SEM Kya Hai? Search Engine Marketing Kaam Kaise Karta Hai

What is SEO Kya Hai / Search Engine Optimization in Hindi post me maine aapko SEO ke bare me btaya tha. Aaj is tutorial me hum bat karenge ki SEM yani search engine marketing kya hai. Ye kaam kaise karta hai or aapke blog ke liye iski kyo jarurat hoti hai. Iske kya kya benefit hai sabki full information hindi me.

SEM Search engine marketing

SEO (search engine optimization) ka matlab hota hai search engine se free traffic receive karna or SEM (search engine marketring) ka matlab hota hai search engine se paid traffic receive karna.

SEM (Search Engine Marketing) Kya Hai?

SEM (Search Engine Marketing) is the process of gaining website traffic by purchasing ads on search engines.

SEM ka matlab hota hai “Search Engine Marketing” jise search marketing bhi kahte hai. Yani search engine ads se paid traffic prapt karna. Simple bhasha me search engine me show hone wale ads results SEM activities hoti hai. Ise is tarah samajha ja sakta hai.

  • Paid search ads
  • Paid search advertising
  • PPC (pay-per-click)
  • PPC (pay-per-call) – Mobile search users ke liye.
  • CPC (cost-per-click)
  • CPM (cost-per-thousand impressions)

SEM Ki Basic Information:

Google adwords most popular paid search platform hai. Search marketers search results me apne ads dikhane ke liye google adwords ka sabse jyada istemal karte hai. Adwords sirf google me hi nahi balki bing or yahoo me bhi paid advertisment ads offer karta hai. I mean aap google ke sath bing and yahoo me bhi apne ads dikha sakte ho.

Iske alawa, Aapko yaha “2nd tier PPC platforms” PPC advertising ads option milenge. Jinse aap paid traffic kama sakte ho. Aap SEM search engine marketing ke bare me video se samajhana chahate ho to google ka Insights on the AdWords Auction video dekh sakte ho. Google ne is video ko 2014 me share kiya tha.

Search engine marketing ek very broad term hai jiski bahut si different activities hai. Jaise:-

  • Search engine optimization (SEO)
  • Search retargeting
  • Submitting sites to directories
  • Managing paid listings in search engines (primarily pay per click, or PPC) Describing the development of many different online marketing strategies
  • Social media marketing

Mai iski garantee nahi deta but SEM ki activities upar diye gaye topics se related hi hoti hai. In simple language, Search engine marketing kuch bhi ho google, bing & yahoo me aapki site ki search rank ko increase karne or site par search traffic badhane me aapki achi help kar sakta hai. Halanki ye paid hai. But 70% online marketers apne business ko badhane ke liye SEM use karte hai.

Aap jab bhi google me koi keyword search karte ho to left side me search result show hote hai. Uske right side or first me jo paid advertisement results hote hai. Wo sab SEM activities hoti hai. Ye tabhi show hote hai jab aap koi certain keywords search karoge.

Kya Blog Ke Liye SEM Ki Jarurat Hoti Hai

Agar aap hobby website, family group site ya fir personal site jo sirf aapke friends of friends tak simit hai chahalte hai to aapko search engine marketing ki koi jarurat nahi hai. Sath hi agar aap koi blogger hai or ayse advertisment program use karte hai jo paid traffic allow nahi karte jaise google AdSense to bhi aapko SEM ko use karne ki koi jarurat nahi hai.

But lekin agar aapke pas koi business website hai ya aap profitable blog ke founder hai or online marketing karna chahate hai. Sath hi aaap kam time me apne business ko increase karna chahate hai to aapko SEM ki jarurat hai. Wakai ye aapke online business me 4 chand laga sakti hai. 2009 me paid advertising ads par $13 billion pay hote the jo ki 2014 me dugne $26 billion se bhi jyada hone lag gaye hai. Or is time ho sakta hai ye 30 million dollar se bhi jyada ho.

I hope SEM search engine marketing ke bare me aapko ye post pasand aayegi. So plz ise social media par share jarur kare.

Avatar for Jumedeen Khan

About Jumedeen Khan

I'm the founder of this site and we regularly share useful and helpful information here for beginners. ❤️

Reader Interactions

Comments (85)

  1. Avatar for KumarKumar

    Really Good article Jumedeen Sir! Awsm! SEM ki thodi knowledge to thi but ab or jyada ho gayi!

  2. Avatar for hariom awasthihariom awasthi

    bahut sundar lekh sir ji

  3. Avatar for Vikram ChouhanVikram Chouhan

    Thanks for sharing such a great information about SEM. Keep sharing these type of blogs.

  4. Avatar for soniasonia

    Dhanyawad ye batane ke liye . ye mere liye bhout sahi hai .

  5. Avatar for Ramesh SinghRamesh Singh

    very nice and helpful jankari hai ji thanks for sharing

  6. Avatar for Rahul DevRahul Dev

    Hi
    Khan Sahab Bahut Achha Articles Hai.
    Maine Poora Read Kiya.
    Ek Baar Me MEre Dimaag Me Aa Gaya
    Aise AUr Articles Publish Karte Raho
    Thank You
    Keep It Up

  7. Avatar for Govind prajapatGovind prajapat

    Sir Maine apni website ko Google search console me submit kr diyA or sitemap bi bna liya . but mai apni website ko social media pr kaise public kru

    Or mai Google AdSense k liy apply kab kr paunga

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Apni site me social share button add karo or site ki posts ko social media par share karo.

  8. Avatar for ravinderravinder

    Sir may seo PR kam krta hu PR sir meri website increase nhi kr rhi kya ap mujhe bta skte ho ki meri site kaise increase hogi or site ko first page PR lane k liye kon se link thik rhte h

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      First aap SEO ko sahi se samajho fir apne articles ko optimize karo tab post top me aayegi.

  9. Avatar for abhiabhi

    Bhai maine apne blog par copy content likhe the ab maine sab delete kar diya ek nahi delete kiya ‘cpc rate kaise badhaye’ kyoki wo first page par aa raha tha isse koi problem hai.aapne coding kaha se aikhi hai

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Use bhi delete kar do warna jab uske bare me post admin ko pata chalea to wo aapki google ko report karega. Jisse aapki site google se hi remove ho jayegi. Second copy paste karoge to AdSense disapproved ho jayega.

  10. Avatar for namdevnamdev

    Sr maine apka link dala h post me ek bar chack krke bta do kya isi tarah mai baki k link bhi use kr skta hu or template thik h ya nhi thoda sa guide kar do
    mai abhi blogger pr hu

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Ha aap is tarah kisi ke bhi link post me add kar sakte ho. Aap blog me koi achi template use karo jisme homepage par post ki only summary show hoti ho.

      • Avatar for namdevnamdev

        Sr agr free photo site se image downlod krke or us photo ka url change krke khud ka koi title dekr blog me use kru to kya copyright se bacha ja skta hai
        or agr khud photo bnata hu to time bhi lgta hai or acha look bhi nhi de paata
        help me

        • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

          free photos stock wali site ke photo ko aap direct bhi use kar sakte ho bina edit kiye copyright nahi hoga.

  11. Avatar for vivekvivek

    bhai mera AdSense kal aprrov ho gya par ..AdSense opena mini me show nhi karta hai ..

    baki mobile ke chrome.Mozilla,or pc sab par karta hai par

    aapka ads openamini me Bhi show karta hai bhai

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Aapka bhi karega. Aap bas opera ka latest version use karo.

  12. Avatar for malikmalik

    bhai kya ham tabola ke ads apne blog me google AdSense ke sath laga sakte hai

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Ha kar sakte ho.

  13. Avatar for Yashvant SharmaYashvant Sharma

    sir ji Google AdSense ke liye Apply kab karna chahiye aur kese karna chahiye plz help me……..

  14. Avatar for Rashid ansariRashid ansari

    hello sir mere paas payment karne ke liyein debit card ya net banking nahin hai plz aap mujhe domain name khareedkar dijiye mein aapke account mein paise daal doonga

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Aap bank account khulwa kar new debit card le sakte ho.

  15. Avatar for vivekvivek

    bhai report karne se Hamari post ko koi nuksan to nhi na hoga bhai ….khi meri post delete to nhi na ho jatega

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Nahi agar aapki post usne copy ki hai to koi problem nahi hogi.

  16. Avatar for vakil shaikhvakil shaikh

    9 month ho gaye jumedeen bhai aapki vajah se mera sapna pura ho raha hai.

  17. Avatar for vakil shaikhvakil shaikh

    jumedeen bhai aapki fb id bataiye muje mil nahi rahi hai mai aapko massage kar raha hu fb per vahi jagah per aapke contact form me information send kar raha hu.

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Aap mujhe facebook.com/iamjdk par contact karo.

  18. Avatar for vakil shaikhvakil shaikh

    jumedeen to aap kharidkar rakhiye domain muje chalega 599 me domain mai aapke account me paise daal duga yaha hava pani ke vajah se line nahi hai isliye charging nahi hai mobile me aap purchase kijiye bhai. aapka bank account send kijiyega jumedeen bhai…

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Ok aap mujhe apni gmail id or password facebook par bta dena. Ho sakta hai rs99 me hi domain mil jaye.

  19. Avatar for Murari KumarMurari Kumar

    bhai me asa kya karu ki feature image na dikhe post ka image dikhe post par koi pluging hai kya

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Aap feature image option me wo image choose kar sakte ho jo aapko dikhani hai.

  20. Avatar for prashantprashant

    jetpack install karne ke baad automatic install hota hai ya hume self karna pdega

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Automatically nahi hoga aapko karna hoga.

  21. Avatar for vijay panaravijay panara

    Jdk sir ek baat samj mai nahi aati hai ke 1) google Keyword Planner kaya hai or 2) in ko kaise use karte hai or 3) in ko use karne ke liye koi account banana padta hai

  22. Avatar for Tushar ChauhanTushar Chauhan

    bro ye home page ki featured image aap jaisi kaise banau kuch bta dijiye maine style.css mai bhi jake dekh liya kuch tips de dijiye. mere ko iska answer dhundte dhunte 1 mahina ho gya hai lekin answer nhi mil rha h.

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Iske liye aapko theme ki index.php or style.css ki bahut sari coding set karni hogi.

      • Avatar for Tushar chauhanTushar chauhan

        Bro kya karna h m tyar hu mujhe ati h thodi bhut coding maine ki bhi h

        • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

          Sorry tushar mai coding me aapki help nahi kar sakta.

  23. Avatar for HimanshuHimanshu

    Sir mene ek post publish ki thi. Jiska title aur permalink mene baad me change kar diya. Lekin bo search result me pahle baale title aur permalink me show ho rahi he. Aur kholne par 404 Error aa raha he. Kya kare?

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Aapko post ka permalink change nahi karna tha. Ab new link ko google me index hone me time lagega. tab tk error 404 hi aayega.

  24. Avatar for vivek rajvivek raj

    bhai plzz help plz ek ladka mere blog ka 6 post pura ka pura copy kar kiya hai kuch Bhi nhi choda plz bhai help me..agr mai uska blog post ko delete karwa du to mera post fir se serch me show karega kya …

    jaha mere post serch me 1 page par aata hai ab uska Aane laga .plzzz help meee bro

  25. Avatar for ManishManish

    Sir jaise me apne blog ka template change karta hu to muje kya kya nuksan hoga muje aur muje kya kya phir se karna padega.

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Aap temlate me eta tag code fir se add karna hoga.

  26. Avatar for ravi Kumarravi Kumar

    add kis mail se Banaye, naya mail se ya purana mail se, kyuki naya mail se apply karne ke badd, AdSense ne mail bhi bheja, Purana me to uske mail ke liye bhatak rahe the…

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Naye mail wale AdSense se banao.

  27. Avatar for RohitRohit

    Bro aapse ek suggestion chahiye tha,
    mai web templates banata hun aur unhe online sell krta hun wrapbootstrap.com ke through.
    Lekin abhi kuch mahine se meri templates selling bahut kam hogi h aur meri nayi themes jo maine
    is platform pe daali wo approve nhi hui h.
    Mujhe tech blog establish krna h lekin samjh nhi aa rha h ki isse hindi (jaise aap likhte ho) ki english
    me banaun.

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      English me jyada sell mil sakti hai.

  28. Avatar for AakashAakash

    Bhai new blogger ke start me Kitne user aane par Acha man sakte ha ekdam start me Bas jisko 5 6 din hi hue ho

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      5-6 day me visitors ke bare me nahi blog par post likhne ke bare me socho. Itne kam time me 0 traffic hogi to bhi chalega.

  29. Avatar for ravi Kumarravi Kumar

    bhaiya Maine aapse Bina kahe, New e-mail I’d se AdSense ke liye apply kiya to aaj first time mujhe AdSense ke taraf se ye mail aaya , Iske details bataye ye kya keh raha hai.
    AdSense
    Welcome to AdSense
    Your application has been successfully reviewed. Now you need to create your first ad unit and place the ad code on
    anytechinfo.com to fully activate your account. Note that before your account is fully activated, only blank ads will appear on your pages. Once your account is fully activated, you’ll receive a confirmation email and begin to see live ads. Please don’t click on your live ads, even to test them — doing so isn’t permitted by the AdSense program policies.
    Sign in to Google AdSense to create your first ad unit and get fully approved.
    For further information, please visit the Your guide to adsense.
    1stCTA
    Get started now
    Sincerely,
    The Google AdSense Team
    This message was sent from a notification-only email address that does not accept incoming email. Please do not reply to this message. If you have any questions, please visit the Google AdSense Help Center to find answers to frequently asked questions.

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      problem wohi ki wohi hai. Ab aap ads banao or blog me add karo. Agar aapke blog me ads show hone lag jaye to mujhe jarur btana kyuki kei or bloggers ko bhi yahi problem hai.

  30. Avatar for HimanshuHimanshu

    Bro google AdSense me maine January me YouTube ke jriye account hosted karwaya tha lekin ab me janna chahta hu ki meri total earning ab tak January se leker ab tak kitni hui hai lekin mujhe samaj nahi arha google AdSense ke kis option me January se leker ab tk ki total earning dikhayega kis option me aati h total earning

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Aap YouTube eatimated earning me check kar sakte ho ya fir aap adsense.com par jao or right side me setting gear icon par click karke payment option me click karo waha aapko YouTube se huyi earning mil jayegi.

  31. Avatar for Rajesh SharmaRajesh Sharma

    bhai maine ek blog main bhut sare template use karle dekh liye par sabhi main ek problem aa rhi hai jab main blog open karke dekhta hu to vo jis site ne template bnaya hai uski site open ho jati hai please help me!
    kya kre jisse aisa na ho.
    maine us site ke template main se sabhi link remove kar diye phir bhi aisa ho rha hai.
    please help me bro!

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Aap jo temlate use karte ho usme redirection coding hoti hai. Aap kisi or site se template download karke blog me use karo.

  32. Avatar for surendra rsdpsurendra rsdp

    bhai Mujhe Adsense Account Ko Open Kiye Huye 1 Month se jayada ho gaya N Hi Maine Koi Paayi Profile Update ki Hai . Mujhe jo bhi Kuch Dekhna Hai Wo Mai Adsense Application Me Dekh leta hu .
    Aor Haan Agar aap yeh puchoge ki jab maine 1 mahine Se AdSense open nahi kiya toh mujhe kaise pata chala ki payment send kar diya gaya hai .

    yeh baat toh aapko bhi pata hai ki AdSense payment send karne par Hame Email karta hai jo bhi mujhe mila hai

    email –

    Hello,
    We sent a payment for your Google AdSense earnings on May 21, 2016.
    If you haven’t received your payment within 5 business days from the date of this email, please contact your bank for more details.
    To check your recent payment:
    Sign in to your AdSense account.
    Click the gear icon in the upper right corner of any tab, then, from the drop-down list, select “Payments”.

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Right ab kya aapne isse pahle isi AdSense account se payment receive kiya hai. Agar ha to aap us bank ke customer care me call karo jiska aapne swift code use kiya hai.

  33. Avatar for dharmdharm

    sir mera blog abhi blogspot par hai , aur manalo uska naam example de raha hu , xyz.blogspot hai ………ab me khud ka domain lena chahata hu ……..aur sath hi ye soch raha hu ki aage future me , mein apna blog worldpress pe transfer kar dunga …………..par abhi xyz domain lene se pehle abhi abhi muze pata chala ke kisine usi naam pe worldpress pe blog banaya hua hai …..xyz.worldpress.com………….

    to kya me xyz domain leke future me apna blog worldpress pe transfer kar sakunga………ya phir baad me koi problem aayegi……….plzzzz help me

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Aap apne domain se WordPress par blog transfer kar sakte ho. koi problem nahi hogi.

  34. Avatar for HimanshuHimanshu

    Bro mera ye sawaal he ki hum apne blog ko hack hone se kis tarah bacha sakte hai ap iske bare main bhi ek badi post likhiye pls isse sabko or bhi help milega

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Aap http security le sakte ho. Ok bro jarur likhunga.

  35. Avatar for Harpreet KumarHarpreet Kumar

    bhai updated ki hui posts ko google kab tak recrawl karta hai.. or kya iska fast index karwane ka koi triak hai?

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Aapki post me jitna quality content hoga. Utni jaldi.

  36. Avatar for farid khanfarid khan

    Kal maine apne blog me domain name lgya ab wo open hi nhi ho rha hai na hi ignouhelpguru.blogstop.in or na hi new wala ignouhelpguru.com open karne pr hosting pack dikha rha hai godaddy ka kaise hoga domain nam godaddy se liya tha

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Domain active hone me time lagta hai. Thoda wait kar osite khulne lag jayegi.

  37. Avatar for amjadamjad

    Youtube adsens aplly karne ke baad ye mail aaya hai please help

    Congratulations!

    Your AdSense account is now fully activated. Within a few hours you’ll begin to see live, relevant ads, and can start earning money from your online content. In the meantime, get started with a few payment setup steps so you’ll be ready to receive your first payment later.

    Here are some important notes:
    * Please don’t click on your ads, even to test them — doing so isn’t permitted by the AdSense program policies. If you do want to view more details about your ads, you can use the Google Publisher Toolbar.
    * By following our AdSense policies, you help protect the interests of users, advertisers, and publishers. If we notice violations, we’ll notify you by email and list them on your account’s policy violations page. In some cases, we may even stop serving ads to your pages or disable your account. Learn more.
    * You can add the AdSense code to any new page or site that complies with our program policies at any time. There’s no need to inform us or apply for a new account when you do.

    We highly recommend that you take full advantage of the Your guide to AdSense, which we’ve created to help you get the most out of adsense. Also, be sure to follow our AdSense Google+ page where you can get product updates, great tips and other AdSense news.

    Thanks for joining and welcome to adsense.

    Sincerely,
    The Google AdSense Team

    abb kya karu bhai

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Aapka AdSense account fully approved ho gaya hai. Ab aap AdSense policy ache se padho or jan lo ki AdSense ko kaise use karte hai.

  38. Avatar for Navjyot KumarNavjyot Kumar

    Bahut hi badhiya tips. Lekin Blogger ke liye Adwords ka istemal kar paan mujhe lagta hain, Google Adsense ki policies ke khilaaf hain. Mujhe ek baat samajh nahi aati ki ek taraf Google adword hame ads dikhane ke liye hamse kahta hain jisse hame zyada visitor mil sake aur Adsense Paid traffic ko rule ke khilaaf manta hain. Big Companies Is Sem ka bharpoor fayda uthati hain. Thanks for writing such a good post thanks bro.

  39. Avatar for surendra rsdpsurendra rsdp

    Maine Aaj Hi Jake Blance Check Kiya Jitna Tha Utna Hi Hai . Aor Phle jitni bhi bar Adsense payment aaya Wo Kabhi Late nahi huaa 31 Tarika tak aa jata tha . Lekin 21 may ka bheja huaa payment Aaj 7 june tak nahi aaya .

    ab mujhe kya karna hai .

    1. Mera Account Mere District me hai Mujhe 5 KM Duur

    Aor

    2. Jaha ka Maine Swift bic Code use kiya hai Wo mujhe 100 KM duur Hai Jaipur Me

    myjhe kha jana chahiye

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Aap already pahle bhi isi AdSense account se payment le chuke ho right, But last month ka payment aapko nahi mila hai. Kya aapne AdSense me payee profile address me koi chedkhani ki hai.

  40. Avatar for AalamAalam

    aapne kaha tha ki godady ka 99rs ka offer
    nahi band hua hai sahi site par jao
    lekin vah mujhe an tak nahi mila yadi aap
    vaha phuch ja rahe to mujhe uska link
    Dede please help me

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Bahut simple hai, aap godaddy.com site par jao homepage par rs99 ka offer mil jayega.

  41. Avatar for Vivek DarjiVivek Darji

    bhai aap apni post ko publish Karne Ke baad Fatch as Google me daalte ho???

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Ha karta hu. Aapko pahle bhi bta chuka hu.

      • Avatar for Vivek DarjiVivek Darji

        bhai aaj aap Full Post daalo Google Keyword Planner Ke Baare Jo sab log aasaani se samaj sake me jaanta to hu lekin full iske baare me information nahi he.

        • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

          Vivek abhi mai busy hu free hote hi iske bare me post karunga.

  42. Avatar for HirenHiren

    Sir meri site hack hui he
    lootkarle.com
    Ispr se sb kaise remove kru plz help sir

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Oh my god, Ab ek hi option hai agar aapke pas apne blog ka backup hai to new blog bana kar backup upload kar lo.

      • Avatar for HirenHiren

        Sir hacked website ka domain mujhe kisi ne dia he

        Pr wo to bahut pehele ab use new lena pdega kya

        And free .in domain milta h kya sir

        • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

          Nahi .in domain free nahi milega.

    • Avatar for vicky Pawarvicky Pawar

      Bro jo site hack hoi vo WordPress ki thi kya agar ha to aajkal WordPress ki sites jada hack ho rahi he aap na Double password ki system activate karlo apke account me ok… and tension mat lo backup loga to use restore kar lo new acc me…. @Techwithloud

Add a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

I need help with ...