Youtube bhi blogging ki tarah internet se paise kamane ka bahut acha or free tarika hai. aap youtbue par video bana kar upload karke money earn kar sakte ho. iske liye aap Youtube Se Paise Kaise Kamaye Video Upload Kar Ke post pad sakte ho.m par uske liye aapke YouTube channel par kuch subscribes hone jaruri hai. or agar aapke pas koi blog ya website hai to aap usme apne YouTube channel ka subscribe button add kar sakte ho. to chaliye aaj hum ye bhi sikh lete hai ki blog me YouTube subscribe button kaise add karte hai.
Blog me YouTube subscribe button add karna bahut hi aasan hai. iske liye bas aapko YouTube subscribe button ka code chahiye. aap YouTube subscribe button bannane ke liye humari YouTube Subscribe Button Kaise Banate Hai post pad sakte ho. ya fir mai aapko is post me YouTube subscribe button ki coding bta raha hu. aap use copy karke direct apne blog me YouTube subscribe button add kar sakte ho.
- Youtube Videos Par Views Kaise Badhaye 10 Best Tips in Hindi
- Youtube Videos Me Subscribe Button Kaise Add Kare
Blog Me YouTube Subscribe Button Kaise Add Kare
agar aapne abhi tak apna blog ya website nahi banayi hai to pahle aap Website (Blog) Kaise Banate Hai Online Paisa Kamane Ke Liye post pad kar apni free website bana le. aap sirf 5 minute me blogger par free website bana sakte ho.
Step 1: Sabse pahle aap YouTube subscribe button create kare. ya fir ye code copy kare. agar aap humari post pad kar YouTube subscribe button create karna chahate hai to yaha click kare. ya fir aap direct ye code copy karke blog me YouTube subscribe button add kar sakte ho.
- YouTube subscribe button code with channel name and image:
<script src="https://apis.google.com/js/platform.js"></script> <div class="g-ytsubscribe" data-channel="jumedeenkhan" data-layout="full" data-count="default"></div>
2. only YouTube subscribe button:
<script src="https://apis.google.com/js/platform.js"></script> <div class="g-ytsubscribe" data-channel="jumedeenkhan" data-layout="default" data-count="default"></div>
Step 2: ab apne blog ke dashboard par jaye or layout par jaye.
- add a widget par click kare.
- ab HTML/Javasript par click kare.
- ab widget box me upar diya code paste kare.
- finaly save par click kare or save template par click kare.
Code add karne se pahle YouTube channel ka name jarur change kar le. agar aapko YouTube se paise kamane ki jankari details me chahiye to aap supportmeindia ki YouTube se related post padiye. or agar fir bhi aapko koi jankari nahi mile to comment me humse apna sawal puch sakte ho.
- Youtube Par Video Ko Monetize Kaise Kare or Adsense Se Kaise Jode
- YouTube Par Video Upload Kaise Karna Chahiye
- Cricket Me Use Hone Wali Top 10 Technology in Hindi
Or agar aap blogging se paise kamana chahate hai to humari blogging se samabandhit post padiye. aapko is site par blogging ki puri jankari mil jayegi. finaly agar aapko post pasand aayi ho to ise share jarur kare.
Jisse aapki wajah se iske bare me or logo ko bhi pata chal sake or un ki bhi help ho sake. sath hi post ke bare me commentt jarur kare.
Phaguni mandal
subscribe button lagana to kafi aasan hai. Thank you
Juhi Rani
Sir jab hamne YouTube channel par apne website ko add kiya. To bina verify ke hi success website add success bata diya. Lekin jab ham post me video upload option me check karte hain. To wahan my YouTube videos me mere channel ka ek video bhi nahi aata. Aisa kyu ?
Jumedeen Khan
Aap youtube.com/my_videos se videos check karo.
sibbu
hello bhaiii ye Button YouTube ko subscribe karega ya blog ko…
Jumedeen Khan
YouTube ko.