Hello friends, airtel, idea, vodafone or BSNL ye company sabse jyada popular hai or shayad aapke pas bhi airtel ki sim hogi. Today mai pahli bar kisi sim service ki free trick ke bare me article likh raha hu jisme aapko milega free high speed internet amazing 3G internet airtel sim me yakinan aapke liye ye achi news hogi. I mean mai aapko airtel free high speed internet option ki wo proxy tricks btane ja raha hu jisme aapko sirf airtel internet service ki setting me thoda si changing karni hai or aapke smartphone me 3G speed se internet free chalegi.
Appne free 3G, 4G internet ke bare me to suna hi hoga. but aaj aap free internet use bhi karoge ek choti si secret tricks se. mai iske bare me post me niche aapko full details me btane wala hu. ye master proxy trick %100 work karegi. to chaliye ab bat karte hai free internet use karne ki trick ke bare me.
- Smart Phone Ki Battery Life Badhane Ke 10 Android Apps
- Smart Phone Kar Sakta Hai Ye 10 Kaam Kya Aap Ne Kabhi Try Kiya Hai
In this post: is post me mai aapko jo free internet ke bare me btane wala hu wo tricks lagbhag india ke har state me kaam karegi. by the way kisi state me work na bhi kare. iski meri koi guaranty nahi hai.
Baki ye trick unlimited hai or kab tak kaam karegi. iske bare me bhi mai aapko kuch nahi kah sakta. but i promise aap free me 3G internet jarur istemal karoge. mai ye trick pahle khud try karke hi apne visitors ko bta raha hu.
Free Internet Chalane Ke Liye Kya Kya Chahiye
Free services UDP, TCP ki tarah hi ye trick bhi kitne time karegi. iska koi fix time nahi hai. becoz ye proxy trick par kaam karti hai. aapko bas free internet chalane ke liye proxy codes ki jarurat padegi. jo ki mai aapko yaha bta raha hu.
Airtel Unlimited Free Internet Proxy Tricks – 100% Working Tips
- 213.202.215.157
- prx.im or 176.126.237.199
- webproxy.stealthy.co
- www.air-proxy.com
- 185.12.6.15
- proxies.us OR 23.105.134.34
- 4everproxy.com
- freevideoproxy.com
- 95.211.209.163
- zendproxy.com
- 85.17.141.35
- www.air-proxy.com
- 5.10.71.134
- Jetproxy.com
- 5.199.140.148
- 180.179.207.111
Airtel Sim Me Free Internet Kaise Chalaye 3G Speed Se
Ab aapke pas proxy code bhi hai. ab bas aapko airtel sim ki internet service setting me proxy trick code ko add karna hai. chaliye uske bare me bhi aapko details me bta deta hu.
- Apne mobile phone ki settings par jaye.
- Network Connection Setting ko open kare.
- Ab create a new setting select kare.
Ab yaha par aapko airtel internet service ke bahut se opyions milegi. aapko sirf kuch hi par setting karni hai. baki ko khali, ayse hi chod de.
- Account Name: Airtel Free 3G Internet by Supportmeindia set kare.
- APN – airtellive.com
- Proxy Addpress: Yaha par upar diye gaye kisi bhi proxy code ko add kare. in my case maine 95.211.209.163 code use kiya hai.
- Port: 80
- Bas ab baki sabhi ko khali chod de
- or save setting par click kare.
- ab apne mobile me internet browser open kare.
- ab browser me airtel.in ya airtellive.com enter kijiye.
- Congratulations aapko free 3G high speed internet mil gaya hai.
- trick kaam work karne ke bad aap koi bhi website use kar sakte hai.
- Airtel All USSD Codes Balance, Offer, Plan Check Karne Ke Liye
To ab aapko airtel sim me free internet 3G soeed se chalane ke bare bare pata chal gaya hai. ummid hai aapko ye post jarur pasand aayegi.
To aysa to ho hi nahi sakta ki aap post pasand aane ke bad bhi is post ko share na kare. I mean post pasand aaye to post ko apne dosto ke sath share jarur kare.
- Android Mobile Ki Screen Record Karne Ke Top 7 Free Apps
- Mobile Se Paise Kamane Ke 5 Best Android Apps hindi jankari
By the way ab aap airtel free 3G internet enjoy kijie or ha supportmeindia par visit karna na bhooliye. aap chaahe to CTRL+D key button daba kar humari site ko bookmark kar sakte ho.
Sath hi hume bhi social media par follow kar sakte ho. jisse aapko humari latest post ki notification milti rahe or aapko new trick padhne ko mil sake.
prem
Sr nhi chal raha hai me punjab me use kr raha hu
Jumedeen Khan
Sorry pem har location par available nahi hai.
md najeem
supportmeindia kya hai hum setting me jakar APN ke uppar name me hum kya likhenge
rampravesh meena
sir mene apna chennal bna liy h or video upload karke monitiz bhi kar apne video ke samne $ ka chinn bhi aa gya
ab mene adseme account se jodana chaha
sine in karne ke bad usame website aati h usame kya bhare mere pass to website hi nahi h
mere video ko upload hue 3-4 din ho gye
jyada wives ke liye kya karna padega
plz tell me
sari jankari
Jumedeen Khan
Jab tak aapke videos par 3000-5000 views na ho AdSense account mat banao or monetize bhi mat karo. Views badhane ke liye apne video ko social sites par share karo
BAMBAM KUMAR
sir, laptop use karta hu, free net use karane ke bare me batae
prem
Sirr name me sirf airtel likhna hai ya airtel free 3g internet??
Jumedeen Khan
Ap name me kuch bhi likh sakte ho.
Robin Pawar
Sir kya Relaince ki sim mai bhi koi free internet chalaane ki tricks hai.
agar hai to please mujhe bataa deejiye
Jumedeen Khan
Nahi reliance ki tricks mere pas nahi hai.
vikas
Airtel ka 3g free unlimited internet batao na sir plz
Amit kumar singh
Bhai mere android phone me nahi chal raha hai mai bihar se hu
Jumedeen Khan
Ye trick har location par kaam nahi karti hai.
suraj baraf
Sir,
please Vodafone Proxy Trick batao.
Jumedeen Khan
Aane wale time me jarur karunga.
Mohammed Ikram
bhai mujhe apse pesonaly me baat karni hai aap mujhe ispar mail kren
Jumedeen Khan
Aap mer isite ke contact form par mujhe personal message send kar sakte ho.
Ravi Kumar
bhaiya mere phone me mere blog ka comments box nahi show hota, koi v broswer se, isse pahele rohit ji ke blog ke sath bhi yahi ho raha hai,iski kya wjah ho sakti,aap jante ho to please bataye,
mai apne dosto se puchh to bola show ho rahi hai, aur aapne bhi bataya but mere phone me kyu nahi
Jumedeen Khan
Aap uc browser ka old version use kar rahe ho. latest version use karo or chrome me check karo.
Manish
sir plece idea sim ki proxy trick batao
Jumedeen Khan
Thoda wait koro jaldi hi iske bare me bhi post karunga.
tanuj
Vodafone ki free trick k bare m btao plzz
Ravi Kumar
bhaiya mere blog me comments box kyu nahi show rahi hai, jubki settings to sahi, hai pata nahi aap bataye ye hide kaise huai
Jumedeen Khan
aapki site par commnet box show ho raha hai. koi problem nahi hai.
Rohit
Bhai isme data bhi on krna padega aur ye kanpur me trick kagikam kregi
Jumedeen Khan
Aap try kar sakte ho.
prakash
sir AdSense ke ads par x par click karke ad cover the page par click karte hai aur ads hat jata hai use humari income hoti hai ya us par click karne par humari income hogi
Jumedeen Khan
Nahi ads ko remove karne se aapki income nahi hoti hai. ads me diye huye link par click kar usko open karne se income hoti hai.
Pardeep
Sir iPhone Mai kaise krege ye setting plz reply
Jumedeen Khan
Same processing hai.
Ankit Jha
Toh bro meta verification code na remove karne se mere seo pe koi fark toh nhi padega na ?
Jumedeen Khan
Meta tags code remove na karne se SEO par koi fark nahi padta ulta aapki site SEO friendly banti hai.
surendra
Hello jumedeen bro aap meri problem ko samjo aor fir solution bataye.
Mere blog me home page par jo post hai unme maine AdSense ki ads lagaye huye hai unme AdSense ka code dikhta hai read more se phele .
Code
(adsbygoogle = window.adsbygoogle || []).push({});
Aor jab full post open ho jati hai toh code sahi kaam karta hai aor ads bhi dikhte hai. Lekin home page par problem kyu hai???
Mere duaara kiye gaye upay
1. Maine tamplate bhi change kar liya fir bhi problem hai.
2. Code ko html me paste karta hu jab bhi problem hai
Kehna ka matlab hai maine puree koshis kar li fir bhi problem hai.
My tips –
Maine AdSense code me se yeh code (adsbygoogle = window.adsbygoogle || []).push({});
Delete karke post me set karta hu toh koi probem nahi aati hai.
Ab aapko jo batana hai wo hai
1. Agar me code me se (adsbygoogle = window.adsbygoogle || []).push({});
Wale code ko remove karke post karu toh AdSense ko koi problem toh nahi hogi . ( jabki AdSense ke ads sahi show ho jate hai )
2. Agar esa karne me koi probem hai toh ab aap hi kuch upaye bataye??
Jumedeen Khan
aapki sabse badi galti hai ki aap blogger blog par template ki jagah WordPress them kuse kar rahe ho. jo ki bilkul galat hai. bilkul wese hi jaise aap kisi ladki ke kapde pahan lete ho.
dusri sabse badi galti ye hai ki aap AdSense ke ads ko edit karne ki koshish kar rahe ho. jo ki AdSense bilkul allow nahi karta hai. jaise hi AdSense ko aapki harkat ka pata chalega aapka AdSense account ban ho jayega or aap fir kabhi AdSense use nahi kar paoge. iske bare me mai allready bta chuka hu. Adsense Account Ko Safe Rakhne Ki 12 Important Tips in Hindi
Solution: aap koi blogger template use karo. gooyaabetemplates se. or aaj ke bad AdSense ko bilkul bhi edit karne ki koshish mat karna.
dev
bas aap thoda sa meri taraf dhyan dete rhna plz bhayi me apko apna bhyi manta hu bhyi me har kisi par bharosa nhi karta isi karna mera 1 hi frnd he bas or ab me aap par bhi bharosa karta hu so plz aap meri help karte rhena plz bas thode din ki or baat he phir me apse jyada nhi pucha karunga.
Jumedeen Khan
aap chahe kitne bhi swal pucho koi problem nahi hai. bas pahle ache se apne sawal ke bare me socha karo ki kya wakai isme mujhe kisi ki help ki jarurat hai ya fir mai hi ise solve kar sakta hu.
dev
thanks bhyi me ab khud se hi banauga or ha ha bhyi jo kaaam hard work karke aa skte wo aap besshak mat batana aaj nhi to kal me use kar hi lunga chahe mughe usme din raat mehnat karni padi par jo mehnat karne se b na ho yani kise se puchne ki jarurat pade wo jarur batate rhena kyo mughe blogggin me sirf aaj 3 months ke aas pass huye he or or meri website aaj shi 60 days old ho chuki he mughe bharosa he ki 1 din meri site first page par hi dikhyyi degi..thanks bhyi
Jumedeen Khan
aap mere continue reader ho or mai chahata hu ki mera har ek visitor success bane. isliye hi aapko ye sab bate kah raha hu jisse aapko hard work karne ki powewr mile. help jarur karunga but us kaam me jo aapse nahi hota ho. usme nahi jo aap kar sakte ho but karna nahi chahate ho.
Ankit Jha
One more question bro Maine just abhi apne website ka sitemap bing mein submit kiya hai or meta code she verify kiya hai. Ton basically mera question hai ki verification ke baad kya main meta tag mein se verification code remove kr du ?
Jumedeen Khan
Nahi verify meta code ko remove karoge to aapki site bing search engine se diconnect ho jayegi.
Ankit Jha
Bro agar main apne posts other post ka bhi link daalu read more karke to kya kya benefit hoga mujhe isse
Jumedeen Khan
simple hai aapko traffic jyada milega. becoz aapke visitors ek post se dusri posr par visit kar sakenge.
Mohammed
Bhai Domain Name Ager Hyphen ( – ) Sign Ka Use Karna Kaisa ?
Ex :
myexample.com
my-example.com – Ye Hyphen Sign ( – ) Use Karne Se Seo Ya Google Search Result Par Koi Effect Aata Hai Kya ?
Jumedeen Khan
Google search engine par to effect padega becoz aap domain me stop word use kar rahe ho. but aapko visitors kam se kam milega. becoz search engine (_-<>?/”;|=) ko stop word manta hai. aap xyz.com domain hi le to aapka hi fayda hai. search engine friendly bhi hoga or aapke visitors ko bhi domain type karne me aasani hogi.
AMIT
sir subheading means muje samj nahi aata hai to plz bataye aur short sentences kaise banate hai
Jumedeen Khan
ye post padho isme maine allready details se btaya hai. Blogger Post Ko SEO Friendly Banane ki 10 Killer Tips.