How to Increase YouTube Engagement ? Youtube kebare me ye important questions me se ek hai or bahut se log inke bare me janna chahate hai kyuki agar aapke YouTube channel ka engagement better hoga to aapka channel utna hi behtar performance karega. Utna hi adhik traffic badhega or utni hi jyada aapki earning hogi.
Agar aapka YouTube Engagement 0% hai ya na ke barbar hai to aapka YouTube par video upload karna bekar hai or aapka success hona bahut mushkil hai. Kyuki without interest ke log aapke channel ko dekhna tak pasand nahi karenge.
Main bahut se YouTube users ko dekha hai jinke channel par viewer nahi hote or na hi subscribers hote hai. Wo iske liye bahut se tarike apnate hai par failed ho jate hai. Actually, iska main reason hai YouTube Engagement. I mean logo ko aapke YouTube channel se kitna lagav hai or wo aapko kitna care karte hai.
YouTube Engagement se yaha mera matlab hai user aapki channel ki videos me kitne interest hai or aapke video upload karne ke bad wo satisfied hote hai ya nahi.
Suppose, aapke channel par 1,00,000 subscribers hai or unme se 10,000 people hi aapke work ko pasand karte hai to aapke liye sirf wohi kam ke hai baki 90,000 bekar hai or unse aapko koi fayda nahi hai.
Hum YouTube Engagement ke liye kya kya nahi karte, apne videos ko social media platform par sharek arte hai, Apne friends and other people ko unke bare me btate hai. I mean hum har wo koshish karte hai jis se log humare videos dekh sake magar isme bahut hi kam logo ko success mil pati hai.
Agar aap apne YouTube channel par subscribers and views badhana chahate hai to aap humari Youtube Channel Par Subscribers Badhane Ki 20 Best Tips or Youtube Videos Par Views Kaise Badhaye 10 Best Tips post read kare.
In this post, aaj main aapko kuch aesi tips bta raha hu jinse aapko kam time me better YouTube Engagement milega or log aapke channel ke videos ko pasand karenge or aapke YouTube chanel ka engagement 100% se bhi jyada 200% hoga.
Table of Contents
YouTube Engagement Incrase Karne Ki 4 Best Tips
Bahut se logo ki videos par sirf 30 seconds me million views aa jate hai par wo humari tarah apni video ka promotion bhi nahi karte fir aesa wo kya karte hai ki unhe itna jyada traffic milta hai. Actually unka YouTube Engagement high hota hai or log unke videos ka jyada se jyada wait karte hai jo ki humare sath nahi hai.
1. Simple and beautiful thumbnails:
Simple and beautiful thumbnails aapke YouTube channel ki engagement ko 150% tak incrase kar sakti hai. Aap yakin nahi karoge par 80% women and 20% men sirf thumbnail ko dekh kar aapke videos me interest lete hai.
I mean agar aap beautiful thumbnail design kar lete ho to aapko 80% unknown women ka traffic mil sakta hai. Wese hi lady beautiful cheejo me jyada interest leti hai. So aap is bare me soch sakte hai ki apne videos ke liye kis tarah ke thumbnails banane chahiye.
Sabse important bat google bhi search results me video thumbnails show karta hai so better and eye catching thumbnails hone par aapko search engines se bhi jyada clicks mil sakenge. Yaha main isse related kuch quick tips aapko bta raha hu.
- Video thumbnail all users ke liye distinct hoti hai or video creator ke experience ko darshati hai ki wo kitna talented hai.
- Thumbnails e bta chalta hai ki aapki video kitni branded hai.
- Awesome user experience wali high-resolution sizes ki readable image use kare.
- yaad rahe log aapki thumbnails dekh kar bhi apaki video ko ignore kar sakte hai so jitna ho sake behtar thumbnail design kare.
- Other YouTube partner ka work dekhe or unki style dekhe fir apni bhi alag style banaye.
- Compelling title and user ko attrack, impress karne wala video title banaye.
- Jab video open ho to thumbnail suddenly off nahi hona chahiye balki vidoes se pahle kuch seconds ka sound and effective thumbnails hone chahiye.
- Ek low retention thumbnail se viewers kabhi bhi satisfied nahi hote hai or wo agli bar aapki video na dekhne ke bare me soch sakte hai.
- Ek attention-grabbing thumbnail aapke video me 4 chand laga deta hai.
In simple words, shidhe shabdo me video thumbnails video me make up ka kaam karte hai. So jitna ho sake aap utna acha video templates design kare.
2. Announcement to drive desirable actions video end
Aapne YouTube par bahut sare video dekhe honge or bahut se videos me end me channel ko subscribe karne, social media par connct hone, video ko share karne, latest video dekhne ke liye rewuest announcement dekha hoga.
Ye aesa tarika hai jisse wo log bhi aapse jud jate hai jo aapke videos me 50% interested ho. Youtube engagement inceasing ke liye aap bhi aesa kar sakte hai.
So viewers ko video ke last me channel subscribe karne, video ko like or share karne ke liye kahe. Isse na sirf aapke channel par traffic badhega balki views increase hone ke sath sath aapke YouTube channel par bahut sare subscribe honge or ek din aapko lakho logo ka support hoga.
Aap video end ke sath sath video starting me bhi user ko action lene ke liye or channel ko subscribe akrne ke liye kahsakte ho. Agar aap user ko apni voice se attract kar sakte ho to ye aapke liye better tips hai.
Iske alawa aap video ke end me other videos ke links ya video se related apne blog content ka link add karke apne reader ke sath continue touch me rah sakte ho. Video ke end me annotations add karne se YouTube engagement 30 t o 50% increae hoti hai.
3. Keep your videos short:
Keep your videos short for happier viewers and higher user retention:
Maine bahut se YouTube video creators ko dekhahai wo ek chhote se metter par long video create karte hai video ko bilkul boring bana dete hai. Aese video ko 10% people bhi like nahi karte hai or ek bar koi inke video dekh leta hai to dubara na dekhne ki kasam kha leta hai.
Ye sirf khud ka or apne users ka time west work hai. Main sabhi YouTube partners ko suggest karna chahunga ki jitna ho sake short video bananye or khud bhi kush rahe and apne viewers ko bhi khush rakhe taki wo aapki new videos ka wait kare or aapki latest videos par aapko users ka 100% responsive mile.
Aaj ke time me log kisi bhi metter ko samajhne ke liye content read karne se jyada video ke throw samajhna better samajhte hai. Second har koi chahata hai ki use minimum time me maximum information mil sake. So aese me aapka long video create karna bevkoofi wala kaam hoga.
Main ye nahi kahta ki aap long metter par bhi long video mat banao. Aap requirement ke anusar long video bana sakte ho but short metter par long video mat banao. Video ko short rakho or clear and effective video banao. Na hi to aapki video jyada loner honi chahiye or na hi jyada shorter.
Kyuki video watched percentage bahut important hoti hai or aapke video ko log kitne time tak dekhte hai iski average bhi most important hai, Aese me short video ko har koi full dekhega or aapke videos ki wayching average 100% hogi.
Mai aapko ek bat bta du ki jis website par user full interest hota hai us par bhi wo 20 – 30 seconds rukta hai to aap soch sakte ho ki aaki boring video par user kitne seconds rukega. Youtube to content ki tulna me or kam responsive deta hai. Log aapki video ko dekhne se pahle hi 1 – 2 second me avoid kar dete hai.
Jitna ho sake clear video banao or effective audio banao. Without editing ke video upload karna bekar hai. Video ko achhe se edit karo or better quality ke video share karo jo acche se chale or achhi refreshing kare.
4. Basic marketing and SEO principles:
Youtube SEO ke bare me to aapne suna hi hoga. Jis tarah website content ke liye SEO important hota hai wese hi YouTube videos ke liye bhi search engine optimization jaruri hai.
Maine Youtube Videos Ko Google Search Me Top Par Lane Ki 7 Best Tips post me YouTube video ko optimize karne ke bare me tips already btayi huyi hai. Aap in tips ko follow karke YouTube SEO complete sikh sakte ho.
Har koi chahata hai ki uski videos and content google me top position par show ho or use search engines se jyada se jyada traffic mile. Shayad aap bhi aesa hi chahate hai to abhi se iske bare me jankari jutana shuru kar de.
Kisi bhi work me hum tabhi success ho sakte hai jab hume uski jankari ho so aapko SEO ke bare me janna hoga or jyada nahi to aapko YouTube SEO ki basic information honi jaruri hai. Iske liye aap humari SEO se related post padh sakte ho or hum future me bhi is bare me post likhenge to aap humari latest post bhi check karte rahe.
- Apne videos ka social media, email marketing, with friends and other process se promotion kare.
- Video title, description me keyword add kare or video ko SEO friendly banaye.
- Advanced SEO techniques follow kare or apne video ko google me first page par show karaye.
- Video me related tags use kare.
- Video upload karne se pahle achhe se optimize kare.
In sabki jankari aapko humare blog par hi mil jayegi. Aap iske liye humari YouTube se related padhte rahe. Hum time to time YouTube ke bare me or bhi articles likhte rahenge.
Conclusion,
Apne online business ka promotion karne or apne audience ke sath good relation banane ke liye YouTube platform ek great way hai. Agar aap online marketer ho or aapki koi site ya blog hai to aap YouTube ko avoid na kare or jaldi hi ek YouTube channel bana kr us par apne business se related video upload karna shuru kare.
- Youtube Par Video Upload Karne Ki Defaults Setting Kaise Kare
- Youtube Par Aap Kis Tarah Ke Videos Upload Nahi Kar Sakte
Youtube na sirf aapke audience ke lye better hai balki isse apaki site and other all online business ki search value increase hoti hai.
Youtube se better results pane ke liye aapki YouTube enegagement ka good hona jaruri hai. Agar aapke pas koi YouTube channel hai to aap in tips ko jarur try kare. I hope aapko better results milega.
By the way, agar aapko ye post pasand aaye to ise social media par apne fiends ke sath share jarur kare.
Deepak
Q1-Sir jaisa ki apko pata hi hoga ki 20th feb 2018 ke bad youtube chanel par 1000 subscriber & 4000 hours watch time hone ke baad hi monetization ke liye apply kar sakte hain . To mera sawal ye hai ki isse pahle kitne subscriber & watchtime ke baad AdSense ke liye apply kar sakten hain ? Please answer me sir
Jumedeen khan
Updated 2018: YouTube Monetization New Policy Ki Hindi Jankari
Deepak
Sir video me youtube ke rule ke anusar maximum kitne Tags laga sakte hain?
Jumedeen khan
Average 4-5 better hai.
raj
bahut hi achha article nd YouTube user ke liye bahut hi acha he
Shakeel Ahmed
Bhai main jab apna blog kholta hun to address bar main uniqueitzone com/?m=1 likha hota hai. S main ?m=1 kyun a jata hai. Plz check kar lain
Jumedeen Khan
Aap mobile me site open kar rahe ho na isiliye desktop me nahi aayega.
S. Khatoon
Nice information regarding YouTube marketing.
Do you have any YouTube channel?
Jumedeen Khan
I already give my YouTube channel link in sidebar socila follow button.
pradip
YouTube channle ka descrapation kaha pe likhna hota hai ke jo hum hamare channle ke bare me likhte hai . maine defualt satting par descraption me likha wo video upload samay descraption me ata hai
Jumedeen khan
Yes aapko har video ki description alag se likhni hogi ya fir aap ek deault rakh sakte ho.
Zishan Ali Gulzar
sir..mera WordPress blog pe mobile browser me imga show nhi krta hain aur av kuch dino se ….post me image ka size jitna big rhta hain utna bada – jaise popular post ka option me bhi show krta hain ..kya kare
Jumedeen khan
Aap in post par featured image set karo second aap uc browser me nahi mobile me chrome browser me check karo.
shyam sundar mondal
many many thanks jumedeen ji , itni jaldi reply dene ke liye.
shyam sundar mondal
jumedeen ji AdSense se ek mail aaye uha par likha hai 2000 INA credit de rahe hai site promotion ke liye free me , kya ye sahi hai. iske bare me aap kuch bata sakte hai.
Jumedeen khan
Ye AdSense ka offer ha agar aap adworfds use karte ho to aapke kaam ka hai warna avoid karo.
dilip
bro mene page label ad k code do baar banakar blog par lagaye lekin show nahi hue to kya isase AdSense ko koi problems to nhi hogi
Jumedeen khan
Nahi koi problem nahi hai. Aap mobile me site option karke apge level ad check karo ki kya error aa raha hai. Ye post follow karo. Mobile Site Par Adsense Page Level Ads (Beta) Kaise Use Kare
सपना
सर मैंने अपना नई ब्लॉग बनाया है चेक करके बताये इसमें क्या कमी है
Jumedeen khan
Achha blog hai aap blog me ek achha sa logo or header set karo second me post me eye catching imagfe use karo.
sandeep tak
apki har post me di gai jankari help ful hoti hai sir aj morning me google search par search karte hue mere samne supportmeindia.in ye blog aya sir kya ye blog apka hai kya koi blogger esa kar sakta hai .com ka alg blog or in ka alg
Jumedeen khan
Nahi ye domain mere hi kisi reader ne le liya tha jise maine band karwa diya hai.
Kuldeep
Hello Sir, mujhe ab bhi ek problem aa rahi hai.
Post ke uper jo posting ka time or date aate hai wo sahi nahi aa rahe hai aap ek baar mera blog goharyana khol kar dekho.
Or Sir Photoshop software PC ke liye kahan se or kaise download karu google se nahi mil raha
Jumedeen khan
Iske liye aapko blog ka single.php folder edit karna hoga ya fir aapko dusri theme use karo jisme date show hoti ho.
Prakash Raj
Bahut hi umda jankari pesh ki hai aapne. Is behatrin post ke liye aapka bahut bahut dhnybad.
Jumedeen khan
Hi prakash,
sirf ek hi comment ko har post me share karne se na to aapko fayda hai or na hi mujhe. Please change it next time and don’t add article link in website URL field.
Manish
hello jume deen sir maine aapko 1 post se related mail kiya hai please check kare
Jumedeen khan
Ok main aapko check karke repy kar dunga.
shashank
1.-Thanks bahut achchi post h. Esa lagta hai jaise apne mere liye hi likhi hai.
2.- Aap apne blog me contact page per kaun sa contact form use karte hai ye mujhe kaha milega or maine contact form ka plugin (contact form 7) install kiya lekin vo achcha nahi h.
3.- comment box ke bare me bhi bataiye ye kaun sa comment box hai or ise kaise lagaye ki har post ke neeche ye show ho.
Jumedeen khan
1. welcome bro.
2. ye jetpack plugin ka contact forum hai.
3. ye WordPress ka comment box hai.
Zishan Ali Gulzar
sir. WordPress me theme update karne se jitna post kiye hain usme effect hoga ya customization me,,
Jumedeen khan
Nahi hoga.
Palashtd
Hi Jumedeen,
Thanks for your valued tips.
Ravj
Hello Sir mera AdSense account YouTube se Approval huaa hai.. Uske baad maine website se connect kiya hu.. to mujhe payment kis date jo milega….
2.. Kya hum account holder name me apne family ka naam likh sakte hai..
Jumedeen khan
1. payment aapko har next month ki 21th ke bad milega
2. Nahi aap sirf wohi name likh sakte ho jiske name se aapka bank account hai.