Blog Kya Hai? Blogger Kya Hai? Blogging Kya Hai? Full Gudie in Hindi

What is a blog? what is blogging? what is a blogger? Ye three question un sabhi users ke liye important hai jinhe pahli bar blogging ke bare me pata chala ho. Kya aapko wo time yaad hai jab aapne first time “Blog” word ke bare me suna tha or us time aapki iske bare me original thoughts kya thi or aapka respond kya tha? Chaliye jante hai iske bare me kuch jaruri bate.

What is a Blog, Blogger and Blogging?

I know, abhi aap blog se familier ho or blog, blogger and blogging ke bare me sabkuch jante ho. But ek din tha jab aapko iske bare me bilkul bhi information nahi thi. I mean sabhi ki tarah aapke liye bhi ye alien word raha hoga or dheere dheere aa piske bare me sabkuch jan gaye.

But aaj bhi bahut sare peoples blog ke bare me kuch bhi nahi jante or unke pas iske bare me koi idea nahi hota. Jis tarah se aap abhi blog, blogger or blogging ke bare me jante ho wo bhi isi tarah ise janna chahate hai.

Neat, right? In any case, mujhe lagta hain ki blog, blogger and blogging ek ek person ke kisi field me writing karne ki process or usse hone wale benefit ko kahte hai. Let us know, jante hai ki aakhir ye blog, blogger and blogging hai kya or isse hume kya fayda hai.

Blogging Kya Hai? Blog Kya Hai or Blogger Kya Hai in Hindi

Yaha par main aapko in 3 question ke bare me details se btaunga. I sure is post ko padhne ke bad aapko blog, blogger or blogging ke bare me sabkuch samajh aa jayega.

Agar aap google me “what is blog” keyword search karoge to aapko lagbhag 2 to 3 million results milenge or sabhi me blog ka different definition kiya gaya hai. But main yaha aapko iske bare me simple paribhasha bta raha hu.

  1. A blog word originally “weblog” ya “web log” word seliya gaya hai.
  2. Aap ise online journal or diary write karna kah sakte hai.
  3. Blog ek aesi website or web page hai jis par regular posts update kiye jate hai. Ise ek individual ya ek small group manage karta hai. Ye blog in logo ki informal or conversational par likha hota hai.
  4. In simple language, blog par likhne wale ko blogger or uske work ko blogging kahte hai.
  5. Ek or bhasha me blog par blogger ke dwara new material add karna hi iski original paribhasha hai.
  6. Blog website ka ek part ya type hai jis par posts or entries ko ek karm me rakha jata hai.

Ek journalist ki tarah blogger blog par bahut sari information likh sakta hai. Iske liye wo apna koi field bhi choose kar sakta hai. I mean mostly blogger kisi ek topic par writing karte hai.

  1. Bilkul journal or diary ki tarah blog ke home page par recent update show ki jati hai.
  2. Blog par responsive dene ke liye commenting area enable hota hai.
  3. Blog par pervious post or archive ki history add hoti hai.
  4. Mostly blog kisi ek ya bahut kam authors ke dwara manage kiya jata hai.

Pahle single users admin wale blog jyada hote the but ab blogging me multiple features ne jagah le li hai or ek blog par hi bahtu sare writers work karte hai. Iske liye blog ka main admin unhe writing ke liye pay bhi karta hai. Like guest posting iska sabse bada example hai.

  1. Blog par content ka aesa collection hota hai jo media, audio, video and other source se le kar logo ke liye ek alag se community bana kar publish kiya jata hai.
  2. Blog start karna bahut hi easy hai or aap sirf thodi si jankari ke sath blogging ki shuruat kar sakte ho.
  3. Aap apni pasand se kisi bhi topics par blog bana sakte ho.
  4. Blog sabkuch bhi ho sakta hai or kuch bhi nahi ho sakta hai.
  5. Blog ek aesa tool hai jis par aap apne readers ke liye unke liye jaruri or usweful jankari share karte hai.

Blog par aap logo ke sath jude rah sakte hai or un tak apni bat pahucha kar online business bhi kar sakte hai. Mera matlab blog se aap itna sara paisa kama sakte hai ki aap soch bhi nahi sakte. Is sab ke bare me main already articles likh chuka hu. Ye post padhe Blog Se Paise Kaise Kamaye, Paise Kamane Ke 5 Popular Tarike.

1. Blog Kya Hai? ब्लॉग क्या हैं?

Blog ek aesi website or web page hai jis par koi person apne thoughts share karta hai or apne ideas se readers ko kisi subject par good information de kar unki help karta hai.

Simple bhasha me blog ek book likhne ki tarah hai bas fark itna hai ki books offline pages par likhi jati hai or blog online pages like WordPress, blogspot and other platform par likhe jate hai.

2. Blogger Kya Hai? ब्लॉगर क्या हैं?

Blog par jo person posts likhta hai, jo blog ko manage karta hai and jo blog ko start karta hai use blogger kahte hai. Examples, jab aap kisi blogging platform par apna koi bhi blog banaoge to aapko blogger kaha jayega ya fir kisi topic par blog likhne wala blogger hota hai.

3. Blogging Kya Hai? ब्लॉग्गिंग क्या हैं?

Bahut hi simple hai blogger apne blog par jo posts likhta hai, apne blog ko manage karta hai, blog posts par comment ka reply karta hai. Yani wo blog par jo kuch karta hai uska wo kaam blogging kaha jata hai.

I mean blogger ke dwara blog par kiya gaya work blogging kaha jata hai. Like jis tarah bike chalane ko driving kahte hai usi tarah blog chalane ko blogging kahte hai.

Finally, kisi person ke kisi topics par online web pages par writing karne ko blogging kahte hai. Isme us person ko blogger or uske web pages ko blog and uske work ko blogging mana jata hai.

Agar abhi bhi aapko kam lagta hai to aap humari blogging category se related articles read kare or kuch day humse connect rahe. I sure aapko thode dino me hi blogging ke bare me sabkuch pata chal jayega.

Reader Interactions

Comments (102)

  1. Aapne Itna achhe se samjhaya… Nice article.. Ayse hi age badte rahiye…

  2. Ye post sach me bahut helpful hai un sabhi bloggers ke liye jo Blogging ko deeply janna chahte hain.

    Aise hi detailed post karte rahiye. Thanks a lot

  3. nice sir

  4. Bhai please ek baat batao bhai ye bloging ka paise hamein kaise milega matlab hamein atm wagera kuch lagana padta hai kya bhai…ya aur kuch…

  5. Nice post brother

  6. Nice Article

  7. Thanks Jume Deen Khan, Dhanyavad aapka meri site bhi google pe index nahi ho rahi hai to uska kya issue ho sakta hai ?

    • Aapka blog open nahi ho raha hai jo check karke kuch bta saku.

  8. U are the best… seo guru…

  9. Sir Maine blog bna liya hai but aage samjh nhi aarha hai kya kru
    Pleas provide me best guidance so that I can work

  10. sir jaisa aapne mujhe bataya tha ki apni post ko google search console me submit karo waisa maine kar diya hai. aur mere posts google me show bhi hone lagi hai. but sir ek problem hai . problem ye hai ki jab me apni blog ke post ko search karta hu to wo show nahi hote but jab me post ke sath apne blog ka title search karta hu to wo show ho jati hai. ye kya problem hai sir . plz tell me . waiting for ur msg

    thanks

    • Aap badhiya yani SEO friendly post likha karo. Or usme keywords sahi se use kiya karo.

  11. sir me apni blog ki post ko google search console me kaise submit karu. iska aapne koi post nahi likha hai. maine apni blog ko google search console me submit kiya hai. par me blog ke post ko kaise submit karu. waiting for ur message.

    thanks

    • search console par jao or left side me crawl >> fetch as google par click karke apne blog ki post ka link submit karo.

      • very very very thankyou sir

  12. sir maine ek website banaye hai maine usme posts bhi diya hai . aur maine usko google search console me bhi submit kiya hai. but mere blog ke posts jab mai google me search karta hu to wo show nahi hote. sikhoaursamjho.blogspot.com mere website ka name hai. plz sir aap mere website ko google me search karke check karo ki kya problem hai. thanks.

    • Apni site par badhiya content likho or unhe search console me submit karo.

  13. namskar sir
    hamara blogger par blog hai jab koi es site ko search karta hai tab google + me share ki post hi search me aati hai vo bhi keval ek hi jab site ko search karte hai tab site hi search me aani chahiye uske liye kya karna hoga sir.

    • blog ki SEO setting sahi se karo maine iske bare me post likhi hai wo check karo.

  14. आपकी लेटेस्ट पोस्ट होम पेज पर क्यों नहीं दिखाई दे रही हैं? हमें केटेगरी के अन्दर जाकर नयी पोस्ट को पढ़ना पड़ रहा हैं.. इस समस्या को जल्दी दूर करे…

    क्योंकि यकीन मानिये 1 हफ्ते से आपकी ब्लॉग पर आता था और नयी पोस्ट न देखकर निराश हो कर वापिस चला जाता था.. लेकिन आज मैंने गलती से केटेगरी को सेलेक्ट कर लिया तो आपकी नयी पोस्ट के बारे में पता चला..

    कृपया इसे सही कर ले, अपनी नयी पोस्ट होम पेज पर भी शो करे.. धन्यवाद…

    • Kabir its your browser issue, refresh it now.

  15. Kya google Hindi me likh ne par AdSense approve karta hain ??

    • Yes karta hai.

  16. Bhaijaan aap mujhe round-round ghuma kyu rahe ho . Simple sa kaho naa ki mai guest post kar sakta hu ya nhi.
    Answer in one word -:
    Yes or No

    • Jay agar aap guest post policy follow kar sakte ho to yes than no.

  17. thanks for detailed info.

  18. Bro mer computer me Hindi language nahi he to me Hindi language kese download karu

    • Hindi input tool install karo. Iske bare me hindi.supportmeindia.com par post padho.

  19. Hello sr
    ms word me likhi gyi book ko kaise or kis format me save krte hai taaki usko amazone k kindle store par daal saku or kindal store par apni ebook kaise daalu

    mtlb ek ebook kaise bnti hai or usko amazon ya google play jaise store par kaise daala jaaye is par ek post likhiyega plzzz jitni jaldi ho ske

    • ok main iske bare me post likhunga.

  20. nice mere favourite hindi blogger hain