Youtube Par Video Upload Kar Ke Paise Kaise Kamaye 2025

Hy friends aaj hum bat karenge YouTub ke bare me ki YouTub se paise kaise kamaye jate hai video upload kar ke. Agar aap bhi internet par yahi search kar rahe ho ki YouTube se paise kaise kamaye to ye post aapke bahut kam ki hai. Is post ko pura read karne ke bad aaj aapki searching puri ho jayegi. Actually YouTub ke bare me aaj har koi kuch na kuch janta hi hai par unme se bahut se new users ko ye pata nahi rahata ki YouTub se hum paise bhi kama sakte hai aap bhi new users hai to ye post jarur read kijiye kyuki is post me aaj hum yahi janenge ki YouTube se paise kaise kamate hai video upload kar ke.

make-money-on-youtube

YouTube se karodo log ghar baithe aasani se lakho rupye kama rahe hai agar aap ye sochte hai ki aesa nahi ho sakta to aap bilkul galat hai kyoki aap bhi aesa kar sakte hai. Uske liye aapko youtub ke kuch rules follow karne honge jinhe follow kar ke aap bhi youtube par apna channel bana kar video upload kar ke paise kama sakte ho. Agar aap apna channel banana chahate hai or paise kamana chahate hai to aap padhte rahiye ye post or janiye youtube se paise kamane ke tarike.

YouTube duniya ki sabse badi video website hai jis par roj karodo log video dekhte hai hajaro logo ne YouTube channel banaya hua hai. Sayad aapne bhi apna channel bana rakkha hoga or us par video bhi upload kiye honge or agar aapne abhi tak channel nahi banaya hai to koi bat nahi kyoki aaj main is post me aapko yahi bata raha hu.

YouTube Se Paise Kaise Kamaye 2025

Agar aapne pahle se hi apna YouTube channel banaya hua hai to shayad ye post aapko pasand na aaye lekin ek bar puri post jarur read kijiye. To chaliye start karte hai ki YouTube channel kaise banate hai.

YouTube channel banane ke liye aapko apni gmail id ki jarurat hogi agar aapne apna gmail account nahi banaya hai to pahle ye post read kar apna gmail account bana lijiye Gmail Account Kaise uske bad aap apna channel bana sakte ho.

How to Make Your Channel on Youtube

YouTube par channel banana simple hai aap is post ke step follow kar 2 minute me apna channel create kar sakte ho.

Step 1:

Sabse pahle apne browser me YouTube.com type kar YouTube website par jaye. YouTube Open hone ke bad Right Side upar People icon par click kare.

People icon par click karne ke bad ek dabba open hoga jaise humne screenshot me bataya hai. Isme setting ke option par click kijiye.

  1. Profile picture par click kare.
  2. Settings par click kare.

Open youtube settings

Step 2:

Ab jo page open ho usme See all my channels or create a new channel par click kare.

  • See all my channels or create a new channel option par click kare.

See all my channels or create a new channel

Step 3:

Ab Create a new channel par click kijiye.

Create a new channel

Step 4:

Create A New Channel par click karne ke bad ek new page open hoga usme google aapse new channel banane ke liye kahega yaha aapko jis name se apna channel banana hai wo name fill kare or create option par click kare

  1. Channel ka name dale
  2. Uske bad Create ke button par click kare.

Create a Brand Account
Step 5:

Create par click karte hi YouTube par aapka channel ban jayega. Ab google aapko channel verify karne ke liye mobile number mangenga.

  1. Apna mobile number add kare.
  2. Verification method choose kare, aap OTP code text message ya call se pana chahate hai.
  3. Continue par click kare.

Verify Your Youtube channel

 Step 6:

Ab jo page khulega usme aapko verify code add karna hai.Aapke phone number par ek code aayega wohi code yaha add karna hai. Code add karke channel verify kar le.

  1. OTP password add kare.
  2. Continue par click kare.

Verify Your Youtube Account

Step 7:

Ab aap apne banaye channel ke homepage par pahuch jaoge, jiska look kuch is tarah ka hoga. Ab bas aapko apne channel par video upload karna hai jiski jankari niche de raha hu.

Your YouTube Channel is Ready

Add channel art par click kar ke aap apne channel par koi bhi image photo add kar sate hai aap ye bad me bhi kar sakte ho. To is tarah aap bhi YouTube par apna channel bana sakte ho.

Ab YouTube par aapka channel to ban gaya hai par ab aapko ye janna hai ki YouTube par video upload kaise karte hai to aaiye jante hai ki YouTube par video upload kaise karte hai.

How to Upload Video to Youtube

Step 1:

Video Upload karne ke liye Right Side me upar Upload icon par click kare.

  1. Top right me Upload icon par click kare.

Upload Video on Youtube Channel

Uske bad aapke samne ek aesi popup window open hogi yaha se aap apni video ko channel par aasani se upload kar sakte ho.

  1. Select files to upload: Yaha par click kar aap apne computer se apni video ko select kar ke ya fir mouse se utha kar yaha patak sakte ho. Jaise hi aap apni video select karoge to video upload honi start ho jayega.
  2. Import:Agar aapki video google photos me hai to aap apni video ko yaha par click kar direct upload kar sakte ho.
  3. Get Started: Get started ke option par click kar ke aap apne cemera se video bana kar upload kar sakte ho.
  4. Aap chahe to mouse cursor se apne PC se video ko utha kar yaha move kar sakte hai.

Upload Video at Youtube

Generally, aap Select files to upload ka option choose kar sakte hai. Ab jaise hi aap vaha click karoge or computer se apni video select karoge to uske turant bad aapki video upload honi shuru ho jayegi jise aap niche page me dekh sakte ho.

Video Uploading on YouTube

Yaha par aap apni video upload hoti huye dekh sakte hai yaha se aap apni video ke bare me likh sakte ho ki aapki video kis tarah ki hai or usme kya hai.

  1. Yaha se aap ye dekh sakte hgai ki aapki video kitne parsent upload ho chuki is page me 4% upload ho chuki hai.
  2. Is option me aap apni video ka name fill kar sakte hai.
  3. Is option me aapko apni video ke bare me 150 words me likhna hai ki aapki ye video kis bare me hai or is video me kya hai.
  4. Yaha par se aap apni video se related tag add kar sakte ho.
  5. Public option me jakar aapko ye set karna hai aapki video ko koun koun dekh sakta hai koun nahi dekh sakta agar aapne ye video sabhi ke liye banai hai public hi rahane dijiye.
  6. Agar aap apni video ke sath koi massage chodna chahate hai to yaha wo massage add kar sakte ho.
  7. Is option me aap apni video ko playlist me add kar sakte ho.
  8. Video upload hone ke bad apni video ke liye niche 3 Thumbnail me se ek ko chun sakte ho.
  9. Apni video ki complete jankari fill karne ke bad publish ke button par click kar dijiye.
  10. Yaha video manager ke option par click kar ke aap ye dekh sakte hai ki aapki video aapke channel par hai ya nahi hai.
  11. Agar aap abhi ek or video upload karna chahate hai to add more videos ke option par click kar ke aesa kar sakte ho.

Video uploading ki adhik jankari ke lyie ye post padhe, YouTube Par Video Upload Kaise Karna Chahiye Hindi Jankari.

Jaise hi aap publish ke button par click karoge to video aapke channel par aa jayegai. To friends is tarah aap bhi apne channel par video bana kar use upload bhi kar sakte ho badi aasani se agar fir bhi aapko kuch samajh nahi aaya hai comment me bataye.

To friends ab aapne YouTube channel banana bhi sikh liya hai or us par video upload kaise karte hai ye bhi jan liya hai par aapko ek bat or janni hai ki YouTube par ham jo video upload karte hai unse hamari income kaise hoti hai aaiye jante hai.

How to Earn Money from Uploaded Videos on Youtube?

YouTue videos se earning karne ke liye aapko apna youtube channel monetize karna hoga. Videos ko mnetize karne ke bad aapki video par adsense ads show honge, Inhi advertisement se aapki income hongi.

Youtube channel ko monetize karne ke liye ye post padhe,

Ab aapko ye to pata chal gaya ki kamai kisse hogi but ab sawal ye hai ki hamari income kaise hogi. Actually aapki income YouTube par video se 2 tarah se income hogi.

  • Jab koi user aapki video par show ho rahe ads par click karta hai.
  • Ya fir aapki kamai jab hogi jab aap apni video par kisi affiliate product ka promote karte ho.

YouTube se paise kamane ki jankari ke bare me main already kai articles likh chuka hu jinme se 2 ke link yaha de raha hu, Aapko inme youtube video se paise kamane ki a to z guide mil jayegi.

  1. YouTube Se Paise Kaise Kamaye – Full Guide in Hindi
  2. YouTube Se Paise Kamane Ke 10 Aasan Tarike – Top 10 Ways

To friends is tarah aap youtube par video upload karke income kar sakte ho or agar fir bhi aapko Youtube se paise kamane me koi problem ho rahi hai to aap comment me bata sakte hai.

Agar aapka youtube me interest nahi hai or aap youtube se paise kamana nahi chahate ho to aap hamari ye post read kijiye. Free Website Blog Kaise Banaye – Complete Guide in Hindi is post me free website blog banane ki details se jankari di gayi hai aap apna blog bana kar usse paise kama sakte ho adhik jankari ke liye comment kare.

I hope aapko YouTube se paise kaise kamaye video upload karne ki jankari achhi lagi hogi agar ha to social media par apne friends ke sath share jarur kare

Reader Interactions

Comments (232)

  1. Kya main samsung j7 smart phone se AdSense aur monitize kar sakta hoon

    • Kyu nahi kar sakte ho. PC or mobile dono ki same process hai.

  2. Mere bank ka title name mere ID CARD k sath nhi milta

    Email id ka name ID Card k sath milta hai main AdSense k sath YouTube channel ko jorne k liay kyua krun

    • Aap ID card me name change karwa sakte ho, iske bare me aap email mitra ki shop par bat karo.

      • Ap muje ye btao k kin cheezon ka match hona lazmi hai
        Gmail ID Name
        iID Card
        Bank Title Name
        Example k through samjao

        • Sirf AdSense account ki detail aapke ban kaccount se match honi chahiye.

  3. Youtube channel google AdSense se jorna chahta hun
    kya ye mobile k through kia ja skta hai
    agar han to kis app par

    • Ha akr sakte ho. mobile ke chrome browser me YouTube ko open karo or is post ke btaye step follow karo.

  4. Mobile pr video manager ka option nhi a rha sab kr lia
    apka phone/whatsapp kya hai

    • Ye link open karo YouTube.com/my_videos

  5. YouTube kya 100$ hone se pahle payment nahi karta

    • Adsense YouTube or site dono par $100 hone par payment karta hai. Ye iski minimum payout hai.

  6. Sir main v apna ek blogging account bnana chahta hu aur AdSense she paisa kamana chahta hu…toh mujhe plz account kholne k liye link dijiye

  7. AdSense account kaisee banaa naa hai aur minimum kitne viewer per paise milte hai??

  8. youtub me video upload nhi hota sir chenal ka add kaise kre usme

  9. Hello sir maine YouTube par videos upload kar diya he use views bhi mile par AdSense account me total earnings, clicks, kuch bhi nahi dikhraha waha pe aisa likha aa raha he “YouTube earnings will be added to your AdSense payments page before the 15th of the month and included in your payment if your total earnings exceed the payment threshold. Estimated earnings will not be updated to include your YouTube earnings.” iaka matlab kya hota he sir please batayiye.

    • Adsense me YouTube earning mahine me ek bar add hoti hai aap 21 ya 1 tarikh ke bad AdSense me YouTube earning dekh sakoge.

  10. bhai mai addsence par kaise account batao. ye kya h iska kaha se options aayega.

  11. Help me bro! Jab mai YouTube me jakar apne computer se video upload karta hu to [ We have encountered unexpected problems. Please follow these steps and try uploading the file again] likha hua aata hai. Jiske karn video upload nhi hota. mujhe kya karna chahiye.

    • Ye temprarly error hai. Aap browser ki history dlelete karke ahi se step follow karke vidoe upload karo.

    • Sir kiya Pakistan se bhi paise kamaye ja saktay hain

      • Ha bilkul kama sakte ho aap kahi par bhi rah kar kama sakte ho.

  12. Kya mai AdSense ke jariye YouTube or blog dono se ek sath paisa kama sakta hun

    • ha dono ko ek hi AdSense account se jod sakte ho.

  13. m you tube per acc kase bnau or muje jayada pasa kmana h

    • Nahi. agar aap apne blog ka kuch content hide karna chahate ho to use kar sakte ho.

      • ha sir video mai ne upload too kar diye par ye monitize and AdSense account key se kare .thoda details mai mujhe aap baataye please .nai too mai kaamane nai paunga.aur him es mai bahut interest bhi hai.please aap reply dena thank you.

  14. What’s up, I want to subscribe for this weblog to obtain newest updates,
    so where can i ddo it please help out.

  15. Bhai ye batao ki agar apna video ko hi bar2 dekh kr view badhaya ja sakta h kya koi upay batai?

    • Nahi aap apna video khud dekhoge to AdSense aapko ban kar dega. Aap supportmeindia ki AdSense se related post padho.

  16. Jumme deen bhai mera sawal ye he ke mene apne blog ke releted ek video banai he use YouTube par upload karu to adsens connect karu .
    Abhi mene apne blog ke liye adses applay nahi kiya .

    • Pahle aap YouTube par or video upload karo or jab aapke sabhi video par 3000 se jyada views ho jaye to AdSense ke liye apply karna.

  17. Bhai sirf view se paise milte hain ya like aur subscribe se bhi
    Kitne like par kitne paise milte hain

    • na view se paise milte hai or na subscribe se. Paise aapko ads par click milne se milenge.

  18. Hello Jumedeen khan,
    maine apne YouTube chane par ek video upload kiya h us par 1400 veiw h or ab YouTube use copyright bta rha kya kre.
    mere pas AdSense ka hosted acount h usse YouTube chanle ko jodne par koi probllem to nhi hongi.
    help me bro.

    • opyright video ko delete kar do. Isme hi fayda hai warna aap kabhi bhi AdSense use nahi kar paoge.

  19. hi bhai mera blogger AdSense se jode diya hai per code laga bhi diya hai jo AdSense se mila hai aapki post read karke but mere blogger per AdSense ki ads show nhi ho rehi

  20. hi bhai ji kya haal hai , ek baat mujhe YouTube per mera Play­back-based CPM* $ 200 total hai , to mujhe kya milga isma matlab samjhe nhi aa reha bhi plzz betao

    • Iska jawab mai aapki pichli comment ke reply me de chuka hu.