jumedeen Khan
Mai iske bare me post likh raha hu. Usme btaye step follow kar lena.
Rohit Kumar
jab kproxy me site ko open karta hu tab open ho jati hai direct nahi ho rahi hai bloggr me bani site
Jumedeen Khan
Agar kroxy par site open ho rahi hai to final hai aapke browser problem hai. Ab ye step try karo.
1. browser ki setting reset karo.
2. browser ki history, cookies delete karo.
3. laptop ke widnows menu bar me internet access icon par right click karke troubleshoot problem check karo.
4. agar aapkepc me anti virus hai to use disable karke check karo.
Ashu Jack
hello mai bahut dino se paresan hu mera alexa rank no data show ho rha hai bahut dino se mai itna dino se wait kar raha hu ye sayad alexa ka problem hai lekin sare bloggers ke alexa show ho rha hai but mera nahi pehle ho raha tha but ab nahi ho raha hai kya problem ho sakti hai pls help
Jumedeen Khan
Aapke blog ki alexa rank show ho rahi hai. aap blogspot.com se nahi blogspot.in se check karo. aapki global rank, country rank backlinks sab show ho rahe hai.
Ashu Jack
lekin mujhe no data show ho raha hai mai kya karu
Jumedeen Khan
Ashu ab mai aapko kya kahu. Plz bro ek bar ache se check kar lo. Plz don’t repeat unless comment.
Sonu
Sir Mere Channel Ka Nam h ‘SP Technical’ Earning Channel H.Channel Monetize Bhi h & Views Bhi Sahi aa hate h.
But Sir GOOGLE PAR SEARCH KARNE PAR MERA YT CHANNEL Search me nahi aata Kya karu Sir.
Kabir
Jume Deen bro, Ek problem aa rahi hain, Maine Google Search Console account ko check kiya toh mere Sitemap ki Indexing day by day decrease ho rahi hain. Kyon google search console day by day meri sitemap indexing neeche gira hain. Kya yeh problem sirf mujhe hain, Ki aur kisi ko bhi hain. Support Me India ki website ke user se main appeal karna chahta hoon, Please aap apni Google Search Console (Webmaster tools) mein apni website ka Indexing check kare aur bataye kya aapki website ke sitemap ki indexing decrease kar rahi hain. Please Jume deen sir aap iska koi solution bataye, mujhe lagta hain isse mere blog ki ranking par effect pad raha hain.
Jumedeen Khan
Kabir aysa sabhi ke sath hota hai. Aap daily post sharte kiya karo or google webmaster tool me crawl error or url parameters ko fix kiya karo. Aap ek bar fir se sitemap submit karo.
Deepak
Very nice post…
ASHOK SAINI
Khan ji ye bataye ki You Tube videos par 1000 Views par 1$ ya 2$ ya 3$ doller milta aisha kai post and videos me suna hai aur dekha hai. But ab meri kuch videos par 5000 se 6000 aprox. chal rahe hai but earning only AdSense ads se click ki hai. Jo ki 0.15 $ and 0.12 $ ….. means points me earning hai. Aur ye 1000 viewers wali earning nahi mil rahi hai. Ye kya chakkar hai 1000 viewers/ 1$ ya $ ka please explain. Ye milti hai ya nahi. Aur milti hi to kab aur kaha show hoti hai. thanks
Jumedeen Khan
100 veiws par aapki earning tabhi hogi jab aapki videos ko user 30 second se jyada time tak dekhega. Isse kam time tk video dekhne se koi earning nahi hogi.
Tushar chauhan
Bro meri website dekh kr bata sakte ho kya kami hai meri website par views kyo nhi ate hai.
Jumedeen Khan
Acha blog hai aapka koi kami nahi hai. Abhi aap new ho dheere dheere traffic badh jayega
suraj deshmukh
Sir mere blog par pichle 5 din se pageviews bahot kam aa rahe hai. pehle daily 2300 aate the ab 1700 aa rahe hei. Kya problem hogi? ya aisa hota hai kabi kabar.
Jumedeen Khan
Aap google webmaster tool me site ki performance check karo down to nahi hai or crawl error ko fix karo.
Dipankar
Bahut accha post hai. or sir mera ek blog se related question hai. Mere blog me par day U.S.A se 1000+ visitors ate hai but u.s.a se aaj tak ek bhi click nhi mila. Yesa kyu hai hai?
Jumedeen Khan
Ye server error ki wajah se aapko usa se traffic dikhta hai. Actually wo india ka hi traffic hai.
Mohd Sarfraz
1 Dear Smi Rider Please Help Me Main Sony Xperia Phone Ka Pasword Bhool Gya Hun Koi Hume Batayeg Ise Kaise Open Karu . Pattern Lock Nahi hai Aur Khan Bhai Koi Badhiya Video Editing App Bataye Jo Utube Video Banane Ke Liye Hmari Har Requrment Puri Kare
Jumedeen Khan
Video editing ke liye sabse better camtasia studio hai.
rohit
setting recover kaise hogi. Aur ye kproxy kya hai
Jumedeen Khan
aap control panel par jao waha iska option hota hai. Seocn kproxy.com site check karne ke liye hai. Isme site open karke dekhte hai koi kami hoti hai to pata chal jata hai.
Altaf
Mere YouTube Channel Pe 2 lakh se zyada visit every month traffic aata hai But usse earn bahut kam ya ye samjho na ke barabar ho rahi hai kya karu..?
Jumedeen Khan
Altaf is post me isi ke bare me btaya hai. Plz read carefully and follow step
rohit
mere laptop me kisi bi browser koi bi blogger me bani site open ni rahi ha. Wordpres me bane blog open ho jate hai. Aur mere dusre computer me sabi sites open ho jati hai. Kya kami aa gyi hai laptop me
Jumedeen Khan
Aap ek bar apna internet connection change karke dekho. Fir bhi problem ho to laptop ki setting recover karo. Or check karo ki aap chrome ka latest version use kar rahe ho. Kproxy.ocm or anonymouse.org par site ko or check kar lena.
Sandeep Jinagal
Bro apne browser Ki Cache or Cookie Puri Clean kar do.
For Mozile > Setting > option >Privacy > clean your recent histor > select which on eyou have to clear (history, cache,cookie etc) > select clean now
iss se apki mozile ki sari cookie or cache delete ho jayega fir aap open karke dekhna.
Kabir
Youtube ke video search engine mein Optimize karne ki acchi tips hain. Thanks Jume Deen bro.