Whatsapp par GIF Animation Image banana bahut hi aasan hai. Whatsapp par tarah tarah ki GIF animation photos send ki ja rahi hai magar kuch users ko abhi bhi iske bare me jankari nahi hai. So aaj mai aapko whatsapp me GIF animated photo create karne ki process step by step bta raha hu. Aap easily yaha btaye step follow kar ke aap sirf 2 second me GIF image bana sakte ho or apne friends ko send kar sakte ho.
Whatsapp par GIF animation image banana itna aasan hai ki aap 5 second se bhi kam time me kisi bhi video se GIF picture bana sakte ho. Mai yaha par aapko iski jo process bta raha hu. Use read karne ke bad aapke liye or bhi aasan ho jayega.
- Computer Me Whatsapp Kaise Use (Chalate) Karte hai
- Apne Android Phone Me 2 Whatsapp Account Kaise Use Kare Hindi Me Jane
Whatsapp par GIF image banane ki step by step full information in hindi, Whatsapp par GIF kaise banaye, Whatsapp par apne dosto ko GIF image kaise send kre, Whatsapp par video se GIF kaise create kare. Apake aese sare sawalo ke jawab is post me mil jayenge.
Whatsapp Par GIF Animation Image Kaise Banaye Ki Puri Jankari Hindi Me
How to Create GIF Image On Whatsapp:
Step 1:
- Sabse pahle aap apne mobile me whatsapp open kare.
- Ab aapko jis friend ko GIF send karni hai uski profile open kare.
- Ab top right side me attachment icon par click kare.
- Gallery option par select kare.
Step 2:
- Gallery me ja kar VIDEOS option par click kare.
- Ab ji video se GIF image bana kar send karni ho wo select kare.
Step 3:
- Ab is tarah se ye video aapke whatsapp me open open ho jayega.
- Ab videos me se jaha se aap chaho waha se 6 second ya isse kam time ka video cut kar le.
- video ke upar video time or niche GIF set karne ke icon nazar aayenge.
- Finally, video ke icon par click kare.
Step 4:
Aapke video icon par tap karte hi video automatically send hona shuru ho jayegi. Actually 6 second ki GIF ka size bahut kam hoga so ye kuch hi second me send ho jayegi.
Sath hi aapke mobile me bhi iska backup ban jayega. Aap chahe to mobile file manager me ja kar whatsapp media file check kar sakte hai. Yaha par aap meri banayi whatsapp GIF video dekh sakte hai.
Agar aap whatsapp ke bare me or jyada janna chahate hai to aap humari Whatsapp India Me Kitna Popular / Famous Hai In 7 Bato Se Jane and Whatsapp Tips and Tricks Jo Har Koi Janna Chahata Hai? jaisi whatsapp se related post read kar sakte hai.
I hope aapko ye post pasand aayegi. Post pasand aayi ho to apna 2 second ka time nikal kar ise social media par share jarur kare
vivek
aap koi paid seo servis use to nhi karte ho jisse aapka sabhi post Google me top par aata h
rohit
sir ye bataiye ki mai kya karu ki merA blog bhi google search me sabse pehle aay
Jumedeen Khan
SEO terms follow karo.
Anurag
sir ye bataiye ki google me kuch bhi search karne par apka blog blog sabse pehle kyu aata hai aur kya ata hai
Jumedeen Khan
Kyuki aap mere blog se related keywords hi search karte ho.
RASHID LAARI
sir kya koi aisi trik hai jisse hume koi block karen aur hum khud hi unblock ho jaye. btaie
Jumedeen Khan
Nahi aesi koi trick nahi hai.
Pawan Gautam
khud unblock hone ke liye aapko aapna Whatsapp account delete karna hoga or phir se setup karna hoga aap mere blog pr ja kr post read karo main iske bare main post likhi hai .
Jumedeen Khan
this is not good process so don’t tell anyone again.
prabhjit Singh
Yah to bahut mazedar hai. Thanks for sharing